लग्नेश का अष्टम भाव में फल - LAGNESH IN 8TH HOUSE

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 23 кві 2022
  • यदि लग्नेश जो कि जातक के प्राणों का कारक है अष्टम भाव में स्थित हो तो इसका अर्थ है कि यह जातक के आयु पर सीधा प्रभाव डालेगा। यदि लग्नेश अष्टम भाव में स्थित हो तब जातक दीर्घायु होगा। यदि लग्नेश अष्टम भाव में पीड़ित हो तब जातक अल्पायु या मध्यम आयु का व्यक्ति हो सकता है। 3) अष्टम भाव लाइलाज बीमारी का भी कारक भाव होता है

КОМЕНТАРІ • 58

  • @kailashkapadia342
    @kailashkapadia342 3 місяці тому +2

    bout badiya margdharshan dhnywad maharaji

  • @msnegi5607
    @msnegi5607 Рік тому +1

    आपने एक दम सही विश्लेषण किया है मैं थोड़ा बहुत ज्योतिष जानता हूं आपके द्वारा किए गए विश्लेषण से अत्यंत प्रभावित हूं कृपया कांटेक्ट नंबर प्रदान करने का कष्ट धन्यवाद

  • @eknathpatil5623
    @eknathpatil5623 Рік тому +1

    Nice. Thank you for sharing the knowledge and devoting your time for public. God bless you.

  • @JamesBond-lf4bj
    @JamesBond-lf4bj Рік тому +1

    Pandit Ji Namaskar.
    Learning astrology by watching videos on astrology. Today's topic and your explanation are extremely interesting.

  • @kailashmohata657
    @kailashmohata657 Рік тому +2

    बहुत सुन्दर 🙏

  • @alkakathuria5896
    @alkakathuria5896 Рік тому +1

    Very nice explained

  • @angelseller2905
    @angelseller2905 Рік тому +1

    Very good sir

  • @pouranikjyotishgyan489
    @pouranikjyotishgyan489 Рік тому +1

    *good*

  • @rajeshedake4
    @rajeshedake4 Рік тому +1

    Gurudev pranam 🙏

  • @shibu.20
    @shibu.20 Рік тому +2

    sir aap sahi mein ek proper jyotishie suthroo ko falit karne ka gyan sahi tarike se batein hain.
    Apko Dil se 💟Pranaam hai
    Aap aise hi ... Gyan aur margdarshan karte rehna .🍀🧿🙏🕉️

  • @ManjotSingh-bd9ho
    @ManjotSingh-bd9ho Рік тому +1

    Aap ne thik kaha. Amitabh bachchan ke 8 ve house me 5 planet hai rajneesh osho ke 8 ve house me 6 planet hai famous aadmi ke 8 ve house Mai 4 ya 5 ya 6 planet hote hai ap search kar le

  • @the_creative_renu_chhetri4510
    @the_creative_renu_chhetri4510 Рік тому +1

    Namashkar Sir🙏🙏🙏
    Sir Tula lagan ki kundali main, shukra 8th house main betha hai aur saath main guru aur budhh ki yuti hai.,
    3 graho ki yuti bann rahi hai, 8 th house main--- guru+ shukra+ budhh
    Inme guru grah kesaa result dega jab guru ki Mahadasha aane wali hai, kundali main.

  • @shubhashkarki9172
    @shubhashkarki9172 8 місяців тому

    brischik lagna me mangal astham me hai tab? guru ke saath, or astamesh budh nawam bhawam me ho to kya hoga Guru ji?

  • @RameshGupta-pv5ee
    @RameshGupta-pv5ee Рік тому +1

    प्रिय वर लग्नेश जब अष्टम होगा ,तो उस लग्नेश की महा दशा में क्या फल करेगा

  • @sudipkumardas3969
    @sudipkumardas3969 Рік тому

    Mera brishav lagna hai aur lagnesh sukra 8th house may hai 4 deg may, Kay may sukra ka ratna opal dharan kar sakta hu?

