मैं तीन साल से बोगूसराय में रह रहा हूं और कपासिया में UCO बैंक के लिए काम कर रहा हूं। बिस्वंत नगर, ईओसी टाउनशिप, ट्रैफिक चौक, एटेल चौक आज मुझे आकर्षित करता है ,Sweet memories,people of begsarai are still fresh in my mind.
जानकरी नही हो तो बकवास नही करना चाहिए। बेगूसराय में न मैथली और न भोजपुरी बोल जाता है। भोजपुरी बोलना तो दूर, लोग समझते भी नही है। सब जानकारी गलत है। मुख्य रेलवे स्टेशन बरौनी है।
Real Mei begusrai ke bare Mei bhi suna Hui woha ke people Mei aapsi banao nahi hai sab appas Mei larte rahte hai yahan Tak ki chootha sa jagra Mei ek dusro ka jaan Tak le lete hai aur kuch din jail Mei rahte hai fir ghus de Kar Bahar nikal jate hai niklne ke baad fir se wohi jagra karte hai so very bad humlog ka district Mei aisa kuch nahi hota hai yahan ke district ke log Mei appas Mei bahut pyar hai
Pahle poori jankari le lo tab banao video. Bgs me sirf do COLLEGE hi hai kya????🤣🤣🤣 G.D. COLLEGE, M.R.J.D. COLLEGE, B.P. COLLEGE, cooperative college, S.B S. Collegiate, R.C.S. COLLEGE, B Tech college, iti college etc ye sab kaha hai gaziyabaad me???🤣🤣🤣
Bhai jb gyaan paryapt na ho to...kuchh v nhi bolna chahiye.....Uske baad yahan pr hospital se lekr college hr chiz pryaapt h....aur khatarnaak thumbnail mt dala kro...
Pahle tu axxa se begusarai jila ke bare jan lo tab ...reporting kiya kro.... Galat news mat diya kro... Jila ke all block panchayat sahit all topic per focus kro
Ka bhai google kr k sara baat bta rhe ho.. Hospital ka detail galat,Language galat, school ka detail galat, bhaang kha k aaye ho ka ho..😂 Yha hospital h Alexia, Glocal,Panecea, dhriti jeevan, amrit jeevan,Max any many more.. School detail BR DAV, DAV ETWA, D.P.S, River valley, Doon public, Taxshila International, Udaan International or bhi bahut h kitno ka naam btaaun.. Rahi patna se begusarai ki distance ki baat toh wo h 130km. Main Language yha ki h ANGIKA. Baki or alg alg h. Tourist place yha ke hain ye- कावर झील,जयमंगला गढ़, नौलखा मंदिर, दुर्गा मंदिर लखनपुर or bhi h sir.. Thora jaanch partaal kr k tb video bnaiye... Views k liye bs video mt bnaya kijiye.
Begusarai jile ke baare me aap sahi jankari nahi diye hai, Begusarai ke barauni me desh Ratan sudha dairy I O C rifainry aur barauni jection , rastar kabi Dinkar ka janm bhumi simariya, aur Rajendar pul begusarai me sumar hai,aur begusarai me 1 nahi aneko petrol pamp aur aneko privet hospital aur collage hai aur paryatak ke liye manoram jagah v bahut hai begusarai shahansa ki dharti hai, yaha Hindi Urdu maithli angika aur kuch English boli jati hai Begusarai is the great city in bihar, wr Amar premi Hawaspur begusarai
Pehle begusarai ke bare main puri jaankari juta lo phir video banana. For your kind information main begusarai main hi paida hua hum. Shabhya ko khatarnaak likhne se pehle sau baar sochna.
मैं तीन साल से बोगूसराय में रह रहा हूं और कपासिया में UCO बैंक के लिए काम कर रहा हूं। बिस्वंत नगर, ईओसी टाउनशिप, ट्रैफिक चौक, एटेल चौक आज मुझे आकर्षित करता है ,Sweet memories,people of begsarai are still fresh in my mind.
Begusarai is my birth place ... people there are very Frank . But living in patna..frm last 26year.... can't forget my memories ❤️
Thank u..I m from begusarai too.
