Sir MERI LG ultra slim TV me 78141 ki IC me jis taraf 3 tange Hoti h voltage 14 volt + aur 14 - aata h hamare me 1 tang pe 14 milta h doosri pe Nahi milta bech ka to ground h usse to matlab Nahi h. Kaha se fault ho Sakta h please bataye
Chaina crt kit me av mod par crt light eakdam kam ho jati hai av nam bhi dikhta nahi eht ka screen ful karne par bhi kuch bhi dikhata nahi .par normal mod par kebal picture clear dikhata hi . Phir solutions.batav
very nice video sir please mere Liye aoyr badieya jaankaari video banana sir please
OK thank you Sir.
Nice video sir aapki sari video bahut achhi hai or aapka samja ne tarika bhi yese hi aap video banate rahiye...Thanks sir
Thanks sir !!!
Great stuff
Can you reflect english language plz on screen.
Very gud explain sir
Thank you very much sir !
Very very very nice videos sir I like your videos
Thanks sir!!!
Thanks sir ji
You are welcome sir💕💕💕
Sir lg slim me 78141 lagi h Kya 78040 ic laga sakte h aur 25 volt 1000uf capacitor BHI jala h please help me ic kharab ho Sakta h kya
Laga sakte hai. Ic bhut heat hota hai to , ic kharab hogi.
Thanks sir !!!
Sir MERI LG ultra slim TV me 78141 ki IC me jis taraf 3 tange Hoti h voltage 14 volt + aur 14 - aata h hamare me 1 tang pe 14 milta h doosri pe Nahi milta bech ka to ground h usse to matlab Nahi h. Kaha se fault ho Sakta h please bataye
Please Diodes, resistance , capstor ic ki supply line ke paas check kre. 78141 ic bhi faulti ho sakti hai.
Thanks sir !!!
sar vertical ic nambar D78040 10 minit use karneke bhad damage hoo ja ta he. iskha solution key he
-24 and +24 voltage supply or diodes check kre....
Capstor, resistance and deflection yoke coil bhi check kre......
Thank you so much sir ♥️❤️❤️❤️
Chaina crt kit me av mod par crt light eakdam kam ho jati hai av nam bhi dikhta nahi eht ka screen ful karne par bhi kuch bhi dikhata nahi .par normal mod par kebal picture clear dikhata hi .
Phir solutions.batav
CTR Base change Karen.... Picture tube bhi week ho sakti hai.....
Thank you so much sir ♥️🙏❤️❤️❤️
Good job
Thanks Sir ❤❤❤
Sir EHT se jo 2 ac nikalti he Waha resistance kitni watt ki lagana best hogs jo diode se hote huye vertical ic ke liye jata he???? Reply plz sir ji
Crt TV ki KIT me lagi ho same resistance lgani Chahiye., sir.
Thank you sir ❤❤❤
@@MrMunnaElectronics Nahi wo to pata he mujhe lekin wo resistance puri tarike Se jal gaya. Sirf watt pata Karna tha. Bataiye na
Nyc sir..
Thank you❤❤❤❤❤
Hello sir mere paas BPL ka purana Neptune model ka tv hai usme awaj kir kir jaisi aati hai kya karna hoga ? Kya problem ho sakati hai? Plz reply me
Please apne TV ko Tej Dhoop Mein Rakhe Teen Char- ghante ke liye problem theek ho jayegi sir.
Thank you sir ❤❤❤
@@MrMunnaElectronics Sir ye awaj speaker me se aata hai st se nahi
Bhai mere bpl fcr delux 22ca1 tv par vertical picture wide ho rahi hai aur bar bar kam jyada ho rahi hai. To kya capacitor se thik ho jaegi.
Sir China kit vertical 78040 ic se yoke ke liye 13,14 vol jata he wo Jada Nikal Raha he 20,21vo mil Raha hai kya kare plz bataye
Vertical ic chenge kre.
Thanks sir !
Sir ic bhi change Kiya phir bhi nahi hua
Sir lg ultra slim TV me kiss no..ka str output transistor lagega please
Str 5q 0765 letest str.......
Pehle kaun sa str lga tha......
Thanks sir !!!
Raj Kumar ভাই কোন রেজিষ্টার বাস্ট হলে কি করে বুজব কত মানের রেজিষ্টার ছিল।
Pehle shayad 1802 / 2499 laga tha . 1803 Baar Baar ud Jata h Aapne Jo bataya h vo LG 53 cm ULTRA Slim me lagega udega to Nahi please bataye sir
Horizontal output transistor hai 2499
Lga sakte hai.
PF , diodes and resistance or deflection yoke coil check kr le horizontal side.
Thanks sir !!!
Very good information
Thanks a lot! ....sir !!!
Welcome sir
Sir samsung ka tv hai on nahi hota hai to kay huva hoga
Power supply ki problem ho sakti hai .,.. Ok
Thank you Sir! ❤❤❤
Bhaai new power supply laga dijiye 3 taar vaali..
Bhai.vartical.section.ka.sabhi.part.thik.hai.tab.v.photo.hlaf.aata.hai
Function ic ki problem bhi ho sakti hain sir...
Thank you sir. ❤❤❤
sir samsung ultraslim tv hai ,usme screen cutt hora right side m
Experts se tv repair karana padega sir.
Thanks sir !
Mr-Munna Electronics tricks ! isliye to aapse puchrun sir
Horizontal side problem hone se ye fault aata hai sir. Kabhi kabhi deflection yoke coil ki problem bhi hoti hai.
Thanks once again sir !!
Thanks🙏🙇🙏🙇
Sir htka cap kasha lagatah Osaka video banaey
sir screen picture adjustment kaise karte hai?
Please EHT ke ooper screen control hota hai, isse screen ki adjust- mant hoti hai....
Thanks sir !!!
sir ap ek video banayo . screen adjustment kai liye . please. screen ka jo channel name aur headlines half ata hai . please ek video banayo sir
मल्टी मीटरसे से टीवी टयुब केसे चेक करते हैं विडीयो बतायेगे
Ok sir good idea !!!
Thanks sir !!!
sir power supply ok hai
but eht oparet Nahi Hoti hai output ok eht ok but no
screen please give me video
Horizontal output transistor, Transformer and EHT check kre...
110 DC ki supply OK h to...
Thanks sir.!
Voltage ok problem.ic ok problem not solve what happen
ѕír jí ѕσnd badhane par picture hilta hai kahan ka fault hai vídєσcσn tv hí
Power supply me problem hogi.smps (Supply kam hone se problem hoti hai)
Thanks sir !!!
Tv banana kaise sika
😀😀😀😉😉😉
Ok
Vertical ic bhi change Kiya phir bhi nahi hua