Non Muslim Reaction on Unknown Facts About Angel Jibreel in Islam

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 1 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 374

  • @RoohulTaqwa
    @RoohulTaqwa Місяць тому +33

    Quran ek sachi kitaab hai aur hadees or quran mein farishton ka zikar hai ! Jis tarhan humney Allah ko nhi dekha or uske honay ka yaqeen rkhtey hain Alhumdulillah isi tarhan hum farishton pr bhi emaan rkhtey hain Alhumdulillah ! Allah hamara test leraha hai ! Or hum Allah Pak ki batayi hui har makhlooq har cheez pr emaan rakhtey hain Alhumdulillah
    Allah sabsey behtareen ilm rakhne wala hai Beshak

  • @AffectionateBirthdayCake-ot4xp
    @AffectionateBirthdayCake-ot4xp Місяць тому +22

    Islam ki in sab baton ko baghair daikhay or Dil say yaqeen Karnay ko eman kahtay han

  • @WaniUxair56
    @WaniUxair56 Місяць тому +17

    Continue the series about Prophet Muhammad saw ❤

  • @hinazia3170
    @hinazia3170 Місяць тому +12

    Allah ne poori kaynaat banayi h
    Or Allah ke lye koi mushkil nahi dariya ko divide Krna phir Mila Dena,
    Chand ke do tuqre Krna vagera
    Yehi to imaan h

  • @HayaH97
    @HayaH97 Місяць тому +10

    Yes hazrat musa (A.S) Allah se baat krte the.or sea ko 2 parts mein devide krne k baray mein or wood ka snake bn jana Quran mein likha or Quran mein sab sach likha hai is bare mein no questions.
    Or hazrat jibrail (A.S) k baray mein Quran mein bhi likha hai or prophet Muhammad (P.B.U.H) ne bhi btaya hai to wo bhi humesha sach farmate the.❤

  • @kashan0
    @kashan0 Місяць тому +25

    11:21 In sab ka logical answers Engineer Muhammad Ali Mirza ka channel par mil jayn gay

    • @mysteriouskhan7002
      @mysteriouskhan7002 Місяць тому

      🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣

    • @MdJobayed-e9f
      @MdJobayed-e9f Місяць тому

      Give link...please

    • @musaffamashood5306
      @musaffamashood5306 Місяць тому +1

      Agreed best scholars nowadays baki sab apna manjan bech rahy

    • @mysteriouskhan7002
      @mysteriouskhan7002 Місяць тому

      @@musaffamashood5306 manjan to driving seat wala bech raha ha , ap nay shayad kabi mufti yasir nadeem wajdi or qaiser ahmed raja or b bht saray ha .

    • @nsayyed5469
      @nsayyed5469 Місяць тому

      No

  • @zubairsaghir1610
    @zubairsaghir1610 Місяць тому +17

    Milay gi nishani moaut k waqt jab Asrael A.S rooh nikalny aaien gy

  • @mohmmadbinalfajkhan9054
    @mohmmadbinalfajkhan9054 Місяць тому +8

    You are right prophet musa

  • @halfmoon8296
    @halfmoon8296 Місяць тому +5

    In Islam, a miracle (Arabic: mu'jizah) is an extraordinary event that goes beyond human capability, performed by a prophet through the will of Allah to confirm the truth of his message. These miracles serve as signs (ayat) to strengthen the faith of believers and as evidence for non-believers of Allah’s power.
    One of the greatest miracles in Islam is the Quran itself, which is considered a linguistic and intellectual miracle, unmatched in its eloquence, content, and impact.
    From the Islamic perspective, miracles are not difficult for God to perform because Allah is all-powerful (Al-Qadir), transcending all limitations of the natural world. He created the universe and everything in it, so to manifest miracles is simple for Him. Believing in an all-powerful God means acknowledging that what seems impossible to human beings is fully within the realm of possibility for Allah.
    The Quran emphasizes this concept in verses like:
    “Indeed, when He decrees a matter, He only says to it, ‘Be,’ and it is” (Quran 36:82).
    For believers, miracles serve as clear signs of Allah's authority and reaffirm their faith that Allah is fully capable of doing anything.

