Aapka video pahli bar dekha bht hi achchi tarah se samjhaya hai mae bhi in sab baaton ka dhyaan rakhti hu our mere gudhal me bhi achchi flowering hoti hai 🥰🥰🥰👍
Dhyanwad apko jankari dene ke liye. Mera gudhal ka plant bhot achi growth kar raha tha abhi mausam parivartan se leaves murja rahi hai aur plant kafi dull lag raha hai.kiya muje Karna chahiye.
Paihli bar aapka video dekha, bahut achha laga.Aapne achhe tarikh se har bat ko samjhaya hai.Aur video dekhne ki jarurat hi nhin rahi. Aapki bolne ki speed jayada hai, kam hoti to follow karna aasan hota. Dhanyabad. Thank you ❤❤
Han, garmiyon men cuttings grow ki jati he, shade me rakhen,mera experience kehta hai, baarish best time he,jo isi video me maine bataya he,agar ap plant ki pruning karte hen to cutting waste karne se achha grow kar den.
Patton ke niche insects lag rahe hein,1/4 teaspoon baking soda one liter pani me gholkar spray karen Patton ke niche achhe se,pure plant par karen,do teen din lagatar,tez dhoop spray na karen,
Ma'am jarurat ho tabhi karen pruning,Agar plant ki growth achhi he, nutrition mil raha he plant ko to plant flowering kareg,or ye season gudhal k liye achha hai.
Ma’am lovely detailed information in your video! As I planted( branch cutting)in February when will it flower please? DAP ke jagah NPK 19:19 dalna safe Hai kya ?
Mam🙏 Maine 4-5 mahine pehle online hibiscus ke plants mangwa kar jameen mai laga rakhe hain, par in podhon ki growth nahi ho Rahi hai, (4-5 inch ki growth hai) khad vagaira bhi de hi Raha hoon fir bhi growth koi khas nahi hai. Mai Himachal Pradesh se 10-30 degree ke climate se sambadhit hoon, kripya in podhon ki growth bare margdarshan Karen🙏
Sir,20degree se upar k temperature me hibiscus achhi flowering Karta he, Temperature jyada kam hone par flower na ane ki samasya ho sakti he, Hybrid gudhal kam temperature me bhi flower produce karta he,Desi gudhal me flowering kam hoti he. Ap DAP online le sakte hen,jo apke plant ki growth ko badha dega.Mahine me ek bar kuch dane pani me gholkar jadon me dale, Growth k sath flower bhi ayenge.🌸
Hello Ma'am, maine hibiscus plant ki cutting lgai thi lekin usmai koi growth nhi dekhi toh maine usko wash kr ke paani mai daal ke rkh dia hai. Jitni cutting water mai hai utne part mai white color ka kuch aane lga hai. Kya meri cutting survive kr jaegi ma'am?? Please help me🥺☘🌺☘
Aapne fertilizer main dap aur super phosphate dala hai woh mere paas hai nahi kya aap uski jagah kya hum kuch organic cheez dal shakte hain please kya aap bata sakti hain
Madam, Rs.3500 me to pura garden ban jayega, Kaham se imodaclopride lene pahunch gayi ap, online Amazon se ya Flipkart se jakar seach karo kisi bhi company ka saste dam par badi aasani se mil jayega....
Very nice information. Thank you for sharing.
Aap ki video bahut achi lagi aap bhut achi tarike se samajhte hai
🎉
Aapka video pahli bar dekha bht hi achchi tarah se samjhaya hai mae bhi in sab baaton ka dhyaan rakhti hu our mere gudhal me bhi achchi flowering hoti hai 🥰🥰🥰👍
Very important and informative tips thanks
Excellent💯💯💯
Xllnt.jankari god bless u
Beautiful gudhal collection
Nyc care tips 👍
Ye baat mangunga aapka anubhav kafi accha hai plant ke bare me.🙏🙏
Hum pahle poori jad khol k fir lagate th t plantbekaar ho jata th.
Ab waise hi same utha k naye gamle m lga dete h
Ab theek chlta h
Khub bhalo vdo didibai❤❤
बहुत अच्छी जानकारी देने के लिए आपका हार्दिक आभार एवम धन्यवाद 🙏🙏
Very nice imfirmation from u mam thank u
Dhyanwad apko jankari dene ke liye. Mera gudhal ka plant bhot achi growth kar raha tha abhi mausam parivartan se leaves murja rahi hai aur plant kafi dull lag raha hai.kiya muje Karna chahiye.
Paihli bar aapka video dekha, bahut achha laga.Aapne achhe tarikh se har bat ko samjhaya hai.Aur video dekhne ki jarurat hi nhin rahi. Aapki bolne ki speed jayada hai, kam hoti to follow karna aasan hota.
Dhanyabad. Thank you ❤❤
Very good ma'am 👍 mere gudhal k paudo mein mealey bugs bahut attack krte hai, mainly cheenti bhi . Baking soda try krti hu. Aapka video pehli baar dekh rhi hu.
Excellent mam thx you
Nice information ❤
Superb👍👍👍❤
Kya es main uria ya bara, vati de sakate, jis koam bhasa main english khad bolate awasthi sudershan patarkar bagwan nagrota distt kangra hp
Mam , to make the roots strong of the plant what can I use from home? Thank you 🙏
Phosphorus rich fertilizer,Dried banana peel powder 3 to 5 teaspoon according to pot size once in every 10 days.
Thank you 🙏
Kele ka powder kya mil sakata, pata den awasthi sudershan patarkar bagwan nagrota distt kangra hp
Kya chai ki pati k sath potash ko milakar de sakte he?
