har logo ki yhi kahani me ek aadiwasi community se belong krta hu meri sister ko bhi bahut jyada pareshan thi unke inlaws se or also husband se phir vo bhi separate ho gyi or badhiya jindgi jee rhi hai independent h or strong bhi 🙏👍
Thank you so much for having me on❤ It was a great honour and opportunity of sharing my story, I’m very grateful to the JoshTalks Team, Specially Pandey Mam❤❣️🙏🏻
@@priyathakurhardworkBahot mushkil hota didi time mere husband bahot acche hai koi buri aadat bhi nhi hai lekin kuch time pahele un ko nasur ki bimari hogai thi jis ki waja se un ka sara kam band hai our hamare pas ki sab saving khatm hogai fruit bechte hai mere husband mujhe 2 bete hai bada beta 6 sal ka hai chota beta 5 mahine ka hai mere chote bete ki tabiyat kharab hai yaha tak ke hamre pas khane tak ko paise nhi hai mai itni pareshan hu ke kya batau ab to Mera dil aise karta ke fansi hi laga lena nhi to dono baccho ko lekar train ki patriyo par ja kar sojana bacchon ki taklif dekhi hi nhi jati bhuk se tadapte hue
@@ShanuZain-wx3gf aap se itna hi kahungi ki bure time me sabhi ko milkar jo bhi kaam mile krna chahiye, Haa Apka bachcha 5 mahine ka hai to aapko mehnat krne me bahut mushkil ho rahi hogi me smjh sakte hu kyunki mere beta bhi 4 mahine ka hi tha tb me use apne sath kaam pr le Jaya krti thi or side me use Sula kar apna kaam krti hi, aap BS sabar kro or mehnat karte chalo, jo bhi kaam samne aaye or karne layak ho to kr lo,, kyunki pese ki earning hoti rahna chahiye, pede bina kuch bhi nhi hota, or kuch bhi bura apne mind me mat lao, ye vakt bhi gujar jayega… me dua karugi ki apni life jaldi hi aasan or happy ho jaye🙏🏻
Dee mera bhi husband aisa hi hai daily drink krk aata hai aur marta hai isi liye mai mummy k ghr pr hu 3year se Dee koi help kr do yaha bhi bahut se log bahut kuch sunate hai 😢😢😢😢
Sem ye kahani meri he mera beta 14 sal ka he ..mera abhi divorce kort me pedig pada he abhi kuch nahi huva he..beta mere sath he..Pati apni maa ke sath he ..hamere sath nahi he
Mujhe josh talks m kuch batana h apni ammi k bare m unka death ho gya 24ko hua h please mujhe mouka Diya Jaye ki m bata saku ki m kya kya jheli meri sari duniya khatam ho gai 😭😭
Ham ki kare sir mere bhi pati bahut torcher karte hai bina matlab ke gaali galauj karte hai sir ham inse alag hone ka man ni karta par be wajh ye gussa jaise taise sarir ko mod dete hai phir bhi jee rahe mere do bache hai ki kare samjh ni aa raha 2007 me hamare saadi huye the but ki kare
Pati n apko ni chora. Apne chora jo ki bilkul theek Kara. Aurat koi cheez ni h jo chor diya .hm jarurat padne p durga bhi bante h chandi b bante h . Kabhi khud ko bechari ni kehna chahiye
Yaha me husband ko galat batane nhi aayi or na hi khud ko sahi sabit karne, aap sirf sadi ke bad ki story pr focus hai,, mene apni puri journey batayi h,, mene bachpan se struggle kiya hai,,, uske bad km Umar me shadi, or shadi ka apna experience bataya h,,, mere husband ka apna experience hoga.. pr ek bat hai wo h humare bich ke rishte ki sachchai jo me or wo, hum dono ache se jante hai or yahi karan ki itne bade plate form pr me sabke samne apni kahani rakh payi,, wo bhi un logo ke liye jo life me bachpan se struggle kr rahe hai, or bade hokar bhi apne relationship me life ko itna toxic ji rahe hai na family ka vikas ho raha na bachcho ka, or mera manna hai ek koi bhi parent chahe fir wo ladki ho ya ladka, apne bachche ke future ko spoil nhi karna chahega. Isliye mene 10 saal bad sirf apne bachche ke bare me soch kar decision liya, jo aaj sahi sabit hua. Kyunki as a single parent mene uski achi parvarish ki hai, or ye bat mere ex husband ke family bale bhi jante h or bete ka pita bhi. Aksar insan galat nhi hota sir aadare galat hoti h. Pr ek insan ki galat aadat ki saja puri family ko nhi milni chahiye, or mere ex husband ko bhi pata tha ki unki aadat nhi sudhregi isliye wo bhi mere decisions se agree the. Baki is kahani ko share krne ka motive mera sirf itna hai ki ladka ho ya ladki, apne pr pareshani me fight kro or kabhi give mt kro. Chahe life me kitni bhi mushkil aaye.