  • @AbdulraqeebMeer
    @AbdulraqeebMeer Місяць тому +7

    Brother and sister daikhay baghair yaqeen karna he imaan hai

  • @yumnaanas2645
    @yumnaanas2645 Місяць тому +2

    Walikum Assalam ❤ Ap me bhot tabdeli ai hai MashAllah ❤️ Allah pak ap dono ko Iman ki dolat se nawaze Ameen

  • @sameerahmad78692
    @sameerahmad78692 Місяць тому +31

    Yes,, wo prophet musa ALEHISSALAM hi the

  • @Gulchih
    @Gulchih Місяць тому

    ASKING QUESTIONS (respectfully.... like you) IS HUGELY ENCOURAGED IN ISLAM

  • @maliknaeem1248
    @maliknaeem1248 Місяць тому +2

    You will get the answer only when you read the Quran and understand it completely.

  • @sam-239-.
    @sam-239-. Місяць тому +4

    Jo waqyat physical laws ko follow nhi kartay unhi ko maujzaat( miracles) kaha jata hai
    Aur majzaat sirf Prophets ke pass hi thay aur kisi insaan ke pass nhi ho saktay

  • @mohammadkhan9110
    @mohammadkhan9110 Місяць тому +1

    Masha Allah Subhan Allah

  • @samiazaheer1960
    @samiazaheer1960 Місяць тому

    After some time you will be on right path inshallah.. may Allah guide you. I never seen reaction videos without you..

  • @mahiraejaz12
    @mahiraejaz12 Місяць тому +2

    Please continue the series of AP SWW and this was a beautiful video

  • @muddasarmughal9546
    @muddasarmughal9546 Місяць тому +1

    Miracle brother.

  • @aayanraja1027
    @aayanraja1027 Місяць тому +1

    Take a few seconds and say
    Astaghfirullah x3
    SubhanAllah x3
    Allhamdulillah x3
    Allah-hu-Akbar x3
    La ilaha illallah x3
    Congratulations good deeds for both of us ❤️

  • @RoohulTaqwa
    @RoohulTaqwa Місяць тому +1

    jab Hazrat Musa A.S ney laathi maari toh samandar phat gaya tha or woh or unki qoum wahan sey nikal gaye lekin jab Firaun or uska lashkar samandar mein pohncha toh samandar un pr girgaya ! Or scientifically Firaun ki jo body hai us mein sey ( Salt ) k particles miltay hain jo samandar mein hota hai toh yeh is waqiye ki bht bari nishani hai !! sochnay wali baat hai k firaun or uska lashkar bilawajah kyun samandar mein kood kr apni jaan detey jab aisa waqiya hua hi na hota ! Beshak Allah ney Quran mein jo kuch farmaya hai Haq or Sach farmaya hai Beshak ❤

  • @SadiaFarooq-m1f
    @SadiaFarooq-m1f Місяць тому

    Swaggy D i believe on Allah InshahAllah you both will convert into islam one day ..Ameen

  • @peacesfz03
    @peacesfz03 Місяць тому +1

    If one believes in Allah the most powerful and the supreme power then Allah can do anything.. No one should have doubts about this.

  • @Zuki_BOB4
    @Zuki_BOB4 Місяць тому

    Walaikum aslam❤

  • @AslamAziz-tv8fl
    @AslamAziz-tv8fl Місяць тому

    MashAllah apn ne salam kiya❤

  • @thalabahahmed8806
    @thalabahahmed8806 Місяць тому +5

    Brother I m request from past 6 days to react on islam talk meaning of life and mathematics miracle of quran 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 do it

  • @aqeelmusa2460
    @aqeelmusa2460 Місяць тому

    Ma Sha Allah

  • @mycolorworld7865
    @mycolorworld7865 Місяць тому

    Walaikumsalam ❤

  • @aashijamil5503
    @aashijamil5503 Місяць тому

    Assalam o Alikum ap dono ko Allah humesha khush rakhy aur islam ke trf lekr aye aur apny pasand deda bndo main shamil kry ammeen ap ke videos main kb se dekhti arhi ho good work ❤ both are.
    Love From Pakistan 🇵🇰

  • @maliknaeem1248
    @maliknaeem1248 Місяць тому +1

    Muslims keep the whole world at the mercy of first party Quran and Deen Islam.

