Bhai network ke ye scene h ki Sankri tak toh ache se milenge uske baad bhi but juda ka talab se thodi der pehle hi wo chale jayenge uske baad jab kedarkantha base camp jaate h tab ek Jagah pe aate h wo bhi bht mushkil se aur uske baad sidha summit pe network aayenge M 2 din Bina network tha bhai Network ka toh issue h Waha pe !! Baaki jo bhi guide hoga wo btadega jab bhi network ayega
@@ronittejwani6091 hello For this just give me a day time I will confirm it with the company and will let you know suresly as I am also a traveller but will ask for you !!
@travellingtalesbydanish hopefully rahe yr kyonki abhi google kadak dhoop dikha raha hai isliye snow pighal bhi sakti hai baki mujhe jitna lagta hai kedarkantha peak me snow mil jayegi
Hello bhai December January February and march are peak season for Kedarkantha trek so you will get crowd for sure because it’s there main season But apart from this yes January is a good time To visit bhai
@@ashishsrivastava3327 bhai mein gya tha Himtrek ke sath Mene video m Instagram id aur mobile number dala hua h bhai Aur koi help chaiye hoto btadena And kedarkantha ki bhi video dal Rakhi h bhai
Bhai network ke baar eme
Kuch btadijie
Bhai network ke ye scene h ki
Sankri tak toh ache se milenge uske baad bhi but juda ka talab se thodi der pehle hi wo chale jayenge uske baad jab kedarkantha base camp jaate h tab ek Jagah pe aate h wo bhi bht mushkil se aur uske baad sidha summit pe network aayenge
M 2 din Bina network tha bhai
Network ka toh issue h Waha pe !!
Baaki jo bhi guide hoga wo btadega jab bhi network ayega
Type 1 diabetic person insulin ke sath kaise travel kare ?
@@ronittejwani6091 hello
For this just give me a day time I will confirm it with the company and will let you know suresly as I am also a traveller but will ask for you !!
@travellingtalesbydanish okay thank you so much this will help me a lot 🙏😇
😊
Current situation ka koi updates h .. like snow wagera kuch h trek m
Hello bhai
Abhi current situation ye h ki
Kaafi log ja rahe h
And snow h Waha pe abhi and thand kaafi Milne wali h bhai 😊
@@sasuke1684 snow itni bhi ni hai isliye soch ke jana baki thand itni hai ki gu nikal jayega isliye sab saman leke jana brother
Hahahaha 😂😂
@@travellingtalesbydanish bhai ko reply karke galti kardi lag raha hai ab bhai dara hua hai
Packagefy will help you for trek
I already did it brother 😊
How about you ?
Bhai yeh batao ki abhi jo fresh snow giri hai vo 20 dec tak rahegi kyaa
Bhai Mene pucha h wo bta rahe h ki sayad ab rahegi ye !! Hopefully
@travellingtalesbydanish hopefully rahe yr kyonki abhi google kadak dhoop dikha raha hai isliye snow pighal bhi sakti hai baki mujhe jitna lagta hai kedarkantha peak me snow mil jayegi
Haan bhai peak toh mil sakti h
Baaki h toh ye snow season
Ho Sakta h achi khaasi barf ho bhai
Baaki bs be hopeful
@travellingtalesbydanish tikne ke chances hai bhai achi khasi snowfall hui hai
Haan woi toh m keh raha tha achi Khasi snowfall hui h
Maja ayega bhai full on
I do not want to go anytime near the new year.. I want to visit in january so what will be the best time in jan and with least crowd?
Hello bhai
December January February and march are peak season for Kedarkantha trek so you will get crowd for sure because it’s there main season
But apart from this yes January is a good time
To visit bhai
Konse company ke sath gaye the ?
@@ashishsrivastava3327 bhai mein gya tha
Himtrek ke sath
Mene video m Instagram id aur mobile number dala hua h bhai
Aur koi help chaiye hoto btadena
And kedarkantha ki bhi video dal Rakhi h bhai
Bhaiya 200 rupees ki green screen aati hai peeche jhut ka blue bhaut distraction lag raha hai
@@_XP92 green h toh h bhai mere pass but mene toh just ese hi bana dia
Next time with green screen 😊