Nice
I love my begusarai bagha
From Begusarai
I ❤️ this city
Tera bhabhi ne Begusarai gai hai
बेगूसराय का सबसे बड़ा स्टेशन बरौनी है।
Right
I am from pahsara Begusarai
Mai bhthu bahi
मैं भी बेगूसराय का ही रहने वाला हु और मैं बरौनी में रहता है।
#samastipur
Baap h बेगूसराय
बेगूसराय में भोजपुरी कब से बोली जाने लगी।यहाँ कि मुख्य भाषा अंगिका हैं।
Nhi. Tethi hai
Yes u r right
बेगुसराय की मुख्य भाषा अंगिका है, मिथिलांचल से सके होने के कारण मैथिली भाषा का थोड़ा प्रभाव दिखता है पर भोजपुरी। और उर्दू कहां से आ गई।
महाशय छमा कीजिए
मुख्य भाषा अंगिका नही अपितु दक्षिणी अंगिका है 🙏🏻
Ye Sahi hai mera Bhasha angika hai
❤️❤️
जानकरी नही हो तो बकवास नही करना चाहिए। बेगूसराय में न मैथली और न भोजपुरी बोल जाता है। भोजपुरी बोलना तो दूर, लोग समझते भी नही है। सब जानकारी गलत है। मुख्य रेलवे स्टेशन बरौनी है।
Hii i m from begusari
Ballia
सबसे खतरनाक कैसे है ....जो मन मे आता है बोल देते हो ......😡😠
Galat jankaari hai.
Sabse pehle ye patna se sirf 101 km ki duri par hai.aur दूसरा यहां के लोग भोजपुरी नहीं बोलते और कभी नहीं बोलेंगे।
बक्लोल रिपोर्टर है
बक्लोल रिपोर्टर है
@@NitishKumar-um2pr 0o9l99ll
@@NitishKumar-um2pr lloo
Bhojpuri to bolte h
बरगाही भाय हमै सब भोजपुरी कब से बोलैय लगलियै 🤣🤣🤣
Bahut km jaankari hai
Patna 123 Km h
Galat jankari
From my home 110 km only
❤ Jaunpur Begusarai jila mein airport ki jarurat hai
Bhai Begusarai lakhon station ka Hun main dear bro New Delhi bro koi dikkat ho phone kar diya Bachpan ka paida huwa okay
Kha se ho bhai jo galat 2 information v bata rhe ho
Hii
चौहद्दी
Begusarai nahi darbhanga jilā to suna hoga bahut badhiya hai
Kawar jheel bhul gya World famous
Barauni refinery bhul gya jai mangla garh , naulakha k khali photo dikhaya,
Real Mei begusrai ke bare Mei bhi suna Hui woha ke people Mei aapsi banao nahi hai sab appas Mei larte rahte hai yahan Tak ki chootha sa jagra Mei ek dusro ka jaan Tak le lete hai aur kuch din jail Mei rahte hai fir ghus de Kar Bahar nikal jate hai niklne ke baad fir se wohi jagra karte hai so very bad humlog ka district Mei aisa kuch nahi hota hai yahan ke district ke log Mei appas Mei bahut pyar hai
Supaul zila ka video bana o Bhaiya
Please Correct Information for Begusarai
Pahle poori jankari le lo tab banao video. Bgs me sirf do COLLEGE hi hai kya????🤣🤣🤣
G.D. COLLEGE, M.R.J.D. COLLEGE, B.P. COLLEGE, cooperative college, S.B
S. Collegiate, R.C.S. COLLEGE, B Tech college, iti college etc ye sab kaha hai gaziyabaad me???🤣🤣🤣
Aur chhut hi gya 😂😂
🤔🤔
🤣
@@sonikumari5472 hai😂
Sara information hi galati bta rha hai
Mara gager Begusarai
Or jankari chahiye mujhe begusarai ka
Ye lol hai ispe focus my kijiye
Ise kuch nhi pata hai Begusarai ke bare ne
आयीऐ कभी घुमने बहुत मज़ा आएगा भाई
Bihar ke jitne bhi languages hai but sbse jyada famous Bhojpuri language hai
Ham begusarai se hai
भाषा अंगिका बज्जिका है,पर्यटन में नौलखा मन्दिर ,साईं मन्दिर,इकोलॉजिकल पार्क,सिमरिया धाम,हरिगिरि धाम इत्यादि है।
Right
Indian army Manish Ashish Kumar
You tube or serch Maro jaldi
Angika maithli mukhya bhasha hai
बेगुसराय जिले में एनएच 80 कहा से गुजरती है एवं बेगुसराय जिले को भाषा भोजपुरी कब से हो गया है भाई
Angika language hai , Jo ki anga pardesh hai
Begusarai se patna 125 km hai
Begusarai ke bare me main point bataya hi nahi ki yaha refinery hai ,thermal hai
Thumbnail me khatarnak bta diya na, yhi bahut hai
@@mukulmishra8382 ekdam sahi bhai
Bhai jb gyaan paryapt na ho to...kuchh v nhi bolna chahiye.....Uske baad yahan pr hospital se lekr college hr chiz pryaapt h....aur khatarnaak thumbnail mt dala kro...
Pahle tu axxa se begusarai jila ke bare jan lo tab ...reporting kiya kro....
Galat news mat diya kro...
