जमीन की रजिस्ट्री किन आधारों पर कैंसिल करवाई जा सकती है ,अंतरण के लिए सक्षम और अक्षम व्यक्ति कौन है

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 14 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 37

  • @happyjaswal1985
    @happyjaswal1985 3 роки тому +2

    nice information sir g

  • @jayeshbharwad2363
    @jayeshbharwad2363 3 роки тому +2

    Hi sar muje ek sell ded ko cencil karvana hai to court fish lagegi or lagegi to kese kelkuleson kare rajistri hum ne nahi ki par hamara hack hai vo jamin par

  • @ravikumar-official
    @ravikumar-official Рік тому

    Sir kya anchal adikari registry cancel karwa sakta hai

  • @mahendrakumarbagria4725
    @mahendrakumarbagria4725 3 роки тому

    Good knowledge awareness thanks from Dr Mahendra darling

  • @tejchermako6065
    @tejchermako6065 3 роки тому +1

    मेरा नाम- तेज चेरमाको जिला रांची झारखण्ड ,
    (1) क्या बकास्त जमीन कि रजिस्ट्री हो सकती है?
    (2) क्या बकास्त जमीन की खरीद बिक्री हो सकती है?
    (3) बकास्त जमीन पर किसान लगभग 70 वर्षो से खेती कर रहा है। अब इसका मालिका कौन होगा किसान या फिर जमींदार
    ( जमीदार की मृत्यु लगभग 5 वर्ष पहले हो चुकी है।
    नोट: बकास्त खतियान में पहले जमीदार का नाम है। और दूसरे स्थान पर किसान का नाम है।
    अब इसका मालिक कौन होगा किसान या फिर जमीदार के रिश्तेदार

  • @anusingh6755
    @anusingh6755 3 роки тому +1

    Sir ji limitation act me v video bnaye..kitne din tak registry cancel.karaya ja skta hai,iska limitation period me v video bnaye

  • @Pappupatel8070-h
    @Pappupatel8070-h Рік тому

    3 numbr point me agar pesaa nahi aaye pura or jisne kharidi ho wo jitna pesa diya wapas mang rha ho to us sthti me kya ham wo jamin bech sakte he agr asa ho sakta he to jankari deve

  • @tribhuvannathmishra9118
    @tribhuvannathmishra9118 3 роки тому +1

    sir agar mera bhai fard banama kara liya hai

  • @Abhiman_Kumar_raaz
    @Abhiman_Kumar_raaz 2 роки тому +1

    Sar namaskar Mera Mata ka naam se jameen tha jismein bhai ka bhi ho kissa hota hai lekin bhai jo hai so bada hai aur bade bhai 30 Baras se alag hai na khana khurak deta tha na kuchh bhi ya paanchva bahanoi hai kisi Ko ek gilas Pani se kabhi nahin poochha avdhesh mein Aakar ke Mata Ji ne hamare patni ke naam per chhoti Bahu ke naam per vah registry kar di uske bad vah bhai sahab ne case Kiya ham per to usmein bhi koi sunvaee nahin hota hai fir bhi ham compromise ke liye baat ki hai to bole Jo ham lenge usmein bhai sahab taiyari nahin hue tab jakar ke Jo hai so ham gaon samaj mein bole Jaise se baat hai sochati thi hamara kharab hai karja wala tang kar raha hai nahin hoga to ham jameen ko bechenge to bola tumhara jameen hai kuchh bhi karo tab jakar humne 20 se sare 6 dur jameen bech liya to fir se vah case kiya hai aur court mein jo pahle case kiya tha usmein original documents mang raha hai vakil usmein kya kiya jaaye

  • @MANISHSINGH-hn8ym
    @MANISHSINGH-hn8ym 3 роки тому +1

    Sir mere prdada ke dwara aaj se 40 Saal pahle jmin bechi gai thi Jo aaj v unhi ke naam pr dikha rha hai.kyunki khridne wale ne ab tq dakhil kharij nhi krwaya hai .to kya wo rjistry cancel ho skta hai...plz btaye.....

  • @bramhanishadchattishgarh4254
    @bramhanishadchattishgarh4254 3 роки тому +2

    Mai bada sahukaro ke karz me duba hu paise nahi pata pa raha hu diwaliya apne aap ko kaise ghosit karu

  • @sumitmishra3194
    @sumitmishra3194 3 роки тому

    Yadi Regustry karwaye huye 4 months ho chuke ho aur Khariz dakhil nahi hui hai to kya koi Apatti laga sakta hai ki nahi?

  • @balwindersinghsatjot2105
    @balwindersinghsatjot2105 Рік тому

    Patni ke naam registry hai kiya wo cancel ho sakti hai.

