Bahut achxa succulent mixture hai mam.main bhi try karna chahungi,main jahan rahti hun wahan bshut jyada garmi padti hai aur humidity high hai ,spka tayar kiya huwa succulent mix se mera succulents bhi achxa survive karega lagra hai
A very rich potting mix you make sneha ji awesome, jitni b chize appne add ki he unhe ikhtta krna sirf ek hobbiest hi kr slta h ye kam , esi potting mix me fungus lgne ka koi chance hi ni and very light weight too👌👌.....#
Aap ke succulents bahut hi healthy hai. Kya aap ye succulents kaha se liye bta sakti hai. Vo nursery wale online delivery dete hai .thks for your information. Main aap ki sari video dekhti hoon.
Sare plant sev nahin kar sakte kuchh aise plant hai jinko ham save kar sakte hain gazaniya kalanchoe begonia chrysanthemum daheliya calendula ke seed collect kar sakte hain
Mam kisi video me app kis se measure karti he vo tool dikhayiyenga plz mam.... Like soil..... etc and mam kya hum tree ko cut karte he fir vo jo bark nikal ta he vo kya hum use kar sakte he kya
Main mitti isliye Nahin milae kyunki succulent ko bahut jyada Pani Pasand Nahin Hai mitti milane se Pani jyada der rukega aur plants fungus ki vajah se kharab ho jaenge Jo potting mix main taiyar Kiya Hai usmein Pani bilkul bhi Nahin rukega sirf plant ki roots ko Pani milega aur niche se Nikal jaega aur na hi ismein fungus lagega
Ji ham banaa sakte hain lekin ismein thodi mitti bhi milenge to jyada achcha rahega kyunki ki unki branch niche ki taraf latakti Hain jinka vate kafi jyada ho jata hai to upar thoda achcha support rahana chahie kyunki Jo mitti succulent ke liye banai hai vah bahut lightweight hai
Mam wood bark sirf mango tree ka lena hai ya baki kisi tree ka bhi le sakte hai? Foreign me wo log pine bark use krte hai ..jise hindi me cheed ka podha kehte h 👍
mam ki mehnat ka hum andaza nai laga sakte unhone size k liye jitna chahana hai agar ye video ki collection batai jay to ye video 2 gante se jyada ki bane
Bonemill nahin hai to aap seaweed extract granule form mein aata hai usko mix Kar lijiye ek chammach ek plant mein usse bahut Sare nutrients hote Hain Jo succulent plant ko bahut achcha gro karenge egg sales mat milae
To fir aap sand kokapet aur vermi composet mein laga dijiye 2 Bhag Sand ek bhag Coco peet ek Bhag compostagar aapke pass leaf composet Hai To bahut achcha Nahin to vermicompost
Bahut hi badhia information and best potting mix till date with minimum investment.
Very nice potting media for succulents .
Your plants are very healthy .
Very good potting soil for succulent. Thanks for the guidance.
Aap ka Tarika bahut achcha hai 👌👌😊😊👍👍
very helpful and informative share mam very good poting mix ji
So good infrometion mam
Full dekha maine mujhe dekhna tha thx yar 👍
Super Poting Mix
Bahut achxa succulent mixture hai mam.main bhi try karna chahungi,main jahan rahti hun wahan bshut jyada garmi padti hai aur humidity high hai ,spka tayar kiya huwa succulent mix se mera succulents bhi achxa survive karega lagra hai
Nice soilmìx
बहुत अच्छे से आपने बताया🎉🎉🎉
well don👌🏻👍
Big like
wow beautiful plant very healthy plants very informative video dear sister thanks for sharing my friend 👍🙏
Very beautiful succulent plants & cutting & nice potting mix👌🍀👍
Thank you so much friend
Very useful thanks
Very good potting mix for succulents
Thanks for watching friend
So nice mem
Waww tree bark👏👏aap ek mehnati Gardner ho sis.isliye aapki hr plant bahut jayda healty hoti hai.bshut badhiya potting mix.tqs for sharing.
