Simply unbelievable..you have made this home a heaven no doubt ,I can feel every bit of it.. I am really blessed and thankful to Allah to have such talented and caring wife . Keep working hard May Allah give you all success in your life .. Best of luck.
@@saliimmohammed9152 Dekhiye, mera maanna hai ke Qur'an ke verses ko decoration ke liye istemal karna theek nahi hai, kyunki iska asli maqsad humein guidance aur seekh dena hai, sirf dekhne ke liye nahi. 1. Respect aur Beadbi ka Pehlu: Ghar mein aksar hum apne daily kaam karte hain, jismein kabhi galtiyan bhi hoti hain, galat baatein bhi ho sakti hain, aur kabhi kabhi music bhi suna jata hai. Agar aise mein Qur'an ke verses walls par lage hon, toh unka disrespect hota hai. 2. Masjid aur Ghar ke Maqsad mein Farq: Masjid mein Qur'anic verses lagane ka asli maqsad logon ko yaad dilana aur motivate karna hota hai. Jaise “Innassalata kaanat 'alal mumineena kitaabam mauqoota,” jo namaz aur waqt ka ehsaas dilati hai. Lekin ghar mein, log aksar sirf dikhawa ya decoration ke liye Qur'an ke verses lagate hain, jo ke uska asal maqsad nahi hai. Isi wajah se scholars bhi ye maante hain ke Qur'an ke verses ko bas decoration ki tarah istemal nahi karna chahiye, kyunki usse wo izzat aur asal maqsad gayab jata hai. Qur'an ka asli maqsad yeh hai ke hum usse sikhein, samjhein, aur apni zindagi mein us par amal karen, na ke sirf usay deewar par laga kar dikhawa karen.❤️
@@saliimmohammed9152 Taj Mahal aur Qutub Minar jese monuments par agar Qur'anic verses likhe bhi hain, toh yeh un hukmaranon ka apna decision tha. In sab ko kisi Allah ke nabi ne bnaya like mAkka. Unke zamane mein shaayad yeh izzat aur shaan ka nishan samjha gaya ho, lekin asal mein, Qur'an ka maqsad yeh nahi hai ke use sirf decoration ke liye lagaya jaye. Qur'an ek hidayat hai, jise humare dil aur zindagi mein hona chahiye, na ke sirf deewaron aur imaaraton par.
@@MdFurqan. maybe you are right, but is tarah see toh hum kuch bhi nahi laga sakte gharon ki deewaron pe Islam se related. Ab hum itne ameer toh nahi ki monumnets bana sakte. I think putting such wall art brings positivity and a sense of belongingness to the home & religion. We can categorize these Islamic wall arts into 4 categories. Chalo maan liya Quranic verses nahi laga sakte, but I think other 3 are fine. 1. Quranic verses, 2. images of Mecca and Medina, 3. Caligraphy of the names of Allah and Mohammed(s.a.w) and 4. Calligraphy of Words like Sabra, Shukra, Mash'Allah, Bismillah etc
My dear noori app ka sub se achcha makeover raha ye Allataha app ku aise hi hum sub ko ideas deney ki tofeeq de Ameen inshaAllah mera bi new house hune wala hi mi bi isa hi karoungi bahuth bahut mubarak 😂🤲🤗
It's beautiful, didi! You have unwittingly become an interior designer, haa haa haa, congratulations 🎊! And for all the brands that you promoted, subhan-allah! ☺💐🙏
Simply unbelievable..you have made this home a heaven no doubt ,I can feel every bit of it..
I am really blessed and thankful to Allah to have such talented and caring wife .
Keep working hard May Allah give you all success in your life ..
Best of luck.
Thank you so much ❤️❤️❤️ Nothing is possible without your support 😘
I'm very very impressed on your hard work....keep it up@@noorishomecorner4286
@@noorishomecorner4286 what's your wall color Code please share
8658
🎉
You decorated nicely but more decoration items can be avoided actually empty walls or space also gives a decent look.
Yes...
Yes I agree
Koi itna talented kaise ho skta h royal look ♥️ 😍 👌 ❤️
You are really very Talented Aapka video hamesha dekhti huu
Aur bohot satisfaction milta haii transformation se❤❤❤❤
Thank you so much ❤️
Silicon gulu plz full name
Aap creative hone k sath bahut intelligent bhi ho ....beautiful ❤❤❤
Right❤🎉
Ma Sha Allah very nice
Masha Allah bohot khubsurat decoration kiya he apne
Very nice makeover masha allah ❤❤
Beautiful to bhut lagta hai but bhut sare color add hone k karan elegant nahi lagta hai
Mashallah so beautiful bhut acha kam budget m achha interior ❤
Nice....but i think birds ayatal kursi sath nhi lagana sahiye....
