2018 me jab tender nikal ke construction suru ho chuka tha toh new government ko kis baat ki chull machi thi new tender nikalne ki?? Kul milake baat yeh h ki new hemant sarkar ko corruption krna tha isliye nayi tender nikali gyi thi.
State government ek bhi flyover nhi bana rha ,sab Kendra sarkar ka project hai....mecon flyover L&T bana rha hai....kisne kahaa bhaiii state govt ...😂😂😂😂
बहुत बढ़िया
🙏
Sirf 4.5 sal me hi itna kuch hua agr bjp 18 sal sasan krke ye sb kiya hota to ab tk jharkhand bahut taraaki krta ,but o to chahta hi nhi .....
✅
2018 me jab tender nikal ke construction suru ho chuka tha toh new government ko kis baat ki chull machi thi new tender nikalne ki??
Kul milake baat yeh h ki new hemant sarkar ko corruption krna tha isliye nayi tender nikali gyi thi.
😪
Flyover ke upar light bhi nahin Laga
Ha bhai
Abki baar, hemant hatao yaar
हेमंत सरकार नहीं होती तो काम कबका खत्म हो जाता, जीतने भी विकास हो रहा है झारखंड का केंद्र सरकार कर रही है, झामुमो ने कुछ नहीं किया ५ सालों मे
No comment
Bhai andhe ho kya, JUIDCO Kantatoli flyover bana rha hai, RCD mecon-siramtoli flyover bna rha dono staye gov ka hai
Edit: Gov company/body (JUIDCO, RCD, NHAI) tender nikali aur fund kregi. Winning Bidder dusri companies hai jo kaam kr rhi hai (DRA - Kantatoli, L&T - Mecon, KCC - Ratu).
Gyaan ki कमी के साथ bjp ka अन्ध भक्त भी...
State government ek bhi flyover nhi bana rha ,sab Kendra sarkar ka project hai....mecon flyover L&T bana rha hai....kisne kahaa bhaiii state govt ...😂😂😂😂
Land acquisition state govt ne kiya hai sirf...gyaan nhi hai to mat dooo...website me jaao aur padho