Hm ny pichly sal kia tha haj mashaAllah koi categary ni thi boht sahoolten thin boht protocol dia wahan ki govt ny jitni tahreef ki jaye km ha ,leken Allah k rasty mh agr aik kanta b chuby to boht ajar ha ,Allah ka shuker ada kr k hr tra ki mushkl brdasht kr k Allah ur us k Nabi k shehr ki ziarat kren udr to yeh hota hi ni k yeh msla ha wo msla ha brdasht ka nam hi haj ha ,mh boht bemar thi usi bemari mh haj kia Allah ka lakha lakh shuker ha mera to aik khulhy ka jor hi khatm tha usi halat mh chlty gye haj krty gye Allah pak himat deta , haj k umry k ilaway twaf b kraye Allah pak ny ur
JazakALLAH khair for making this real video, ye haqeeqat hai asal mai, hamari awam ko luxury vlogs dekhni ki adat hai jis mai UA-camrs 25 25 lakh per person de kar hajj ko jatay hain aur hamari awam smjhti hain k unhy bhi wohi sab facilities milengi, sachaayi dikhanay ka bht bht shukriya, maine khud 2017 mai private hajj kiya tha lykn us waqt jo facilities mili thi wo 2023 k government facilities se bhi ziyada kharab thi, ALLAH reham karay sab pe.
Hajj ki ibadat boht km aur mushaqat zyada hai.Allah qbul kry sbka Hajj aameen. Allah apny naik bndon ko hi aazmaty hn....jitni takleef sehty hn utna hi zyada swaab hoga Insha Allah
M NY 2017 m Hajj Kia tha260000 m Buht Maza Aya 46 days Ap NY Minna dykhaya Yad taza hogai Buht Maza 5 din to bhol hi nhi sakty Hum bhi 80 ladies aik hi khema aur Sirf Gaddy Hamy her Gadda qaber jitni jaga Lykin aik aik lamha yadgar mina irfat Muzdafa ka safer Hajj k 5 di mushkil hoty Ap NY Sahi kaha sari Zindagi sunty rhy Lykin koi taswer nhi thi aur hum NY bhi yehi kaha k taswer hi nhi krsakty k Hajj pe Kia hoga Ab to khyr utube sy adha to pta chal jata hy
میں نے 2000 میں حج کیا تھا. اس وقت یہ سہولت بھی نہیں ہوتی تھی. خود جا کر کھانا خریدنا پڑتا تھا. الحمد للہ اللہ پاک نے بہت آسانیاں عطا فرمائی . اب تو بہت سہولت ہے , اللہ کی راہ میں نکلے ہیں وہ خود ہی آسانیاں کرتا ہے. بس شکر گزار بنے رہیں
shukrAhmdulillah hm ne 2022 me Hajj Kiya tha outclass facilties Mili thi hme Allah wazire Hajj abdushakooo Saab ko Jannatulfirdouse me awala muqam Ata frmaye aamin
2019 me bhi d category ka jo hajj tha tab is se bhi zayada boora intrzaam tha na nashta na lunch or dinner tu bilkul bhi theek nahi tha mina me khemo me jo air cooler the woh bhi kharab the hum ne bohat azmaish sekhi allah muaf kare hum logo ne balke bohat zayada khawateen yahi dua kr rahi thi k ainda allah pak hame taufeeq de hum private hajj kare ameen
Hajj mein thori boht takleef uthani perti hai magar ye boht khoshi hoti hai k Allah pak ne humain apne ghar bulaya yakeen karen wahan jakar koi pereshani nahi lagti namaz tahajud ishraq chasht nawafal Quran shareef duaen aese waqat guzarta hai bhagta hai Allah pak bar bar le jae Aameen
جی لیکن یہ مشکلات صرف ہم جیسی عوام ہی کیوں اٹھائے جو پیسے لگا کر جاتے ہیں وہ سیاست دان اور فضلو جیسے منافق کیوں نہیں اٹھاتے جو ہمارے خرچ پر وی وی وی وی آئی پی حج کرتے ہیں وہ بھی بالکل فری۔
@@qasirwaqar8333 in baato ka jawab wo apni qabar mein den ge Hum to bus apne Pakistan ki taraqi aur salmati k lie dua kar sakte hai Allah pak hamare mulk ki hifazat farmaen Aameen suma aameen
Allah kis say razi hua asal to ye hena agar sb Kuch vvvip Mila but us ki raza na mili Dil Ka bartan khali hi Gaya khali hi wapis aya to Kia hi faeda un asaeshon Ka.
آپکی وڈیو سے الحمدللہ پورا فایدہ ہوا ساری معلومات بڑی تفصیل سے سنی اور عمل کیا ھم نے 2023 میں حج کیا خاص طور پر جو آپ نے مدینہ کے لیے ٹپ لے جانے والا مشورہ دیا تھا وہ تو اتنا شاندار تھا کے سب مجھ سے پوچھ رہے تھے کے آپکو کیسے پتہ چلا کے مدینہ میں ٹپ کی ضرورت پڑے گی تو پھر میں نے سب کو آپکی وڈیو کا بتایا جزاک اللہ خیر
Bankar beds 2022 hajj main nahi thay...zameen per sab gaddon ka intezamm tha jokay acha raha..main bhi D category main thi..but koi pareshani nahi hui...is dafa tou pakistani kamm hain...2022 main zyada thay...
