Ek saal hua hai bhai bike ko per tyre m hawa nahi ruk rahi hai 1-2 din m kam ho rahi hai . Puncture bhi ni aaya khai per toh iska kya solution hai abhi tyre warrenty m hoga ya nahi . Ab tk koi bhi puncture ni laga hua all new tyre jaise company se laga aata h
Bhai mera tyre mrf scoty wala hai aur is tyre ko 4 saal ho gai hai aur meri scoty ka tyre 3 jagah se ful raha hai to worreny me cover hoga kya aur tyre 2wihlars hai reply dena yar jarur
Kisi tyre shop pe jake tyre ko pani se check kawake dekhye sayad kil laga hoga ya fir tyre ka side wal bit se air niklta hoga Tyre machanic ko dikhaye kam ko jayga
Sir mane apni Activa 6g mae mrf zapper c1 ke tyre lagye h usko lagye hue abhi 6 months bhi nhi hue h aur gadi bhi jyda se jyda 600,700 km chali hogi aur mera tyre bhut jyda ghis rha h grip kharab ho rhi h jabki tyre pressure bhi thik h aab kya kru please help sir reply kr dijiye please....
@@tyrerelatedinformation toh sir agar rim ka balance kharab hua aur fir mane mrf wlae dealer se claim manga tyre ka toh kya mujhe claim milega sir batiye??
Kon sa tyre jada Acha h mrf ya ceat kon jada chalta. Or mere bike me 80/100 17 ka tyre h kya ek size badhwa skta hun tyre ka 90 /90 17 is se mere bike ke mileage pe farq pdega kya? Aur kon company ki tyre jada achi hoti h mrf ya ceat?
If there is space to fit a thick tyre in the front modar guard of your bike then you 90/90-17 You can install tyres of , there will be no difference in mileage
Bhaiya aaj Liya Hai maine MRF ZLX 165/65 R13 4 tyre 1 saal purani date ka, kitne saal ki warranty hai ispe? Online nahi chadhya dukan wale ne par receipt dedi hai, website pe 6 saal ki dikha rahi
1.4 year Old car me Bubbles agya he , to warranty hogi kya 😢❓❓ And One and only time 4 puncher hue the mirror k tukde chotr guss gye the to uke 6 months k bad Bubble agya he tire me 😢 Kya kru bhai ❓
Tvs company ka tyre jo bike sath aata hai usme kat fat ka warranty nahi deti hai company Sirf fulne ka warranty deti hai Aap us tyre ka andar se maroom pach wala puncture lagawa lijiye tyre chalega
Sir honda Activa 125 cc disc 2016 model back tyre kounsi best he???
90/100-18 ceat grip x5
I have Suzuki Bergman street, can i use zapper c1 instead of nylogrip zapper. Which one is better between these?
Ji bilkul, zappar-c is a very good tire
@@tyrerelatedinformation thank you for your quick response😊
MRF ka tyar liye avi five month v nehi huya hai tyar bich Sai he fat reha hai chang hoga ya nehi
Crek ho gaya hai to mrf dealer ko dikhaye claim kar dega
Ek saal hua hai bhai bike ko per tyre m hawa nahi ruk rahi hai 1-2 din m kam ho rahi hai . Puncture bhi ni aaya khai per toh iska kya solution hai abhi tyre warrenty m hoga ya nahi . Ab tk koi bhi puncture ni laga hua all new tyre jaise company se laga aata h
Bike se wheel ko nikal karke 40 psi air dalke Pani me wheel ko duba karke dekhiye pta chal jayga
Air rim side se nikalta hoga
Wheel se tyre ko nikal karke rim ko abdar se safai karke laga dijiye uske baad air nahi niklega
Sir apache 160 110/80 R17 konsa tyre loo sir
110/80-17 MRF ZAPPER-C
long life and best grip
@@tyrerelatedinformation price bhaiya ji
2050
Mere Kia sonet k tyre fat gya hai to kya company tyre change krke degi
Car ke sath jo tyre aata wo tyre me sirf fulne ka warranty deti hai company
1 punchar hone ke baad milega ki nahi
Mil jayga
Good information 👍
Bike ka Starting se beading he claim se new milega ki nehi
Mrf ke dealer ko dikhaye ho sakta claim ho jay
Bhai mera tyre mrf scoty wala hai aur is tyre ko 4 saal ho gai hai aur meri scoty ka tyre 3 jagah se ful raha hai to worreny me cover hoga kya aur tyre 2wihlars hai reply dena yar jarur
Tyre me 20% plus goti Hoga to tyre claim pass ho jayga
Ek bar aap mrf tyre dealer ko de dhika dijiye
Bhai mera MRF tyer leya tha 1 sal bad faat gya tubles tyer tha ab kya karun bahi plss baato😢😢
Bro mrf vs apollo tractor tyre which best
Apollo virat
Naya 20 din ka bike fzs MRF ka tyre pumpchar kya karu
Kisi tyre shop pe jake tyre ko pani se check kawake dekhye sayad kil laga hoga ya fir tyre ka side wal bit se air niklta hoga
Tyre machanic ko dikhaye kam ko jayga
Sir mane apni Activa 6g mae mrf zapper c1 ke tyre lagye h usko lagye hue abhi 6 months bhi nhi hue h aur gadi bhi jyda se jyda 600,700 km chali hogi aur mera tyre bhut jyda ghis rha h grip kharab ho rhi h jabki tyre pressure bhi thik h aab kya kru please help sir reply kr dijiye please....
