सब्जियों की खेती के बारे में जानकारी आपने बहुत ही अच्छे से बताए हैं और भी इसी तरह की सब्जी वर्गीय फसल के बारे में बताते रहें जी। बढ़िया नस्ल का मिर्च फसल के बारे में भी बताएं।
Davaiyan badhiya si bataiyega bhai ji mein aapki video dekhkar hi sabji ki kheti utpadan kar raha hun aur kitne davaiyan lagti hai Kitna din mein Pani aata hai chirgaon karna padega dawai hoga aur kitni bar Pani Dena padega
Aapki Jaan kari bahut acchi hai. Sabzi me lagne waale bimari aur rok tham ke baare me aur desi fertilizer ke baare me video banaye in. Saath me kya practical problems aa sakti hain sabzi ki kheti karne me wo bhi bataye in. Clear picture dikhaye. Ek aur baat har choti se chori jankaari de bhale video ke do part banane pade jisse kisaan ko profit ho aur aapka channel bhi aage badhe
@@CreativeKisan sir mughe b sabji lagana ar grading krne ka man h pr ho nhi pta h pr mai 1/2din bad ap ki video dekh kr sabjiya lagugi and mughe koi dikkat hothi to mai ap ke pass msg b krugi
bhai jaldi hi 2.5 acre me kheti kaise karen ess par video lekar aayege.... ek video humne kuch dino pahle hi channel par daala hai aap check kar sakte hain...
haan bhai isliye humne pro tray me pahle nursery lagana hoga december ke last week mein ...fir 15 Jan ke baad kheto me transplanting kar sakte hain....
@@CreativeKisan ek sania variety hai wo kafi zaida trending pe chal rahi hai Sania known you seeds Uss ki. Timing kab hai lagane ki agar ye pata hua to batana Sir
Bro, information is very good, guidance is spot on, but for new farmers can you please add, when to add which fertiliser and use which pesticides, which will help more
अच्छा जानकारी धन्यवाद
Thank you so much....
सब्जियों की खेती के बारे में जानकारी आपने बहुत ही अच्छे से बताए हैं और भी इसी तरह की सब्जी वर्गीय फसल के बारे में बताते रहें जी।
बढ़िया नस्ल का मिर्च फसल के बारे में भी बताएं।
Thanks bhai...bilkul jaldi hi video lekar aayege...
Mera khet abhi khali he
Soch hi rha tha kya lagau ki
Itne me video aa gaya
Thanks bhai
Jald hi 2 acre wala video lao
bhut acha laga bhai ye jaankar ki hamare video se aapko help hua...
Uttam
Thanks bhai
Satik jankari diye ho aap
Aapkadiya hua jankari baht hi accha Laga .aur umeed karate haiki aage bhi aisi hi jankari dete rahenge .
Please .jobhi kheti Karne ke Liye batate Hain usme kab Kaun si aur kis-kis samay dwa Kya dalna hai.
Bilkul .. thank you so much
Bahut achi jaankari lagi 2.5 ekad ka mandal jarur dikaye dhanyvad
bilkul sir jaldi hi 2.5 acre model ka video laane ki koshish karenge.....
Sir ji apka number do
Good information 🇮🇳🇮🇳
जय जवान जय किसान
Thank you so much brother..
@@CreativeKisan bhai aisa hi information video banate raho dil se dhanyabad love you❤ from up Gazipur
bilkul bhai...
Thanks for your support...
Super Like.
Thank You So Much...
good ihformation
Thank You So Much bhai....
क्या उत्तराखंड के पहाड़ी इलाकों में भी इन फसलों की बुआई दिसंबर में कर सकते है!
Bahut badhiya sir thanks
थैंक्स फॉर इनफार्मेशन सर
Jay Jawan Jay kisan Sir Ram Ram GJ 36 Morbi
Jai Jawan Jai Kisan ....Jai Shri Ram..
Bahut bahut achcha hai
Thanks Bhai...
Sir hum December me konsi kheti kar sakte h jo bina pani k ho jaye.
I really like your content. Highly appreciated.