Yor are absolutely right sister. I am still here. Corruption of our gov and mismanagement of Saudi govt were main causes of sufferings of Hajis. In short in my whole 65 years in never suffered such crises .
May nay bhi 2023 may Hajj kia h Gourmennt k Mgr bht acha intezam tha kio mushkil nahi tha sub bht helpful thay khas tur pr wahan k worker Ap logon k dil kharab na karain Allah k ghar gai Allah k hi mahman thay tu phr wahan ki kio burai karain Bus Allah madam krta h Ap logon k dil bura mut karain
ajeeb baat ki hai aap ne, ek to banda sach dikha raha hai k wahan hota kia hai lykn nahi hamari awam ko bas luxury vlogs dekh kar apni expectations barhaani hoti hain, un fuzool vlogs ko dekhne k bajaye, jo is video mai sachaayi dikhayi gayi hai usay dekhna chahye aur usi hisaab se tayyari karni chahye, negativity apke apny mind mai hai k is se dil kharab hojayega, ye haqeeqat hai, jiska dil kharab ho raha hai wo 25 lakh rupay per person dede aur private ya vip mai chala jaaye, simple. Lykn agar aap government se jaa rhy hain to ye pehle se dekhlna zaruri hai
Assalamoalaikum Apna experience share karen agr aap ne govt se kra ho Hmm iss saal ja rahe hen 2014 me bhi ye hi mahoul tha bss uss waqt bnker bed nahi the Hmare sath 1 khatoon w.chair pe bhi hen
ھمارے لوگوں کا مسئلہ یہ ہی ہے کہ ہم ساری زندگی حج کی تڑپ میں گزارتے ہیں مگر حرم پہںچ کر خواہشوں اور شکایتوں کے انبار لگا دیتے ہیں اور اللہ تعالیٰ کو بھلا کر اپنی حکومت کے خلاف باتیں کرنے میں وقت ضائع کرتے ہیں سب لوگ اللہ سے لو لگاکر صبر شکر سےحج ادا کریں اللہ قبول فرمائے آمین
Apny buht achi bat ki jb hum Hajj pr thy buht behtreen intezam tha 2017 mager yaqeen kren nashukray log us waqt bhi inspection k Liye any walon say complains kr rahy thy heran hoti hun Meri walda kaha krti thn k Hajj m ager koi takleef aey toh kisi ko nhi btana ye Allah ki shikayat h or hum Allah k mehman hn mager kisi ko Kya samjha saktay hn Allah hidayat den
ALLAH SE HI DAR LAGTA HE , IS LIYE SACH DIKHAYA HE . LOG V I P HAJJ DIKHATY HEN . OR WAHAN JAKAR SACH PATA CHALTA HE .12 SE 15 LAKH PAKISTANI RP DE KAR SAHOLATEN KUCH NAHI HOTE 5 DIN MASHAIR ME . ME CHAHTE HON LOG SABZ BAG DEKH KAR NA JAYEEN . OR MASAIL K LIYE TAYAR HO KAR JAYEN. HAJJ NAM HEY TAKLEEF PER SABER KARNEY KA . YE SAMAJH KAR JAYEN .
Jazak Allah, Aapa. Ye video bahut achha hai. Kafi malumat milti hai aap ke har video se. Yek sawal ye , flight main kya khana le jana allowed hai. Hand bag mein rak sakte hai?
Han ap ny sahi bola ham ny bhi 2019 me hi haj kia tha Mina ka hal bht bura tha 70 no maktab tha toilets ki bht zyda pareshani the nashta bhi log kitchen se se bhar bhar ky laty the jo khemy me hota tha usy kuch bhi nahi milta tha me India se hun muzdalfa se jumarat padal gay phir bas har jagah padal hi Jana tha ham log green catagery me the koe metro wagera kuch nahi bas kya bataen Allah haj qubul kary aameen
washroom ke qareeb ja kar video bana na mumkin nahe tha , rush bohat tha or ladies ki videos esy me banana sahi nahe he .is liye nahe banai me ne .in short , bohot bura hall tha . pani bhi khatam ho jata tha .
@hajjumrahtv jazak Allah khair sister muje sub se zyada fikr washroom ki thi ap ne acha kiya bta diya hum ab soch samaj kr hi maktab D lain ge .in sha Allah.
@@hajjumrahtv hum Canada se hain is liye muje garmi aur washroom ka dar laga hai humain to ab adat nai rahi garmi sehne ki ma to apne husband ko keh rai thi ya paise bacha lo ya jaan bacha lo .
ap ko itna hi masla tha to dubai chali jati ghomnay phirnay, hajj per janay ki kia zarorat thi. hajj per ibadato k lie ja rahay hain hum ya ayashioo k lie?