Thank you so much sister
Big like 👍👍👍👍👍👍👍👍
Bahut mehnat kee h aapne, very good 👍👍
Very nice ..hard work. Will surely try it. It is very organic
Very beautiful seculents 👍🧡👍
Beautiful garden 🏡
Sallam sister g bohat zbrdst Hain apki sb hi vedios
Thank you so much most welcome
Good soil bnayi h apne
Thank you so much
Very aesthetic
A very rich potting mix you make sneha ji awesome, jitni b chize appne add ki he unhe ikhtta krna sirf ek hobbiest hi kr slta h ye kam , esi potting mix me fungus lgne ka koi chance hi ni and very light weight too👌👌.....#
Thanks for watching
4 like nice video madam
Thanks for watching friend
Namaste mam nice video
Good information
Thank you mam. exactly what I want.. bought some succulents and I will sure try this potting mix.
Thanks for watching
Nice
Bohat zaberdest 👌👍💚
Thank you so much friend
Nice collection
Very nice and useful video
Thank you so much sister
Vakai kafi healthy hai aapke mehnat Tu lagti hai
Beautiful sharing naiha
3 like mam aap paudho ki bahut achi care karti hai 🥰🙏
Thanks for watching friend
mam thank you so much ♥ 🙏🏻 🙏🏻 🙏🏻
Wow so beautiful video my friend
Thanks for watching friend
Ap ghar sanbhalti Hain etny sary kaam hotay hain or plants se apki lgan etni zbrdst gadning mashallah sister g Allah bless you 💖
Thanks for watching friend
Very nice sharing dear friend 👌😍helpful video 👌😍
Thank you so much sister
Like 8 nice information
Thank you so much friend
Mam jo grass sedum aapne dikhaya hai ..uski care pe ek video banae please.
thank you for sharing this nice video. like 44
Thank you so much friend
mitti ki garanty me le raha hu ye perfect h
Wah..👏👏 Sneha.. great
Thanks for watching friend
Keep it up madam next zebra haverthia pe
Very nice upload
Thank you so much sister
Can we use this mixture for crassula ovate plant in pot
Nice video maam
Kya hum bark ki jaga pe wood ka burada le sakte hain?
Seasonal ke sare plant To ham Nahin sev kar sakte hain kuch plants Hain jinko hum save kar sakte hain
Nice sharing
Thanks for watching friend
Mam apke sequlant garmi chalte h ya mar jate h ..kirpy abtaye
Ye powder kon sa hy
Mere experience me cinder & bajri me saculents multiply jaldi hote hai, aapka plant bark wala idea accha laga 👍🙏
Ji Sahi Kaha aapane lekin mere pass cindar available Nahin Hai
Aap ne cindar kahan se mangaya
Thanks for watching
@@growwithme8394 dhabe wale Ko bola tha wo rockcoal use karte hi, usne 5 kg lagbhag diya hai, roses lagaya hi, but soil media accha hai jyada
Excellent potting mix!!
Is mix ko kya adenium k liye use ker sakte hain??
Ji han
Krasula kitne kaila tha
Bonemeal fungicide kidr sa mlta h
Aapke area mein agriculture shop hogi Jahan per seed fertilizer milte Hain vahin se mil jaega
Mam hume bajari ni mil rhi uski jagah hum kya use kr skte h aur sand bhi construction wali h grey color ki
Aap usi sand ko use kar sakte hain Channai se niche ka barik wala hissa chaankar hata dijiye upar ka jo part aapko milega usko aap mix Kar lijiye
Kya wood charcoal ki jugha normal charcoal use kersukti hon
Normal charcoal means
Ma'am ye patto ki khad ghar mai banaya hai
Ji han lagbhag yah 1 sal mein taiyar Hoti Hai acche se
Aap ke succulents bahut hi healthy hai. Kya aap ye succulents kaha se liye bta sakti hai. Vo nursery wale online delivery dete hai .thks for your information. Main aap ki sari video dekhti hoon.