  • @sudarshantraders
    @sudarshantraders Рік тому +1

    कुंभ लग्न मे शनि-गुरु अष्टम मे है। अष्टमेश बुध पंचम मे स्वगृही वक्र है सूर्य-शुक्र के साथ, षष्ठेश चंद्र द्वादश मे केतू के साथ है तथा चौथे मे मंगल और छठे मे राहू है। बहोत परेशान हूँ पिछले दस वर्षों से। गुरु कि महादशा मे केतू का अंतर चल रहा है। ज्योतिषि महाराज कहते है, की लग्नेश अष्टमस्थ होने से कोई योग फलित नही होता। इन दिनों अपना सब कुछ खो दिया है। कुछ समझ मे नही आ रहा है।

  • @vaibhavvinayakwarde4546
    @vaibhavvinayakwarde4546 5 місяців тому

    माननीय पंडितजी,Good Morning!Thank you very much for your lectures.यदि मिथुन लग्न में लग्नेश (बुध) अष्टम स्थान में सूर्य,गुरु और शुक्र के साथ युति करके स्थित हो और अष्टमेश ( शनि ) लग्न स्थान में केतु के साथ युति करके स्थित हो तो कैसा फल रहेगा…. Kindly advise please and oblige….

    • @panditsachinpandey-astrolo8298
      @panditsachinpandey-astrolo8298  5 місяців тому

      नमस्कार जय श्री राम वैभव जी आपके द्वारा बताए गए अनुसार लग्नेश बुध सूर्य गुरु और शुक्र के साथ मकर राशि में अष्टम भाव में विराजमान हैऔर अष्टमेश शनि लग्न में मिथुन राशि में केतु के साथ विराजमान है चुकी देखा जाए तो बृहस्पति नीचे के होकर सूर्य के साथ अस्त हैं और शुक्र भी अस्त हैं इस स्थिति में प्रबल आध्यात्मिक योग बन रहा है जीवन के एक मोड़ पर सब कुछ छोड़कर आध्यात्म की तरफ जाने का रास्ता बन जाएगा ग्रहों की बलाबल स्थित अंश वाइज देखनी पड़ेगी और नवमांश में वह क्या स्थिति प्रदान कर रहे हैं उसे भी देखना पड़ेगा फिर भी आपके प्रश्न हेतु बता दूं काफी तार्किक दिमाग है सूर्य और बुद्ध की युति के साथ बुधादित्य योग बन रहा है जो हर काम काफी तार्किक रूप से करने की क्षमता रखता है धन वैभव बना रहेगा स्वास्थ्य को लेकर चिंता बनी रहेगी स्वास्थ्य पर ध्यान दें
      जय श्री राम

  • @adityashekhar2564
    @adityashekhar2564 4 місяці тому

    Yadi dhanu lagna ki kundli me chaturthesh jo ki lagnesh bhi hai aur wo aahtamesh se rashi parivartan ho to kya fal karega?

  • @rajendrayadav7633
    @rajendrayadav7633 Рік тому +1

    धनु लग्न का स्वामी अष्टम मे बैठा हो और अष्टमेश पन्चम् मे बैठा है ।

  • @ayushagarwal587
    @ayushagarwal587 Рік тому

    Chitrans
    Dob 15/2/2021
    Time 15:41 din me
    Jaipur rajasthan
    Mera ladka h isk 8 house me 4 grah bethe h
    Kaisa fal milega

  • @rajeshkhanna739
    @rajeshkhanna739 Рік тому

    🙏 mesh lagn m lagnesh yani mangal 8th house m ho tab kya hoga?

  • @user-zt8zc7yf5t
    @user-zt8zc7yf5t 6 місяців тому

    Pranaam Guruji🎉🎉
    Mere son ki kundli mai kanya lagan -budh aur guru(Ast) 8th house, 2nd house sai sani dev ki darsht
    Kindly guidei

  • @ramkrishnarastogi1891
    @ramkrishnarastogi1891 5 місяців тому

    Dhun lagen me 8th house me kark ka gur ka khya fal daga

  • @shailesh.vprajapati2395
    @shailesh.vprajapati2395 Рік тому

    Mera kark lgna he or 8 me bhav me chndr guru he or us par dusre bhav me mngal he me bhaot paresan hu me kya upay karu plees kuch upay bataiye

  • @alkakamoji8737
    @alkakamoji8737 Рік тому +1

    Lagneshka wyaya bhawme phal do me, bhaw chalithme lagnme lagnesh Surya sinh lagnme kya Matlab hoga?

