Story of Prophet Yunus in Urdu - Quranic Stories - Story of Prophets of Islam || IslamSearch

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 20 сер 2024
  • Story of Prophet Yunus/Jonah (a) & Fish [Urdu] - Watch Latest Prophet Story! قصہ جب مچھلی یونس علیہ السلام کو نگل گئ!کتنا عرصہ مچھلی کے پیٹ میں زندہ رہے ؟Qissa Yunus [a] aur ٘Machli Machli ... Story of Hazrat Younus | Jonah & Fish - an exclusive documentary about Hazrat Younus ( hazrat yunus) Jonah ... Hazrat Younus as ko Machli ne ... Hazrat Yunus Aur Machli Ka Waqia - Hazrat Yunus Aur Machli Ka Waqia - Hazrat Yunus Aur Machli Ka Waqia - हज़रत यूनुस ओर मछली का वाक़िया। Hazrat yunus AS aur Machli ... हज़रत यूनुस ओर मछली का वाक़िया। Hazrat yunus AS aur Machli Ka waqia, Quran and Science ... Hazrat Younus A. S Aur Machli Ka Qissa - Hazrat Younus A.S Aur Machli Ka Qissa - Hazrat Younus Machli Kay Pait Me - hazrat younus علیہ السلام ka waqia in urdu hazrat younus علیہ السلام ki duahazrat younus علیہ السلام ka qissa Hazrat ... Yunus A.s Aur Machli Ka Waqia Story Of Prophet ... - Yunus A.s Aur Machli Ka Waqia Story Of Prophet Yunus/Jonah & Fish Hazrat Yunus AS Aur Machli Ka Sacha Waqia
    Prophet Yunus Description of Prophet Yunus's People,Prophet Yunus Leaves His People, (Prophet Yunus) The People are Forgiven, Yunus (Jonah) The Storm at Sea, Prophet Yunus Jumps into the Sea, The Whale Swallows Prophet Yunus, Allah Forgives Prophet Yunus, Summary of Prophet Yunus's Story, Prophet Yunus's People - Changed, Porphet Muhammad's Saying About Prophet Yunus
    Hazrat Yunus (Alaihay Salam) ka Machali ke Pait ka Safar.
    ………. Aziz dosto, Hazrat Yunus (Alaihay Salam) ko Allah Taala ne qoum ninwaa ki taraf bheja, jo ki qadeem baabal shahar ke paas ka eik shahar tha. Yunus (Alaihay Salam) ka zamaana isaa (alaihay salam) se taqreeban 800 saal pahele ka hai. ye qoum bhi boot parast thi. aur unhone lagbhag 1,00,000 bani israyeel ko qaid kar ke rakha tha. Yunus (Alaihay Salam) ne 7 saal tak haq ki daawat di yaani ki tableeg ki. lekin jab unki qoum par iss daawate haq ka asar na huwaa aur wo apni boot parasti me lage rahe toh Yunus (Alaihay Salam) ne aakhir me Allah Taala ke azaab ki dhamki de di, unki qoum ne fir bhi parwaah nahi ki.
    ………. Jab Azaab ka muqarrarah waqt qareeb aa gaya aur azaab ke aasaar nazar na aaye toh Yunus (Alaihay Salam) Allah Taala ki izaazat ke bagair hi apni qoum ko chhod kar chale gaye. idhar jaise hi Yunus (Alaihay Salam) apni tashreef le gaye. to unki qoum par azaab ke aasaar nazar aane shuru ho gaye, kaale-kaale baadal chhaa gaye ghana kaala dhuwaa unki qoum ki taraf badhne lagaa.
    ………. Qoum ne Yunus (Alaihay Salam) ko talaashna shuru kiya lekin woh nahi mile. to unki qoum khud hi apne biwi bachcho aur yahaa tak ki apne jaanwaro ke saath ek maidaan me jamaa ho gayee aur Allah Taala ki baargaah me ro ro kar apne gunaaho ki maafi maangne lagi. Allah Taala ne unn par se azaab ko taal diya.
    Kisi bhi kaafir qoum ki taareekh me aur Allah Taala ki sunnat jaariya me ye paheli misaal hai ki azaab dekhne ke baad kisi qoum ka imaan laana faayedemand saabit huwaa. nahi toh Allah Taala ki sunnat ya tarika yahi hai ki ek baar azaab ka waqt muqarrar ho jaaye to fir taltaa nahi.
    ………. Yunus (Alaihay Salam) apni qoum se door chale gaye. lekin woh aate-jaate musaafir se apni qoum ka haal dariyaaft karte. jab unhe maaloom huwaa ki Allah Taala unki qoum par se azaab taal diya hai to bhi woh waapas nahi gaye. kyonki unki qoum ne unn ko jhutlaaya tha. isiliye unki gairat ne ganwaara na kiya ki woh waapas jaaye.
    Machali ke pait ka Safar:
    Ab chalte-chalte raaste me ek dariyaa (samundar) aaya. Yunus (Alaihay Salam) ek kashti (naav) me sawaar ho gaye. kashti (naav) jab majhdhaar me pahunchi toh hichkole khaane lagi. kashti (naav) me jitne bhi log sawaar the, unn me se ek ne kahaa, “lagta hai ham me se koi ek gunaahgaar iss kashti me sawaar hai. hame qurra andaaji karna chaahiye ki woh gunaahgaar koun hai.”
    ………. Teen bar Qurra Andaji ki gayee aur teeno baar Yunus (Alaihay Salam) ka naam nikla. kashti (naav) ke musafiro ne Yunus (Alaihay Salam) ko dariya (samundar) me daal diya. wahaa ek badi machli (wheal fish) ne Yunus (Alaihay Salam) ko nigal liya. is tarhaa Yunus (Alaihay Salam) machli ke pait me pahooch gaye.
    kayee dino tak woh machli ke pait me hi rahe. wahaa unhone Allah Taala se ye duwaa ki, “Aye Allah Taala koi nahi ma’abood siwaaye tere, tu paak hai, aur maine hi apni jaan par zulm kiya. aye Allah Taala mere khataao ko muaf kar de”.
    #QuranicStories #QuraniQissa #IslamicStory #IslamiKahani #QuranicStory #IslamiWaqia #IslamicKahaniyan #MuslimKahani #ProphetStory #UrduIslamicKahani #IslamicStoriesinUrdu #QisasulAnbiya #AnbiyakiKahani #AnbiyakaQissa #AmbiyaKahani #AmbiyaQissa #QuranQissa #QuranStory #HazratYunusStory #hazratYunus #YunusWaqia #YunusQissa, #QissaHazratYunus #StoryProphetYunus #StoryIslam #IslamStory #HazratYunusStory #HazratYunusWaqia #HazratYunusQissa #QissaIslam #QisasulAmbiya #AmbiyakaQissa #HazratYunus #ProphetYunus #ProphetYunusStory #StoryProphetYunus #HazratYunusQissa #HazratYunusWaqia #HazratYunusStory #YunusStory #Prophet
    #QuranicStory #Story_ProphetYounus #HazratYunus_Qissa

КОМЕНТАРІ • 479