Bhai such me bahot he ache tarike se explain kiya, thank you bhai muje ye video bahot help karega bcz hum log abhi plan kar rahe hai waha jane ka n guidance k liye video dekha
Very nice video, so detailed n informative ! Itni details agar log nahi dete to logon ko travel vlogs nahi upload karne chahiye ! Thabks bro for such a detailed video ! I haven made notes n planning my trip based on your info shared 😊
Thank you Bhai for this video, apne sab cover Kiya hai, detailing aisi hi chahiye specially budget planning k sath. AAP explore kariye on demand bhi agar possible ho, vo bhi kaafi helpful hoga. Mujhe Maharashtra ke 3 jyotirlinga ka bhi aise tour plan bata dijiyega kabhi samay mile toh.
Sar aapane sab mandiron ki bahut hi acchi vyakhya ki hai ab bahut hi Sundar aur acche dhang se samjhaya hai Jo aadami nahin samajh pata nahin ja sakta vah acchi tarike se aapke anusar agar chalega har jagah ka darshan acchi tarike se kar sakta hai
Aap ye bataho ki hamari dwarkadhish se somnath temple ke liya araam se cab/taxi mil jayegi aur uska kitna cost/rent hoga. Matlab cab/taxi bi araam se mil jayegi...aapke ansar ka intzaar hai...
ऊं नमो भगवते वासुदेवाय नमः ॐ नमः शिवाय श्री शिवाय नम्शतुभयम हर हर महादेव जय भोलेनाथ आप कि जय हो
Jai. Somnath jyotirling 🙏Jai Dwarka dish 🙏 Jai Nageshwar Jyotirling 🙏🌺🌹 Hum Jarur darshan k liye aayenge Taiyari krke rakhi hai.
Koti koti pranam 🙏
बहुत ही अच्छी जानकारी आपसे मिली .हम भी द्वारका सोमनाथ जाने वाले हैं .
Mai kal hi somnath temple jaa raha hu..... thank you aapke video se achii jankari mile ...har har Mahadev ❤🙏🏻
Isse accha to aaj Tak koi ni bta Paya very good ❤
thank you so much
बहुत अच्छी जानकारी मिली.धन्यवाद
Nice information...धन्यवाद.
Bahot acchhe se information di hai is video me .... thank you very much
धन्यवाद आपने अच्छी जानकारी दी
Best explanation in detailed information covering most of the options ,
Dhanyawad 🙏
Mein Youtub par video dekh raha tha lekin kisi ne bhi achese nhi samjaya. Bhai tune bahot achese samjaya,like bhi kiya share bhi kiya aur subscrib bhi kiya
Thanks🙏
😊K0😊😅⁰
Very nice 👌🙏
Bhai hum jake aaye 6 din mein 4000 hajar 🥰 tera video dekh ke
@@akashchormale1936 jada hogya 🙏🙏🙏
Bhai thank you- bohat simple and best samjhaya❤️😇
Welcome
Bhai bahut badhiya video banayi.. simple.. sorted . Very clear.. very informative and point to point.. clear itinerary 👌
Thanks
Bahut hi informative video banaya hau aapne accha laga dekh k
Thanks
Thanks. I am going to somnath tomorrow. This is of help to me.
Great!
Bahut hi accha video bnaya bhaiya, thank you 😊
Welcome
ॐ नमो भग😅वते बासुदेबाय ॐ हर हर महादेव
Par aapne acha video banaya hai bahut, jai shree krishna
Thank you so much bhaiya itni aachi information dene k liye .march me jayege kirshn ji ki krpa hui to ❤🙏🌹
Radhey Radhey Ji ❤
Thanks for this help
Very nice information...radhe radhe 🙏👌
Thanks🙏
Bhai such me bahot he ache tarike se explain kiya, thank you bhai muje ye video bahot help karega bcz hum log abhi plan kar rahe hai waha jane ka n guidance k liye video dekha
Dhanyavaad
Very nice video, so detailed n informative ! Itni details agar log nahi dete to logon ko travel vlogs nahi upload karne chahiye !
Thabks bro for such a detailed video ! I haven made notes n planning my trip based on your info shared 😊
Thanks a ton
Behtreen bnai❤
Bohut sundar❤
It is a very good video. You have explained everything very well.
Glad it was helpful!
Excellent
Very helpful
बहुत ही अच्छी पोस्ट
Thanks
Radhe radhe 🙏
Very helpful. Thank you 👍👍
Bahut ache se bataya apne..
Thanks
❤❤❤❤❤बहुत अछाबताया
Bahot achche
Thanku bhai
Thank you so much for information ,next month we coming to visit Somnath temple
Always welcome
Eke behatreen jaankari ke liye aapka bahut saadhuvad saa.
Thanks
Very nice brother jay somanatha ji
Very nice thank you so much🎉🎉🎉
You're welcome!
Your explanation fabulous 👍
Thanks a lot 😊
You are doing a very good work... Keep going it's really very helpful 🧡🤩👍
Thank you, I will
Jai Shree Krishna 🙏
Bahut hi acche se samjhya apne
Thanks
Somnath se dwarka jane k bad agar mumbai aana he to vapas veraval jana padega?
