Salatus Tasbeeh Kiyon aur Kaise ? | Sheikh Maqsood Ul Hasan Faizi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 28 вер 2024
  • 💠 صلاة تسبيح کیوں اور کیسے ؟
    💠 Salatus Tasbeeh Kiyon aur Kaise ?
    🔊 Fazeelat us Sheikh: Maqsood-ul-Hasan Faizi Hafidhahullah.
    🎬 Hamare UA-cam Channel​ islamidawah​ ko subscribe zaroor karein, taake jab bhi hum nayi nayi videos apne channel mei upload karein apko uski ittela' milti rahe.​
    💬 Aap khud bhi Mustafeed hon aur Apne doston aur ghar walon ke sath bhi Share karien.
    📲 WhatsApp per Islamic messages hasil karne ke liye is number par hamein message karien.
    00966508959707

КОМЕНТАРІ • 26

  • @muhmmadaasim2016
    @muhmmadaasim2016 4 роки тому

    Masha Allah

  • @SHEREAHLEHADEES
    @SHEREAHLEHADEES 4 роки тому

    Mashallah

  • @muhammedidrees9156
    @muhammedidrees9156 4 роки тому

    Jazakallah

  • @abubakr5863
    @abubakr5863 2 роки тому +2

    Sheikh 4 rakat ek sat padna hai ya 2 rakat karke padna hai plz reaply me

  • @pnaseem000
    @pnaseem000 4 роки тому +1

    وهذه الصلاة ليس فيها ما يدل على التأريخ وأنها متأخرة عن غيرها، وليس فيها ما يدل على أنها سنة استعملها النبي ﷺ سابقًا ولاحقًا، وليس فيها ما يقتضي الجمع بينها وبين غيرها؛ فتعين الأمر الثالث وهو: أنها غير صحيحة، وأنها شاذة مخالفة للأحاديث الصحيحة الثابتة عن رسول الله ﷺ، ومخالفة لسنته المعروفة عنه عليه الصلاة والسلام في ليله ونهاره مدة حياته عليه الصلاة والسلام، فلم يحفظ عنه أنه فعلها مرة واحدة عليه الصلاة والسلام، ولم يعرف عنه عليه الصلاة والسلام ما يدل على أنها سنة متبعة في أحاديث صحيحة؛ فعلم بذلك أنها شاذة وأنها مختلقة، وأنه لا أساس لها في الأحاديث الصحيحة الثابتة عن رسول الله عليه الصلاة والسلام. نعم.
    المقدم: جزاكم الله خيرًا.