Aapki bat bhi sach hai lekin na sabhi aurte buri hain na sabhi aadmi, kuch rishte me sahi ko bahut galat insan mil jata hai chahe wo aurat ho chahe wo aadmi ho lekin aurat ke liye aadmi ko chhodna asaan hai chahe khud se chahe kanoon se lekin sahi aadmi ko galat aurat se chhutkara pana impossible sa ho jata hai.
@@alluaryan4855 lagta hai aapki life me kabhi koi taklif nahi aayi, and I wish ki kabhi na aaye,,, kyuki har insaan ki life easy nhi hoti. Or rahi baat rone ki to wo stage hi esa hai,, jaha aap apni AAPBITI batate hai to lagta hai ki aap fir se us time me chale gaye hai or khud b khud aasu aa hi jate hai..... Or ek bat josh talk wo stage hai jaha sirf sirf logo me ummid or motivation ke liye sachchi kahaniya sajha hoti hai,, ye mera personal experience hai, apne shayad puri video nhi dekhi. Kher aapse itna hi kahungi ki agr ye kahaniya n hoti to aaj me aapko ye reply n kr pati,,, kyuki ek time pr jab aap kisi se bhi apni taklif nhi kah pate ho or n koi apko sunne wala hota n smjhne wala, tb aapko hosla bollywood ki Sanju ya other movies se motivation nhi milta balki hosla milta aapke hi jese ki aam insaan ki kahani se . kyuki aap ye kahakar himmat bandh lete ho ki jab wo ji sakta hai to hum bhi kar sakte. Apki sir gyan or motivation me bahut fark hai. Or ek bat jab aapke pass dene ko kuch bhi na ho to km se km use tasalli to de hi sakte hai..... Kher. I hope apki life me esa koi din n aaye jb apko kisi motivation ya taslli jarurat bade. Good luck 🤞
जिंदगी में एक बात तो तय है, कि, जिंदगी में , कुछ भी नहीं तय हैं,😊 मैं कितनी मेहनत करती हूं,वो, मेरे सिवा कोई नहीं जानता, पर सफलता अभी कोशों दूर है,काश मेरी भी मेहनत सफल हो जाती, मैं स्लम बस्ती के पास रहती हूं, और यहा, के गरीब बच्चों के लिए स्कूल , बनाना चाहती हूं, प्लीज सपोर्ट मी ❤
@@ZindagiMajedaar Jarur milegi aapko success aap bas time ka sahi use karna or kabhi bhi give mt krna, or kisi bhi mehnat ke kam krne se sharmana nahi kyunki suruaat chhote kam se hi hoti hai.,.. pr aagar kuch acha idea hai hunar hai to aap uske liye bhi try kro dhori risk bhi ho to try kro ho Skta hai aapko manjil mil jaye pr rasta humesha sahi choose krna, best of luck 🤞
bit.ly/4d6Cfje
👆Interview की गारंटी इस प्रोग्राम में 👆
Mai bhi apni story aise hi Josh talks me btana chahti hu ..... please mujhe btaye ki mai iske liye kya kru
आदमी पैसे नहीं कमाता लेकिन शराब पीने के लिये पैसे कहां से आते हैं, मुझे ऐसे पुरूषों से सख्त नफरत है
Pine wale sharab ke liye sab arrange kr lete hai, karja karte hai , Froud krte
तिनी मुश्किलों के बावजूद आपने हार नहीं मानी और मेहनत से कामयाबी पाई, यह बहुत सराहनीय है . बधाई हो बहन,
Thank you 🙏🏻 ❤
Bahut Inspiring story mem itna kuch Saha apne life m kitna sagarsh kiya aapne salut kabhi bhi life m Himmat nhi Harni chahiye you are great 👌👌
Sahi kaha aapne, thank you so much 🙏🏻
Very emotional but u are brave .God bless you
har logo ki yhi kahani me ek aadiwasi community se belong krta hu meri sister ko bhi bahut jyada pareshan thi unke inlaws se or also husband se phir vo bhi separate ho gyi or badhiya jindgi jee rhi hai independent h or strong bhi 🙏👍
Bahan tumhari himmat ko sat sat Naman Bhagwan tumhare tumhen aur tumhare bacche ko swasth rakhe sukhi rakhe.