Mai ne videos dekhi hain 2023 mein minah mein kafi kaam kia ja raha hai pehle mina k tents mein zameen b kuchi thi us pe carpet aur matresses thy ab ki bar minah ko full tile kia gaya hai kafi kaam kia gaya hai..ap ki videos dekh to preshani hone lag gai hai..ap to sahi dil kharab kar rahi hain..
ME AP KA DIL KHARAB NAHE KAR RAHE , ap wahan ja kar dekh lena , or jab wahan jao tu meri is video me comment zaror karna , ye jo tiles ka kam howa he wo A category k liye howa he . or pakistan govt hajj D category se karwa rahe hey , or is video me D ko hi dikhaya gaya he .
@@hajjumrahtv A category mein alread tiles hain c and d mein kaam kerwaya ja raha hai kuin k c aur d ko 3 saal k baad khola ja raha hai...mai ap sath link share ker deti hun ap dekh lein
Ye d category konsi category hy ? Kiye govt haj scheme pe jane walon ka btaya hy apne. Koi mashwara dein k konsi category me apply kren wo log jo asanion k adi hain or young n energetic nhi hain. Mina me to sb categories ka hal aik jesa hota hoga ?
D category pakistan india afganistan bangladesh wagera ke govt hajj walon ko di jate hen. is ko change nahi karwa saktay , esy mulk jo kam kota lety hen or bohat mehnga hajj pakg lety hen un k liye A B C category hote he.
yes , you are right . or wahan ke haji v i p hajj karty hen , or hum D category 🤐 or phir kuch bol bhi nahi saktey . mery is video me kitney esy comment he jis me haji khud ye keh rahe hen k hajj k ap ne ye video kion banai hey ? itna kuch galat karen or in ko aina bhi na dikhao . pakistan ki public khud acha chahti hi nahe he . is liye tu esa kartey hen saudi waley bhi or pakistan govt bhi .
Pakistan ki public chup he to ye hal he. Jajj jesy farizey me bhi lot mar se baz nhi atey. Jun k pas wasail nhi hen un k Liye ye log Kya kahen ge k wo log k se jaen Hajj per? Haq bat Bolna bhi swab he.
ager ap ne video mukamal dekhe hote tu ap ko pata hota k ye video me ne kion banai he or is me bataya gaya he k ye video 2019 ke hey , ap is video ko ek bar mukamal dekhen .
ap ki bat theek hey , lekin yahan masla kuch or hey . hajj k name per lakhon rupy liye jatey hen , or us k badley D category me bheja jata hey . bech me log kha jatey hen . un ko be naqab karna zarori hey . khamoshi se na insafi ko sehna bhi islam me mana hey ,logon ko pata nahe hota k wahan kiya hoga , log samajhtey hen k lakhon rupy diye hen tu saholaten bhi milengi . or wahan ja kar raz khulta he . or mera kam hey sach bat batana .
Bahut hi afsoos hoa yeh haal dekh kar apny mulk ke intezam itny bekar hai hona yeh chaye ke apny logon ko behtreen sahuliat mayasar karna chEye thy😨 itny lakhoon rupees Le kar yeh bekar facilities denhai bahit afsoos hoa 😞 Allah tala is saal asani kary ameen
yes , saudi me khas kar pakistani , indian , bangladesh ko koi izat nahi milti . unko saudi kuch samajhtey hi nahe . intahai haqeer log hen ye teeno un ki nazar me . or ye bohat afsoos ka muqam hey , islam me bhed bhao karna sakhti se mana he . lekin ye magror qoum he .
yes , is wajah se kion k me lady hon ,or wahan male washroom me ja kar video nahi bana sakti the . or ladies washroom ki video banana munasib nahe the . kuch ladies apna ehram / chader utar kar wazo wagera karti hen is liye .
mera watsapp channel per video lagai he , zara dekhen hajj 2024 k intizamat ko . mery you tube channel ke mean page per link mojod he whatsapp channel ka .
بس کرو بہن ،اپکی ویڈیو سٹارٹ میں ہی بند کرہی ہوں،الحمداللہ گورنمٹ کا حج بھی کیا ہے2018میں اور پرائیوٹ بھی کیا ہے ،گورنمٹ کا حج پرائیوٹ سے بہت زیادہ اچھا تھا رہا کورے دان کا سوال جب لوگ ہوں گے فل تو ہو گا یہ پرائیویٹ میں بھی ہوتا ہے ،فرق ہوتا ہے پر حج حج ہوتا ہے مایوسی پھیلانا بری بات ہے۔
Hm ny pichly sal kia tha haj mashaAllah koi categary ni thi boht sahoolten thin boht protocol dia wahan ki govt ny jitni tahreef ki jaye km ha ,leken Allah k rasty mh agr aik kanta b chuby to boht ajar ha ,Allah ka shuker ada kr k hr tra ki mushkl brdasht kr k Allah ur us k Nabi k shehr ki ziarat kren udr to yeh hota hi ni k yeh msla ha wo msla ha brdasht ka nam hi haj ha ,mh boht bemar thi usi bemari mh haj kia Allah ka lakha lakh shuker ha mera to aik khulhy ka jor hi khatm tha usi halat mh chlty gye haj krty gye Allah pak himat deta , haj k umry k ilaway twaf b kraye Allah pak ny ur
اللہ تعالٰی ہمیں اپنے گھر کا مہمان بنا لے ہم ہر قسم کی مشقت کے لیے تیار ہیں(سیمی ثمن ساہیوال
Bas yehi Dua hai Allah asaniyan farmaye sab musalmano k liye......ameen
Ameen
JazakALLAH khair for making this real video, ye haqeeqat hai asal mai, hamari awam ko luxury vlogs dekhni ki adat hai jis mai UA-camrs 25 25 lakh per person de kar hajj ko jatay hain aur hamari awam smjhti hain k unhy bhi wohi sab facilities milengi, sachaayi dikhanay ka bht bht shukriya, maine khud 2017 mai private hajj kiya tha lykn us waqt jo facilities mili thi wo 2023 k government facilities se bhi ziyada kharab thi, ALLAH reham karay sab pe.
