Bpsc Tre 4| My Strategy आखिर कैसे आप बिना कोर्स खरीदे नौकरी वो भी रैंक के साथ लेंगे #
Вставка
- Опубліковано 20 гру 2024
- Bpsc Tre 4| My Strategy आखिर कैसे आप बिना कोर्स खरीदे नौकरी वो भी रैंक के साथ लेंगे ##tre4
#bpsc #tre4 #tre3 #exam #exampreparation #education #strategy #rank #bihar #job #motivation #motivational #motivationalvideo #successmotivation #success
Bpsc tre 4
Bpsc tre 4 Preparation strategy
Bpsc tre 4 Me selection kaisey le
Bpsc tre 4 strategy
Bpsc tre 4 success Stories
Bpsc tre 4 Preparation strategy in hindi
Tre 4 Ki tayari kaise kare
Bpsc tre 4 class 6 to 8 preparation
Bpsc tre 4 class 6 to 8 strategy
Bpsc tre 4 class 6 to 8 maths Science preparation strategy
Motivational story of students
Motivational story of bpsc tre student
Success Stories of bpsc teacher exam
Congratulations bhai apko dekhkar accha laga🎉
Thank you Bhai ♥️♥️♥️
Sir ak baat aapne sahi kaha berojgari ka drd bohot hota sbdo m nhi kahi jati h 😢
@@PriyankaSen-w9u maine jhela hai 8 saal isliye kah Raha Hu
Bhaie my geo economic hun 6_8 gs k liy kuch bataey Plzzzz bhae concorm kuch.
@@PriyankaSen-w9u 40 marks common paper k bare me puch rahi hai kya
@@EduGyanKendra hn 6-8 sst
@@EduGyanKendra my v jhel rhi hun bhae bchcho k sath kichr se niklna h help bhae plzzzzz 😢
Bhai bhut achha se aapne samjhya
Thanks
Thank you Bhai
Congratulations 🎉🎉
Thank You ♥️
Sir BPSC m GS paper (Science) ki pdhai helpfull rhegi BPSC Teacher m ya phr Classes krnhi hngi iske liye
Khud se padhye
Bhai current k lye v bta de..
Video banaye hai
Tgt hindi ke liye kya padhe sir ji
Pata kar batate han
Mera v Hindi h aap sarswati pandy ka book pura padh lijiye mera 2no se n hua 😢😢😢
@@khushboodev3664 bhaiya Mera bhi 3 no se nhi huaa bahut dukh ho rha h
Tre 3 me other state ki UR female ko kisme count Kiya ja raha hai??? Pls bataye sir ... please
Pls reply me Sir
Sst me economics k liye btaiye
Jaldi aayega video
Sir 1to5 ke liye book bataye please
Aap sab se pahle Lucent khatam kijiye
Aapse milker aacha laga
Dhanyawad Bhai ♥️
Plz help kijiye t.g.t english kr liye
Kyaa bataye
Kaha se padhai kare
Nice video sir ji 👍 please btaiye 6 to 8 ke liye Gk & GS ki taiyari kese kre 🙏🙏🙏🙏🙏
Jaldi hi video layenge is par
TGT math ka liya ka padha
Video me bataye hai
Zoology pgt ke liye book bataye koi sir 🥺
Bahut sare prakaran ka hai aapko Jo samajh me aaye wo lijiye
@EduGyanKendra pgt ke liye bataye koi achchha book aap ple
Math ke liy btaiy bhaiya please😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Aaj raat 8.30 me class aayega
Sir Lucent pdhu ya ncert sar sangrah book ...bhut confusion h kya kru sir pllzz btaiye sir
Dekhiye agar aap 40 marks ki baat kar rahi tab aapko pahle Lucent padhna hoga
Bhiya prt k liye plz btaeye
Kya or kis subject k bare me
@EduGyanKendra maths k liye.. Ya inm k liye
@@khushbuyadav886 maths pahle ncert 8 9 banaye phir ssc previous se practice kijiye environment k ncert
@@EduGyanKendra environment k ncert matlb nhi samjhe bhaiya?
बधाई सर
@@nareshkumar2751 thank you
Bhaiya CTET or stet me ncert hi padna hoga
Kaunsa subject hai or kaunsa subject padhna chahate hai
@EduGyanKendra mathematics
@@Excellent180 hmm ncert
आप सचिन सर का क्लास देखिए CTET के लिए।
Mera Physics honors h to kuch bataye science ke y
Tgt ya junior ya pgt
6-8 wala me
Tgt science ke liye kya padhe sir
Ncert 6 to 10 bas
Prt ke liye Lucent's thik hoga ky
Bilkul hoga
Sst ka do subject bata dijiye marks jyda aane wala jo aasan ho
Dekhiye History aaj kal tuff kar de raha hai achha hoga geography or polity rakh lijiye
Very good
Thank
Mera i.com h prt teacher bn sakte h
Deled hai
@EduGyanKendra haa
Prt 6 to 8 sst ka batie please
Jaldi aayega video
Rights sir sst ka bataya
Video banayenge
Sir prt ke liye bhi btaiye......
