builder in plot ke name property tax diya, iske bad uss plot par 6 floor banakar alag alag logo ko bhech diye. Iss case me UPIC id transfer hoga or new create hoga
आपने हर जानकारी कालम के साथ अच्छी तरह से दी है।👍 मुझे ये बताने की कृपा करे कि यदि ग्राउंड फ्लोर के कुछ भाग में दुकानें बनी है और बाकी भाग रेजिडेंशियल यूज हो रहा है तो दोनो रिटर्न मे कैसे दिखाये। सर जानकारी जरुर देना।
@@paisesepaisaI have visited today all your videos relating to mcd tax payment but unluckily could not search my query in your videos. Will you pl. give thumbnail, duration of video etc so that I can search. Sir, the information is very much important for me as I have to file the return urgently.
Hello Bhai ji, agar ek flat sell kar rhe hain jahan owner stay kar rhe hai 2008 se but house tax kabhi gya nhi to current year ka house tax pay karke new owner ke naam se registry ho jaigi? Thanks
Sir, maine 2023 FCFS me Rohini sec-34 me flat book kiya tha jisk possession letter 13-10-2023 ko aya mujhe prperty tax 2023-2024 ya 2024-2025 ka phara. Dono ka bharana hai ya ek saal ka Kon se FY ka pbharna hai?
Sir mne tax payment krdi hai.... Or notice wale box pe clock krne k bad ..demand paid by taxpayer dikha rha h... To ab muje or kuch bhi Krna h kya usme.... Mtlb muje ab notice ka alag se reply bhi Krna hota h kya.... Ya sirf tax pay hi Krna hota hai..notice apne app hat jayega kya.
Mi apne ground floor ka tax up to date bhara hi teen saal pehle first' floor banaya tha par uska tax nahi bhara mcd se notice aya hi ki uska tax vo tab Tak ka lagyege jab se gf bana hi mere pass koi bill nahi hi first floor ka kya karu
i have upic. and i was filing property tax on regular basis. but this year I cant file. Unable to login with UPIC. even in portal it doesnt recongnise my UPIC
@@imparampreet9418 yadi is se pehle house tax bhara hoga to ground aur first ka bhara hoga, current year me jab bharoge to actual dalna, but aaj se pehle kabhi nahi bhara to same bhi kar doge to chalega
@@paisesepaisa pehle char ka brte the tbh age factor pr dyan nhi diya tha abh jb nya update aya hai toh 3 aur 4 ka age factor puch rha tha toh new wala dalna hoga phir hna ?
Sir Mane DDA ka flat March 2022 me online book Kiya demand letter bhi aagya bank ke though payment bhi kar di lekin passion letter nahi aaya 3 month se upper ho Gaya Kiya kare please help karo
Thankyou so much. I paid my property tax for the first time in life after watching your video.
Good
builder in plot ke name property tax diya, iske bad uss plot par 6 floor banakar alag alag logo ko bhech diye. Iss case me UPIC id transfer hoga or new create hoga
Sir Dwerka ki d.d.a small shop kis catg. M aaty h or us per Lata fee kitni lagty h
आपने हर जानकारी कालम के साथ अच्छी तरह से दी है।👍 मुझे ये बताने की कृपा करे कि यदि ग्राउंड फ्लोर के कुछ भाग में दुकानें बनी है और बाकी भाग रेजिडेंशियल यूज हो रहा है तो दोनो रिटर्न मे कैसे दिखाये। सर जानकारी जरुर देना।
Is se related already video de rakhi hi
@@paisesepaisaI have visited today all your videos relating to mcd tax payment but unluckily could not search my query in your videos. Will you pl. give thumbnail, duration of video etc so that I can search. Sir, the information is very much important for me as I have to file the return urgently.