Sath me kya 2no hi nahi lagana chahiye Qur'an ke words ko decoration ke liye istemal ni karna chahiye, and birds to mana hai hi.
@@MdFurqan. aise toh hai kai islamic buildings and masjids mein deewaron pe Quranic verses likhe hote hai, like Tah Mahal, Qutub Minar woh kya?
@@saliimmohammed9152 Dekhiye, mera maanna hai ke Qur'an ke verses ko decoration ke liye istemal karna theek nahi hai, kyunki iska asli maqsad humein guidance aur seekh dena hai, sirf dekhne ke liye nahi.
1. Respect aur Beadbi ka Pehlu: Ghar mein aksar hum apne daily kaam karte hain, jismein kabhi galtiyan bhi hoti hain, galat baatein bhi ho sakti hain, aur kabhi kabhi music bhi suna jata hai. Agar aise mein Qur'an ke verses walls par lage hon, toh unka disrespect hota hai.
2. Masjid aur Ghar ke Maqsad mein Farq: Masjid mein Qur'anic verses lagane ka asli maqsad logon ko yaad dilana aur motivate karna hota hai. Jaise “Innassalata kaanat 'alal mumineena kitaabam mauqoota,” jo namaz aur waqt ka ehsaas dilati hai. Lekin ghar mein, log aksar sirf dikhawa ya decoration ke liye Qur'an ke verses lagate hain, jo ke uska asal maqsad nahi hai.
Isi wajah se scholars bhi ye maante hain ke Qur'an ke verses ko bas decoration ki tarah istemal nahi karna chahiye, kyunki usse wo izzat aur asal maqsad gayab jata hai. Qur'an ka asli maqsad yeh hai ke hum usse sikhein, samjhein, aur apni zindagi mein us par amal karen, na ke sirf usay deewar par laga kar dikhawa karen.❤️
@@saliimmohammed9152 Taj Mahal aur Qutub Minar jese monuments par agar Qur'anic verses likhe bhi hain, toh yeh un hukmaranon ka apna decision tha. In sab ko kisi Allah ke nabi ne bnaya like mAkka. Unke zamane mein shaayad yeh izzat aur shaan ka nishan samjha gaya ho, lekin asal mein, Qur'an ka maqsad yeh nahi hai ke use sirf decoration ke liye lagaya jaye. Qur'an ek hidayat hai, jise humare dil aur zindagi mein hona chahiye, na ke sirf deewaron aur imaaraton par.
@@MdFurqan. maybe you are right, but is tarah see toh hum kuch bhi nahi laga sakte gharon ki deewaron pe Islam se related. Ab hum itne ameer toh nahi ki monumnets bana sakte. I think putting such wall art brings positivity and a sense of belongingness to the home & religion.
We can categorize these Islamic wall arts into 4 categories. Chalo maan liya Quranic verses nahi laga sakte, but I think other 3 are fine.
1. Quranic verses,
2. images of Mecca and Medina,
3. Caligraphy of the names of Allah and Mohammed(s.a.w) and
4. Calligraphy of Words like Sabra, Shukra, Mash'Allah, Bismillah etc
Beautiful ❤ MashaAllah
Practically karke samjhane ka ye concept bhut hi shandaar h aapka... Dhanyad
Thank you so much ❤️
Bohat hi Kamal ka makeover hai MashaAllah ❤❤
Masha Allah Bahot hi Acha kare ho
Ab tak ka sabse best makeover ❤❤❤
Amazing transformation maam ..
I am speechless
No doubt aap bahut talented d bas ek suggestion h aap k decor jo bhi karey combination Thora khayaal rakhey
Mashallah Noori ji bhot hi amazing decor hai and personally mere taste ka hai … totally loved it!❤
Thank you so much, beautiful ❤️❤️❤️
बहुत ही खूबसूरत
आप बहुत intelligent हो
और बहुत ही positivity है आपमें
Mashallah very nice decor
Masha Allah,so beautiful and elegant 💖
Incredible video...bahut hi accha idea Diya aapne ..main bhi try karoongi
Excellent 👌 ....ap hemesha hi superb makeover deti hn apnay gher ko ..... Keep it up
Mashallah bahot khub Allah nazare baad se bachae ameen
Mashaa Allah, Beautiful .
Mene aaj pehlibar aapki video deki ..but bohot achi lagi mujhe bhi ese ghar ko makeover karna bohot pasand he ..
