Kaar e Khair Ka Dikhawa | Mannan Bijnori Ka Naya Takhayyul

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 23 чер 2024
  • Mannan Bijnori is an Urdu poet. Born on July 15, 1960, in a small village Naseerpur Nainsingh, near Haldaur, District Bijnor, Uttar Pradesh, India. He has created lots of Urdu ghazals and poems on 101 poetic meters known as "Behr o Ozān"
    He never performed Aalami Mushaira or Indo - Pak Mushaira. He performed only All India Mushaira and Maqaami Mushaira. His Urdu poetry is very heart touching. He has created all forms of Urdu Shayari.
    Mannan Bijnori's basic education was completed at the maktab and primary school of Naseerpur Nainsingh. From the age of twelve, he participated in the family handloom business and in 1977, he visited Mumbai to establish a small business but initially failed. Nevertheless, he continued to visit Mumbai every year to pursue his dream of owning a business.
    In 1985, he participated in the assembly election from Chandpur, Uttar Pradesh. Because he was just a known person in his community so people motivated him to participate in the Assembly Election. His campaign was based on caste division but in the last there were four Mohammedan candidates.
    In 1991, his efforts of visiting Mumbai every year; resulted in establishment of a Bakery Business in Andheri, Mumbai and in 1995 Mannan Bijnori published an Urdu magazine by Title "Baugh e Qalam Monthly" which continued only for two issues.
    Mannan Bijnori began focusing seriously on poetry in 2002 and published a collection of poems and ghazals by title "Aayaat-e-Sukhan" in 2008. He also established a music company, Tune World Pvt. Ltd. in 2017 and recorded many hindi songs as lyricist and Music composer for ‘Tune World Pvt Ltd’ which are resulting now.
    On August 16, 2023, he was diagnosed with ‘Small Cell Lung Carcinoma’. Despite this severe illness, he published his second poetry collection titled "Shaakh-e-Zaboor." He is still fighting the battle with the disease staying at the winner position. Shakh e Zaboor includes various forms of Urdu poetry such as Nazms, Ghazals, Dohaas, Radeefi Dohaas, Rubaaiyaat, Sorthe, Do-Tuki Sorthe, and Salaam. He expanded the traditional 24 meters of Rubaai by adding more than a hundred new meters and invented a combined meter called Behr-e-Akmal.
    Mannan Bijnori is married and has two sons, four daughters, three grandsons, and two granddaughters. His life is a testament to perseverance and creativity, marked by significant contributions to Urdu poetry.
    Example of Ash’aar (Couplets):
    Jo Na Dete The Jawaab Unke Salaam Aane Lage
    Waqt Badla Toh Mere Neem Pe Aam Aane Lage
    Faiz Uthaane Ke Liye Sohbat e Sultani Mein
    Had se Badh Jaate Hain Kuchh Log SanaaKhwaani mein
    Sataane Walo’n Ki Hairat Ke Lootta Hoo’n Maze
    Sajaa Ke Rukh Pe Yeh Manzar Ki DIl Dukha Hi Nahi’n
    Koshish Pe Munhasir Hai Dua Ki Qubooliyat
    Aahu Ka Rab Hi Rozi Rasaa’n Sher Ka Bhi Hai
    Mausam e Ghul Ho, Sard Shabein Ho’n, Ya barsaat Ki Raatein Ho’n
    Haath Mein Haath Ho Yaar Ka Aur, Khulkar Bekaar Ki Baatein Ho’n
    Example of added meters combined with 24 Classical meters of Rubaaiyaat by Roodki :
    Jisko Sab Samajh Sakei’n Woh Baat Kaho
    Maf’oolun Mafaailun maf’ool Fa’al
    Yoo’n Na Maqale ko Mukka Laat Kaho
    Mufta’ilun Maf’oolun Maf’oolun Fa’al
    Waise Toh Samajhdaar Ho Tum Khud Hamei’n Kya
    Maf’ool Mafa’eel Mafa’eel Fa’al
    Zubaa’n Tumhaari Hai Din Ko Raat Kaho
    Mafa’ilun Maf’oolun Maf’ool Fa’al
    Sab Ko Chal Gaya Pataa Kuchh Na Raha Raaz
    Maf’oolun Mafa’ilun Mufta’ilun Fa’a
    Aap Se Mehfooz Nahi’n Rakha Gaya Raaz
    Mufta’ilun Mufta’ilun Mufta’ilun Fa’a
    Kehna Na Kisi Aur Se Yeh Keh Keh Kar
    Maf’ool Mafa’eel Mafa’eelun Fa’a
    Batla Kar Sab Sab Ko Khulwa Hi Liya Raaz
    Maf’oolun Maf’oolun Mufta’ilun Fa’a
    Kabhi Humse Mile Mil Ke Kabhi Ghair Se Aae
    Fa’ilaatu Mafa’eel Mafa’eel Fa’ool
    Hans Hans Ke Raqeebo’n Ki taraf Haath Hilaae
    Maf’ool Mafa’eel Mafa’eel Fa’ool
    Na Poochhiye Kis Tarha Yeh Sab Sehte Hain Hum
    Mafaa’ilun Maf’ool Mafa’eel Fa’al
    Is Dar Se Ke Who Hum Ko Kahee’n Chhod Na Jaae
    Maf’ool mafa’eel Mafa’eel Fa’ool
    Na Samajh Mein Agar Aae Toh Achhi Na Kaho
    Fa’ilaatu Mafa’eel Mafa’eel Fa’al
    Magar Achhi Baat ko Buri Bhi Na Kaho
    Fa’ilaatun Faa’ilun Mafa’eel Fa’al
    Kuchh Na Kaho Chup Raho Jab Jahil Bole
    Mufta’ilun Mufta’ilun Maf’oolun Fa’a
    Johlaa Mein Koi Baat Khirad Ki Na Kaho
    Maf’ool Mafa’eel Mafa’eel Fa’al
    Phool Na Yoo’n Chhati Na Kar Itni Chaudi
    Mufta’ilun Mufta’ilun Maf’oolun Fa’a
    Ho Jaati Hai In Baato’n Se Dhoti Chaudi
    Maf’ool Maf’eel Mafa’eelun Fa’a
    Kahee’n Kahee’n Toh Halakatein Tak Hain Huee’n
    Mafa’ilun Faa’ilun Mafa’eel Fa’al
    Kisi Ne Jab Chhodi Kahi’n Lambi Chaudi
    Mafa’ilun Mufta’ilun Maf’oolun Fa’a
    If you want to contact Mannan Bijnori, send an email on
    shakhezaboor@gmail.com
  • Розваги

КОМЕНТАРІ • 6