Bhai ne dil kholkar apna blog ka tour diya .... Sach me maza aa gaya he.... Apne secrets openly batana bhi daring ka kam haai .. Ankit Bhai maza aa gaya .... Guru ❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
Thanks Ankit, appreciate your honesty and time in sharing such valuable insights. May I please suggest to reconsider the criteria for community membership which will help you build a solid community without compromising its ethos. You can ask for EOI (Expression of Interest) ONLY from REAL bloggers with a live blog website. This may later also help monetize more! Cheers
I have some questions 1. About us page: What to add in about us page if we don't have testimonials, or if we haven't been featured. How to build trust? 2. Blog page: How to capture such an awesome looking screenshot with proper boxes to guide the user? 3. How to stay active on all channels at a time if you are working all alone? Archana
Thank u so Much sir for making these type of videos. Please create videos on following topics --- 1st- how to design a brand like website 2nd- how to choose best blogging niche for blogging and have good success ratio in few months 3rd- what is the right strategy to create a blog post 4th- what are the new methods to rank a blog in 2025 other than traditional method 5th- what should be done for long term blogging business goal
Maaf kardo Abhinaw bhai. Mein full-time blogger hoon. Dhire dhire UA-cam per consistency maintain karne ki koshish kar rha hoon. Thoda sa adjust kar lijiye! 🙏
Bhai, sticky table of content aur share butoons kis tra add kia hain(KOI Plugin use kia ha ya kadence theme sa design kia ha), aur sidebar ma sticky deal wala b?
@MasterBlogging bhaiya mai Content writing lagbhag 6 year se kar rha hu khud ka blog bhi hai ( maine ye sab 6 November 2018 me shuru kiya tha meri age abhi 21 hai
Hello! Sir, apse me bohot inspired hota hun, mere bhi blogs hai Ek Entertainment par hai, and Ek Event Based Blog Hai on Indian Festivals, still i am getting traffic but me work nahi kar pa rha cause my college exam and my job. But i will comeback better.
@@MasterBlogging bro mene 2023 try kar raha tha per niche nahi mili abhi tak aur time nahi de pa raha hu mene abhi abhi leptop liya he bas bloging mere liye hobby he mere ko is me grow hona he
@@MasterBlogging Bhai mera pahle se hi ek blog website hai, jispe mai new ai tool ke baare me update batata hu, english me content likhta hu, adsense bhi mila hai bhai
@@MasterBlogging bhai Aapke keyword research tarike ka use karke maine kai saare article google ke first number par rank kara liya hai, usa and other country se reach bhi aata hai, RPM bhut achha milta hai but mera $0.08 hi banta hai bhai plz help me bhai 🙏
@@MasterBlogging yes bhai but revenue itna kam ban rha hai ghar wale ab pressure create kar rahe hai ki jao job karo gav wale pagl bolte hai bhai, maine bhut mehnat kiya hai ager shi se revenue nni banega to mujhe majboori me job karna padega plz help me bhai
@MasterBlogging: Kar raha hu par main ache se sikhna chahta hu ek expert se (Like You) kyuki main youtube par fake gurus ko dekhakar apna bahut saal kharab kiye hain
Puri koshish karunga bhai apni aane wali videos se apko achi knowledge deliver kar paun. Waise abhi tak blogging me aapke liye kya kaam kiya hai? Kuch to results mile honge na. Btao jra unke bare me.
@MasterBlogging blogging me me kabhibhi jayada focuse Nehi kar paya . Facebook pe Thora success Mila he But abhi fb se blog me traffic drive karne ke strategies dekh raha hu
Post and pages normal WordPress wale hi hain bhai. Custom type nahi hain. Homepage ka video jaldi aayega. Baki aap apne bare me kuch btao. Kab se blogging kar rahe ho? 🙂
Baad me bhi change kar sakte ho bhai ager galti se setup ke time India choose kar liye ho to baad me hosting wale section pe Ja kr change kar sakte ho, yha tk aap alg alg server 14 days me Change kar try kar sakte ho
Tarika bilkul same hai bhai. Keywords target kariye, acha content likhiye and blog ka SEO kariye. That’s all! 🙂 Abhi tak kaisa response mil raha hai apke blog ko? Btao kuch apne blog ke bare me.
