Mera DAV me 6 saal se jyada ho gaya hai... DAV me Use & Through hota hai... DAV me rehne ke liye apko politics janna compulsory hai.... Agar aap DAV me dusro ke chugli ya phir school me samay dete hai to apka 5 saal me Permanent ho jayega... Par yadi koi achchha Teacher hai jiska behaviour bahut achcha hai kripya woh DAV me na jaaye.... School sabhi Principal Lagbhag jhooth bolkar apko offer denge... Par jab apka Permanent ka samay ataa hai to Apko nikal dete hai... Pocso case ke naam se... Dosto main bhugat chuka hu... India ka ghatiya school me se ek hai... Achchhai aur sachchai sabko buri lagti hai... Yahi sach hai
Sir plz help kriye hm bokaro me rhte hain or Ranchi me sasural hai kya hmko donon jagh se apply krne k liy dono jagh form bhrna hoga ya sirf ek jagh se bharne se hojayga😊
Sir mera honours history hai to tgt me apply kar rhe hai to subject me sirf history hi likhenge ya fir history ke sath sath geography, polity , economics bhi likhna hoga application form me....... Sir please reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
My friend has done btech +bed and he is teaching in dav school . But physics and math only not biology. But experience required in this dav recruitment.
Sir, in the form it is mentioned that registered mobile number should be given but how can I register online ?..if you kindly tell it will be of great help sir
Means your contact no. They are asking which you will to register online when portal will open and it shoud be linked with adhar card Dont give others family member no. Give your own mob no.
Mene toh bs online web site m form diya tha whi online bhari hu mujhe ye toh nhi pta tha ki usko school m bhi jama kar k aana h koi iske baare m bta sakta h kya
Sir hm coching me padhae hai to uska experience certificate to nhi milega to uske liye hm kya kre aur sir iti me pdhate hai uska experience certificate lagane se fayda hoga
Jis school me apply karna chahte hai wahi school me jake submit karna hai kya ??? Aur kya hum ek se zyada school me apply kr skte hai kya ?? Jaise wadi wale school me Raichur wale school
B.A BEd 2020-24 session ka final result aa gya hai but marksheet ni mila hai. last semester ka provisional marksheet ya admit card attach krne se hoga??? Marksheet Chhath puja ke baad milega after 10 nov
Sir, Mera graduation (Shastri) main hua hai, Sanskrit main, English, odia, history bi tha lekin 2 years hin padha hun, baaki Sanskrit 3 years pura tha, Main kya PRT keliye or TGT odia or English or history keliye apply kar shakta hum?
I have completed post graduation and CTET paper 2 qualified as well.. but my b.ed final semester result is not declared yet..can I apply for the post of TGT in that case? Plz ans this question sir
Dekhiye apko agar 3yrs me school me permanent nahi karte hain tb apko ek bar phir se dena hoga aur nahi v qaulify hote hain to wo school se nikalte nahi hain bcs ap cbt ke through gaye hain...aise bahut teachers jo bina cbt ke work kar rhe hain..aur continue hain So dont worry
Ek baat bataie Jab aap school me class 8 9 10 me the tb ek hi Teacher rehte the science ka ya fir PHYSICS CHEMISTRY BIOLOGY ka alag alag ? Obviously sab alag alag teacher hote hai To jo aapka honours h usme apply krie
Mera DAV me 6 saal se jyada ho gaya hai... DAV me Use & Through hota hai... DAV me rehne ke liye apko politics janna compulsory hai.... Agar aap DAV me dusro ke chugli ya phir school me samay dete hai to apka 5 saal me Permanent ho jayega... Par yadi koi achchha Teacher hai jiska behaviour bahut achcha hai kripya woh DAV me na jaaye.... School sabhi Principal Lagbhag jhooth bolkar apko offer denge... Par jab apka Permanent ka samay ataa hai to Apko nikal dete hai... Pocso case ke naam se... Dosto main bhugat chuka hu... India ka ghatiya school me se ek hai... Achchhai aur sachchai sabko buri lagti hai... Yahi sach hai
Sir school but nahi h us school ka culture thik nahi
Aap sahi kahte hai ye logo ko cheat karte hai....apne experience se samajh aaya
Sir can I talk with you
@@pravuprasadbarik4076 yes
Hlo sir Delhi me social science prt ke liye eligibility bed+ beled btaya or fee pahle hi le li or not eligible kah ke form bhi submit nhi kiya
Apka qualification kya hain?
