@@KhansKitchen bilkul sir ji........purani delhi me bachpan beeta hai hamara.......aisi koi gali ya kucha nhi hoga jama masjid chawri bazar ka .....jha humne qorma biryani estoo raan ya chaat papdi naa khayi ho...,😀😀🙏🏼🙏🏼 aapki videos dekh kar bhot maza aata hai......khaas tor par bawachi wali recipes....
haar singaar ke phool natural colour kay liye pehle isi tarha phool pattio ka istemaal hota thaa jaise butterfly pea ( aparajita ) blue colour kay liye istemaal hota thaa
@@iqbalkhan1528 bhai pansari kay paas milega bohot common phool hota hai uski dandi orange Patti white hoti hai dandi tod kar sukha len aur jab pani main bhigo kar rakhenge pani ka colour orange hojayga usko colour ki jagah use kare
Namaskar, khan bhai aapne ek question pucha tha ki nihari ko low heat paar kyu pakate hai, sir low heat paar pakane waise to bahut faide hai Lakin nihari ke mamle main 2-3 reason hai 1. Bottiya ek to intact rahti hai aur botti Ander taak reshe reshe taak gaal jati hai 2. Sabse baada faayda ek saath Saab kuch daalo thodi preparation kaaro aur 6-8 hour taak bhool jaao 3. Sabse baada faayda na booti choti karne ka ghanghat aur na hadiyo ko chotta karne ka chanchat Swaad main lazawab❤❤❤
bhai delhi main bina tomato koi nahi banata jawed ho kallu ya noora yeh sab dalte hai or yahi delhi kay famous nihari wale hain original nihari aaj kal koi nahi banata na hi uska zayka itna achcha hota usmain masale kam àur hakeem ki dawaon ki kushbu zyada hoti hai aur woh zayke kay liye kam taqat kay liye hoti hai inshaallah kabhi moqa laga zaroor banaunga
Jo bhi banate ho masha ALLAH tasalli or dil se banate ho👌🏼
jazak Allah khair 😊
Authentic nihari recipe please.... waiting sir
Ok sure
Mashlh boht mahnt karty hn sir ap ❤
jazak Allah khair 😍
MaShaAllah bohat shandar recipe
jazak Allah khair
Mashallah,mouthwatering
jazak Allah khair ☺️
Mashalla 🌹 zabrdast looking so delicious nihar😊 recipe 😄😋 New friend
jazak Allah khair ❤ Allah aapko kamiyabi ata kare
Thankyou so much recipe ke liye ❤
umeed hai aapko pasand aayegi 😊
Bahut khoob 🎉😊
jazak Allah khair 😍
Zabardust Nahari bani aapnay bhai
thanks bhai
ASSALAM O ALAIKUM JAZAK ALLAHU KHAIR ALLAH APKI TAMAM JAYIZ DUAEN QUBOOL FARMAYE AMEEN SUMMA AMEEN WA ALAIKUM SALAM WR W BR
Walykum assalam wa Rahmatullah wa antum fa jazakumullahu khair❤
Wah kya kehne bahut hi aasan tarike se shandar recipe Di aapane jiyo salamat raho 👍
thanks❤
Very delicious and yummy Nihar recipe 😋😋😋😋
😍Thanks a lot
Good sir ji very yummy recipe
So nice of you
Purane Jamaney ki Authentic Nihari bhi Banakar bataiye
soon inshaallah
Mere bade bhai I'm ur biggest fan.. Allah tabarak tala apko khub taraqqi ata kre may Allah bless u and ur entire family❤
jazak Allah khair ❤️
Slowly slowly pakaney zilteen banta hai .
Good sir keep making vedio
Thanks vikas ji Bless you 😍
Lajab mashallh mazydar hy
jazak Allah khair 😍
Ab isase behtarin recipe aur kya hogi
kuch zyada tareef hogai 🥰
Mashallah ❤❤❤❤
jazak Allah khair 😍
What was the name of those nihari spices especially powdered one?
cinnamon powder and 2nd sandalwood ( sandalwood powder skip kar sakte hain optional hai khane wala mita bhi mushkil se hai ismain milawat hoti hai
❤AOA VERY GOOD RECIPE AKBAR
walykum assalam bhai jazak Allah khair 😍
Waaw❤🎉
Thanks 😊
Please also give that authentic recipe of nahari you mentioned
inshaallah zaroor
Thnk u so much khans kitchin 😊
Most welcome 😊
Boht aala.
thanks bhai
Wahi bhai
thanks Bhai
Bhut hi umda recipe h masha allah, allah aapko khoob kaamyabi de sir
jazak Allah khair 😍
Slow cooking se meat apna gelatin ....ya lobab acche se chhorta hai........or badhiya se tender ho jaata hai....