SIR MERA EK BHUT HI IMPORTANT QUE H AGR MAINE 4 CATEGORIES BNAYI H WEBSITE KE LIYE AND HAR CATEGORY KA ALAG ALAG TOPIC HOGA TO KYA GOOGLE MERE BLOGS KO RANK KARWAYEGA BECAUSE KOI PARTICUALR ONE NICHE NHI H MAINE 4 CATEGORIES TYAR KRI THI HAR CATEGORY PAR UNKE HISAB SE BLOG LIKHTI HU . CONFUSED ?
भाई नवम्बर आ गया है स्वाभाविक सी बात है आप अपनी साईट और अफिलेट को प्रमोट कर रहे है लेकिन आप ने ये नहीं बताया की एक ब्लॉग में एक ही प्रोडक्ट को प्रमोट करना है या फिर और भी कहा कहा कैसे प्रमोट करना है ये तो आपने बताया ही नहीं
Bhai mene bataya na har blog post me koi product promote kiya jata hai agar wo content me fit hota hai to. Aap unlimited products promote kar sakte ho ek hi blog me. Waise kis niche me affiliate karne ka plan kar rhe ho? Btao jara. 🙂
Bhai November algorithm update pr video banao .. Jo Jo site hit hui he ... Kyo hui aur kaise recover kare... Kya kya dhyan rakhe.. kin site ko Google down karega etc
Bhai ne dil kholkar apna blog ka tour diya .... Sach me maza aa gaya he.... Apne secrets openly batana bhi daring ka kam haai .. Ankit Bhai maza aa gaya .... Guru ❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
Glad you liked the tour, bro. Thanks for your comment. Apka kis niche ka blog hai? Btao kuch apne bare me bhi. 🙂
Thanks Ankit, appreciate your honesty and time in sharing such valuable insights. May I please suggest to reconsider the criteria for community membership which will help you build a solid community without compromising its ethos. You can ask for EOI (Expression of Interest) ONLY from REAL bloggers with a live blog website. This may later also help monetize more! Cheers
Sanjeev bhai, could you please expand on this?
I have some questions
1. About us page: What to add in about us page if we don't have testimonials, or if we haven't been featured. How to build trust?
2. Blog page: How to capture such an awesome looking screenshot with proper boxes to guide the user?
3. How to stay active on all channels at a time if you are working all alone?
Archana
Thank you for asking these questions. I’ll make detailed videos to answer your questions. 🙂
Bahut dino ke baad aapki video dekhi maja aa gya Ankit bhai.
Important plugin aur website layout Parenting niche par kaise rakhe.
Please guide.❤
Thank you bhai. Apke liye videos jaldi launga. Kuch btao apne and apni blogging journey ke bare me. 🙂
Thank u so Much sir for making these type of videos.
Please create videos on following topics ---
1st- how to design a brand like website
2nd- how to choose best blogging niche for blogging and have good success ratio in few months
3rd- what is the right strategy to create a blog post
4th- what are the new methods to rank a blog in 2025 other than traditional method
5th- what should be done for long term blogging business goal
Thanks for suggesting these topics. I’ll add them to my list of future videos. 🙂
Anything else you want me to discuss on this channel?
@@MasterBlogging No, Thank you very much!
Please🙏 make a detailed vedio on how to design best homepage for different Niches like Tools , ecom, APKs, Info, affiliate etc. 🙏🙏🙏
I do affiliate marketing only, but I’ll try to cover different niches too. 🙂
Wow... Thanks a lot Ankit Bhai
Archana
Thank you Archana ji 🙏
Hi bro khan chale gyae the app all most 1 year ke baad, thank u bro for coming back
Sorry bhai. Ab nahi jaunga. Aap btao blogging kaisi chal rahi hai?
Agle video bol kar kafi intezar karwa diye😊
Maaf kardo Abhinaw bhai. Mein full-time blogger hoon. Dhire dhire UA-cam per consistency maintain karne ki koshish kar rha hoon. Thoda sa adjust kar lijiye! 🙏
Hallo,Ankit bhai tnx for your blog tour .your website is so beautiful and user friendly.i am creating this type blog because i am web designer.