  • @rajwinderpal7070
    @rajwinderpal7070 Рік тому

    Lagna is moon
    in 8th house sun jupiter venus ketu explain it

  • @earnmoney603
    @earnmoney603 Рік тому +1

    Guruji, lagnesh guru agar 8th house me ho to kya fal hoga, meen lagna
    Aur 8th house lord 12th house me hain shukra hain

  • @sandeeppandey4476
    @sandeeppandey4476 7 місяців тому

    Bhai namaskar. Meen lagn mai 8th house guru, mangal yuti ka kya fal hoga

    • @panditsachinpandey-astrolo8298
      @panditsachinpandey-astrolo8298  7 місяців тому +1

      Namaskar...Meen lagan me guru 8th house me tula rashi ka shukra ke ghar me hoga..sath hi me mangal jo dhanesh aur bhagyesh bhi hai baitha hai. Ab yaha par ye yuti itni prabhav shali siddh nahi hogi. Mangal ka astam me hona thik nahi hai lekin wo dhan bhav ko dekh raha hai. Overall dekha jaye to lagnesh aur dashmesh + dhanesh aur bhagyesh = Astam bhav. Kudrati madad milti rahegi. Lekin ye yuti kahi aur hoti to uska parinam behad sandar hota....Anyway... bhagwan shiv aur Hanuman ji ki pooja karen. Baki grah bhi apna prabhav denge. Navamnsh me agar guru mangal shubh huge to parinam bahut achche milenge...dasha ka bhi khyal karen.
      Jai shree ram

    • @sandeeppandey4476
      @sandeeppandey4476 7 місяців тому

      @@panditsachinpandey-astrolo8298 apka bahut bahut dhanyvad bhai ji navmansh kundali 7 no ki hai jisme chandrma , guru, 4th house mai hai aur mangal Akela 5th house mai hai

  • @sunilthakur7662
    @sunilthakur7662 Рік тому

    कन्या लग्न सूर्य और शनी के साथ बुध अष्टंम क्या फल देगा|

  • @subbalabung4298
    @subbalabung4298 11 місяців тому +1

    Mera karka lagna hai aur bakri guru Ka dristi hai. Bakri guru Ka drisri or guru Ka dristi me kya Antar hai?

    • @panditsachinpandey-astrolo8298
      @panditsachinpandey-astrolo8298  11 місяців тому +1

      Guru ki drishti lagan par bahoot achchhi mani Jati hai. Aur uspar bhi kark lagan me ATI uttam result degi. Vakri guru ki drishti kafi santulit banayegi. Kintu uncertainty bhi badhayegi. Kasmakas vala jivan kintu majboot soul hai aapki baki detail chart se Pata chalega.vakri grah ke liye niyam hai ki Shubh grah jyada shubh aur Ashubh grah jyada ashubh ho jate hain.Jai bhole nath.

  • @lovebabakhamesara513
    @lovebabakhamesara513 Рік тому +1

    Videos mein aapka number display nahi ho raha hey

  • @vandanasingh8607
    @vandanasingh8607 Рік тому

    यदि तुला लग्र हो और आठवे में चंद्र सूर्य बुध शुक्र बैठे और चौथे राहू, दशवें मंगल केतू और शनि ग्यारहवें है तो अष्टम भाव कैसे प्रभाव देगा

  • @vankitmittal8822
    @vankitmittal8822 Рік тому

    Kanya lagan budh or shukar 8 house me hai... guru 4 house me baith kar 5 vi dristi 8 house par hai... Kya yeh shubh hoga

    • @panditsachinpandey-astrolo8298
      @panditsachinpandey-astrolo8298  Рік тому