Hajj ki ibadat boht km aur mushaqat zyada hai.Allah qbul kry sbka Hajj aameen. Allah apny naik bndon ko hi aazmaty hn....jitni takleef sehty hn utna hi zyada swaab hoga Insha Allah
Allah ka shukar ada Karen hajj naam he mushaqat ka he.
میری بہن منفی سوچ رکھتی ہیں ۔اللہ پاک آپ کو مثبت سوچ عطا فرمائے آمین
Ap na such vedio banai haqiqat asa hi thi Alhamdulilah haj kr lia
thanks , hajj mubarak ho ap ko .
بہت شکریہ ، جزاک اللہ آپ کا یہ اقدام بہت اچھا ہے۔
اللہ کا کرم ہے کہ عزیزیہ میں بہت اچھا انتظام ہے آگے بھی اللہ بہتری کرے گا
Keep us updated
اللہ نے سب کے لئے ایک ہی حج رکھا تھا کیٹیگری بنانے والوں کو مسلمان سمجھنا اللہ سے مزاق ہے
سارے بلاگر خود ساختہ کٹیگری بنانے میں مصروف ہیں جبکہ وہاں کچھ بھی mentioned نہیں ہوتا
❤ 2:39 CT
Ni ni hu
up i inn@@firdausasrar9409
M NY 2017 m Hajj Kia tha260000 m
Buht Maza Aya 46 days
Ap NY Minna dykhaya
Yad taza hogai
Buht Maza 5 din to bhol hi nhi sakty
Hum bhi 80 ladies aik hi khema aur Sirf Gaddy
Hamy her Gadda qaber jitni jaga
Lykin aik aik lamha yadgar mina irfat
Muzdafa ka safer
Hajj k 5 di mushkil hoty
Ap NY Sahi kaha sari Zindagi sunty rhy
Lykin koi taswer nhi thi aur hum NY bhi yehi kaha k taswer hi nhi krsakty k Hajj pe Kia hoga
Ab to khyr utube sy adha to pta chal jata hy
yes , you are right
میں نے 2000 میں حج کیا تھا. اس وقت یہ سہولت بھی نہیں ہوتی تھی. خود جا کر کھانا خریدنا پڑتا تھا. الحمد للہ اللہ پاک نے بہت آسانیاں عطا فرمائی . اب تو بہت سہولت ہے , اللہ کی راہ میں نکلے ہیں وہ خود ہی آسانیاں کرتا ہے. بس شکر گزار بنے رہیں
shukrAhmdulillah hm ne 2022 me Hajj Kiya tha outclass facilties Mili thi hme Allah wazire Hajj abdushakooo Saab ko Jannatulfirdouse me awala muqam Ata frmaye aamin
Hm ny Alhumdulillah 2022 me private hajj kya tha Alhumdulillah bht he asani Allah my ki the
Kis company k through ? Kindly guide
2019 me bhi d category ka jo hajj tha tab is se bhi zayada boora intrzaam tha na nashta na lunch or dinner tu bilkul bhi theek nahi tha mina me khemo me jo air cooler the woh bhi kharab the hum ne bohat azmaish sekhi allah muaf kare hum logo ne balke bohat zayada khawateen yahi dua kr rahi thi k ainda allah pak hame taufeeq de hum private hajj kare ameen
YOU ARE RIGHT
Hajj mein thori boht takleef uthani perti hai magar ye boht khoshi hoti hai k Allah pak ne humain apne ghar bulaya yakeen karen wahan jakar koi pereshani nahi lagti namaz tahajud ishraq chasht nawafal Quran shareef duaen aese waqat guzarta hai bhagta hai Allah pak bar bar le jae Aameen
Aameen
جی لیکن یہ مشکلات صرف ہم جیسی عوام ہی کیوں اٹھائے جو پیسے لگا کر جاتے ہیں وہ سیاست دان اور فضلو جیسے منافق کیوں نہیں اٹھاتے جو ہمارے خرچ پر وی وی وی وی آئی پی حج کرتے ہیں وہ بھی بالکل فری۔
@@qasirwaqar8333 in baato ka jawab wo apni qabar mein den ge
Hum to bus apne Pakistan ki taraqi aur salmati k lie dua kar sakte hai
Allah pak hamare mulk ki hifazat farmaen Aameen suma aameen
Allah kis say razi hua asal to ye hena agar sb Kuch vvvip Mila but us ki raza na mili Dil Ka bartan khali hi Gaya khali hi wapis aya to Kia hi faeda un asaeshon Ka.