Best of luck, Papu bhai. What’s your niche? Let me know something about your blog. 🙂
@MasterBlogging website create upar blog
Article ke URL me category ka rehna jaruri hai sir...kya SEO ke liye achha hota hai ....site name/ category/ article URL
Blogs ke liye jaruri nahi hota. Jitna short URL rahega utna acha hai.
Amazing Blog Design Sir
Thanks, bhai! 🙂
Bhai, sticky table of content aur share butoons kis tra add kia hain(KOI Plugin use kia ha ya kadence theme sa design kia ha), aur sidebar ma sticky deal wala b?
Kadence se hi kiya hai bro, no extra plugins 🙂
Love you Bhaiya Kya adami ho aap Bilkul dil ke sache aur aache ♥️♥️
Love you Vishal bhai. Kab se blogging kar rahe ho aap? Btao kuch apne bare me. 🙂
@MasterBlogging bhaiya mai Content writing lagbhag 6 year se kar rha hu khud ka blog bhi hai ( maine ye sab 6 November 2018 me shuru kiya tha meri age abhi 21 hai
Arre wah..shaandar bhai. 21 age me bohot acha work kar rahe ho. Blog kis topic per likhte ho?
Pls discuss about the affiliate marketing, related with my Blog on tours & travels.
Affiliate marketing in travel niche? I'll definitely make a video on that topic. How long have you beed blogging, though? 🙂
Nice video
Itni jaldi kaise dekh li? 😂
Very insightful video Ankit, thank you for inspiring. which theme is this (one which you are using for Master Blogging site ) ?
I'm glad you liked the video! It’s the Kadence Theme. Did you like the design? If so, what stood out to you the most? 🙂
@@MasterBlogging Yes, I like it, it's looking more like a designed website rather than WP Blog.
Thanks for the feedback. I customised it myself 😃
Hello! Sir, apse me bohot inspired hota hun, mere bhi blogs hai
Ek Entertainment par hai, and Ek Event Based Blog Hai on Indian Festivals, still i am getting traffic but me work nahi kar pa rha cause my college exam and my job. But i will comeback better.
Best wishes Ronak bhai. Bohot mushkil hota hai sath me sab manage karna but I believe aap kar loge. 🙂
@@MasterBlogging Thank You So Much! It means alot 🙏❤️ Aese Aap Motivate and inspire karte rahai
Ankit sir we wanted this kind of video
Glad you liked it bro. Aap kabse blogging kar rahe ho? 🙂
@MasterBlogging Bhai me Tripura Wale viikash kuch din phele baat hoya ta hamra 🙂
Arre haan yaad aaya 😄
@@MasterBlogging 😊
Bhai aap ka tarika bohot hi achaa he
Thank you bhai. Aap kab se blogging kar rahe ho? Btao kuch apne bare me. 🙂
@@MasterBlogging bro mene 2023 try kar raha tha per niche nahi mili abhi tak aur time nahi de pa raha hu mene abhi abhi leptop liya he bas bloging mere liye hobby he mere ko is me grow hona he
Really bhai aaj such much bhut kuchh sikha, mai bhi aapki batai gyi strategy try jarur karunga
Good luck, Mohit bhai. Waise kis niche ke blog ke liye yeh design try karogey aap? Kuch btao apne blog ke bare me. 🙂
@@MasterBlogging Bhai mera pahle se hi ek blog website hai, jispe mai new ai tool ke baare me update batata hu, english me content likhta hu, adsense bhi mila hai bhai
Arre gajab. US audience bhi aati hogi fir to?
@@MasterBlogging bhai Aapke keyword research tarike ka use karke maine kai saare article google ke first number par rank kara liya hai, usa and other country se reach bhi aata hai, RPM bhut achha milta hai but mera $0.08 hi banta hai bhai plz help me bhai 🙏
@@MasterBlogging yes bhai but revenue itna kam ban rha hai ghar wale ab pressure create kar rahe hai ki jao job karo gav wale pagl bolte hai bhai, maine bhut mehnat kiya hai ager shi se revenue nni banega to mujhe majboori me job karna padega plz help me bhai
Thanks Please make a series on how to do blogging in 2025 (AI era)
Okay Dheeraj bhai. Blogging already kar rahe ho ya start karne wale ho?