Sir maine 12+ deled+ graduation kiya hai...but ye beled maag rhe hai??
Sir mera hons Ancient history se hai and b.ed hai.. mai kis post k liye apply kr skti hu???
Sir plz help kriye hm bokaro me rhte hain or Ranchi me sasural hai kya hmko donon jagh se apply krne k liy dono jagh form bhrna hoga ya sirf ek jagh se bharne se hojayga😊
Sirf ek jagah se cbt qualified ke bad ap kahi v apply kar skte hai abhi ap koi ek jagah forn submit kijiye
BEd Marksheet pe CGPA hai
Grade conversion certificate abhitak nahi aya hai
Mark percent ke jagah pe kya likhe
Cgpa likhiye koi issue nh h
Jharkhand me sirf Daltonganj or Lohardaga me hi form submit hoga kya? Ranchi k kisi school me submit nai hoga kya??????
Aisa nahi hain
Zone wise submit hota hai jharkhand bahut zone ap jaha rhte hai nearby school me pata kijiye
Sir mera honours history hai to tgt me apply kar rhe hai to subject me sirf history hi likhenge ya fir history ke sath sath geography, polity , economics bhi likhna hoga application form me.......
Sir please reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Apka jo hons. Paper wahi likhiye baki wo log samjh jayenge
Waise app konsa post ke liye apply kar rhe hain???
@@StudyInDepth TGT. Teaching post
Sir plz reply.. I hv done B. Tech and then B. Ed (PCM) . Can i apply for tgt biology and tgt cbz
My friend has done btech +bed and he is teaching in dav school . But physics and math only not biology. But experience required in this dav recruitment.
Yes👍
@@subhraxiss2573 btech ki branch bhi bataiye . Q ki ya to cs ya other branch Yehi dono k according hoga
@@sands_of_time989 electrical
@@sands_of_time989 electrical branch
Sir mai fresher hu mai PGT ke liye apply nhi karskti kya mere paas experience nahi hai.... Please reply sir
Pgt me apply kar skte hain but prefence kam milega chances kam hogi
Chattisgarh ka koi update ni dikha raha hai sir reply to kijiye massage seen kar ke bhi reply ni kar rahe sir aap
Sorry
Ap dav ka website pe visit kijiye aya hoga 17 tak sabhi schools me aa jayega kal check kijiyga
Sir, in the form it is mentioned that registered mobile number should be given but how can I register online ?..if you kindly tell it will be of great help sir
Means your contact no. They are asking which you will to register online when portal will open and it shoud be linked with adhar card
Dont give others family member no. Give your own mob no.
@@StudyInDepth okay Sir...thank you so much 🙏
Sir koi bhi najadiki school m dal skte h form hmko ranchi se bhrna hai lkin hm bokaro m hain kya kren
Ha
Sir speed post kis adress pr krana hai u p me
Jaha ap form submit kijiyga ussi dav ka address pe bhejna h
Sir kya main prt post ke liye bihar ke different zones main apply kar sakta hu?
Koi ek zone me form fill kijiye
Mene toh bs online web site m form diya tha whi online bhari hu mujhe ye toh nhi pta tha ki usko school m bhi jama kar k aana h koi iske baare m bta sakta h kya
Sir hm coching me padhae hai to uska experience certificate to nhi milega to uske liye hm kya kre aur sir iti me pdhate hai uska experience certificate lagane se fayda hoga
Ha jo v hai apke pass ap laga dijiye coaching ka v name mention kar dijiyga...certificate nahi v hai tabhi
Sir NTT walon ke liye notes ya sets jesa kuch provide kar digiye please 🙏
I will try
Kb tk try krege @@StudyInDepth
Jharkhand or bihar dono jagah nikla hai kya ? Dono state me ek sath fill kar sakte hai?
