Bhai Macenic sahab Kuch Macenic siliw ke rubber me girish ya anabond jo 2 toube aati hai aapne nahi lagai kya aise lagane se likij ki problem nahi aaye gi Humare paas bhi mahindra 265di hai usme 1 baar enjane me paani ki problem aai thi abhi 4din pahle humne sarvish krai hai to chamber nate par thoda sa colent mila humne kha kya karna hoga Macenic ji to unhone balok me 100gm haldi daal di bole sayad theek ho jayega abhi to Sahi hai Macenic ji aap koi aisa proper tarika batay jo lainar ya rubber kabhi lik na ho aur ye problem mahindra me hi kiu aati hai kya 575 me bhi ye problem aati hai mahindra hume bahut pasand hai aisa mahindra ka konsa trctor hai jisme ye problem na aati ho krpya Ripley me bhi bataye ho sake to aik video banaye aur apna content nambar de Jisse aap hum jaise kishano ka maargdarshan kar sake dhanyavaad
Bhoomiputra 275 d I colon water engine ayal main kyon ja raha hai kis Karan se Sar Jarur bataen Aur isase banvane Mein Kitna kharcha lag jaega Yahi request Hai Sar
@@rajuji3327 6200 Linear ring set price + 2500 engine oil + filter kit +500 head gasket+ anabond + 1500 Maxhenic charge. Total 10000 across kharcha h...
Ustad ji meri jankari 100% sahi hai गर्म ईंजन मे Intake --- 0.012 inches / .305 mm exhaust --- 0.016 inches / .406 mm जो हमारे ईस फील्ड से जुड़े हैं वो चालू भाषा में 12 & 16 बोल देते हैं
Namste sar bahuta axh video hai 3cyandar tapped kash karta hai batye ma sar g
should have been nice showed what you used for liner removal. thx
Bahut aachha video bnaye hai
Head m konsa sealant use krte ho sir
Noozle fit kartey vakht greese lgana achha rehta hai ya nahi
Nice bro 👍
Mahindra Best No 1 Tractor
Liner ko pullar se nikalte to best rahta OK....
वीडियो तो बहुत अच्छा है पर आपकी वॉल्यूम कम है थोड़ी अगली बार से वीडियो भी जब भी बनाओ तो माइक लगा लिया करो भैया
Bhai Macenic sahab Kuch Macenic siliw ke rubber me girish ya anabond jo 2 toube aati hai aapne nahi lagai kya aise lagane se likij ki problem nahi aaye gi Humare paas bhi mahindra 265di hai usme 1 baar enjane me paani ki problem aai thi abhi 4din pahle humne sarvish krai hai to chamber nate par thoda sa colent mila humne kha kya karna hoga Macenic ji to unhone balok me 100gm haldi daal di bole sayad theek ho jayega abhi to Sahi hai Macenic ji aap koi aisa proper tarika batay jo lainar ya rubber kabhi lik na ho aur ye problem mahindra me hi kiu aati hai kya 575 me bhi ye problem aati hai mahindra hume bahut pasand hai aisa mahindra ka konsa trctor hai jisme ye problem na aati ho krpya Ripley me bhi bataye ho sake to aik video banaye aur apna content nambar de Jisse aap hum jaise kishano ka maargdarshan kar sake dhanyavaad
Mere paas b yhi tractor h.. ... Inme padel race jo hoti hai bhut tight rhti hai... Plzzz isla solution b btaye...
Hai this is sasikumar.watching this video really super and useful to mechanis.i I want pump timing and clutch assembly video .pls update more videos.
Bhai piston ko lohe se kon tokta hai
Good explanation
Nice work thanks .tool kit kaha milega
Sir ji ford 3600 ke liner kese nikale
Dhanyawad makeniko
Nic
B275 Piston rings , liner cost how much
Good job sir
Aap ladki ho
Aap rig kon kon see disha me rakhate ho
Engin se smbandhit video dalte rho sir
Sar g fairing odar key hisva se batye ma sar g
Bhai ji 225 tractor Mein 275 ka engine lag Jaega kya
Good job friend
भैया जी oil पंप का प्रेशर कैसे बढ़ाते हैं उसका वीडियो हो तो उसका लिंक भेज दे
बॉस आप डिटेल से नही बताए रिंग को कैसे डाले high co pressure ka ring पहले आएगा या बाद में
महिंद्रा 275 DI मोबिल में पानी क्यों जाता है ओर कैसे जाता है उसका वीडियो अपलोड कीजिये ok
lainer me ched hojata hai jissse pani oil me mix ho jata hai or e samshya purane mahendra ke kuch modal me hai
Video thik hai lekin piston ring group kaise dea wo jankari nehi mil saka......