@MasterBlogging: Kar raha hu par main ache se sikhna chahta hu ek expert se (Like You) kyuki main youtube par fake gurus ko dekhakar apna bahut saal kharab kiye hain
Puri koshish karunga bhai apni aane wali videos se apko achi knowledge deliver kar paun. Waise abhi tak blogging me aapke liye kya kaam kiya hai? Kuch to results mile honge na. Btao jra unke bare me.
@@MasterBloggingCurrently, I’m doing niche blogging with 10,000 monthly visitors and earning $4-$5 per day from the US.
Kya baat hai ek ke Baad ek video as rage hai ???😊
Nahi bhai rage kyun hoga
@@MasterBlogging sorry Aa rahe hai ???
Webcam se hi video banai ye .......mujhe personally video quality se koi matlab nehi
Bas apki content se hi matlab he 👍👍👍
Thanks buddy! Aap kab se blogging kar rahe ho? Btao kuch apne bare me 🙂
@MasterBlogging blogging me me kabhibhi jayada focuse Nehi kar paya .
Facebook pe Thora success Mila he
But abhi fb se blog me traffic drive karne ke strategies dekh raha hu
FB me organic methods try kar rahe ho ya paid?
@@MasterBlogging social media (Facebook) se blog me traffic drive karne ke upar video layi ye sir👍👍
Hi bro muje thoda tips and tricks share karo content lik ne ka liya on sneakers
Bhai aapne meri content writing tutorial wali video dekhi hai?
Sir Aapne Post kis type se banayi aur hone page ka ek vdo jarur laye
Post and pages normal WordPress wale hi hain bhai. Custom type nahi hain. Homepage ka video jaldi aayega. Baki aap apne bare me kuch btao. Kab se blogging kar rahe ho? 🙂
@MasterBlogging mein 3 saal se kar raha hu blogging
Aap kaha se ho sir mein Nagpur se hu
Please create detailed video on website design. Please show how to create all pages, most of the creators just show home page
Ji Archana ji. I’ll explain how to design all the pages in my future videos. Any other thing you want me to cover?
@MasterBlogging sab kuch seekhna hai detail mein. Will keep on asking you questions after every video
Theek hai ji. I’ll make all the videos one by one! 🙂 Btw, aap kuch apne blog ke bare me btao. Kis topic per blog likhte ho aap?
@@MasterBlogging I am a health writer. Maybe you don't remember me, I had emailed you earlier asking my doubts
Har blog post ko design karna padta hai ya auto design ho hata hai jaise table of content side me hai
Bas ek bar design karna hota hai. 🙂
Bhai app how research for blog topic and content upar video banaye.
Jarur banaunga bhai. Waise ek video already banai hui hai agar aap dekhna chahein to. 🙂
Sir Apne Blog Par Kase SEO Karte Ho O shikhao Next Topic par - Best Seo Method or Free SEO methods Upar like - Ap kase Karte Ho.......
Sure. Aane wali videos me jarur bataunga. Waise aap Adsense use karte ho ya Affiliate?
Kya hum ye home pages wordpress se design kr skte h..?
Bilkul kar sakte hain. Mene bhi WordPress per hi design kiya hai 🙂
@MasterBlogging Thankyou ,im willing to start blogging would you help me on this if I'm unable to resolve any problem🙏
Start strong! 💪 I’m here to assist 🙂
@@MasterBlogging thankyou so much sir 🙏
International blogging kaise kare. Hosting location change karna padta he ya nahi. Pura process settings kya he please explain kar dijiye 🙏🏻
Saever change karna hoga bro usa target audience ke liye
@mohitdwivedi6665 hosting lene ke baad karna he ya usi wakt karna padta he
Baad me bhi change kar sakte ho bhai ager galti se setup ke time India choose kar liye ho to baad me hosting wale section pe Ja kr change kar sakte ho, yha tk aap alg alg server 14 days me Change kar try kar sakte ho
@@mohitdwivedi6665 blogging se earning ho rahi he kya aapko bhai
I want you as my mentor. How can I engage with you?
You are welcome to join Master Blogging community 🙂
Sir please make a video on keyword 2025 kasai kara
Sure! I'll add it to my list of future videos. Btw, what’s your niche? 🙂
Sir main Gujarati Blogging karta hu, Sir local languages me blogging karne ka kya sahi tarika hota hai. Taki ham traffic la sake.
