ua-cam.com/video/DsRCWEg3UD4/v-deo.html Ye video dekhiye isme machine me dhaga Dalna, bobin fill karna and Picasa kuch bataya hai maine detail me. And bobin me dhaga phase wala video main alag se jaldi hi upload karungi mere channel pe.
Ap jis kapde pe stitch Kar rahi hain usme koi stone work ya or kisi Tarah ka work to nahi hai agar work cloth pe ap stitch karenge to needle toot jaegi
Sometime agar bobin and bobin case sahi se apni place pe insert nahi hote to needle usse hit karke break ho Jati hai ya pressure foot correctly nahi laga hota to bhi so make sure machine ki setting sahi se hui ho
Dhaga agar chota rahta hai needle ke Bahar to stitch karte time needle se Bahar nikal Ata hai, stitch karte time needle ka thread thoda sa Bada Kar le handwheel ki help se
Super vedio❤
Super explanation
Thank you
Lovely 🌹 very helpful thanku
👌👍 very helpful than ku
Very good video
Thank you .
👍
Ush janome empress machine se saree me fall kaise lgaye
Usha Janome me bhi ap blind hem stitch se same tarike se fall laga sakte hain
Richa ji mera needle tot te ja rahe es me kya problem huta huga
Option change karne se pahale needle ko upar utha dena chahiye nahi to needle Tut sakta hai.
Ap kya mujey dhaga dalna sikha dengi stich karte huye dhaga ke ball jesa bobin main jam ho jata hai help 🙏
ua-cam.com/video/DsRCWEg3UD4/v-deo.html
Ye video dekhiye isme machine me dhaga Dalna, bobin fill karna and Picasa kuch bataya hai maine detail me.
And bobin me dhaga phase wala video main alag se jaldi hi upload karungi mere channel pe.
acha ....ji ... ise hi lgaye ....😀
Ma'am advance sewing machine kon si hai singer 1412 ya singer 2250
Singer 2250
Richa ji mera needle tot te ja rahe es me kya problem huta huga
Ap jis kapde pe stitch Kar rahi hain usme koi stone work ya or kisi Tarah ka work to nahi hai agar work cloth pe ap stitch karenge to needle toot jaegi
@@richakaushal nahi Richa ji kapra patla h 🤔
Sometime agar bobin and bobin case sahi se apni place pe insert nahi hote to needle usse hit karke break ho Jati hai ya pressure foot correctly nahi laga hota to bhi so make sure machine ki setting sahi se hui ho
TQ so much Richa ji hugya solved or 😁dhaga ju uper chala jata needil se chut k 😁eska bhi kya karan huta h
Dhaga agar chota rahta hai needle ke Bahar to stitch karte time needle se Bahar nikal Ata hai, stitch karte time needle ka thread thoda sa Bada Kar le handwheel ki help se