Video dekhye
Mera graduation me
Hons -history
Subsidiary - hindi + poltical
Mil - hindi
To kya mai 6-10 me sst and hindi dono ke liye eligible hu
Qki notification me saf saf likha hai ki subsidiary wala v hindi ka teacher ban sakta hai
6 to 8 to aap dono ban sakte h but sayad tgt me subsidiary accept nahi karega
Mera 6 to 8 me SST, history aur polity hai suggest kare kaise padhe ham
Sab se pahle to scert padhye uske baad ncert 6 to 10
@@EduGyanKendra history aur polity dono ka 6 to 10 scert aur NCERT padhe, sir officer academy ka batch bhi maine liya hua hai
@@tinkukumar7110 dekhye agar batch liye h tab to usi se padhye baki mera anubhav kahta hai ki agar batch se acha book ko follow kare to result hoga
@@EduGyanKendra achha dekhte hai scert ko
Plz help me 3 bar exam de chuki hi 1 2 3 purchase krke but result nhi hota
Course se result nahi hoga padhne se hoga mahnet kijiye hoga result
Ncrt book nhi h kahan se le
Market se
Sir maine tre 3m nhi hua 😢😢😢😢 kiska class hu bhut preshan hu bhut kast h jiwan me please bataiye n gs k liye
Dekhiye bahut se teacher hai aapko jisse samajh me aaye uska lijiye
Bhai Mera prt aur 6to8 hai,smjh me nhi nhi aarha hai ki kis subject me jyada smya de
Pahle aap ye decide kijiye ki aapko job chahiye kisme
@EduGyanKendra bhai mai bc category me hu aur math weak hai ,to prt ka hi kre taiyari
Sir mera TRE 4 me class 6-8, 9-10, 11-12 sabhi ka exam rhega, Aapse Haath jod kr nivedan hai aap mujhe General paper 40 marks ke liye Book suggest karen aur bhi jo Achcha source ho us 40 marks ke liye aap bta Dijiye sir pls.
Meri sister ka bhi same Class 6-10 tak exam rhega sir plz help karen Aap Hmlog usi 40 marks me Tre 2,3 me Rah gye(sirf 6-8 k exam tha) plz sir help karen plz plz plz sir Authentic source btayen jisse sir kam se kam 20-22 marks to la saken pls sir.. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤ 3:36
Jarur Help karunga video la rahe hai jaldi thoda intejaar kijiye
Plz mujhe bhi btaiye 3 bar exam de di. Batch purchase krke 😢😢
@@mrs.faujan893aapka koun si class ka exam rhega... Aur kya pooch rhi hain btayen Aap..??
@@DeepakSharmablog2111 bpsc tre 1 tre 2 tre 3 ka
@@DeepakSharmablog2111 bpsc teacher exam ka
Mera 6 -8 science m 80 no aaya h ..ur female se the to nai hua selection..... Mujhe smjh nai aa rha ab kha se start kiya jaye plz guide me
Ncert 8 to 10 padhye sure result hoga
Kitna cutoff gya hai UR female me
My Mark's was 80 bt I didn't selected my hope got down please suggest how to restart with that much accuracy 😢
Prt ke liye ncrt 6-10 se 80+ aa jayega na please btaie
Bilkul
Bhaia delete questions ka no. add ho raha or nahi?
Ha Bhai abhi tak to yehi bola gaya hai ki add hoga baki ab result k time hi pata chalega
Nhi hua h bhai
@@budhavlogs96 pata nahi dekhye
Bhaiya current affairs kha se 6 to 8 me
Kisi bhi UA-cam channel se padhye jo aapko samajh aaye or thoda thoda news bhi dekhye
Sir, tgt ke liye gradution 50% nehi he lekin post graduation 50% he to may tgt ke liye eligible he Kaye???
Kaunse class k liye
@EduGyanKendra 9,10
@@rajkumarmajhi815 chalega
@@EduGyanKendra thank you sir
@@rajkumarmajhi815 welcome Bhai
Ky B. Com accounts honours wale 6 to 8 me sst teacher bn skten hain?? Or agar hn to kon kon si subject le main paper me???? Plzz reply me🙏🙏🙏🙏🙏
@@neetu_8210 Dekhye 6 to 8 me koi fark nahi padta ki aap graduation me history padhe ya geography but agar aapko sst ka teacher banna hai to 4 subject me 2 ka combination lena hoga jisme history and geography compulsory hai
Aap 6 to 8 ke liye ctet paper 2 social science mei pass hai to apply kar sakte hai
Nahi kuenki bcom wale ka na to history h or geography
Mera bhi b com hai history polity liya hai Maine
@@EduGyanKendra to DV me koi दिक्कत नई krenge sb??
Sir scert online kaha se cover kre???
Koi achha sa channel dekhye bahut se log padhte hai
Bhaiya bs ye bata to ki 4.0 kab tak hone ki sambhawna h
Dekhiye January Tak form aa jayega or March ya April me aapka exam ho jayega to lag jaye
@@EduGyanKendra thanks Bhaiya
Kya koi batch lena parega ya ye padhne se ho jayega
Koi batch lene ki jarurat nahi hai bas ncert padhye
Tre4 aayega kya
100 perfect aayega
Sir math aur science me 88 marks tha nhi ho paya.. Selection
Koi baat nahi is barr lag jaye abhi time hai jarur selection hoga
Hindi, English part 1 m km hoga
Sir tgt math ke liye bataye plz
Video dekhye
Sir,namaste ,4.0 kliye bataye..PRT kliye please
Video aa raha hai
Dv kab se hoga
23 se 28 December
Ncert ya scert
Pahle scert bhi agar time hai to ncert
Bhai koi bhi ek padh loge ho jayega
Science me 70 number to koe bhi laa dega
Paper thoda moderate tha is baar
math me laa ke dekhta tu
hlσ вhαíчα mαí up ѕє hu mєrα 6tσ8 mαth ѕcíєncє h mαth kí prαctícє вσσk kчαn ѕí lu plz вαttєчє
Ncert 8 to 10 banaye or ssc cgl previous
Probability and height and distance ka bana lijiye
Tre4 aayrga bhai
100 perfect aayega lag jaye