آپکی وڈیو سے الحمدللہ پورا فایدہ ہوا ساری معلومات بڑی تفصیل سے سنی اور عمل کیا ھم نے 2023 میں حج کیا خاص طور پر جو آپ نے مدینہ کے لیے ٹپ لے جانے والا مشورہ دیا تھا وہ تو اتنا شاندار تھا کے سب مجھ سے پوچھ رہے تھے کے آپکو کیسے پتہ چلا کے مدینہ میں ٹپ کی ضرورت پڑے گی تو پھر میں نے سب کو آپکی وڈیو کا بتایا جزاک اللہ خیر
Kesi tip??
TIP NAHI ( TAB ) ME IS BAR APNI VIDEO ME BATANA BHOL GAI HON , ACHA HOWA AP NE YAD DILA DIYA , ME IS PER EK ALAG VIDEO BANA DONGI. INSHA ALLAH ❤
Aap ny bilkul sahee bataya hai
2022 ka hajj Masha allah bhut ache se Mina ka intezam tha.
yes
A for Allah always plz
Assalam o alykum jee hm ny 2022 main hajj kia tha allhamdulillah bohat acha hajj howa tha
COVID mn sub ka Hajj acha tha 😮😮😮
Allah pak apny ghar bula ln yehi ehsaan hoga Allah pak ka
Bankar beds 2022 hajj main nahi thay...zameen per sab gaddon ka intezamm tha jokay acha raha..main bhi D category main thi..but koi pareshani nahi hui...is dafa tou pakistani kamm hain...2022 main zyada thay...
Yor are absolutely right sister. I am still here. Corruption of our gov and mismanagement of Saudi govt were main causes of sufferings of Hajis. In short in my whole 65 years in never suffered such crises .
2023 m Mina m 2019 s aacha intizam tha
Good information
Thanks
jazakAllah khair
May nay bhi 2023 may Hajj kia h Gourmennt k Mgr bht acha intezam tha kio mushkil nahi tha sub bht helpful thay khas tur pr wahan k worker Ap logon k dil kharab na karain Allah k ghar gai Allah k hi mahman thay tu phr wahan ki kio burai karain Bus Allah madam krta h Ap logon k dil bura mut karain
Bht achi video
اللہ کی راہ میں جانے والوں کا قبل ازوقت دل خراب نہ کریں
ajeeb baat ki hai aap ne, ek to banda sach dikha raha hai k wahan hota kia hai lykn nahi hamari awam ko bas luxury vlogs dekh kar apni expectations barhaani hoti hain, un fuzool vlogs ko dekhne k bajaye, jo is video mai sachaayi dikhayi gayi hai usay dekhna chahye aur usi hisaab se tayyari karni chahye, negativity apke apny mind mai hai k is se dil kharab hojayega, ye haqeeqat hai, jiska dil kharab ho raha hai wo 25 lakh rupay per person dede aur private ya vip mai chala jaaye, simple. Lykn agar aap government se jaa rhy hain to ye pehle se dekhlna zaruri hai
Thanks for information
یہ ویڈیو تو معلومات کے لئے ہیں
You should have realistic expectations and should be ready to face things with patience. Hajj teaches sabr!
True
Best detial
Hum ny bhee is saal he hajj kiya.bohat door hotels thy.mina mein bath rooms kaa haal bhee bohat kharab thaa
الحمدلله رب العالمين
Be positive..Allah
give you chance to perform Hajj..May Allah call those who r waiting..
Is dafa ham ne 2023 m haj kar liya MashaAllah
hajj mubarak ho
Assalamoalaikum
Apna experience share karen agr aap ne govt se kra ho
Hmm iss saal ja rahe hen
2014 me bhi ye hi mahoul tha bss uss waqt bnker bed nahi the
Hmare sath 1 khatoon w.chair pe bhi hen
We performed hajj in 2018. And satisfactory
Will be better this time inshallah
Allaha sub apni hifazat mn rakhy ga inshallla ye sub to chalta ha itny rush mh
Ham bhi 2019 me gay the bas sab pareshanian udhae han bas Allah qubul kary aameen
ameen
Hum 2019 mein Batha mein the
Allah ka shukar hai boht acha intezam tha Allah pak sub k lie aasanian peda kare Aameen
اللہ تعالیٰ ھم سب کا حج قبول فرمائے
ہمیں کچھ نہیں چاھے
آمین
Mina Mei hum hand carry bag ly kar ja sakta Hein? One shoulder bag and one hand carry.