Thank you so much 🙏🏻❣️
Thank you so much for having me on❤
It was a great honour and opportunity of sharing my story,
I’m very grateful to the JoshTalks Team, Specially Pandey Mam❤❣️🙏🏻
😢Your story was very sad and inspiring...
I wish you a happy life...🙏
oh so painful story😰😰😰
how one become addicted to drink.......it is surprising for me
sister you are so brave....salute👋👋👋
@@ASHOK251058thank you ji for appreciating and admiring me, my life journey was so so tough and painful but I still trying 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
My Salute to you for your courage and struggle
Kharab Pati kharab sasural duniya me kisi ko na mile kisi Janam me nahi sari duniya ki stri jati lifetime safe rahe
Bilkul sahi kaha apne
stri hi stri ki dushman hoti hai shadi se pahle family sb khushal hoti hai but shadi ho jane ke baad stri hi family divide kr deti hai🙏
God bless you beta
Parnam to respected elders
God bless you long life and good luck
Mam aapane sari ladiss ko ek inspiration story bataiye jo ki her ladies ke liye bahut jyada difficult hoti hai😢😌💯
Thank you so much 🙏🏻
@@priyathakurhardworkBahot mushkil hota didi time mere husband bahot acche hai koi buri aadat bhi nhi hai lekin kuch time pahele un ko nasur ki bimari hogai thi jis ki waja se un ka sara kam band hai our hamare pas ki sab saving khatm hogai fruit bechte hai mere husband mujhe 2 bete hai bada beta 6 sal ka hai chota beta 5 mahine ka hai mere chote bete ki tabiyat kharab hai yaha tak ke hamre pas khane tak ko paise nhi hai mai itni pareshan hu ke kya batau ab to Mera dil aise karta ke fansi hi laga lena nhi to dono baccho ko lekar train ki patriyo par ja kar sojana bacchon ki taklif dekhi hi nhi jati bhuk se tadapte hue
@@ShanuZain-wx3gf aap se itna hi kahungi ki bure time me sabhi ko milkar jo bhi kaam mile krna chahiye, Haa Apka bachcha 5 mahine ka hai to aapko mehnat krne me bahut mushkil ho rahi hogi me smjh sakte hu kyunki mere beta bhi 4 mahine ka hi tha tb me use apne sath kaam pr le Jaya krti thi or side me use Sula kar apna kaam krti hi, aap BS sabar kro or mehnat karte chalo, jo bhi kaam samne aaye or karne layak ho to kr lo,, kyunki pese ki earning hoti rahna chahiye, pede bina kuch bhi nhi hota, or kuch bhi bura apne mind me mat lao, ye vakt bhi gujar jayega… me dua karugi ki apni life jaldi hi aasan or happy ho jaye🙏🏻
Bahot himmat ke saath khadi ho tum aage tumhara kalyan jaroor hoga. All the best for your future days 🙌
A very inspirational story. You have achieved a lot and you will achieve a lot more. Good luck for all of your endeavours.