  • @mirzaytcreation
    @mirzaytcreation Місяць тому +1

    Inki 1 or video hai jisme hazrat hamza ne dekha tha nabi s.a.w. ke chaca ❤

  • @muhammedtasleem8527
    @muhammedtasleem8527 Місяць тому

    Wa lekom Salam ap dono khush Raho

  • @sagirali8442
    @sagirali8442 Місяць тому +2

    Qayamat ki 10 nisaniya

  • @Qatar.Asadkhan.official
    @Qatar.Asadkhan.official Місяць тому

    Awesome Reaction Guy's . Lot's of Love 😘

  • @Noor_i.
    @Noor_i. Місяць тому

    Bina daikhy imaan rakhna yaqeen rakhna issi ko tau kehty hain mojzy ya miracle hmari limited aqal/ilm smjh nhi skti 12:47
    Mgr jo khulli nishaaniyaan hain hmara wajood(our self), ye kainaat( universe) ALLAH ki uncountable makhloqaat (zameen smandur aasmaan ki hr trha k janwar yehi kafi hain Allah ko sucha maan'ny ko

  • @QasimAli-kx5ce
    @QasimAli-kx5ce Місяць тому

    In the Quran, Jibrael (Gabriel) is the chief messenger angel responsible for delivering Allah’s revelations to the prophets, most notably revealing the Quran to Prophet Muhammad over 23 years (Surah 2:97). He also appears in stories of other prophets like Ibrahim (Abraham) and Musa (Moses), conveying divine messages and guidance.
    In the Bible, Gabriel is a messenger angel who explains visions to Daniel (Daniel 8:16) and announces the births of John the Baptist and Jesus to Zechariah and Mary (Luke 1:11-38). He plays a key role in revealing God's plans.

  • @entertainmentforu4515
    @entertainmentforu4515 Місяць тому +2

    In sab chezo ka answer ye hy KY agar ksi NY smandar ya darya ko bnaya hy to usky liye usy to tukray krna bi muskil nahi hy wo create kr Sakta hy jab wo cheez exist nahi Karti thi to exist Karny KY bad 2 tukray krna asan Kam hy same logic Chand per apply hota hy banana muskil hy 2 tukray krny sy isi liye agar ap manty ho KY creator hy to usky liye ye sab mushkil nahi agar nahi mantay to phir ap proof krdo KY creator nahi hy proof krdo scientifically ham bi man ly gy

  • @NaziaHassan-mm7sj
    @NaziaHassan-mm7sj Місяць тому

    Wslm Allah hedayt farmaye Ameen 🤲

  • @mysteriouskhan7002
    @mysteriouskhan7002 Місяць тому

    hamesha yaaad rakhna , is dunia ma or is k bahir jo kuch b ha sab kuch ALLAH nay paida kia ha.

  • @ArsalanTanwari
    @ArsalanTanwari Місяць тому

    good nice reaction ab Dekho ap k doubts kitny clear lag rhe.. or b Angel haain unpe b reaction den