yes
ھمارے لوگوں کا مسئلہ یہ ہی ہے کہ ہم ساری زندگی حج کی تڑپ میں گزارتے ہیں مگر حرم پہںچ کر خواہشوں اور شکایتوں کے انبار لگا دیتے ہیں اور اللہ تعالیٰ کو بھلا کر اپنی حکومت کے خلاف باتیں کرنے میں وقت ضائع کرتے ہیں سب لوگ اللہ سے لو لگاکر صبر شکر سےحج ادا کریں اللہ قبول فرمائے آمین
اگر پانچ دن اللہ تعالی کو راضی تکلیف ہو بھی گیء تو کیا ھے ۔دنیاوی کاموں تھوڑی تکلیف ہو تی ھے ۔
Apny buht achi bat ki jb hum Hajj pr thy buht behtreen intezam tha 2017 mager yaqeen kren nashukray log us waqt bhi inspection k Liye any walon say complains kr rahy thy heran hoti hun Meri walda kaha krti thn k Hajj m ager koi takleef aey toh kisi ko nhi btana ye Allah ki shikayat h or hum Allah k mehman hn mager kisi ko Kya samjha saktay hn Allah hidayat den
SUBHAN ALLAH
Sab sahi tasverr app ne de di
thanks
Apne bht acha kaam kia, hamein bhi D catagory mai jana hai, phlay se hi tayyar hoky jaingy ab😢
yes , me ne 5 din k bag ki video banai he , wo zaror dekh len channel per .
@@hajjumrahtv jee zaroor, maine apki sab videos delhi hn or sabko share bhi ki hn, jazakAllah
Kaash main ny pahly ye video dekhi hoti
Hamary sath bhee aisa he hua thaa
Hmen bhi nechy ka bed mla lekin ek bemar khatoo. Thin to unhn dy day tha hm opar hi thy lekin Saman rkb k nechy beth gay thy
اللہ پاک حج کا سفر کروا دیں چاھے H کیٹیگری ھو
Ameen
Hajj aaraam o sukoon ka naam nahi. Aap meherbani farmaen aor negativity se perhaiz karen.
Ap Allah ka shuker kare ap ne video bani hay Allah se dr nahi lagta
ALLAH SE HI DAR LAGTA HE , IS LIYE SACH DIKHAYA HE . LOG V I P HAJJ DIKHATY HEN . OR WAHAN JAKAR SACH PATA CHALTA HE .12 SE 15 LAKH PAKISTANI RP DE KAR SAHOLATEN KUCH NAHI HOTE 5 DIN MASHAIR ME . ME CHAHTE HON LOG SABZ BAG DEKH KAR NA JAYEEN . OR MASAIL K LIYE TAYAR HO KAR JAYEN. HAJJ NAM HEY TAKLEEF PER SABER KARNEY KA . YE SAMAJH KAR JAYEN .
@@hajjumrahtvaap ny bilkul theek kaha
Thanks
Welcome
Me ne 2019 me hajj Kia maktab 81 tha .buhat bure halat thy .bunk bed Nahi mile.hawa bi Nahi lagti thi
Jazak Allah, Aapa. Ye video bahut achha hai. Kafi malumat milti hai aap ke har video se. Yek sawal ye , flight main kya khana le jana allowed hai. Hand bag mein rak sakte hai?
thanks , ap flight me khana lekar nahe ja saktey ho
Government k corruption ka b batayeen
Madam allah apka bhala kare
Mae 80 maktab that 2018 street 62 pay
ye video 2019 ki he
2023کا حج تو ابھی ہو گا لیکن آپ کی وڈیو پہلے کیسے آ گئی
YE 2019 KI HAJJ KI VIDEO HEY . IS BAR BHI ITNA HI RUSH HOGA JITNA 2019 ME THA .
ایسا کچھ نہیں ہے بہت اچھے انتظامات ہے
Meri behan hamare PAYARE NABI PBUH APP ne jb HAJJ kia to app ko to kheme b nahen milen hon ge logon ko mat darayen
G ham ne bi 2019 me Hajj Kiya ha hamre bi double bad the panj Deen both mushkil ho gai thi musdalfa me khana wagira kuj nahi dia
you are right
Han ap ny sahi bola ham ny bhi 2019 me hi haj kia tha Mina ka hal bht bura tha 70 no maktab tha toilets ki bht zyda pareshani the nashta bhi log kitchen se se bhar bhar ky laty the jo khemy me hota tha usy kuch bhi nahi milta tha me India se hun muzdalfa se jumarat padal gay phir bas har jagah padal hi Jana tha ham log green catagery me the koe metro wagera kuch nahi bas kya bataen Allah haj qubul kary aameen
Musdalfa mein apne bag mein seb apple aur juice wagera rakh lein raat hoti hai guzara ho jata hai
Mina janay k liyay zyada saman ki zaroorat nahi hoti bus eid k liya aik naya suit rakh lai aur nahanay ka soap aur shampoo lay lain
Ghoot ki b koi had hoti he,men ne b is sal hj kia he govt ki trf se ,Alhamdulillah bht shandar tha.awam hi ghlat he ap jaisi.