@@Kochhaak ji Thank you so much 🙏🏻 for your best wishes because I really need 🙏🏻, and I wish to god to blessed you 🤞
What a fighter, now nothing can stop u
Sari duniya sukhi nirogi rahe sab sukhi sata me rahe
Sahi kaha aapne
thanks you so mam bahat mehet kiya apne me thanks you so much 🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you so much. The innermost and heart touching.
Thank you ❤
Bahut hi inspiring story🎉🎉🎉for your succsess
God bless you, love you
Great job beta .
So inspiring and awesome,
A very sad and emotional story indeed...❤😢
Thank you 🙏🏻
Be bold we also face lot of problems you will see in old age good life
लक्ष पाने के लिए शादी या पती जरूरी नही.
शेरनी हो बेटा
Aap ki story bahut inspiring hai
Congratulations di❤🎉😊🙏
Thank you 🙏🏻
Congratulations beta
Thank you 🙏🏻
Ise khete hai struggle
Hats of to you priya
A nice story 👌👌💐💐🙏
Thank you 🙏🏻
What women can't do when they want. It is necessary for women who suffer from husbands to learn a lot from you 🇳🇵🇳🇵
Hats off to u ❤
Thanks ma'am inspiring story
Well done in the end
Very motivational, my mausa and his husband are same.
Salute to you mam!
Salute to you girl
Gr8
सही कहा शराबी से कभी शादी मत करना
God bless you and your son also
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Very inspiring
Solute to u...
Great thanks dear 😢very strugal story 😢
God bless you dear ❤
Didi I am proud of you.
good job
Nice
Pahle hame himmat karni hoti hai jis bhi situation mai hai wahi se suru karna hota hai log support bhi karte hai..sabhi buure nhi hote
Pehle bola 1 baje tab pati aaya
Ab bol rahi hai ki me gadi pe 11 baje ja rahi thi thand me !!!
Juth hai ya sach hai ???!!!!
Inka UA-cam channel kya h please btao
Same khani mere bhen ke bhi hai di😢😢😢
Bahut taklif wali life hoti hai 😢
Apki bhn ko ghr bula lo ghr se hi koi kam kr legi khud apna guzara kr legi to ma papa bhai ko bi problem nhi hogi
आपको सॅल्युट!!!
Di aap hair pe kya lgate h
Inki avajbme itna dard h ki muhgse suna nhi ja rha tha
Ek ladki ki zindagi kitni mushkil bhri hoti h zindagi m aaj smjh m aaya
Ye dard mene Jiya hai🥹
@@JaatJaat-ps4essahi kaha aapne🙏🏻
@@priyathakurhardwork ladki ko ladko ki trh apne papa k ghr m hissa milna chahiye taki kuch glt ho uske sath to apne ghr m aa kr rhe Santi se
Jase lag reha ho meri khani ho rula di sister 😢😢😅
@@poojasingh-ov5qi i pray, god bless you happy life 🥰
You did it di, such a inspirational story 👍.you're hard work pays off 🎉
Thank u so much. 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bahut achha himat nhi harna chahiye ta toh bulndiyon ko chu liya tum toh sarni ho❤❤❤❤❤
Dee mera bhi husband aisa hi hai daily drink krk aata hai aur marta hai isi liye mai mummy k ghr pr hu 3year se
Dee koi help kr do yaha bhi bahut se log bahut kuch sunate hai 😢😢😢😢
Sister Tum se
Bat karani h
Kaha se ho aap
Yar hamare zindagi se dukh khatam kyo nhi hota h meri bhi sem kahani h 😢😢
Kyu shayad ishwar ko pata hai ki hum me itni himmat hai ki hum har dukh ko sahas se face kr lenge
Haa sayed aab bhagwan hi jane aage kya likhe h hamari kismat me
oh😥😥😥😥😥😥😥😭😭😭😭
🎉🎉🎉🎉🎉
Sem ye kahani meri he mera beta 14 sal ka he ..mera abhi divorce kort me pedig pada he abhi kuch nahi huva he..beta mere sath he..Pati apni maa ke sath he ..hamere sath nahi he
Jyada nashe ki lat pariwar brbad kr deti h . thnks 😊
Mujhe b aana josh talk pr .meri kahani b kuchh aisi hi h
acting achi he 😀
Khush raho beta
Mujhe josh talks m kuch batana h apni ammi k bare m unka death ho gya 24ko hua h please mujhe mouka Diya Jaye ki m bata saku ki m kya kya jheli meri sari duniya khatam ho gai 😭😭
Kon kon NDA nikalne vala hai ❤❤
NDA means???