December me lasun lagana chalega kya it's urgent bhaiyaji plz reply
Desmber me hugane vali pasl ki jankari chaiye
Ser desmber ke end me simla mirch lga skte he up me
Davaiyan badhiya si bataiyega bhai ji mein aapki video dekhkar hi sabji ki kheti utpadan kar raha hun aur kitne davaiyan lagti hai Kitna din mein Pani aata hai chirgaon karna padega dawai hoga aur kitni bar Pani Dena padega
भैया 1 दिसंबर को गोभी की नर्सरी डाल सकते हैं कौन सी वेराइटी ले
good morning sir mera name ganesh hai me jharkhand se ho mujhe genda ka kheti karna hai upaiy batai kis mahine aadha hoga
भाई राजस्थान भीलवाड़ा में भिंडी की फसल कब बोए की अच्छा भाव मिल जाएं
Thanks agriculture
Welcome bhai...
Good information
Thank you so much....
December mahine mein kaun kaun si sabji Laga sakte hain Iske bare mein Puri Jankari dijiye
Plz sir ji zero budget me khad aur kitnasak use kar sakte hai kya
December me bhaiya lasun lagana thik rahega kya
Very good Bhaiya ji....
Thanks bhai
Good
Thanks bhai...
Sar me Himachal Pradesh se hu yeha sardi me Pala bahut hota he Pala sehan Karne wala sabzi kon kon sa he ho me sardi me Laga saku plzzz Bataiye
Sir mere pass 5 acre agriculture land h delhi me mujhe ek acre ka model suggest kare
❤❤❤
Aapki Jaan kari bahut acchi hai. Sabzi me lagne waale bimari aur rok tham ke baare me aur desi fertilizer ke baare me video banaye in. Saath me kya practical problems aa sakti hain sabzi ki kheti karne me wo bhi bataye in. Clear picture dikhaye. Ek aur baat har choti se chori jankaari de bhale video ke do part banane pade jisse kisaan ko profit ho aur aapka channel bhi aage badhe
Vary nic
Thank You So Much....
@@CreativeKisan sir mughe b sabji lagana ar grading krne ka man h pr ho nhi pta h pr mai 1/2din bad ap ki video dekh kr sabjiya lagugi and mughe koi dikkat hothi to mai ap ke pass msg b krugi
bilkul start kijiye....
@@CreativeKisan ,🙏
Power weeder ke upar ek video banaaiye kam dam mein kaun sa power weeder achha hai
bilkul bhai jaldi hi Power weeder par ek video laane ki koshish karenge.....
A very nice video. Kya aap chote plot ke liye bhi video bana sakte hain?
👌
Thanks bhai
Sir hamne dhai akar 2.5 me sabaji kheti krne jaraha Hun plz sir Kuchh Salah sujhav dijiye...
bhai jaldi hi 2.5 acre me kheti kaise karen ess par video lekar aayege....
ek video humne kuch dino pahle hi channel par daala hai aap check kar sakte hain...
Jay Kisan Jay Jawan
Jai Jawan Jai Kisan
Kya December mein matar ke beej bhi laga sakte hain? Kripya batayen.
Aur green aur yellow zucchini lagaane ka uttam samay kya hai?
Thanks
Welcome bhai...
Din mein davaiyan kaun kaun si lagti hai baingan khira tamatar
Sir Mirchi saat kaun sa fasal intercropping kar sakte hain 🙏
bhai ess par hum detail me ek video lekar aayege....aapko hamare channel par jakar mirchi ke video dekh le jankari mil jayegi....
aap mirchi ke saath lahsun laga sakte ho....
Sir ek video mp government ka banaiye solar pump ka full ditail kitne din mien mill jayega kitni subsidy hai khet ki sinchai k liye plz
Bilkul bhai jaldi hi video laane ki koshish karenge...
Sir apni jani nahi hai lekin me lij me lekar kheti karna chahta hu or khule kuchh peresani hoti hai to please batay sir ji
Bhai bilkul start kare...aur aisi faslo ka chunav kare jo aapke area me achi hoti ho...
Shuruwat me jyada risk na le
Very nice 👌
Hello
Thanks 😊
Hello...