@@AayshaPathan-ls7jp same here 😊😊
Brilliant talented lady u r. Allah bless you ❤
Mashallha mashallha mashallha g Bohat acha❤❤❤❤❤❤❤
Mashallah khubsurat saja hai room
Such mn bht hi bariya hai.. ma Sha Allah beautiful 😍❤️
Mashallah very beautiful 🎉
Wow!!!!! Kitna khoobsurat decoration kiya h🎉
You are the world 🌍 ofdecoration 💯💯💯
Thank you so much ❤️
Mashallah mashallah baht khubsurat hai
Beautiful and perfect creativity 🎉
mashaallah bahut achha lag raha he kaash hum bhi aise hi kr paate jugaad
Hmesha ki trh fantastic ❤
Masha Allah Masha Allah bhut khub
Masha Allah zaberdast
Mashallah bhut hi khubsurat 🎉🎉🎉
So beautiful
Mashallah 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉❤mekowar 👍
Assalamualikum
Mashallah
ماشاء اللّٰه تبارك اللّٰه
Beautiful😊
Massallah bohat beautiful
It's soo beautiful Api❤. You are the one who turns a house into heaven.
Thank you so much, sweetheart 😘 much love ❤️ ❤️❤️
Mene bhi aapke jaisa mirror wala banaya tha aapke idea bohot achche lagte hain
Mashallah
Amazing make over..... 👏👏👏
Masha Allah beautiful roommakeove you are great
MashaAllah beautiful makeover ❤
Mashahallah lovely. And the arabic calligraphic, Ayatalkursi & the watch very beautiful.
Masha Allah bahut hi piyara piyara
Hat's off sister..
Really u r magical women
Boht achha lg rha he hme bhi esi bnana he apne bed room me thanks for sharing ideas 💡 ❤❤❤
Mashallah bahut khubsurat
Mashallah bahut khoobsurat hai ❤
Mashallah ❤ very beautiful transformation 🎉
Such mai ye sabse jyada achha hai
Masha Allah
Maa shaa allah ...
Appi apko dekhkar maine vi ye stiker liya.main apni diy pe use karti hu.
Mene comment kiya tha, thanku so much for making this video, really grateful
बहुत सुन्दर विडियो देर से आता पर अच्छा आता है
Sabsey best makeover I like. ❤❤❤
Bahut sundar hai m bhi yesa kuch dekhna chahtati thi aapne o kr dikhaya
Beautiful veri nice
Masha Allah very beautiful❤❤🎉🎉
Very nice aap bohat accha makeover kiya baji ❤
Mashallah mashallah 🤗 so beautiful your house 🏡🏡🏡 so beautiful makeover👏👏👏👏👏❤️❤️❤️
Mashallah buhut zabardast ❤🎉
Beautiful 😍
Change the Curtains it will look more beautiful.
Best transformation till now 💕
MashaAllah tabarakAllah,..
Very nice decoration.🎉🎉🎉🎉
Mashallah 😍 nice...
Wow dii aapne bohot acha me cover Kiya mebhi jaroor try karugi
MashaAllah bahut pyara
Ye maine bhi soch rakha tha or apka video a gya thank you 😊
Ma shaa Allah bht khoobsoorat ❤
excellent!!
Awesome super creative
MASH Allah very beautiful❤
I am from assam mashallah bohut hi khubsurat hai
😳 wow beautiful ma sha Allah ❤
Vow, very nice, Beautiful, superb , lovely ❤❤❤
yaar aap kya ho genius se bhi zayada talented
Aswkm
Mashallah you r really very beautiful talented your video ❤ excellent 👍👌 ideas thank you sooo much ❤
Mashallah aap bahut zabardast creater hu mashallah ❤❤❤
Mashallah bahut pyara hai❤❤❤
Masha Allah bhut accha lag raha hai
MashaAllah ❤
No words to describe your talent,I am speechless dear ,its just amazing ❤❤❤❤❤
So beautiful and elegant. Great job🎉. Keep growing in life
Mashallah app bahut kabil aur zaheen hai Allah nazre bad de mahfooz rakhe ameen
Awesome work 👍
My dear noori app ka sub se achcha makeover raha ye Allataha app ku aise hi hum sub ko ideas deney ki tofeeq de Ameen inshaAllah mera bi new house hune wala hi mi bi isa hi karoungi bahuth bahut mubarak 😂🤲🤗
Beautyful work
Bahut khub mashallah
Super se bhi upar 👌
Wow zabrdast me ap ki video boht shoq se dekhte ho
It's beautiful, didi! You have unwittingly become an interior designer, haa haa haa, congratulations 🎊! And for all the brands that you promoted, subhan-allah! ☺💐🙏
mashallah aap bhut mehnat se kam karti h
Apka hr ek makeover hi hmain speechless kr daita ha appreciaton k lia words hi ni milty❤❤❤❤❤
Thank you so much ❤️