Ap abhi koi jagah fill kijiye
@@StudyInDepth Jharkhand me fill karu to kisi bhi district me joining milega ya jis college me ya jis zone me submit kiya hu application sirf wahi
fresher hu ctet qualified nae he only exm given he to shall i eligible or not
Sir jo 2024 me cbt qualified kiya he pec ka validity 2025 may tak hai wo kya fir cbt denge is year
School nahi join kiye honge to dena padega
Bcom accounts honour hai toh hum sst social science le sakte hai kya sir
Sir commerce wale kon sa subject le sakte graduation hai toh please guide
Sir B. Com account honours hai social science k liye apply kar sakte hai kya??????
Kindly reply sir confused hu kis chz m apply kr skti hu b. Com and b. Ed and ctet qualified hu
Sst k lie...same I also asked yesterday from sir...he said sst...
@@kumarimanishasingh4504 what??
Sir haryana me bhi nikli hai kya...please sir syllabus pasess marks ...etc sb bta fo
Haa
Mai back diya tha paper mai pass tha cbt lekin kisi school ko join nahi kiya kiya mujhe phir se dena hoga ye exam koi suggestion digye
Kitne marks k question rhte h ... please reply
Form me hui mistake ko correction krne ka kuch option hai kya sir?
No
Jis school me apply karna chahte hai wahi school me jake submit karna hai kya ???
Aur kya hum ek se zyada school me apply kr skte hai kya ?? Jaise wadi wale school me Raichur wale school
Nahi aisa nahi hain
Ap kahi ek jagah apply kijiye
@@StudyInDepth thank you for reply sir... Sir myne TET CTET KSET ye exam qualified kiye hai my Karnataka se hun
Sab mention kar dijiyga jo bhi qualification hain better hoga
Sir 2022 - 24 ka session b.ed ka
4th semester ka result nhi aaya h
Koi issue nhi h ap fill kar dijiye
@@StudyInDepth to document kaise attach hoga ??
Mai bengal m rehti hu..bagal m jharkhand hai kya mai jharkhand k liye apply krr skti hu
Ha
Sir hum bihar ka STET 2 no paper qualify hai to hum west Bengal se hai hum pgt mai fill kar rahe hai to hum mention kar sakte hai..
Ha kar skte hai but require nahi h
Thanku sir
Sir nursery teacher ke liye syllabus kya hoga?
Cdp n general english aptitude
B.A BEd 2020-24 session ka final result aa gya hai but marksheet ni mila hai. last semester ka provisional marksheet ya admit card attach krne se hoga??? Marksheet Chhath puja ke baad milega after 10 nov
8 semester ka result aa gaya hai
@@gyananand9309 aa jayega es month tk
@@sauravsumanjha2066 brabu university muzaffarpur
@@gyananand9309 Haa
Apply kar dijiye
Sir STET and CTET need hai kya.experiyance bhi need hai Kya.plss tell me.
Ha
But nh h to bhi fill kijiye
Sir mera BEd ka final result nov ko milega.. Toh kya hm cbt xam k liye apply kr skte h? N documents kya denge BEd ka application form k saath?
3rd sem ka result aur 4th ka admit card
Result me put kar dijiyga waiting for result / ya awaiting result jo apko acha lage
@@StudyInDepth thank you sir
2023-2025 session B.ed apply kar sakte hai ,tgt post ke liye?
Nahi kar payega
@@StudyInDepthimpossible
Not imposble karna chahte hai to kar dijiye agar cbt ke liye eligible karta hai to thik hai
Sir mera next month b.ed 4th semester ka exam hone wala , so ky hm apply ker sekte he?
Haa kr dijiyga
Or sir 2022 -24 h pr result nhi aaya h abhi kya m apply kr sakta hu
@@regnarlothbrook8581 haan
Bro non teaching post ka smjh ni aya.
Iski kya eligibility hai
Fresher btech computer kisky lye apply krskty hain?
Prt age limit 35 year but Sar hamare pass experience Hai To Kya Ham usko apply kar sakte hain
Ha bilkul kijiye
Sir woh form me jo declaration hai, use form me hi fill karna hai ya application ke saath likh ke attach karna hai?