@@smitapatel2572 NDA ... Jiske through officers bante hai
@@Himanshupsclover ok
Meri beti ki bhi dukh bhari kahani hai
Very nice beta
Ham ki kare sir mere bhi pati bahut torcher karte hai bina matlab ke gaali galauj karte hai sir ham inse alag hone ka man ni karta par be wajh ye gussa jaise taise sarir ko mod dete hai phir bhi jee rahe mere do bache hai ki kare samjh ni aa raha 2007 me hamare saadi huye the but ki kare
Dee mera bhi husband aisa hi hai
😢😢
❤❤❤❤❤😢😢😢😢😢🙏🙏🤗🤗
😢😢😢
Pati n apko ni chora. Apne chora jo ki bilkul theek Kara. Aurat koi cheez ni h jo chor diya .hm jarurat padne p durga bhi bante h chandi b bante h . Kabhi khud ko bechari ni kehna chahiye
❤❤❤
Mujhy bhi apni story batani h😢😢
Isi wajah se mai mummy k ghr rahti hu
Phli baar koi asli deserving person dikha . ..jish talk p ....
Who is she?
Drinkers ke alwa aur bhi bahut disadvantages hoti h baat hi na krna husband ki apni life k decision n le pana jise biwi bacho ki life spoil 😢
❤❤🫡
😭😭😭😭😭😭😭😭
Husband wrong tha aap narak me Rahi wo bhi accept lekin wahi husband apni bhi aap biti sunaye aakar to aapki 50% jhuti bate niklengi.
Yaha me husband ko galat batane nhi aayi or na hi khud ko sahi sabit karne, aap sirf sadi ke bad ki story pr focus hai,, mene apni puri journey batayi h,, mene bachpan se struggle kiya hai,,, uske bad km Umar me shadi, or shadi ka apna experience bataya h,,, mere husband ka apna experience hoga.. pr ek bat hai wo h humare bich ke rishte ki sachchai jo me or wo, hum dono ache se jante hai or yahi karan ki itne bade plate form pr me sabke samne apni kahani rakh payi,, wo bhi un logo ke liye jo life me bachpan se struggle kr rahe hai, or bade hokar bhi apne relationship me life ko itna toxic ji rahe hai na family ka vikas ho raha na bachcho ka, or mera manna hai ek koi bhi parent chahe fir wo ladki ho ya ladka, apne bachche ke future ko spoil nhi karna chahega. Isliye mene 10 saal bad sirf apne bachche ke bare me soch kar decision liya, jo aaj sahi sabit hua. Kyunki as a single parent mene uski achi parvarish ki hai, or ye bat mere ex husband ke family bale bhi jante h or bete ka pita bhi. Aksar insan galat nhi hota sir aadare galat hoti h. Pr ek insan ki galat aadat ki saja puri family ko nhi milni chahiye, or mere ex husband ko bhi pata tha ki unki aadat nhi sudhregi isliye wo bhi mere decisions se agree the. Baki is kahani ko share krne ka motive mera sirf itna hai ki ladka ho ya ladki, apne pr pareshani me fight kro or kabhi give mt kro. Chahe life me kitni bhi mushkil aaye.
Ye jhooth nahi bol rhi hai.abhi aapne aurto ki halat nahi dekhi ,inse bhi jyada buri condition me aurte ji rhi hai.