Ya dwark ka reilway station he?
Dwarka se direct train he Mumbai ke liye
The way you explain everything is really good. God Bless you 😇🙏
Thanks a lot 😊
Thank you Bhai for this video, apne sab cover Kiya hai, detailing aisi hi chahiye specially budget planning k sath. AAP explore kariye on demand bhi agar possible ho, vo bhi kaafi helpful hoga.
Mujhe Maharashtra ke 3 jyotirlinga ka bhi aise tour plan bata dijiyega kabhi samay mile toh.
Woww.... bhoot a che se explain karte ho aap
Thanks
VERY NICE INFORMATION 👌
Thanks
Very informative... Thankyou so much
Glad you liked it
Bhai aapka videos bahut jada achcha laga mujhe
Thanks🙏
SOMNATH..........FIRST JYOTIRLINGA❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Good explain.
Very good
Superb information
Thanks
We will come from ujjan what will our right destination Somnath or Dwarka? From there we will go back to Kolkata..thanks.
Dwarka then somnath , check train connectivity from both locations
Sar aapane sab mandiron ki bahut hi acchi vyakhya ki hai ab bahut hi Sundar aur acche dhang se samjhaya hai Jo aadami nahin samajh pata nahin ja sakta vah acchi tarike se aapke anusar agar chalega har jagah ka darshan acchi tarike se kar sakta hai
Thx you brother lov u heartly❤❤❤ god bless you
Thank you too
Aap ye bataho ki hamari dwarkadhish se somnath temple ke liya araam se cab/taxi mil jayegi aur uska kitna cost/rent hoga. Matlab cab/taxi bi araam se mil jayegi...aapke ansar ka intzaar hai...
Om NAMH shivay🌻👏
Very good information bhai
Thanks
Hi, can you plz tell me.. If i will reach to rajkot in between 9 to 10pm , is there any transport facility to somnaath temple
Nice one. .... Very informative
Thanks a lot
Very good information.. Just what i was searching for
Glad to hear that
Jai Ho bhagwan ji Radhe Radhe jai bhole nath Jai bageswar sarkar
So nice bhaiya
😊😊😊
Very detailed information.. thanku so much
Most welcome 😊
Aap dire dire sahise samajate ho thank you bhai❤❤❤
Thanks
Dhanya baat bhaiya ji
Welcome
Can v touch Nageshwar jyotirlinga aur jal Abhishek kr skte h?
Hum gaye the tab touch karne nahi diya tha
Bhai agr car liya toh dwarka se Nageshwar ka kitna khrcha h
What time in the morning somnath you leave because Dwaraka mandir timing is 1 clock in the morning
So is it possible to have darshan in the morning
No in afternoon
बहुत सुन्दर
Thanks
Bhai Dwarka to Mumbai ke liye koi bus hai , hai toh bus fare kitna lagega aur kitne time me mumbai pahuchayegi bus
Excellent video
Thank you very much!
Good darshan good information.
So nice of you
Will you suggest any hotels to stay nearby dwarka and somnath?
Bhai ye bataiye mujhe january k starting m jana h yahan ka mausam kaise rahega jacket /sweater le jana padega ya shirt tshirt m kaam chal jayega..
nahi jyada thandi nahi rehta he yaha par
somnath to drarka 6 hour by road , can it be covered via train.if yes how ..sirf road journey nahi air and train b include kar ke btana chahiye apko
Jai somnath deway namah
Rainy season me bet Dwarka ja sakte?
Mat jao risk of heavy rain
Sir dwarka s somnath ane k liye bhi bus mil jati hogi na confirm me
ha mil jati he bus
thanks for the info.
welcome
It's very nicely explain in details
Thanks🙏
Wheel chair milta hai waha p kya
Somnath & dwarika with nearest please kitne din main cover honge
3-4 din me
Super information
Thank you
हर हर महादेव 🙏
Bahut bahut dhanyabad 🙏🙏🙏
Welcome
Best information thanks
Thanks for liking
हर हर महादेव
Brother nice information...thanx
Thanks for liking
Very nice 👌👌👌👌👌👌
Thanks a lot
🙏☘️हर हर महादेव ☘️🙏🙏🌹जय श्री कृष्ण 🌹🙏
bhai scooty kaha rakhe the boating karte samay
Parking he waha par
Thank you for information
Welcome
Har Har Mahadev,
Nice Explanation ❤
Thanks 🙂
सर, द्वारका लोकल दर्शन के लिए बस कितना charge लेती हे, और उसमे नागेश्वर भी लेके जाते हे दर्शन के लिए, कितना time लगता हे लोकल घूमने के लिए
Nageshwar jyotirlinga mein aapko jyada time nahi lagega .1-1.5 gantr mein darshan ho jayega jais aapne bola,kya ye kam hai ??
Scooty Rent walo ka number de sakte hai? Yaa fir konsa jaga pe milega exact location baata sakte h (love from odisha ❤)
Thanks bhai jay shree krishna🙏🙏🙏
Same to you