    • @arsalankhawaja5522
      @arsalankhawaja5522 2 роки тому

      صلاة الاستسقاء کے متعلق کیا رائے ہے آپ کی؟
      کیا وہ معروف سنت سے مختلف نہیں؟

    • @arsalankhawaja5522
      @arsalankhawaja5522 2 роки тому

      اس روایت کو شاذ کہنا کم علمی ہے

  • @pnaseem000
    @pnaseem000 4 роки тому

    Bidath he

  • @abdurraheem2219
    @abdurraheem2219 4 роки тому +1

    📖📃✒️Salaatul Tasbih Ya Tasaabeeh Ki Hadees Ki Takhreej Wa Tahkum:
    *📚Sunan Abu Dawood 1297,1298, Sunan Tirmizi 481, Sunan Ibn Maajah 1386,1387, Tabraani Muajjam Awsath 2318, 2879, Muajjam Kabeer 11622, Hilyatul Awliyaa 1/25, Mustadrak 318,320, Baihaqi Sunan Kubraa 3/51,52, Shobul Eemaan 611,3080, Akbaar Qazwain 3/249, Tahzeeb Al Kamaal 29/103, Majma Al Zawaaid 2/281,282, Fatah AL Baari 10/533.*
    🍃 Imaam Munzari nay Kitaab At Targheeb Wat Tarheeb 1/528 mein kehte hain ise ulemaa ki ek jamaath nay Saheeh qaraar diya hay jin mein Abu Bakar Al Aajri, Abu Muhammad Abdur Raheem Masri, Abul Hasan Maqdasi hain.
    🍃 *_Abu Dawood ke farzand Abu Bakar kehte hain: Mere waalid Imaam Abu Dawood nay is ki sanad ko Saheeh qarar diya hay._*
    🍃 *Imaam Muslim Bin Hajjaj kehte hain: Is hadees ki sanad Hasan hay.*
    🍃 _At Tarjeeh Al Hadees Salatul Tasaabeh safa no.41 mein Nasiruddin Adh Damishqi nay is ki sanad ko Hasan qarar diya hay._
    *Aur aise hi Sirajuddin AlBalqini, Haafiz Al Alaayi, Badruddin Zarkhashi, nay bhi Saheeh qarar diya hay.*
    Ibn Iraaqi nay apni Kitaab Tanzeeyatush Sharaiyah 2/109 mein aur Suyuthi nay apni kitaab AlAali AlMasnooah 2/44 mein isika zikar kiya hay.
    📖 *_Imaam Ash Shoukaani nay Fawaaid Al Majmooah safa n. 53,54 mein is hadees ko Saheeh ya Hasan qarar dene waloun ki list naqal ki hay_*_ un mein hain, Ibn Mundah, Al Aajri, Khateeb Al Baghdaadi, Abu Sayeed As Samaani, Abu Musaa AL Madeeni, Abul Hasan Ibn Mafzal, Munzari, Ibn Salah, Nawawi, Sabaki, aur bhi log hain jinhoun nay is hadees ko Saheeh qarar diya hay._
    📚 *Imaam Albaani nay Sahih Sunan Abi Dawood 1152,1153 mein Saheeh kharaar diya hay.*
    💫🍃 _Salatul Tasbeeh ki namaaz se munsalaik hadees ki wazahath karne mein ulemaoun ki ek jamaath nay khaas kaam kiya hai. Is se ye baath wazeh hojaati hay ke Ulemaa nay is ki tahqeekh mein koi kasar nahi chodi hay._
    💡 In mein shaamil ulemaa *Daar Qutni(385 hijri), Khateeb Al Baghdaadi (463 Hijri), Haafiz Abdul Kareem As Samaani (562 Hijri), Abu MUsaa As Bahaani (581 Hijri), in logoun nay apni salaahiyath se, Wazahath se, Hujjat se , Faseeh Kalaam mein Salaatul Tasbeeh hi hadees ko Saheeh qarar diya hay.*
    💥 _Haafiz Jalaaluddin Suyuthi (911 Hijri) nay Salatul Tasbeeh ki hadees ko saheeh qarar diya hay._

  • @mufeedkhan8320
    @mufeedkhan8320 Рік тому

    Masaallah

  • @maazims2
    @maazims2 4 роки тому +1

    JazakAllah Hu khairan kaseera 🤲

  • @pnaseem000
    @pnaseem000 4 роки тому

    مع أنه في جوابه عما قيل في بعض أحاديث (المشكاة) قال: "الحق أنه في درجة الحسن لكثرة طرقه" فاختلف كلامه فيه رحمه الله والله أعلم، وقال صاحب (الفروع) في حديث صلاة التسبيح: (رواه أحمد)، وقال: لا يصح، قال: وادعى شيخنا أنه كذب، كذا قال، ونص "أحمد" وأئمة أصحابه على كراهتها، ولم يستحبها إمام، واستحبها "ابن المبارك" على صفة لم يرد بها الخبر لئلا تثبت سُنة بخبر لا أصل له، قال: وأما "أبو حنيفة"، و"مالك"، و"الشافعي" فلم يسمعوها بالكلية، هذا كلام صاحب (الفروع) أحد تلاميذ شيخ الإسلام "ابن تيميه" رحمهم الله تعالى.
    والذي يترجح عندي أن صلاة التسبيح ليست بسُنة، وأن خيرها ضعيف وذلك من وجوه:
    الأول: أن الأصل في العبادات الحظر والمنع حتى يقوم دليل تثبت به مشروعيتها.
    الثاني: أن حديثها مضطرب، فقد اختلف فيه على عدة أوجه.
    الثالث: أنها لم يستحبها أحد من الأئمة، قل شيخ الإسلام "ابن تيميه" رحمه الله تعالى: "قد نص أحمد وأئمة أصحابه على كراهتها ولم يستحبها إمام". قال: "وأما ابو حنيفة ومالك والشافعي فلم يسمعوها بالكلية".
    الرابع: أنه لو كانت هذه الصلاة مشروعة لنقلت للأمة نقلاً لا ريب فيه

  • @mabjhob8f740
    @mabjhob8f740 4 роки тому

    Mashallah nice

  • @mabjhob8f740
    @mabjhob8f740 4 роки тому

    Subhan Allah

  • @mdali6280
    @mdali6280 4 роки тому

    MASAH ALLAH

  • @iwantpeace4196
    @iwantpeace4196 4 роки тому

    *Assalam alaikum shek 2ri aur 4ti rakat me kayida me attehaat se pahle pade ya baad me pade tasbi*
    Ripley kare

    • @RaviKiran-ci8kd
      @RaviKiran-ci8kd 4 роки тому +1

      UA-cam par hai yeh namaz ap dekhlijiye plz namaz ka naam type kare InshaAllah miljayega

    • @rehanasayeed9154
      @rehanasayeed9154 4 роки тому

      Attahiyaat se pehle padhein

  • @pnaseem000
    @pnaseem000 4 роки тому

    ما حكم صلاة التسبيح؟ منذ 2007-11-17 السؤال: ما حكم صلاة التسبيح؟ الإجابة: "صلاة التسبيح" ورد فيها حديث عن النبي صلى الله عليه وسلم، ولكن هذا الحديث لا يصح عن النبي صلى الله عليه وسلم قال "شيخ الإسلام": هو حديث باطل، ويدل لبطلانه أمران:
    رابط المادة: iswy.co/e3slg

    • @uttarji6665
      @uttarji6665 4 роки тому

      Shaikh ne bhi to bataya ki ikhtelaf maujood hai aur Pak o hind k ahl e hadees olma ise Hasan sahih mante hain.
      Hafiz ibn e hajar aur Allama Albani rh.a ne bhi ise Hasan darje ki tasleem ki hai.

