Ghulam Ali - Ghum Hai Ya Khushi Hai Tu - Poet Nasir Kazmi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 5 січ 2021
  • The illustrious Ustad Ghulam Ali renders Nasir Kazmi 'choti beher' ki ghazal 'Ghum Hai Ya Khushi Hai Tu' for PTV show 'Mere Naghme'. This ghazal was also popularised by the late Ustad Nusrat Fateh Ali Khan with a different composition, but Ghulam Ali has also an interesting take on it.
    Lyrics:
    Gham Hai Ya Khushi Hai Tu
    Meri Zindagi Hai Tu
    Aafaton Ke Daur Mein
    Chain Kee Ghari Hai Tu
    Meri Raat Ka Chiragh
    Meri Neend Bhi Hai Tu
    Doston Ke Darmayaan
    Wajh He Dosti Hai Tu
    Meri Saari Umr Mein
    Aik Hee Kami Hai Tu
    Mein To Woh Nahi Raha
    Haan Magar Wohi Hai Tu
    Nasir Iss Dayaar Mein
    Kitna Ajnabi Hai Tu

КОМЕНТАРІ • 6