Is tarah ke 2.temparature controller hai. Mere Paas on hota hai 12v.dc dene ke. Baad. 2 seconds me Phir. Se. Bandh. Hojata. Hai. Kya problem ho sakti hai sir
hi.., hum selec ka 533 tc use karte hain, usme ek fault, aa jata hai kuch months ke baad , temperature ki jo reading hoti wo stable nahi hoti, reading jaldi- jaldi up-down karti rahti hai , jiski vajah se hme use change karna padta hai, kya wo repair ho sakta hain ?
Hanji ho jayga aap ne uska senser change Kiya kbhi vo kr ke dekhe aap ek bar aur ek diod ya transistor hoga usko change kre Jo senser ka kam krta hai bahar ki side me dikhega temperature control ke. Ok ji
Utc 213p rajistan konsa hey
Sir apne resistor konsa lagaya hai
Kya multispan tc 29 me laga sakte hai ya fir konsa lagay
High Temperature ke liye :
Alomal +cromal k type Laga sakte hai
Aur low temperature ke liye PT 100 senser lga skte hai.
@@mahavirtechnical controlar ke andar jal gaya high voltage se jo mov ke pass laga hai
Sir temperatures controler ko program bhi karna padta h
Yes Krna pdya hai
Ok thanks sir Mera bhi electronic shop repair ka h
Mai vfd ka kam sikhna chahta hu kaise aur kaha sikhne ko milega
Apse contact kaise karu
Kaha par hai
I am ..,...
Please I need your help about how to repair this please
Yes
Sir temp controller k SSR OUT port mai DC output nahi aa rha hai ? Kya pblm ho skti h
Temperature controller tik se setting kr lo bs
@@mahavirtechnical thanks sir
Sir mera con. Select tc513 Display blink kar raha hi Kaya fault hai 😮
Ok. Bhai settings kr lo bs tik ho jayga
Sir. Temperature controller on hota. Hai. Beep bajta hai turant. Bandh hojata hai
Is tarah ke 2.temparature controller hai. Mere Paas on hota hai 12v.dc dene ke. Baad. 2 seconds me Phir. Se. Bandh. Hojata. Hai. Kya problem ho sakti hai sir
Please solution bataye sir. Iska Phir aap dc disconnect karke connect karo Phir. Se on hota hai Phir se 2 seconds Baad bandh hota hai
Sir. Relay, Capacitor bhi badal diya same issue Aa. Raha hai
Dot aata hai. Ya danda sa aata hai fir . To senser khrab hai asa ho rha hai jese me bol rha hu
@@mahavirtechnical sir Dot bhi nahi aata hai
Multispain contour keise repair kare
Aap student hai ya machanic hai
Dekhna padega kis trhe ki problem hai
Rajistan kona hota hey
hi.., hum selec ka 533 tc use karte hain, usme ek fault, aa jata hai kuch months
ke baad , temperature ki jo reading hoti wo stable nahi hoti, reading jaldi- jaldi up-down karti rahti hai , jiski vajah se hme use change karna padta hai, kya wo repair ho sakta hain ?
Yes
Hanji ho jayga aap ne uska senser change Kiya kbhi vo kr ke dekhe aap ek bar aur ek diod ya transistor hoga usko change kre Jo senser ka kam krta hai bahar ki side me dikhega temperature control ke. Ok ji
Es problem ka ek video bna dijiye sir plzzz
Is par ek video bano sir