Sir maine old platina (100cc) mai 10w 30 motul dala hua hai but heating problem aa raha hai 20,km mai bhi to kya mai ye wala 10w 30 motul daal sakta hu kya ,ya fir koi or dalu please jarrur batana ,help hojayegi meri sir😢
@@Addyvlogs39 10 w 30 mai heat Ishu ata hai ,pehle garage vala koi unknown brand ka local oil daalta tha jab engine banaya tha to usmai heating Ishu nahi ata tha .
Mileage ghat jayega bahot kharab tarike se 10w40 use karne se .. use (Honda 10w30 full synthetic) par full synthetic tabhi use karo agar daily long ride karna hai ya jab engine parts purane ho chuke ho jisse uska friction ghat jaye aur kaam chalta rahe.
Is it OK to used motul 10W40 for fz s v2..or yamabule
@@FlexQG motul if you are rash rider other vice yamalube is best
@@Addyvlogs39 I'm still beginner I don't know properly how to ride a bike ..so motul is best or yama
@@FlexQG then never use motul because its expensive and decrease millage yamalube is best if you ride your bike normally
Oil filter kaise change karte hai?
Tvs Raider m oil filter nhi hota hai
@@Addyvlogs39 aaise kaise bhai , really?
@@bandyatv5575 ha bhai research kr lo chahe is bike m oil filter hai hi nhi
@@Addyvlogs39 bahut video search kiya kuch mila hi nai hai uske related
@@bandyatv5575 q ki hai hi nhi isme oil filter
Sir maine old platina (100cc) mai 10w 30 motul dala hua hai but heating problem aa raha hai 20,km mai bhi to kya mai ye wala 10w 30 motul daal sakta hu kya ,ya fir koi or dalu please jarrur batana ,help hojayegi meri sir😢
Motul 5100 10w 30 dalo vhi best hai
@@Addyvlogs39 10 w 30 mai heat Ishu ata hai ,pehle garage vala koi unknown brand ka local oil daalta tha jab engine banaya tha to usmai heating Ishu nahi ata tha .
Meri Ntorq 125 cc BS6 ke liye ye kaisI रहेगी
TVs raider oil gradient 10w 30
@@VijayHegde yes but if you are heavy driver then use 10w40
@@Addyvlogs39 engine ko kuch problem nahi hoga kya,alag gradient ka oil use kiya to
@@VijayHegde grmiyo m koi problem nhi hoga but sardiyon m oil circulation ache se nhi ho pata hai
Motul Full Synthetic Oil 10w30 nhi 10w40 ata, joki high performance ke liye hota hai
@@BeastRider-z2p nhi dono m aata hai
Tvs raider ka engine oil change karne ke range no batai
19 wrench
Bhai aap kahan ke Rahane Wale Hain aur mujhe aapke sath kam karna hai main aapse vinati karta hun ki aap mujhe aapke pata bataen
M to solan himachal pradesh ka rehne wala hu
Mileage ghat jayega bahot kharab tarike se 10w40 use karne se .. use (Honda 10w30 full synthetic) par full synthetic tabhi use karo agar daily long ride karna hai ya jab engine parts purane ho chuke ho jisse uska friction ghat jaye aur kaam chalta rahe.
Available in pakistan
No need 😂😂