Yes
Sir prt post k liye syllabus kya ho sakta h cbt exam m
Sir maine jharkhand se d.el.ed kiya hai just exam diya hai results Ane me samay hai kya mai apply kar Sakti hun?
Yes
Sir mera contractual hai regular ke lie kya karna hoga
Cbt qualified hai app
Sir,
Mera graduation (Shastri) main hua hai, Sanskrit main,
English, odia, history bi tha lekin 2 years hin padha hun, baaki Sanskrit 3 years pura tha,
Main kya PRT keliye or TGT odia or English or history keliye apply kar shakta hum?
Prt me ap apne according subject choose kar skte hain but tgt me UG ke according Snk me dena hoga
Jharkhand deled ka result ni aaya h toh kya form fill kr skte h
Ha
Sir jo diploma library science se kiya hai wo dav ke liye form apply kar sakta hai
I have completed post graduation and CTET paper 2 qualified as well.. but my b.ed final semester result is not declared yet..can I apply for the post of TGT in that case? Plz ans this question sir
No
You can apply
Sir maine stet paper2 qualified kiya hai..
Commerce se B. Com, M. Com nd b.Ed kiya hai..
Par mere pass experience nhi hai..
Kya mai apply kr skti hu??
Haan
Chattisgarh ka koi update ni aaya hai kya sir
Aya hoga website check kijiye
Sir B.ed students prt me apply kar sakte hai kya?
Haa
Ek ques hai sir plz reply 🙏...cbt 3yr validity Iska Matlab after 3yr kya job se nikal diya jayega ya fir ek baar or cbt dena hoga?plz plz sir reply 🙏
Dekhiye apko agar 3yrs me school me permanent nahi karte hain tb apko ek bar phir se dena hoga aur nahi v qaulify hote hain to wo school se nikalte nahi hain bcs ap cbt ke through gaye hain...aise bahut teachers jo bina cbt ke work kar rhe hain..aur continue hain
So dont worry
Ek BAAT BATAAYE SIR TEACHING AND NON TEACHING DONO ME APPLY KIYA JA SAKTA HAI...TGT AND LIBRARIAN POST KE LIYE ???
No
Sir dled result aa chuka hai lekin mere pass screen short hai kay ho payega
Sir please LDC ka syllabus, exam pattern, exam kab hoga uske bare me hame jankari dijie 🙏🏻
Ok
Sir iska Syllabus btaye n tgt me kya puchta h aur kitne marks k hota h
Wait i will tell
Kya alag alag states me apply kar sakte h
Avi khi ek jagah apply kijiye
Sir b. Com b. Ed. And ctet qualified hu kis subject k liye apply kar skti hu social science k liye kr skti hu kya geography k liye
Haa
Pgt ke liye kijiye
M. Com avi kar h rhi hu sir?
Ky m cbt ka form fill kar sakti hu ...
Please tell me
Ha
Sir experience na ho to kya pgt, tgt nhi bhar sakte h
Bhar sakte h but prefence nh dega
Sirf ek school main application karna hoga ya 3-4 school mein lar sakte hain?
1 school me hi aur jaha jayenge apply karne waha ek bar confirm bhi ho lijiyga
Sir main BA English honours se kiya hu, percentage 70% h to main kon se post k liye apply kru
Ap B.Ed kiye h?
Nahi sir @@StudyInDepth
To nahi kar payenge
B.Ed ya D.Ed chahiye tabhi kar a
payenge
Lab assistant ya attendant k liye apply krr skte hai yaa nii
Ha
Sir prt me hindi me pdana hoga ki english me
English me
Kya maths tgt apply kr skte h , if honours paper is physics
Same question ❓
Subsidiary mein maths hai,,, when you passed graduate..?
@@gouravkumarjha4547 yes semester 4 tak
@@vinayanacademy728 now you can eligible for this post, actually physics and maths are mutually connected to each other
@@gouravkumarjha4547 thank u
Sir ye pura process year mai kitne bar hota
Librarian ki post tgt me aayegi sir ya prt me
Ye non teaching me aati hai
Agr b.ed hai but ctet qualify nhi hai to fill kr skte h??
Sir maine cbt nhi diya h too mai bhi form fill krr skti hun??