  • @samiyajahan7134
    @samiyajahan7134 Місяць тому

    ❤from Bangladesh 🇧🇩

  • @iampakistani4092
    @iampakistani4092 Місяць тому

    Yes Musa AS Allah say direct baat krtay thay

  • @MOINKHAN_0122
    @MOINKHAN_0122 Місяць тому

    PART 2 PLEASE

  • @Advocate922
    @Advocate922 Місяць тому

    He was prophet Musa ❤😮

  • @Hadee-zr7hr
    @Hadee-zr7hr Місяць тому

    Hasi tv videos best and authentic❤

  • @MD_RAZZAQ132
    @MD_RAZZAQ132 Місяць тому

    Sub se pehly humre Nabi pak ko banaya gya

  • @LordTitan01
    @LordTitan01 Місяць тому

    React on Mufti Yasir Nadeem debates from his playlist of 'islam vs hinduism' ❤

  • @KOFAME-fv3tr
    @KOFAME-fv3tr Місяць тому

    Sab prophets ki koi na koi unique khoobi Hoti hai Jo Allah deta tha to jibrael farishtay sab prophets k sath miltay thay mgr Hazrat Musa prophet ki khoobi ye thi k Allah unsay apni awaaz me khud BAAT karnay bulatay thay Koh e toor mountain pe dunya k andar , mgr Sirf awaz aati thi, aur last prophet Muhammad s.a.w ki unique BAAT ye hai k Allah ne unko ek raat 7th aasmaan pe bulaya jaha Allah hotay hein khud BAAT karnay k lye aur 5 times namaz gift kia dunya k logo k lye ta k Allah k nazdeek rahay log qyamat se pehle dunya me gum hojanay ki technology aaj jitni hai agr namaz na Hoti to hum Allah se door hojatay, aur jaha prophet Muhammad Allah se direct BAAT karnay gaye apni Zindagi me waha jibrael farishta bhi NAHI ja saktay unkay parr jal jayengay ,

  • @ahadnaqvi1345
    @ahadnaqvi1345 Місяць тому

    Apart from Quran, Angel Gibrail is also mentioned in holy bible( book of Christians) and Hebrew bible ( book of jews )

  • @ishratsheikh4844
    @ishratsheikh4844 Місяць тому

    Hamari Dua hai k ALLAH TA'ALA aap dono ko Iman ki dolat ata farmae Ameen subah bakher ❤

  • @AliMaher5512
    @AliMaher5512 Місяць тому +2

    Mosa a.s thy directly clam krty thy

  • @shayanhussain2282
    @shayanhussain2282 Місяць тому

    Bro these all are miracle. Allah kuch bhi kar sakta hai

  • @Chefshaam
    @Chefshaam Місяць тому +1

    Agar scientific facts ky sath janana hai to ali mirza saab is the best person

  • @ISLAMICTVTilawatequran780
    @ISLAMICTVTilawatequran780 Місяць тому

    Surah hijar react plz😢

  • @Lofi_notes
    @Lofi_notes Місяць тому +1

    Quran is not book of Science Quran is the Book of "Signs"
    Agar ap ko scientific evidence chahiye angels ya allah ka to mere pyare bhai Science kbhi bhi Metaphysical objects ko justify nhi krti.. ye science ki field nhi hai aise boohtt sari baatein hain jinke bare mein science khamosh hai like Soul, Afterlife, Existence of Supreme power, Ect

  • @kainatkhalid8521
    @kainatkhalid8521 Місяць тому +1

    react on THE MEANING OF LIFE by talk islam,,, you'll get goosebumps after watching this video

  • @sawerakamran4923
    @sawerakamran4923 Місяць тому

    😮❤

  • @zidikuri6932
    @zidikuri6932 Місяць тому

    We want more reaction on Hasi TV 😊❤

  • @peacesfz03
    @peacesfz03 Місяць тому +1

    Science should not be the base to validate islam...

  • @ayazahmed5685
    @ayazahmed5685 Місяць тому

    Miracles are beyond science

  • @Officiallanime.4k
    @Officiallanime.4k Місяць тому

    When musa (a.s) undo the gap between water phroan was died in that river , now a days scientist found that same body and believe that it was died in water
    The case of splitting moan is that some scientists still believe that moan was once splits into two halves but most of think it didn't happen
    On the other hand at that time the king in india was( Cheraman Perumal Rama Varma Kulashekhara) he witnessed that once he saw moan splitting into two

  • @blackhunter267
    @blackhunter267 Місяць тому +1

    Hamare pyare nabi ne Chand ko do tukde kiye aur Hazrat Musa ne samundar ke do hisse kiye yah sab maujza matlab miracle hota hai Jo Allah ki madad se hota hai isko science sabit nahin kar sakta kyunki science ke bass mein hi nahin hai sabit karna aap misar ke taur per Hazrat Isa murdon ko zinda karte The allah ke hukam se kya science isko sabit kar sakta hai ki murdon ko kaise zinda Kiya jata hai simple Allah Tala kuchh bhi kar sakte hain Allah Tala kehte hai Quran mein ki Tere khuda ki shan yah hai ki jo jis chij ka irada karta hai use chij ko kehta hai ke hoja to vah ho jaati hai iska matlab kuchh bhi kar sakte hain vah jo chahe vah kar sakte hain