      Kanya lagan me budh + Shukra ki yuti ashtam me hai.jo 1-2-9-10 ke seami hai. Aur 8th house mangal ke Ghar me hai. Budh + Shukra atyant Shubh yog hota hai Kintu astam me Iska prabhav thoda manda rahta hai. Guru ki 5 vi dristi Amrit hai. Jo kafi achchi hai. Jatak Bhautik aur adhyatmik dono guno se sampann hoga. Lagnesh aur bhagyesh ki yuti 8th house me apratyashit labh, dhan aur ishwariy krupa ki positive shakti ko Darshata hai. Kintu shukra is lagna me markesh hai isliye uska astam me baithna thik nahi. Markesh sambandhi upay karte Rahe. Mahila mitro aur sambandhiyo se savdhan Rahe. Bhagwan shiv ka Dhyan aur abhishekh apko santulit rakhne me kafi sahayak hoga. Saptmesh/ chaturthesh ki dristi ashtam par hai jo ki aapko kafi had tak mithe aur sukad parinam devi. Kintu mangal ki position aur bal dekhkar nirnay le. Positive mahadasaye labh dengi. Ye ek general prediction hai. Satik facades Janne hetu graho ki degrees, anya sabhi graho ki chart me position navamsh, chalit Chakra tatha dashao ki gadna karne ke paschat hi yogya nirnay le. Bhagwan shiv aap par krupa banaye rakhen.
      Jai Bholenath......

    • @vankitmittal8822
      @vankitmittal8822 Рік тому

      @@panditsachinpandey-astrolo8298 bahut accha Samjaya ji... guru ji 2 house me mangal or shani hai...8 house me budh or shukar , 4 house me guru or MOON hai.. guru ji wife kaisi milegi.... sunder hoga.. or married life kaisa rahega...

  • @hariomsuthar4818
    @hariomsuthar4818 Рік тому +1

    Mesh lagn me mangal shukra ke sath 8th house me beth jaye to?

    • @panditsachinpandey-astrolo8298
      @panditsachinpandey-astrolo8298  Рік тому

      Sasural achchi milegi..viprit ling ke prati akarshan jyada. Gupt sambandh evam rog....
      Aur.....bhi bahoot...personal hai...Janne hetu sampark karen.

  • @pawankumarchaturvedi2282
    @pawankumarchaturvedi2282 Рік тому

    Guruji pranam,
    Mere kundali (brishav lagna)me lagnes sukra astam me sath me devguru brihashpati evam shani bhi ashtam bhaw me hi hai.parinaam kya hona chahiye batane ki kripa kare.

    • @ashokkumarmayer2999
      @ashokkumarmayer2999 Рік тому

      Bahut vadia jaankari di aapne baki maximum jyotish sirf darate hain

  • @sojwalbisen7147
    @sojwalbisen7147 Рік тому

    13:27 Kark lagna

  • @khyatiparikh8314
    @khyatiparikh8314 Рік тому +1

    Mera astam me magal k sath ketu hai mesh lagnna I learnt astrology sir but health thodi weak rahti

    • @panditsachinpandey-astrolo8298
      @panditsachinpandey-astrolo8298  Рік тому

      Please mention the degrees of Mangal and ketu...

    • @panditsachinpandey-astrolo8298
      @panditsachinpandey-astrolo8298  Рік тому

      @@khyatiparikh8314 combination of mars + keru = ball of fire . Please the conjuction is very effective and ketu in scorpions ae very positive in 8th house for sprituality. But in normal life it is not good for female after marriage. Be careful and take remedies of ketu and mangal for reduce the longterm results.
      Lord Ganesha will help you. Pray regularly Chintamani Ganesh....

    • @srushtidewalekar9454
      @srushtidewalekar9454 3 місяці тому

      Mera lagnesh mangal ashtam bhav me Mithun Rashi me Shani aur Chandra ke sath hain

  • @nakshitanakku5843
    @nakshitanakku5843 Рік тому

    8th m lgnesh sanii ketu yuti ho to