Nahin vah online sel nahin karte main Bilaspur Chhattisgarh se hun yahin ke local nursery se liya tha
Ham seasonal plants ko agale season Tak Kaise save kar sakte hain video banayega
Sare plant sev nahin kar sakte kuchh aise plant hai jinko ham save kar sakte hain gazaniya kalanchoe begonia chrysanthemum daheliya calendula ke seed collect kar sakte hain
May June ki tej dhup aur barish se agar aap plant ko bacha Lete Hain
Mam kya hmm peanut shell use kar saktey h
Gamlon ke niche hole cover karne ke liye use kar sakte ho
@@growwithme8394 ok
Mam kisi video me app kis se measure karti he vo tool dikhayiyenga plz mam.... Like soil..... etc and mam kya hum tree ko cut karte he fir vo jo bark nikal ta he vo kya hum use kar sakte he kya
Lekin vah decompose Nahin hua rahegap
Please send the name of soil
Informative video 👍❤️❤️🌹🌹👍👍👍👍
Howtogrowsecantes
पत्तों की खाद कैसे वनाते हैं
Its never ending number of ingredients! Planting succulents cannot be that cumbersome!
hii sneha ji aap ne isme garden soil q nhi milayi sirf sand aur baki sab milya mitti nhi milana h kya plz tel
Main mitti isliye Nahin milae kyunki succulent ko bahut jyada Pani Pasand Nahin Hai mitti milane se Pani jyada der rukega aur plants fungus ki vajah se kharab ho jaenge Jo potting mix main taiyar Kiya Hai usmein Pani bilkul bhi Nahin rukega sirf plant ki roots ko Pani milega aur niche se Nikal jaega aur na hi ismein fungus lagega
@@growwithme8394 ok thanks kya hum tangle heart baby sun rose aur turtle vine jo ki ek succulent h uski potting mix b same aise he rakh skte h
Ji ham banaa sakte hain lekin ismein thodi mitti bhi milenge to jyada achcha rahega kyunki ki unki branch niche ki taraf latakti Hain jinka vate kafi jyada ho jata hai to upar thoda achcha support rahana chahie kyunki Jo mitti succulent ke liye banai hai vah bahut lightweight hai
Kalanchoo bhi laga sakte hai?
Ji han abhi bhi Laga sakte hain
Charcoal means wood coal madam?
Ji han
Jo aap n sand Dali hai woo kaha se milti hai
Vah constructions sand hai jo ghar banane mein use hoti hai
Mam wood bark sirf mango tree ka lena hai ya baki kisi tree ka bhi le sakte hai?
Foreign me wo log pine bark use krte hai ..jise hindi me cheed ka podha kehte h 👍
Han lekin hamare yahan pinetree Nahin milta Hai aap Kisi bhi plant Ka le sakte hain
Sekaran plant ka rate bata dijiye
50 rupees chhota baby plant bada lenge 100 mein aaega
mam ki mehnat ka hum andaza nai laga sakte unhone size k liye jitna chahana hai agar ye video ki collection batai jay to ye video 2 gante se jyada ki bane
Please ma'am maybe cutting DJ in plant key
Kya yeh mix aap online sell karte ho? Plz reply
Nahin
@@growwithme8394 ok thanks 😊
Yehi to me search kar raha tha
Bizz life bhut hoti h
Kya hum bonemeal ki bajay eggshell powder mila sakte hai?
Bonemill nahin hai to aap seaweed extract granule form mein aata hai usko mix Kar lijiye ek chammach ek plant mein usse bahut Sare nutrients hote Hain Jo succulent plant ko bahut achcha gro karenge egg sales mat milae
Kya aap mujhe which plant de sakti hai aur aap kahan rahti hai beta
Apne bahot sare prakar ki khaad dali hai mam humare pass itni na ho to
To fir aap sand kokapet aur vermi composet mein laga dijiye 2 Bhag Sand ek bhag Coco peet ek Bhag compostagar aapke pass leaf composet Hai To bahut achcha Nahin to vermicompost
@@growwithme8394 me brick ke tukde, bark ke chilke, sand cocopeat, neem khali, bajri, ye sab use kar sakta hu
Ji haan agar aap ke pass available hai to jarur milai
Can you send some saculent
English
Nice sharing
Thank you so much sister
Nice sharing