    • @pnaseem000
      @pnaseem000 4 роки тому

      @@uttarji6665 shaik albani koyi hadees ko hasan kaha to vo asal me daeef hai. Uske taaeed mem doosari saheeh hadees hotho unke hasan hadees maqbool hoga

    • @abdurraheem2219
      @abdurraheem2219 4 роки тому

      📖📃✒️Salaatul Tasbih Ya Tasaabeeh Ki Hadees Ki Takhreej Wa Tahkum:
      *📚Sunan Abu Dawood 1297,1298, Sunan Tirmizi 481, Sunan Ibn Maajah 1386,1387, Tabraani Muajjam Awsath 2318, 2879, Muajjam Kabeer 11622, Hilyatul Awliyaa 1/25, Mustadrak 318,320, Baihaqi Sunan Kubraa 3/51,52, Shobul Eemaan 611,3080, Akbaar Qazwain 3/249, Tahzeeb Al Kamaal 29/103, Majma Al Zawaaid 2/281,282, Fatah AL Baari 10/533.*
      🍃 Imaam Munzari nay Kitaab At Targheeb Wat Tarheeb 1/528 mein kehte hain ise ulemaa ki ek jamaath nay Saheeh qaraar diya hay jin mein Abu Bakar Al Aajri, Abu Muhammad Abdur Raheem Masri, Abul Hasan Maqdasi hain.
      🍃 *_Abu Dawood ke farzand Abu Bakar kehte hain: Mere waalid Imaam Abu Dawood nay is ki sanad ko Saheeh qarar diya hay._*
      🍃 *Imaam Muslim Bin Hajjaj kehte hain: Is hadees ki sanad Hasan hay.*
      🍃 _At Tarjeeh Al Hadees Salatul Tasaabeh safa no.41 mein Nasiruddin Adh Damishqi nay is ki sanad ko Hasan qarar diya hay._
      *Aur aise hi Sirajuddin AlBalqini, Haafiz Al Alaayi, Badruddin Zarkhashi, nay bhi Saheeh qarar diya hay.*
      Ibn Iraaqi nay apni Kitaab Tanzeeyatush Sharaiyah 2/109 mein aur Suyuthi nay apni kitaab AlAali AlMasnooah 2/44 mein isika zikar kiya hay.
      📖 *_Imaam Ash Shoukaani nay Fawaaid Al Majmooah safa n. 53,54 mein is hadees ko Saheeh ya Hasan qarar dene waloun ki list naqal ki hay_*_ un mein hain, Ibn Mundah, Al Aajri, Khateeb Al Baghdaadi, Abu Sayeed As Samaani, Abu Musaa AL Madeeni, Abul Hasan Ibn Mafzal, Munzari, Ibn Salah, Nawawi, Sabaki, aur bhi log hain jinhoun nay is hadees ko Saheeh qarar diya hay._
      📚 *Imaam Albaani nay Sahih Sunan Abi Dawood 1152,1153 mein Saheeh kharaar diya hay.*
      💫🍃 _Salatul Tasbeeh ki namaaz se munsalaik hadees ki wazahath karne mein ulemaoun ki ek jamaath nay khaas kaam kiya hai. Is se ye baath wazeh hojaati hay ke Ulemaa nay is ki tahqeekh mein koi kasar nahi chodi hay._
      💡 In mein shaamil ulemaa *Daar Qutni(385 hijri), Khateeb Al Baghdaadi (463 Hijri), Haafiz Abdul Kareem As Samaani (562 Hijri), Abu MUsaa As Bahaani (581 Hijri), in logoun nay apni salaahiyath se, Wazahath se, Hujjat se , Faseeh Kalaam mein Salaatul Tasbeeh hi hadees ko Saheeh qarar diya hay.*

    • @arshadsiddiqui8514
      @arshadsiddiqui8514 3 роки тому

      @@pnaseem000 Bhai salatul tasbeeh mein ikhtelaaf hai salaf mein bohot se muhaddiseen ne is hadees ki tasheeh bhi ki hai aur kayi ne tazeef bhi ki hai isliye ismein sakhti nahi karna chahiye
      Allah ziyadah behtar jaanta hai