Tarika bilkul same hai bhai. Keywords target kariye, acha content likhiye and blog ka SEO kariye. That’s all! 🙂 Abhi tak kaisa response mil raha hai apke blog ko? Btao kuch apne blog ke bare me.
Maine 100 k asspass post likhi hai daily 300-400 ka traffic aa raha hai, kya main sahi ja raha hu?
Niche ideas pe video lekar aavo bro
Ideas to phle bhi kafi bar share kar chuka hoon bhai. Niche selection me jo problem aa rahi hai wo btaiye aap. Us per video bnaunga fir 🙂
Ok bhai@@MasterBlogging
Mere ko starting se shikhna he
Step by step sab share karunga bhai aane wali videos me. 🙂
@@MasterBlogging ok bro
Sir😍😍
Acha laga aapko tour? 🙂
how to customize a proper website design
I’ll make a detailed videos on it soon. What’s your blog about? 🙂
@@MasterBlogging its about financial consultancy services
@@MasterBlogging can i get in contact with you on whatsapp or email
Sure, you can email me that is provided in the video description. 🙂
🎉
SIR MERA EK BHUT HI IMPORTANT QUE H AGR MAINE 4 CATEGORIES BNAYI H WEBSITE KE LIYE AND HAR CATEGORY KA ALAG ALAG TOPIC HOGA TO KYA GOOGLE MERE BLOGS KO RANK KARWAYEGA BECAUSE KOI PARTICUALR ONE NICHE NHI H MAINE 4 CATEGORIES TYAR KRI THI HAR CATEGORY PAR UNKE HISAB SE BLOG LIKHTI HU . CONFUSED ?
Niche ek hi rakho to better hai. Usme categories bana lo.
@@MasterBlogging can you please give me an example please mera topic vese news h bt categories me maine entertainment and technology bhi rakha h
News to aap kisi bhi niche ki de sakte ho usme koi problem nahi hai.
@@MasterBlogging OK THANK U SIR
bhai me aapki vidio char sal se dekh raha hu pleas bhai
Koi question hai kya bhai aapka? And thanks for watching my videos! 🙂
👏👏👏👏👏👏
🙏
भाई नवम्बर आ गया है स्वाभाविक सी बात है आप अपनी साईट और अफिलेट को प्रमोट कर रहे है लेकिन आप ने ये नहीं बताया की एक ब्लॉग में एक ही प्रोडक्ट को प्रमोट करना है या फिर और भी कहा कहा कैसे प्रमोट करना है ये तो आपने बताया ही नहीं
Bhai ek affiliate marketer koi bhi moka nahi chodta promotion ka. Har blog post me koshish rehti hai koi acha product promote kiya jaye.
@MasterBlogging ek blog me ek hi product hona chahiye sirf ye janna hai hai bhai please
Bhai mene bataya na har blog post me koi product promote kiya jata hai agar wo content me fit hota hai to. Aap unlimited products promote kar sakte ho ek hi blog me.
Waise kis niche me affiliate karne ka plan kar rhe ho? Btao jara. 🙂
@MasterBlogging helth
Phla blog banane wale ho ya phle bhi banaya hua hai?
Professional website design kaise kare, iss par ek detail video bana do, sir
Theek hai bhai. Practical video jaldi lekar aaunga. Kis type ka blog hai apka? 🙂
@@MasterBlogginginformative blog hai aur ab Affiliate keywords target kar rha hoon
Sahi hai bhai. International audience target kar rahe ho kya?
@@MasterBlogging han bhai
Sahi hai bhai. Fir to affiliate bhi acha chal sakta hai apka.
Bhai November algorithm update pr video banao ..
Jo Jo site hit hui he ... Kyo hui aur kaise recover kare...
Kya kya dhyan rakhe.. kin site ko Google down karega etc
Will try bro. Currently I’m working on complete blogging series. I’ll add it to my list of future videos. Aapka blog hit hua hai kya? Btao kuch.
सर मेरा एक हिंदी ब्लॉग है एडसेंस मिलकर नही दे रहा है। 15 articles हैं। खुदसे लिखे हुए। आप एक बार देखकर बता सकते हो, कोई कमी तो नही है ब्लॉग पर plz।