Gudhal ke kitane rang hote, patal den awasthi sudershan patarkar bagwan nagrota distt kangra hp
Mere pas hainit deshi dono mahi ki sal se hol nhi aate
तीनो चिल्खे banana, onion, potato सभी को एक साथ डाल सकते है 💫⭐💫
Mam April में tip pruning kar sakte है 💫⭐⭐
Kar sakte hain
Excellent 👍
Nice
Mam my hibiscus plant is flowering well, but branches have become long and in between leaves are falling and top is heavy.
Seweed cap dono dena.hai
Mera jo gudhel ki poude he flower ing nahi hota he mene plastic dabe me lagai he
Plastic ke dabbe me lag sakte hai,koi dikkat nahi hai, achhe Flowers k liye kele ka or chaye patti ka fertilizer dalen 10 din men ek bar.
Mam mera gudgel ka pool 1din he jhula
Ma'am summer season me hamara koi b cutting grow nhi hota hqi sukh jata hai grow krne se aap bol rhe hai garmiya sahi hai
Han, garmiyon men cuttings grow ki jati he, shade me rakhen,mera experience kehta hai, baarish best time he,jo isi video me maine bataya he,agar ap plant ki pruning karte hen to cutting waste karne se achha grow kar den.
@@greenhouse1 ji ma'am Thk hai
New plants me kya dale,me abhi 1 month pahle lai hu,sabhi shift kar diye h,ab kya feeding kre!! All plant hibrid h
Feeding February month se start karna ap, banana peel fertilizer achha rahega,
Maine hybride hibiscus ke plant march me liye the...to maine use temporary lga diya tha...plant kharab ho rha to repotting kr skte hai
Madam mera paudhe ya ki patti mud gai hai kya treatment kiya jaye
Patton ke niche insects lag rahe hein,1/4 teaspoon baking soda one liter pani me gholkar spray karen Patton ke niche achhe se,pure plant par karen,do teen din lagatar,tez dhoop spray na karen,
Mam mera chota sa hibiscus ka paudha hai but uski pattiya peeli hoke gir Rahi he kon sa home fertilizer best hai?
Maam.agar fresh bana squese karke daal de to..maine galati sr aisa hinkiya hai
Na dalen, fungus lag sakta hai, Agar dal diya he to koi bat nahi,abhi ap mitti ko achhe se sukhne den,Kuch din ruk kar hi koi or fertilizer dena ap,
Saaf le Skte hai kya
Kya fitkari dal sakte h kya
Nahi, fitkari mitti me plant ko nuksan karega,bus spray kar sakte hain
Mam
Mere gudhal me Kali nahi aarahihai plant to healthy hai
Hello respected ma’am Mai Maharashtra mein hu it’s v hot . Maine cutting feb end mein Lagai ab PRUNING SAFE HAI KYA ? When will it Flower please guide
Ma'am jarurat ho tabhi karen pruning,Agar plant ki growth achhi he, nutrition mil raha he plant ko to plant flowering kareg,or ye season gudhal k liye achha hai.
Ma’am lovely detailed information in your video! As I planted( branch cutting)in February when will it flower please? DAP ke jagah NPK 19:19 dalna safe Hai kya ?
Mam🙏 Maine 4-5 mahine pehle online hibiscus ke plants mangwa kar jameen mai laga rakhe hain, par in podhon ki growth nahi ho Rahi hai, (4-5 inch ki growth hai) khad vagaira bhi de hi Raha hoon fir bhi growth koi khas nahi hai. Mai Himachal Pradesh se 10-30 degree ke climate se sambadhit hoon, kripya in podhon ki growth bare margdarshan Karen🙏
Sir,20degree se upar k temperature me hibiscus achhi flowering Karta he, Temperature jyada kam hone par flower na ane ki samasya ho sakti he, Hybrid gudhal kam temperature me bhi flower produce karta he,Desi gudhal me flowering kam hoti he.
Ap DAP online le sakte hen,jo apke plant ki growth ko badha dega.Mahine me ek bar kuch dane pani me gholkar jadon me dale, Growth k sath flower bhi ayenge.🌸
@@greenhouse1 🙏 धन्यवाद mam।
😊😊
आप किस एरिया से है क्योंकि हमारे यहां तो कली भी नही आ रही है
Main Punjab se hun.
Hello Ma'am, maine hibiscus plant ki cutting lgai thi lekin usmai koi growth nhi dekhi toh maine usko wash kr ke paani mai daal ke rkh dia hai. Jitni cutting water mai hai utne part mai white color ka kuch aane lga hai. Kya meri cutting survive kr jaegi ma'am?? Please help me🥺☘🌺☘
White colour means agar cuttings healthy rahi ho to root ajayege.change water daily to avoid fungus.
Hello ma'am mere hybrid hibiscus ke plant ki buds khilne se phele Tut kar gir ja rahi hai
Kya karen please help me
Sir,is video me maine bataya he ki buds kyun fall hoti he or uska solution bhi.
Aapne fertilizer main dap aur super phosphate dala hai woh mere paas hai nahi kya aap uski jagah kya hum kuch organic cheez dal shakte hain please kya aap bata sakti hain
* Tarike.
Meri plant ki kali shuk ja rhi
Ak hajar bato ky bad ak chotee c bat batate ho
Sir, maine detail me is liye bataya he taki apki ki koi queries na rahe.🌸
Rs.3500/- 😢
Madam, Rs.3500 me to pura garden ban jayega, Kaham se imodaclopride lene pahunch gayi ap, online Amazon se ya Flipkart se jakar seach karo kisi bhi company ka saste dam par badi aasani se mil jayega....
Nice information ❤❤