Sir Pani khule madhiyam se de sakte hai
Haan bhai de sakte ho...
Bahut achii knowledge ke sath sari baate batayi . Bahut achaa samjhaya .
Bhai ji ap se contact karna rahe to kese kare ap bataiye
Thanks bhai....koshish karenge jaldi hi aapke contact details share karne ki....
Namaskar sir mere khet mien kaali mitti hai or patthar bhi bahut hai mien konsi kheti karun samjh nahi aa raha koi margdarshan kariye sir
जी जल्द dijuye
bilkul bhai jaldi hi video lekar aayege....
Polly house Polly bags gro bags irrigation dropping irrigation systems grafting system multi layer multi coroos every methods Helpful
bhai tmatar aur kheera to paare se khraab ho jayega?
bhai isliye hi december end bola hai
हम खेती करना चाहते हैं लेकिन हम नए हैं ककौनसे सब्जी की खेती करे
Ser चपन kadu की खेती करने का सही समय क्या है l
Hello sir, kele ke sath intercropping kar sakte aur nai? Yedi kar sakte hai to kaun kaun chiz ko kar sakte hain?
bhai jaldi hi kele ke saath kaun si intercropping karen ess par detailed video lekar aayege....
Sir bhindi ke kheti kab Kare c g me
bhai aap 20 January ke baad bhindi laga sakte hai....
@@CreativeKisan ji bhaya
Okay bhai...
2.5 acre model plz
bilkul bhai jaldi hi video lekar aayege.....
Sir kya samjate ho app muje ap se milna h
Kya ap pune a sakte ho
rameshwar bhai pune aaye toh aapke jaroor milege....
Khire ke pate pile kyuho jatehe
करेला और गिलकी लगा सकते है?
भाई अभी करेला और गिल्की की खेती के लिए सही टाइम नहीं है..आप 15 जनवरी के बाद लगा सकते हैं |
@@CreativeKisan OK brother
okay bhai..
Bhai ram ram
Jay Shri Ram
भाई साहब आप किस राज्य के किस जिले से हैं
bhai main madhya pradesh se hoon....aap kaha se hai ?
bro.ek bar aap ke khet main 1 month kam karte hain to sub sikh jayege.aau kya? seriou pls..ap charg karo main pey karta hun..
नोकदार पत्तागोभी किस प्रजाति की और कब बेहन डालें?
ये बीज हमें कहा से मिल सकते है
Kaha se h bhai
bhai main madhya pradesh se hoon....
aap kaha se ho ?
उत्तर प्रदेश से
acha bhai....
Sir aap Kaha se ho
bhai main madhya pradesh se hoon...
aap kaha se ho ?
सर दिसंबर मैं सागर किंग तरबूज लगा सकते हैं क्या
आप लो टनल का प्रयोग करके गरमी की कोई सी भी क्रॉप लगाए
@@Mrkumhar07 सर मैंने 27 नवंबर को सागर किंग तरबूज लगा दिया
@@narayanmewara3328 हमारी तरफ मुस्कान खरबूजा लगाया जा रहा है इर सागर किंग भी लगाया जा रहा है
@@Mrkumhar07 सर अभी खरबूजा लगा रहे है
@@narayanmewara3328 10 दिसम्बर तक प्लांटेशन कर देंगे
20 December mai khera kesea
Tab toh Pala parta hota hai na
haan bhai isliye humne pro tray me pahle nursery lagana hoga december ke last week mein ...fir 15 Jan ke baad kheto me transplanting kar sakte hain....
@@CreativeKisan ek sania variety hai wo kafi zaida trending pe chal rahi hai
Sania known you seeds
Uss ki. Timing kab hai lagane ki agar ye pata hua to batana
Sir
Bro, information is very good, guidance is spot on, but for new farmers can you please add, when to add which fertiliser and use which pesticides, which will help more
Thank you so much brother....will try our best to provide information related to fertilizer and pesticides in detailed video...
Simna gerrja not good quality. I am try this seed.😭😭
2,5!एकड़
Thank you
You're welcome