Assalamoalikum bhai bhot shukriya namak bazar visit karwane ka hamdard paper mart ke sath zakria manzil thi wahan haji rafiq memon apne dono bete yousuf aur ashfaq with family rehte thay plz malom kijyega haji rafiq aur unki ehaliya hayat hain ya inteqal farmagaye pls bhai mere bachpan ke sathi hain
Yahan 2012 me ajmeri bradri ka case unke mukhalifeen ne jeeta tha tabse ye bazar weran hogaya wrna ajmeri biradri mein ibrahim bhai namak ka kaam karte aaye thay apne dada ke time se islye isko Namak bazar kehte thay whole sale kaam tha pink salt rock ki surat mein full shop or godam bhara hota tha
Sukkur perhaps the most cohesive integrated loving and peaceful city in the entire subcontinent! If India gets in to the cpec this city may become like dehli mombai Calcutta and Karachi because of its cross road location for the business trade manufacturing and warehouses facilities among india Afghanistan iran turkey china and central Asia!! Isn't!?
سن 60 ء کی دہا ئی میں شری چوک پر ایک حلیم والا ہوتا تھا جو ایک آنے کی حلیم کی پلیٹ اور دو آنے کی حلیم چاول کی پلیٹ دیتا تھا ۔آپ سکھر کی وڈیوز اپ لوڈ کرتے ہیں تو بچپن کی یا دیں تازہ ہو جاتی ہیں ۔ شکریہ مبین صاحب۔
Mehfooz chapal store ke sath aman bhai ki shop thi whole sale dealer thay mera sara bachpan ye dahi bade khate guzra dahi bade wala bhai bhi borhe hogaye
Assalam walaikum bhai mai sukkur ghanta ghar shaheed gunj baldia plaza mai rehta hu aur mai apki saari video dekhta hu ap wapis shaheed gunj ao ge mai apsy milunga mera naam umar hai aur mai 12 saal ka hu aur ap mujhe apna number dedo Shukriya ❤
Brother shakkar por road pr A D C kaloni thi please os ki bi video bnao hum sukker sy Punjab seft Huy hun I mess sukker
❤
Nice video 😊
Thanks 😊
Assalamoalikum bhai bhot shukriya namak bazar visit karwane ka hamdard paper mart ke sath zakria manzil thi wahan haji rafiq memon apne dono bete yousuf aur ashfaq with family rehte thay plz malom kijyega haji rafiq aur unki ehaliya hayat hain ya inteqal farmagaye pls bhai mere bachpan ke sathi hain
Yahan 2012 me ajmeri bradri ka case unke mukhalifeen ne jeeta tha tabse ye bazar weran hogaya wrna ajmeri biradri mein ibrahim bhai namak ka kaam karte aaye thay apne dada ke time se islye isko Namak bazar kehte thay whole sale kaam tha pink salt rock ki surat mein full shop or godam bhara hota tha
Ok sir
Karachi chicken biryani wale bhi nazar nahi aaye
Sukkur perhaps the most cohesive integrated loving and peaceful city in the entire subcontinent! If India gets in to the cpec this city may become like dehli mombai Calcutta and Karachi because of its cross road location for the business trade manufacturing and warehouses facilities among india Afghanistan iran turkey china and central Asia!! Isn't!?
سن 60 ء کی دہا ئی میں شری چوک پر ایک حلیم والا ہوتا تھا جو ایک آنے کی حلیم کی پلیٹ اور دو آنے کی حلیم چاول کی پلیٹ دیتا تھا ۔آپ سکھر کی وڈیوز اپ لوڈ کرتے ہیں تو بچپن کی یا دیں تازہ ہو جاتی ہیں ۔ شکریہ مبین صاحب۔
آپ اب کہاں ہوتے ہیں یقینا میرے والد صاحب کو بھی جانتے ہونگے
ھم نیم کی چاڑھی پر رھتے تھے عینک منزل وہ ھمارا آبائی گھر تھا ۔اب queen's road شفٹ ھوگےء ھیں ۔
@@mobeenshaikh553 پھر تو ہم بھی آپکو بچپن سے جانتے ہونگے آغا کالج سے میں نے انٹر کیا تھا
@@flyingbird2940 آپ اپنا مکمّل تعارف کروایں ۔
@@mobeenshaikh553 ان شاءاللہ ضرور سکھر سے جدا ہوئے 15 سال گزر گئے کبھی آنا ہوا سکھر تو آپکو ضرور بتائینگے بابا ہوٹل ہے یا ختم ہوگیا؟
Yaha ki mashroo briyani ki vilog banaya
Yeh tou pata nahi tha ke petrol sasta ho gaya hai