  • @vinodchaturvedi6373
    @vinodchaturvedi6373 2 роки тому

    Sir ji yadi jiske name jameem he or wah pagal he to uski case file uski ladki kar sakti cort me kyoki us jameen par dusra kabja kiye huye he

  • @monichaudhary6041
    @monichaudhary6041 3 роки тому

    Sir mere pita ki jamin ka 2006 me jarnal power of attorney hua tha jisko humne 2019 me cancel kara diya cancel hone ke 1 week baad attorney ne jamin ka bainama kar diya apne noukar ke naam . Sir ab ye btaiye ki kya uska bainama Manya hoga??

  • @Techymindgame
    @Techymindgame 3 роки тому

    Ak zameen hai 21 bigha ak aadmi ne Hume 30 sal phle zameen humko bechi thi statmp paper par likha Kar Diya tha aur usi aadmi ne 10 sal phle isi zameen ko dusre aadmi ko bech Diya us dusre khariddar ne registry bhi apne name Kar wali hai Aur mutation bhi KR wa liya humne registry nhi karwayi hai stamp paper par likha huaa hai to vo zameen Hume kese mil sakti hai

  • @somvlogs1238
    @somvlogs1238 3 роки тому

    Hello sir 143 ki jameen dakhil khariz polt ki nahi hoti kya wakeel bolta h Lucknow me

  • @manipandit9910
    @manipandit9910 3 роки тому

    Rejrstry k liye time kitna lagega

  • @vikashfoodjuction7277
    @vikashfoodjuction7277 3 роки тому

    Vivadit jamin par advance de de to wapas advance le sakte h

  • @nishantpal5098
    @nishantpal5098 3 роки тому

    Sir kisi ne apni bahmi batware ke hisab se jamin bhech di 2007 aur unki death ho gayi virasat 2 no me unke ladke wa pantni ke naam aa rahi lekin jisne jameen kharidi the usne kabja ker rakha hi aur chod nahi raha kah raha byan karo mujhe de do aur diwani mukdma dal diya hi. Ki meri mata kam padi likhi the bola is no ki jagh dusra no bainama kara diya gaya munsi se milker sansodhan kerwana ke liye court me dyrar diya hi mukdama 2020DECEMBER ME KIYA HI INTNE SAAL BAAD TO KYA NIRDAA HOGA KYA IS JAMIN KO SALE YA PURCHASE KER SAKTE HI VIRASAT UNKI PATNI AUR BHAI AUR LADKE KE NAAM AA RAHI HI PLEASE HELP KARE REPLY KAREN

  • @md-ot2lq
    @md-ot2lq 3 роки тому

    सर क्या दो खाते की जमीन एक साथ रजिस्ट्री करा सकते हैं जैसे की 1100 क 1100 ख please reply

  • @souviksheet1174
    @souviksheet1174 3 роки тому

    Sir if there is a fine of Rs 500 and 1copy adhaar card xerox, for sitting at the gate of the train,can there be any problem DV/police verification for govt job??
    Plz reply

  • @ramsajeevangautam3068
    @ramsajeevangautam3068 Рік тому

    एस सी की खेत ओबीसी लिया है तो वह रजिस्ट्री कैंसिल हो सकता है कि नहीं

    • @LawadviceAdvAkshay
      @LawadviceAdvAkshay  Рік тому

      आपसे निवेदन है कृपया टि्वटर पर मुझे फॉलो करें twitter.com/EaducationM/status/1632744319676448768?t=sDIeiuClItStArche9nJNw&s=19

  • @dharvendrakumar7789
    @dharvendrakumar7789 3 роки тому

    Sar aap ka number mil jata to bahut meherbani hota

  • @RajveerSingh-mf4ms
    @RajveerSingh-mf4ms 3 роки тому

    सर अगर किसी ने किसी को सराब पीला कर जमीन की रजिस्ट्री करा लिया है तो क्या ओह रजिस्ट्री कैंसल हो सकती है
    अगर 5 से 6 साल हो चुका है प्लीज बताइए

    • @LawadviceAdvAkshay
      @LawadviceAdvAkshay  3 роки тому +1

      video pura dekha kro ye point humne isi video m btaya tha

    • @RajveerSingh-mf4ms
      @RajveerSingh-mf4ms 3 роки тому

      @@LawadviceAdvAkshay सर मेरे चाचा है जिनको शराब पिला करके मेरे छोटे दादा ने रजिस्ट्री करवा लिया है तो क्या मैं उस रजिस्ट्री को कैंसल करा सकता हु या नहीं

  • @KiranKumari-ly6ux
    @KiranKumari-ly6ux 3 роки тому

    Ap ka no chahiye sar

    • @LawadviceAdvAkshay
      @LawadviceAdvAkshay  3 роки тому

      संपर्क के लिए callme4 एप से बात कर सकते हैं callme4 एप्प कैसे यूज़ करते हैं वीडियो लिंक
      ua-cam.com/video/-o1MYJ-3oPY/v-deo.html

  • @PankajPatel-fc6ss
    @PankajPatel-fc6ss 2 роки тому

    Apna number dijiye sir mujhe kam hai

  • @shriramraj2182
    @shriramraj2182 2 роки тому

    Aap ka number chahie aapse baat karenge ISI