ध्यान की तकनीक क्या हो_परमात्मा की ओर चलें यह भीतर की ओर मुड़े ? Osho talks

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 12 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 10

  • @LuvKumar-w5d
    @LuvKumar-w5d 3 дні тому

    Osho ko kya khubi se apne define kiya hai ❤❤💯💯

  • @medicatic
    @medicatic 4 дні тому

    Outstanding job mai ati ananad sun raha hu most awaited video lot's of like 🙏❤️

  • @kushagramomskitchen
    @kushagramomskitchen 16 годин тому

    Very motivated video

  • @gyandhara-ws2xx
    @gyandhara-ws2xx 4 дні тому

    Jivan ko agar samaj gaye tu dhayan ko samaj jaaoge tum kahi se bhi jao kese bhi jao koi bhi rasta apnao jaogee tu ek hi bindo per koi bhi baat bas ek hi hai awesome video😍😍

  • @pkchoudhary5469
    @pkchoudhary5469 4 дні тому +1

    God and organisms are one, only there is lack of spiritual knowledge
    Only there is need for that 1 second of God's meditation
    Buddha☯️🕉 osho🙏🏻🎐

  • @Mytales-oz6cw
    @Mytales-oz6cw 4 дні тому

    Jivan Mein Dhyan ka mahatva sarvopari hai Dhyan hai to sab kuchh hai Dhyan nahin to kuchh bhi nahin Apne dhyani ke Karan Arjun ki pariyon ko dheere dheere khinchte Hain Dhyan ke vishay mein bahut acchi baten sunane ko Mili 🙏

  • @kpchoudhary914
    @kpchoudhary914 4 дні тому

    Cheshta agar sacchi Ho to sab sambhav ho jata hai Parmatma bhi mil jaate Hain jivan ghoom FIR kar astitva ke sath hi mil jata hai

  • @poktilegod
    @poktilegod 4 дні тому

    Tarika Ham koi bhi nahin Fir Bhi pahunchte Vahi Hain Dhyan Parmatma ki or rakhen ya Dhyan bhitar ki Baat donon ek hi hai agar tum Parmatma Ka Dhyan karne jaaoge tab bhi baat vahi hai agar tum Behtar mudte jaaoge tab bhi baat vahi hai sab Jagah Vahi To Hai

  • @amitrupareliya4457
    @amitrupareliya4457 2 дні тому

    Ye kiski awaz hai

  • @SatyavratArya-or9mn
    @SatyavratArya-or9mn 4 дні тому

    Bhagwan Buddh per Jab vah Soni pravachan diye the yah Adbhut shrankhala Thi Kranti Mein Jo Bhi Kuchh Osho Ne Kaha vah Adbhut tha