Jinhone builder floor purchase kra h unko kaise pta chlega age factor?
builder ne MCD se map pass karaya hoga, completion certificate aap ko diya hoga, ye aap builder se pata karo
Hello Bhai ji,
agar ek flat sell kar rhe hain jahan owner stay kar rhe hai 2008 se but house tax kabhi gya nhi to current year ka house tax pay karke new owner ke naam se registry ho jaigi?
Thanks
Registry me House tax se koi lena dena nahi
Sir, maine 2023 FCFS me Rohini sec-34 me flat book kiya tha jisk possession letter 13-10-2023 ko aya mujhe prperty tax 2023-2024 ya 2024-2025 ka phara. Dono ka bharana hai ya ek saal ka
Kon se FY ka pbharna hai?
Bahut wadiya jankari hi
How to create upic for 2 joint owners? pls do let us know..
Structure factor jo ki kache k liye 0.5 aata tha usme bhi koi change hua hai kya plz update dijiye
Usme 0.5 ki jagah 0.7 aa raha hai plz batao kya ye b change hua hai
Ji ha semi pucca aur kaccha k liye 0.7 aayega, aap mujhe mail karo, mai aap ko official order bhej deta hu, dekh lena
@@paisesepaisa apko email kar diya hai plz official order send kijiye
@@ankitbansal1732 Bhej diya, dekh lo
@@paisesepaisa thank u 🙏👍
Sir i have few questions, agar UPIC already ho, toh kya procedure hoga
Colony mei our area is not showing
without aea UPIC generate hi nahi hoga, UPIC dalenge to colony aur area show hoga.
Sir mne tax payment krdi hai.... Or notice wale box pe clock krne k bad ..demand paid by taxpayer dikha rha h... To ab muje or kuch bhi Krna h kya usme.... Mtlb muje ab notice ka alag se reply bhi Krna hota h kya.... Ya sirf tax pay hi Krna hota hai..notice apne app hat jayega kya.
back dates ke house tax details dekhne ka koi tarika hai. agar nahi bhare gaye hain to kya unko ab abhi bhara ja sakta hai penalty de kar but online?
Online check kar lo bhare hi ya nahi, abhi bhi kar sakte hi
Mi apne ground floor ka tax up to date bhara hi teen saal pehle first' floor banaya tha par uska tax nahi bhara mcd se notice aya hi ki uska tax vo tab Tak ka lagyege jab se gf bana hi mere pass koi bill nahi hi first floor ka kya karu
Sir , please tell how to change existing mobile number
profile me ja kar
Pichla house tax online deposit ho sakta hai kya?
Ho sakta hi
i have upic. and i was filing property tax on regular basis. but this year I cant file. Unable to login with UPIC. even in portal it doesnt recongnise my UPIC
Related video already given
Mera login dubara nahi ho raha… showing error “object object “
Sir aapne yeh toh btaya nhi ki alg alg floor ka same bhr skte hai ya alag alag jb bne the ?
Technically jab ye bane the wo hi age factor choose karna chahiye
@@paisesepaisa ok Mtlb 2&3 jb bne the tbhi ka select kru hna agr same krdiye toh koi problem bhi ho skti hai kya ?
@@imparampreet9418 yadi is se pehle house tax bhara hoga to ground aur first ka bhara hoga, current year me jab bharoge to actual dalna, but aaj se pehle kabhi nahi bhara to same bhi kar doge to chalega
@@paisesepaisa pehle char ka brte the tbh age factor pr dyan nhi diya tha abh jb nya update aya hai toh 3 aur 4 ka age factor puch rha tha toh new wala dalna hoga phir hna ?
@@imparampreet9418 ji ha jab bana tha uske according choose karo
Sir Mane DDA ka flat March 2022 me online book Kiya demand letter bhi aagya bank ke though payment bhi kar di lekin passion letter nahi aaya 3 month se upper ho Gaya Kiya kare please help karo
Document bhi upload kar diye
aap ko iske liye DDA Jana hoga, appointment book kar ke
Sir, not able to see the "SUBMIT" button while applying for new UPIC. Please help