Private hajj my kun sy cateraies huti ha
ye ap ko apni company se pochna pare ga jo ap ko private lekar ja rahe he .
12 lac ka Hajj main koi facility nhi dy rhy Gvt ??? 😢 Thank u for information
Wash room ki kya condition thi wo nai btaya
washroom ke qareeb ja kar video bana na mumkin nahe tha , rush bohat tha or ladies ki videos esy me banana sahi nahe he .is liye nahe banai me ne .in short , bohot bura hall tha . pani bhi khatam ho jata tha .
@hajjumrahtv jazak Allah khair sister muje sub se zyada fikr washroom ki thi ap ne acha kiya bta diya hum ab soch samaj kr hi maktab D lain ge .in sha Allah.
ap kon se mulk se ho?
ye masala sirf 5 din ka hey baqi 35 days normal hotey hen . A-B washroom 5 din k liye sahi hotey hen . baqi C-D ek jesa hey .
@@hajjumrahtv hum Canada se hain is liye muje garmi aur washroom ka dar laga hai humain to ab adat nai rahi garmi sehne ki ma to apne husband ko keh rai thi ya paise bacha lo ya jaan bacha lo .
ap ko itna hi masla tha to dubai chali jati ghomnay phirnay, hajj per janay ki kia zarorat thi. hajj per ibadato k lie ja rahay hain hum ya ayashioo k lie?
حوصلہ افزائی کریں مایوسی پیدا کرنے سے بہتر ہے
Allah apko aqal de Aameen
Assalamualikum
Kaise pta kre hm kon se category mai ja rhe hai
w,salam . ager pakistan ya india govt se ja rahey hen tu D category se hen . privete ja rahe ho to company se pochen jo lekar ja rahe he ap ko .
Yeh video 2019 ki hai ya 2023 ki
2019
Mai ne videos dekhi hain 2023 mein minah mein kafi kaam kia ja raha hai pehle mina k tents mein zameen b kuchi thi us pe carpet aur matresses thy ab ki bar minah ko full tile kia gaya hai kafi kaam kia gaya hai..ap ki videos dekh to preshani hone lag gai hai..ap to sahi dil kharab kar rahi hain..
Ap 2019 ki video dekha rahi ab 3 saal k bad mina khola ja raha hai to zaroori ni k 3 saal pehle jo halaat thy woh 3 saal k bad b hun gay..
ME AP KA DIL KHARAB NAHE KAR RAHE , ap wahan ja kar dekh lena , or jab wahan jao tu meri is video me comment zaror karna , ye jo tiles ka kam howa he wo A category k liye howa he . or pakistan govt hajj D category se karwa rahe hey , or is video me D ko hi dikhaya gaya he .
@@hajjumrahtv A category mein alread tiles hain c and d mein kaam kerwaya ja raha hai kuin k c aur d ko 3 saal k baad khola ja raha hai...mai ap sath link share ker deti hun ap dekh lein
OK
Hm gaye the 18 m tu alhamdulillah bht mutmain thy Jo b hota Hy 5 din ki mushaqet Hoti Hy AP logoo ka Dil khrab na kren
💯 persent correct
THANKS
Taba karrey ap hajj per jaa rahey hai na k picnic per
Ye d category konsi category hy ? Kiye govt haj scheme pe jane walon ka btaya hy apne. Koi mashwara dein k konsi category me apply kren wo log jo asanion k adi hain or young n energetic nhi hain. Mina me to sb categories ka hal aik jesa hota hoga ?
D category pakistan india afganistan bangladesh wagera ke govt hajj walon ko di jate hen. is ko change nahi karwa saktay , esy mulk jo kam kota lety hen or bohat mehnga hajj pakg lety hen un k liye A B C category hote he.
ویسے عزیزیہ میں بہت اچھا انتظام ھے اج سے کچھ سال پہلے ایسے انتظامات نہی بھی تھے تو لوگ حج کرتے تھے
Indonesia me wahan ki government hr bandey ko pehla haj free krwati he. Hr banda wahan ka haji he. Or yahan 13 lakh me itni mushkilat.
yes , you are right . or wahan ke haji v i p hajj karty hen , or hum D category 🤐 or phir kuch bol bhi nahi saktey . mery is video me kitney esy comment he jis me haji khud ye keh rahe hen k hajj k ap ne ye video kion banai hey ? itna kuch galat karen or in ko aina bhi na dikhao . pakistan ki public khud acha chahti hi nahe he . is liye tu esa kartey hen saudi waley bhi or pakistan govt bhi .
Pakistan ki public chup he to ye hal he. Jajj jesy farizey me bhi lot mar se baz nhi atey. Jun k pas wasail nhi hen un k Liye ye log Kya kahen ge k wo log k se jaen Hajj per? Haq bat Bolna bhi swab he.
meri haq bat ki is video me public khod kesy comment kar rahi he ap zara parhen is video k wo comments .