  • @DeepThinker-m1z
    @DeepThinker-m1z Місяць тому

    Any miracle can't be proved scientifically, It is done by only the person who has special power gifted by Allah

  • @hayasyedkiduniya5066
    @hayasyedkiduniya5066 Місяць тому

    Hazrat Nuh Alehissalam Ki Kashti Turkey K High Mountain Par Aaj Bhi Mowjood Hai.
    *Allah Ne Her Prophet Ko Miracle Ata Farmaey Thay. Kisi Ko Koi Kisi Ko Koi Isi Liye Aese Miracles Huwe Jo Allah Ki Taraf Se Thay. Unko Koi Insan Anjaam Nahi De Sakta*

  • @mohammedsaifuddinrahmat6113
    @mohammedsaifuddinrahmat6113 Місяць тому

    Bhai Aaj Insano se technology ke zariye Open heart surgery karsakte hain heart ko ek jagah se dusre jagah live transplant karsakte hain ...To Allah apne fariste zariye kyun nahi karsakta...ye bilkul logical hai ....apke dusre sawalon ka jawab bhi aapko milta rahega Insha Allah..aap aise hi dhudte raho...

  • @rahilasamad4026
    @rahilasamad4026 Місяць тому

    Adam and Musa allaihis salam

  • @rahilasamad4026
    @rahilasamad4026 Місяць тому

    Quran sab se achaa zaria hai janne ke lia

  • @uqbahashmi888
    @uqbahashmi888 Місяць тому

    11:45 by the will of Allah bro
    Sari nabhi Allah k hukam sy woh kam karty thy or woh jo jata tha
    Laken hazrat isa A.s murdo ko zinda kar daty thy is he tarha sari nabi Allah k hukum sy karty thy

  • @alamzaib767
    @alamzaib767 Місяць тому

    Hazrat Jibreel (A.S)
    Hazrat Michael (A.S)
    Hazrat Azrael (A.S)
    Hazrat Israfel (A.S)
    Please reaction HASI TV

  • @muhammedtasleem8527
    @muhammedtasleem8527 Місяць тому

    Allah taala k liye sab Koch asaan he ... Agr ap 1 khuda par yaqeen Karo ge... to.. Baqi sab par yaqeen aa Jay ga....

  • @Naz-g9u
    @Naz-g9u Місяць тому

    Being a non muslim, u pronounced very well to name of our Beloved Prophet Sallallahu Alihye wasallam.

  • @vnaveedahmed5466
    @vnaveedahmed5466 Місяць тому +1

    Please React to the Merciful servant 1.Kingdom of Allah, it's best one and 2.who is Allah 3.Meaning of life and many more Guaranteed 200%

  • @sarankhan6
    @sarankhan6 Місяць тому

    ❤❤❤❤❤❤

  • @sciencedaan11
    @sciencedaan11 Місяць тому

    Bismillah Ma’Shaa’Allah

  • @lommitrixpower4289
    @lommitrixpower4289 Місяць тому

    Along with the Qur'an Muslim also believe in sahih Hadith and there are very scientific ways to verify the authenticity of the hadith

  • @Exclu_Pak
    @Exclu_Pak Місяць тому

    Please react on Furqan Qureshi series on different topics

  • @uqbahashmi888
    @uqbahashmi888 Місяць тому

    W salam bro and bhabhi

  • @ZeeshanHussain-x8p
    @ZeeshanHussain-x8p Місяць тому

    Bhai aapka Manana ya na Manana mayne Nahin Rakhta Allah Har chij per Kadir hai aur beshak vah Sab Kuchh kar sakta hai❤

  • @ayeshaahsan14
    @ayeshaahsan14 Місяць тому

    Plzz react on hazrat Yusuf series plzz

  • @farehamalik2378
    @farehamalik2378 Місяць тому

    Payamber Yousuf A.S series plzzzzz

  • @JaydAkram
    @JaydAkram Місяць тому +2

    Heart surgery ke naam suno
    Wo fariste hai koi king ya influencenitial nan nhi rhe unke proof kaha se laoge
    Isa (jesus) birth from virgin mother iske proof kaha se lage kon si scientific chiz is chiz ko support karti hai.
    Of course agar apko allah par yaqeen hai to aapko pata allah ke liye har chiz possible hai