Form fill kr do agar form approve hota hai delhi se to cbt dene milega
Ha
Kya commerce wale tgt sst me bhar skte hain kya
Yes
Syllabus kya hota hai TGT Science k liye...
Official syllabus out nh hoti h
Physics honours paper hai, tgt me kis subject me apply krna hoga
Same question
Private school Dhaka mar ke nikalta bhi hai isliye Mera bharosa uth gya hai aur unlog exam aise lega jaise ki sarkari Naukri de rahe ho
Same question ❓
Ek baat bataie
Jab aap school me class 8 9 10 me the tb ek hi Teacher rehte the science ka ya fir PHYSICS CHEMISTRY BIOLOGY ka alag alag ?
Obviously sab alag alag teacher hote hai
To jo aapka honours h usme apply krie
Physics
Sir main BCA ,MCA kya hun but bed nahi kya hun toh main pgt computer science main apply kar sakta hun ki nehi
Kr skte h kya nhi ??
Tet nahi hai bhar sakte hai kya
Ha
M tech electronics waale PGT physics me apply kar sakte hain kya sir
No
B.ed jaruri hai
@@StudyInDepth B. ed and M.tech ECE hai to kya eligible hai
Sir punjabi ki bhi h kya
English ka tgt ta vacancy hai??
Ha sabka hai
Sir BPED or MPEd ka syllabus kya hoga
Sir 9th -10th padhane ke liye TGT ka paper dena hoga ya PGT ka?
Koi matlab nai hota TGT aur PGT ad-hoc basis par, apko koi bhi class de dega waha par...
Tgt
Sir me b.ed 2nd year me hu mene msc maths kri hui hai or me college me job kr rha hu
To kya me pgt maths k liye eligible hu ?
Please reply
Yes
B.ed session konsa h apka?
@@StudyInDepth 2023-25
Muskil h
@@StudyInDepth ok sir
Sir please confirm me about pgt computer science eligibility...B.ed is required or not.
Yes B.Ed is mandatory for all teaching post either Computer teacher or any post
@@StudyInDepth thank you sir
Can anyone apply more than one DAV zone for teacher recruitment?
Maximum age kya hai..dav mein apply krne ke liye
Apka kitna hai
Graduation compulsory h kya ?
Sir plzz tell me qualified k liye kitne marks chahiye
60% out of 80
Sir...m dav m pichle 5 months se job kar rahi hu ...ab mujhe cbt cleer krne ke liye kh rhe h...but ab meri age 41 ho chuki h kya m eligible hu
Bina cbt ke apko join kr liye ho kaise.
Haa fill kijiye ap dav me hai to fill kar skte hai
jaan -pehchaan se@@rameswarichandra9964
Agr ctet ya stet na ho ton apply krna chahiye?
Haa
Kon se newspaper m aata hai
Koi v
I have given B.Ed final semester. Result sill awaited. Can I apply for DAV recruitment?
Yes
Sir mai bed final year me hu mera result jun 2025 me aayega mai eligible hu ki nahi kindly guide me
Session konsa hai
@@StudyInDepth 2024-25 final year
Bed wale prt ke liye bhar sakte h kya?
Delhi m kaha se fill krnge
Sir age relaxation h
Librarian k liye syllabus batyea sir
Speed post bhi kar sakte hai
Yes
Ap dekh lijiyga apna advertisement me diya hai ki nahi
Kya sirf ek hi zone me form fill kr skte h
Abhi ek me hi ..cbt qualified karne pe khi v
Experience wale hi apply kr skte hai kya?
Is experience mandatory for PGT post?
Prt main. Age limit kitna hein
35yrs
Mujhe bharna h sr speed post se ho jaega mai abhi udisa me hun
Haa
Proper address de dijiyga jaha karna hai jo school me ap bhejenge chahte hain
Centre dekh lijiyga ki konsa school me h
Non teaching ka nahi bataya apne
Sir B.Ed wale prt me eligible hai ya nahi
No
Sir I have 45% in graduate,but I have 8years experience can I apply
I have tet certificate,stet
Ok u can apply
Integrated BSc BEd 2021-2025 session. So, I am Eligible or not?
Not now
Next year
But if u want to apply just apply