Jila ke all block panchayat sahit all topic per focus kro
RRSD engineering college bhi hai
हेलो सुनो गलत बात मत फैलाओ भोजपुरी नही तो नही बोलते है।
😊
मैं आईओसीएल उर्वरक राजेंद्रपुल ये सब बेगूसराय खूबसुरती को काम करता है क्या
Bhojpuri kab se yanhan ki bhasha hogayee
Angika language hai ❤
Kis jila ke ho tum
Ka bhai google kr k sara baat bta rhe ho.. Hospital ka detail galat,Language galat, school ka detail galat, bhaang kha k aaye ho ka ho..😂
Yha hospital h Alexia, Glocal,Panecea, dhriti jeevan, amrit jeevan,Max any many more..
School detail BR DAV, DAV ETWA, D.P.S, River valley, Doon public, Taxshila International, Udaan International or bhi bahut h kitno ka naam btaaun..
Rahi patna se begusarai ki distance ki baat toh wo h 130km.
Main Language yha ki h ANGIKA. Baki or alg alg h.
Tourist place yha ke hain ye- कावर झील,जयमंगला गढ़, नौलखा मंदिर, दुर्गा मंदिर लखनपुर or bhi h sir.. Thora jaanch partaal kr k tb video bnaiye... Views k liye bs video mt bnaya kijiye.
आपने कालेज के बारे में गलत जानकारी दी है.
बहुत कुछ छुट गया है बेटा पहले कॉन्सेप्ट क्लियर कर wrong information दे रहा
मैं बेगूसराय का ही हूं💪
Begusarai se patna 135km duri hai
119 km
जानकारी nahi है
Patna zila bhi jura hua hai Begusarai se
पटना से 125 km हैं 168 नही।
Aap ko begusarai ke baare kuchh nahi para pata hai fir see jaankarle videos banayiye Bhai samjhe
BACKCHODI KARNE KE LIYE DHANYABAD
Wrong information. Check ur research
Bhojpuri nhi thethi or hindi bolte ha yaha.
Jab jankari na ho to please Begusarai ke bare me video mat banao yaar
Begusarai jile ke baare me aap sahi jankari nahi diye hai, Begusarai ke barauni me desh Ratan sudha dairy I O C rifainry aur barauni jection , rastar kabi Dinkar ka janm bhumi simariya, aur Rajendar pul begusarai me sumar hai,aur begusarai me 1 nahi aneko petrol pamp aur aneko privet hospital aur collage hai aur paryatak ke liye manoram jagah v bahut hai begusarai shahansa ki dharti hai, yaha Hindi Urdu maithli angika aur kuch English boli jati hai Begusarai is the great city in bihar, wr Amar premi Hawaspur begusarai
👌👌
Jis air ✈️️port ka pic lagaye ho uska ak baar bhi jikar nahi kiya he. 🤣🤣😀😀🤣
Ulao me hai
हां
Bakbas dirstce
Aadhi Adhuri Jankari hai aapke paas Kuchh galat Jankari bhi De Diya aapane
Jitna hai utna hi kafi hai
Begusarai ka main language angika h...
Jee ❤❤❤
Patna 125km hai bhai
आपकी जानकारी अधूरी है।
Crime or casteism ka naam begusarai
u
Wrong info
Kaun bewkoof video banaya hai..adhuri jaankari h is murkh ko...
Tum lagta hai begusarai ka nehe hai
Bhai ye patna zila se bhi milta hai
Industry ka naam,
Pahale padh lo phir Begusarai ke bare me bat karana ,kuchh v anap sanap bak rahe ho
Pehle begusarai ke bare main puri jaankari juta lo phir video banana. For your kind information main begusarai main hi paida hua hum. Shabhya ko khatarnaak likhne se pehle sau baar sochna.
Sale lagta h tu aaganbari se padha h
Pagla gya hai sale Begusarai se 135km ke aas pass hai
मुस्लिम बाहुल्य है और बॉर्डर एरिया है
भूमिहार बाहुल्य है और बिहार के मिड में है
Pehle bolna sikh lo .....fir video banana
Kuch v bol de rahe ho
Bakwass ..
Bhai galat information mat do
Baklol reporter pahale sahi jankari pata karo begusarai jile ke bare me
This is a wrong information
Kuch kuch bakbas krte ho
हम भोजपुरी नही है
Aise bol rhe ho jese foreigner ho means bihar se ho nh bihar ke famous language Bhojpuri hi hai or ye world me famous,
Bahut galat information hai
Begusarai me bhojpuri nahi boli jati hai
To phir kon sa language bola jata hai?
@@lalidas9981 angika .
Aur anga pardesh mai ata hai 😊
Kaha se time barbaad karne aa jate ho bhai... Sorry
Nice