Maine aapse puchna tha ki Udhar Jab trainon Ka Intezar Karte Hain To Agar Intezar na Karen aur Hamen ine Paidal Chalna Pade to kitna Safar hoga
safar us se thora ziyada ho ga , lekin rasta bhol jayen tu or ziyada bhi ho sakta he .
Kitna mile ho ga
6 , 7 mile
Abhi to Hajj ay ga aap ny paIly kaisy karliya
ager ap ne video mukamal dekhe hote tu ap ko pata hota k ye video me ne kion banai he or is me bataya gaya he k ye video 2019 ke hey , ap is video ko ek bar mukamal dekhen .
Allha humy be bulway Ameen dua keryie gaa
ameen
we must appreciate the saudi government interest & struggling for hujjaj e kiram
Gov ko bolna isliye k 1 person k agar itny ziada pasy liye ha jo private ne charge kiye ha phir b sahulaty na mily toooooo
بہت گلے شکوے کئیے ہیں اللہ کے گھر کے سفر پر ! 😢😢😢😢😢
یہ شاھد ویڈیو کے شوق مین گیء تھی
@@rubeedahbegum9700Asalam alekum
ہماری اسلامی تعلیمات یہ ہیں کہ حج اور عمرہ پر جو تکالیف آپکو پیش آئیں ان کا چرچہ نہ کریں۔
ap ki bat theek hey , lekin yahan masla kuch or hey . hajj k name per lakhon rupy liye jatey hen , or us k badley D category me bheja jata hey . bech me log kha jatey hen . un ko be naqab karna zarori hey . khamoshi se na insafi ko sehna bhi islam me mana hey ,logon ko pata nahe hota k wahan kiya hoga , log samajhtey hen k lakhon rupy diye hen tu saholaten bhi milengi . or wahan ja kar raz khulta he . or mera kam hey sach bat batana .
In 2019 all Pakistanis perform haj in D category arrangements. Food was arranged from India and expired. Most people's avoid food in camps.
yes , you are right.
Aap agli dafa vvvip A class me hajj kijeyga
Yes it was worst for me , 45 mints queue for toilet .very bad
گیارہ لاکھ روپے لینے کا کیا فائدہ
Bahut hi afsoos hoa yeh haal dekh kar apny mulk ke intezam itny bekar hai hona yeh chaye ke apny logon ko behtreen sahuliat mayasar karna chEye thy😨 itny lakhoon rupees
Le kar yeh bekar facilities denhai bahit afsoos hoa 😞 Allah tala is saal asani kary ameen
Ap logo k suit case kaha hy?? Hotel me rkh chory thy???
yes , chota saman mina laya ja sakta he jo video me nazar araha he .
@@hajjumrahtv thank you🌹🌹🌹🌹🌹
Opar charhna bht mushkil ho jata tha serhi
yes , you are right
Saudi govt ko Iraqi awam sa seekhna chahye zayar ki khidmat kessay karty hain.
yes , saudi me khas kar pakistani , indian , bangladesh ko koi izat nahi milti . unko saudi kuch samajhtey hi nahe . intahai haqeer log hen ye teeno un ki nazar me . or ye bohat afsoos ka muqam hey , islam me bhed bhao karna sakhti se mana he . lekin ye magror qoum he .
App nay washroom ka nahi Bataya
yes , is wajah se kion k me lady hon ,or wahan male washroom me ja kar video nahi bana sakti the . or ladies washroom ki video banana munasib nahe the . kuch ladies apna ehram / chader utar kar wazo wagera karti hen is liye .
Yh to 2023 ka bt 2024 k bohat acha nizam hai n
mera watsapp channel per video lagai he , zara dekhen hajj 2024 k intizamat ko . mery you tube channel ke mean page per link mojod he whatsapp channel ka .
بس کرو بہن ،اپکی ویڈیو سٹارٹ میں ہی بند کرہی ہوں،الحمداللہ گورنمٹ کا حج بھی کیا ہے2018میں اور پرائیوٹ بھی کیا ہے ،گورنمٹ کا حج پرائیوٹ سے بہت زیادہ اچھا تھا
رہا کورے دان کا سوال جب لوگ ہوں گے فل تو ہو گا یہ پرائیویٹ میں بھی ہوتا ہے ،فرق ہوتا ہے پر حج حج ہوتا ہے
مایوسی پھیلانا بری بات ہے۔
Abhe sy mina pochgyee😮
ویڈیو می بتایا گیا ہے 2019 کی ویڈیو ہے
Allah na huma bula lia kya ya kafi nahi ha
How to a category please let me know. Thanks so much.
privet company se pochna perta he book karney se pehley . pakistan govt se hamesha D category ka hajj hi karaya jata he .
According to payment this is done. Our Pakistan is poor country. A category is for western and other rich countries who pay 23 lakh per head
No privacy males are coming in female portion😮
yes , you are right
Madam AP pti ke sapoter hayn nun ke hukumat nay 2023 ma Hajj ka bahtren intazam kia tha or 2019 ma Khan sb nay hajio paisay bhe kha Lia tha
5:26 map 2019
آپ کا بابا جی کے ساتھ اس عمر میں مزاق اچھا لگا 🌹