😍sahi shoqeen hain bhai 👍
@@KhansKitchen bilkul sir ji........purani delhi me bachpan beeta hai hamara.......aisi koi gali ya kucha nhi hoga jama masjid chawri bazar ka .....jha humne qorma biryani estoo raan ya chaat papdi naa khayi ho...,😀😀🙏🏼🙏🏼 aapki videos dekh kar bhot maza aata hai......khaas tor par bawachi wali recipes....
@@sarthikchopra5309 thanks bhai 😍
Assalamualaikum mashaAllah bhai
walykum assalam jazak Allah khair
Behtreen awesome 👍 recipe
thanks 😊
Very delicious 😋❤👍👍👍
Thank you 😋
Bht bdya😊
thanks 😊
Bhut khub
thanks
Biryani ko teh pe colour Dene ke lye nature Tarika batye jo bhego ke rakhna padta h
haar singaar ke phool natural colour kay liye pehle isi tarha phool pattio ka istemaal hota thaa jaise butterfly pea ( aparajita ) blue colour kay liye istemaal hota thaa
@@KhansKitchen sir wo konsa vedio h jaise how to used kar shakte h or wo kaha milega jama masjid main
@@iqbalkhan1528 bhai pansari kay paas milega bohot common phool hota hai uski dandi orange Patti white hoti hai dandi tod kar sukha len aur jab pani main bhigo kar rakhenge pani ka colour orange hojayga usko colour ki jagah use kare
Mashaallah zebardust
jazak Allah khair
Yummy 😋😋😋😋😋
Thank you 😊
Last mein nihari masale mein do powdered masale kon se hain?
ek cinnamon powder dusra (sandal powder optional hai khane wala bohot mushkil se milta hai chod den )
Awesome recipe
Thanks a lot😊
Masha allah behtareen recipe khan sahab main zaroor Try karunga aapka ye bartan mujhe bahut pasand hai ye kahan par milega
jazak Allah khair bhai yeh russia se liya thaa sare cis countries main milta hai jaise Uzbekistan, KAZAKHSTAN , russia
🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Waoooo 😊😮❤❤ yummy
Thank you 😋
Namaskar, khan bhai aapne ek question pucha tha ki nihari ko low heat paar kyu pakate hai, sir low heat paar pakane waise to bahut faide hai Lakin nihari ke mamle main 2-3 reason hai 1. Bottiya ek to intact rahti hai aur botti Ander taak reshe reshe taak gaal jati hai 2. Sabse baada faayda ek saath Saab kuch daalo thodi preparation kaaro aur 6-8 hour taak bhool jaao 3. Sabse baada faayda na booti choti karne ka ghanghat aur na hadiyo ko chotta karne ka chanchat
Swaad main lazawab❤❤❤
punit ji bless you bade shoqeen lagrahe hain ekdam sahi kaha aur mest andar se pink rahta hai kala nahi hota😍
Dear slow cook isleye k jo be taste gosad me ho ga
Yes 😊
Assalamualikum
authentic purani delhi style nahari recipe batade. Masha'allah bohot acha kam hai aap ka...
Jaza'Kallah
walykum assalam bhai inshaallah 😊
Mai janti hu dheemi aanch per
😍👍
Khan bhai goat matan m banao ek bari ye nhari
inshaallah zaroor 😍
Ye kiska ghost h??
Buffalo
पाडो है के यो......
isko nihari kahtay hai bhai aur Chicken mutton buffalo jo aap ko pasand ho same method say bana sakte hai
@@KhansKitchen thnxxx bhai , Mutton mai banayenge ...pada nahi khate....👍
Baqwas. in the traditional nihari no one is using tomatoes.
bhai delhi main bina tomato koi nahi banata jawed ho kallu ya noora yeh sab dalte hai or yahi delhi kay famous nihari wale hain original nihari aaj kal koi nahi banata na hi uska zayka itna achcha hota usmain masale kam àur hakeem ki dawaon ki kushbu zyada hoti hai aur woh zayke kay liye kam taqat kay liye hoti hai inshaallah kabhi moqa laga zaroor banaunga
@@mohammadshaikh4928 he already said that in the beginning this is not the traditional one… bakwas is your comment 😊