Ek baar aap honda showroom me dikhaye ho sakta rim ka balance kharab hoga
@@tyrerelatedinformation toh sir agar rim ka balance kharab hua aur fir mane mrf wlae dealer se claim manga tyre ka toh kya mujhe claim milega sir batiye??
Rim me fold hoga to mrf wala claim nahi dege lekin tyre me koi problem hoga to fir mrf dealer aapko tyre claim kar dega
@@tyrerelatedinformation ok thank you sir mae abb pta krta hu iske baare mae ki kya dikat h usme
Meri bike ka tyer dono side se khul gya h MRF ka to wo exchange hoga ke nahi
MRF dealer ko tyre dikhaye
Bhai mene 1 month pelhe new bike li r15 uska rear tyre ft gya to showroom wale usko replace kr denge only bike 3000 km chli h
Mrf dealer ko dikhaye ho sakta hai claim kar dega
Plz. Reply
Mrf ka tyr h
Koi bhi mrf delar ko dikha skte h
@@tyrerelatedinformation koi bhi MRF delar ko dikha skte h
Kon sa tyre jada Acha h mrf ya ceat kon jada chalta.
Or mere bike me 80/100 17 ka tyre h kya ek size badhwa skta hun tyre ka 90 /90 17 is se mere bike ke mileage pe farq pdega kya?
Aur kon company ki tyre jada achi hoti h mrf ya ceat?
You should install MRF tyres, it will be best
If there is space to fit a thick tyre in the front modar guard of your bike then you 90/90-17 You can install tyres of , there will be no difference in mileage
मेरी पैशन बाइक का टायर 3महीने पुराना है बाइक बबलिंग करती है क्या करू
Tyre air le liya hai to fir claim pas ho jayga
Bike ke sath ka tyre hai to showroom me dikhaye ya fir tyre shop se tyre kharide hai to tyre wale ko dikhaye
Sir meri bike ka tyre 2 month purana lgaya tha pr side se tyre bina kisi cut k fat raha hai kya iska claim milega
Ho jayga
@@tyrerelatedinformation tqu sir
Mera scooty me sirf ek puncture hua he or tyre air le liya hai claim ho sakta he kya?
Ha ho jayga claim
@@tyrerelatedinformation service center wale bol rahe ki 1year or 13000km hin warrenty ke liye applicable hoga
Bhaiya aaj Liya Hai maine MRF ZLX 165/65 R13 4 tyre 1 saal purani date ka, kitne saal ki warranty hai ispe? Online nahi chadhya dukan wale ne par receipt dedi hai, website pe 6 saal ki dikha rahi
Tube type wale
Company 6 year ki warranty deti hai
1 year purana hai to fir 5 year ka warranty baki hai abhi
Koi problem nahi aayga
@@tyrerelatedinformation Thank you bhaiya
Mrf m aging crack warranty claim hoti hai
Maximum tyre me claim nahi hota hai
Fir bhi mrf dealer ko dikha dijiye ho sakta hai claim pass ho jay
New bike me lg kar aaya tha tyre .. vo chitak gya 4 sal me .... warrenty milegi kya ????
Chitak gya kya matlab samjhe nahi
Naya bike ka tyre leque ho gaya kila ghuske iska kya ho sakta hai
20 din main
Tyre me puncture lagwana prega
Isme tyre company ka puncture ka koi warranty nahi hota hai
Or tyre ka puncture tyre khol ke andar se lagwana hai bahar se nahi lagwana hai
घटिया क्वालिटी MRF टायर कोई मत ले appolo goodwear अच्छा है
1.4 year Old car me Bubbles agya he , to warranty hogi kya 😢❓❓
And
One and only time 4 puncher hue the mirror k tukde chotr guss gye the to uke 6 months k bad Bubble agya he tire me 😢
Kya kru bhai ❓
4 alag alag jagah puncture laga hua hai to mrf company claim nahi Karti hai
Maximum 3 puncture hota to claim pas ho jata
Bhai auto ka tire 🛞 lele 3 months hoagay he wo pura ghis chuka he to kya karna he jisse liya he wo bol Raha company me janeko
Konsa company ka tyre hai or konsa size hai
MRF tyre 3 year Ho Gaya
Pay tyre crack a Gaya
Guarantee available hai
Kaonsa gari ka tyre hai
@@tyrerelatedinformation car tyre
Mrf dealer ko dikhaye claim kar dega
Good information bro
👍
Bhai mene bike li thi 9 month ho gye usme kafi motha penchar ho gya warranty mile
Konsa company ka or konsa bike ka tyre hai
@@tyrerelatedinformation tvs ka tyre h or bike tvs raider h
Tvs company ka tyre jo bike sath aata hai usme kat fat ka warranty nahi deti hai company
Sirf fulne ka warranty deti hai
Aap us tyre ka andar se maroom pach wala puncture lagawa lijiye tyre chalega
MRF bakwas hey
To fir aap ke liye apollo tyre best hoga
Mere claim ka msg aya 1002 fir bhi dealer bol rha h 400 milenge MRf
Konsa size ka tyre hai