  • @FarukAli-ub1zo
    @FarukAli-ub1zo Місяць тому

    Hazrat zibril welesalam pe Full video reaction kro 😊

  • @maliknaeem1248
    @maliknaeem1248 Місяць тому

    Whatever is written in the Quran, All words are true one by one

  • @HarisKhan-jt4vl
    @HarisKhan-jt4vl Місяць тому

    Bro Jibreel A,s ko hi Christianity mai holy Spirit kaha jata hai inka bari mai Bible mai bhi Kuch had tak Sam tareeka se Bataya gya hai aur inka Bari mai Jewish holy scriptures yani Torah main bhi Likha gya hai

  • @shabbirahmed-p4y
    @shabbirahmed-p4y Місяць тому

    Yes bro this was also told in this same video that prophet Moosa AS talk directly to ALLAH Means he has not seen but thru voice orally he was able talk to him..and i think he is only prophet who talked..

  • @RuksanaNisar-li6pf
    @RuksanaNisar-li6pf Місяць тому

    Every prophet have given the moracles by the will of Allah who has the ultimate power

  • @iampakistani4092
    @iampakistani4092 Місяць тому

    Miracle woh hota hay jo kay science kay laws torh skay
    Phir woh mircle nahi rehta jo science kay laws ko nahi torhay
    Aor jo bhi Mircles kie hain jitnay bhi prophet nay woh sab Allah krtay thay prophet kay zarye
    Ye nahi kehna chahiye kay prophets nay khud kie

  • @muzamilkhan1148
    @muzamilkhan1148 Місяць тому

    Plzz continue the series is tarha mix kr ke tho ap ko khuch b smj nai ahe ga trust me jb ap series pori daikain ge tho ap ko ziyada interest hoga islam ke bare me janne ka ❤❤

  • @zairishsaroosh7539
    @zairishsaroosh7539 Місяць тому

    Allah k han har cheez impossible hai

  • @QasimAkhtar-ne3bo
    @QasimAkhtar-ne3bo Місяць тому

    ❤❤❤

  • @sarfarazkhan-75
    @sarfarazkhan-75 Місяць тому

    Walykumassalam yaar thank you guys for salam

  • @samiullah-yh9wd
    @samiullah-yh9wd Місяць тому

    Bhai ap dozak k azab py ik vedio hn us py reaction kry please

  • @ShaikhZaid-i5b
    @ShaikhZaid-i5b Місяць тому

    11:42 beta usse miracle bolte hai wo unusual thing hoti hai usse Miracle bolte hai aur zam zam ka Pani aj tak hai aur qayamat tak Rahe ga Jo Jibreal A.S ne apne wing Zameen Mai marke nikala tha

    • @ShaikhZaid-i5b
      @ShaikhZaid-i5b Місяць тому

      Agar usmai hum science doonde gai tou phir wo miracle nahi rahega by definition

  • @farhansyed8418
    @farhansyed8418 Місяць тому

    I bear witness there is no god except Allah and the prophet Muhammad (Peace be upon him)ﷺ is the last messenger of Allah ﷻ

  • @farehamalik2378
    @farehamalik2378 Місяць тому

    Yes prophet. Musa A.s direct baat krty thy he is called kaleemaullah witch means Allah se bat krne Wala ya kalaam krne Wala

  • @ffOp-js1xj
    @ffOp-js1xj Місяць тому +1

    Engineer Muhammad Ali Mirza video reaction❤

  • @QasimAli-kx5ce
    @QasimAli-kx5ce Місяць тому

    In Islam, Prophet Musa (Moses) is the prophet known for directly speaking to Allah. He is referred to as Kalimullah, meaning "the one who spoke with Allah.❤

  • @beenishjavaid2634
    @beenishjavaid2634 Місяць тому

    1:40 Farishto ko b Allah ne hi paida kiya hai apni ibadat k liye

  • @salmanbaloch673
    @salmanbaloch673 Місяць тому

    Possible sab ho skta hai when ALLAH wills

  • @sagirali8442
    @sagirali8442 Місяць тому +1

    Hazrat musa