Aapki bat bhi sach hai lekin na sabhi aurte buri hain na sabhi aadmi, kuch rishte me sahi ko bahut galat insan mil jata hai chahe wo aurat ho chahe wo aadmi ho lekin aurat ke liye aadmi ko chhodna asaan hai chahe khud se chahe kanoon se lekin sahi aadmi ko galat aurat se chhutkara pana impossible sa ho jata hai.
sb aakr yaha pe anshu hi bahate hai😀😀 jyadatar jhoot hi hota hai...sb bdha chdhakr gyan dene lg jate hai🙏
@@alluaryan4855 lagta hai aapki life me kabhi koi taklif nahi aayi, and I wish ki kabhi na aaye,,, kyuki har insaan ki life easy nhi hoti. Or rahi baat rone ki to wo stage hi esa hai,, jaha aap apni AAPBITI batate hai to lagta hai ki aap fir se us time me chale gaye hai or khud b khud aasu aa hi jate hai..... Or ek bat josh talk wo stage hai jaha sirf sirf logo me ummid or motivation ke liye sachchi kahaniya sajha hoti hai,, ye mera personal experience hai, apne shayad puri video nhi dekhi. Kher aapse itna hi kahungi ki agr ye kahaniya n hoti to aaj me aapko ye reply n kr pati,,, kyuki ek time pr jab aap kisi se bhi apni taklif nhi kah pate ho or n koi apko sunne wala hota n smjhne wala, tb aapko hosla bollywood ki Sanju ya other movies se motivation nhi milta balki hosla milta aapke hi jese ki aam insaan ki kahani se . kyuki aap ye kahakar himmat bandh lete ho ki jab wo ji sakta hai to hum bhi kar sakte. Apki sir gyan or motivation me bahut fark hai. Or ek bat jab aapke pass dene ko kuch bhi na ho to km se km use tasalli to de hi sakte hai..... Kher. I hope apki life me esa koi din n aaye jb apko kisi motivation ya taslli jarurat bade. Good luck 🤞
Kitna juth bolti hai k halat kharab the ghar k or sab kuch accha bhi ho gaya
जिंदगी में एक बात तो तय है, कि, जिंदगी में , कुछ भी नहीं तय हैं,😊 मैं कितनी मेहनत करती हूं,वो, मेरे सिवा कोई नहीं जानता, पर सफलता अभी कोशों दूर है,काश मेरी भी मेहनत सफल हो जाती, मैं स्लम बस्ती के पास रहती हूं, और यहा, के गरीब बच्चों के लिए स्कूल , बनाना चाहती हूं, प्लीज सपोर्ट मी ❤
@@ZindagiMajedaar Jarur milegi aapko success aap bas time ka sahi use karna or kabhi bhi give mt krna, or kisi bhi mehnat ke kam krne se sharmana nahi kyunki suruaat chhote kam se hi hoti hai.,.. pr aagar kuch acha idea hai hunar hai to aap uske liye bhi try kro dhori risk bhi ho to try kro ho Skta hai aapko manjil mil jaye pr rasta humesha sahi choose krna, best of luck 🤞
Pĺlĺly
Hnji v he aaàààaààààààààààà1¹¹@@priyathakurhardwork
esa admi ko pesab mix korke pilana manta
var good bench
Mam kya kam karte ho aap
Jish talk kewal lady interview kar raha gent to koi milta nahi
Karta hai bhaiya, aap apni story send kijiye unhe
@@Abhinav_kuntal_Fitness ye Josh talk Aasha channel hai, inke approx. 40 channel hai. AAP 10M wale channel pr dekhna waha bahut sare males ki story milegi
@@priyathakurhardwork mai ne sare bahut video dekhe kewal youtuber or share marketer bas baki to koi hai hee nahi kuch din hum apna Josh talk banauga
❤
Bahan india mai es caste ne sab kuch bigad rakha hai har caste mai garbi es aadhar par rejarvrasion milna na ki caste ke aadhar par i am also chamar
New subscribe: Chanci cosmetics general Store
❤❤❤❤❤❤