Nayi ring piston liner pump ka bhi kaam karwa hai phir bhi .15 kva load dete hi bahut dhuwa deta .kutch upay batayeye
Tappet gap kitna rakha
Good ji
555 ka video banana
Piston ka size gaddi vale di engine se bada hai kya ?
Sada Massey 1035 ko 40hp me ho sakta hai kya vo bhi 1035di
5911 ka video banao
good job
Good
Piston setting ko batana sir
अब्दुल कुरेशी के विडीयो देखो और उसी से सीखो विडीयो में कीतना अच्छा समझाने-बुझाने पर टायम लगातें
विडीयो में आपको जल्द बाजी नहीं करें भाई 🙏🙏
Kurd hai vo
Single oring raber me kya pani jaane ka der rahta hai kya please video jarur banaye 265di madel 1996
Single Oring Nahi hoti hai. Doble Oring hoti hai. 265...me...Gadi Garam Zyada Hone par hi jalta hai. Oring..
Sound mazy ka hai
Bhoomiputra 275 d I colon water engine ayal main kyon ja raha hai kis Karan se Sar Jarur bataen Aur isase banvane Mein Kitna kharcha lag jaega Yahi request Hai Sar
Engine ka linear kat gya h change karna hoga...
@@RahulKumar-kr7yl kitna karch lagega sat ji
@@rajuji3327 6200 Linear ring set price + 2500 engine oil + filter kit +500 head gasket+ anabond + 1500 Maxhenic charge. Total 10000 across kharcha h...
Very good
Hmt 3511 ka bhe banao
Sirji swaraj 735 kitna ton lod khich leta he
God job sir
Thanks
Gagandeep Singh
आप का वर्क शाप कहा हैं । ऐड्रेस बताए और मोबाइल नंबर भी दे taki हम वहा तक पहुंच सकें
Tepid clearance and ring mouth degree btaye
Bhai 265 mai bade size ka liner piston dale ja sakte hai kya.
Nahi..
Kya karogey bhai crank todogey kya
Good video
Muy bien amigo buen trabajo sin nesesitar technologia 👌👌👌👌
Mahindra tacter msat hai
काम तो बहुत अच्छा है। आपका पर इंजन पे कितना गंदगी जमा हुआ है। उसे साफ क्यों नहीं किया गया
Itni safai kisliyey bhai for se ganda e hona hai😉😁😁
Crunk ky h
👍🙋
Timing me bataunga Kya Bhai aur teypit Piller gej
Ring kese betathe bataya nehi
Mai jharkhand se
265 ka engine me maine genrator banaya hai
Please contact number
gagin pin ka sa fiting karta ha piston ma
Piston ring kaise lagay t nahi tutega tarika batai mero ring tutjata hai
Sir 3piston timing ta bole din
Mahindra 275 aur 265 me ek size ke piston hai
Ha dono me same
Ha dono me same
Thanks
Hiiok
Gear mai se avaj aa rahi hai mahindra 275 di mkm
Mujhe tag 2 ki puri engine ki banane ki jankari chahie please request
Aap Mistri ko kyon Nahin batane dete Kaise fitting set ki Jaati Hai
Bhai mujhe Mahindra 235di ka engine head chahiye
Kya dekhiye dekhiye laga rehta..hai
Dekhiya ye kar ra hai vo kar ra hai 😁😁😁😁
तापेड सेटिंग को पिस्टन उपर नीचे नाही किया गेज कितणे का लगाया
Looks like bad coolant was the problem.
सर मेरे पास महिदा टॅकटर 575 है ऊसको टायपींग कावर मै पाणी आरा है सर फिलीप सर जानकारी काय करना होगा
Paani Aa Raha hai to Apka Gasket Leak Ho Sakta hai. Ya fir. Gadi Zyada Heet Hone Par Slip Ki Oring Jal Jati Hai. Isi Wajah se Pani Aa Raha hai.
@@LalaGarage0 mere tractor me gauage me se oil bahar ara hai tho problem kya hai
Kitna kharcha ata hai
1
Mast sir
12 15 लगाया क्या
2 adjacent liners ke middle me surface uneven hai to dikkat hai kya?
महेन्द्रा 275 का टेप्ट कलिरेस कितना होता बताए भाई साहाब
12 & 16
@@sankalp13samuel आप मन्हेद्रा का टेप्ट कलिरेस बता रहो हो वो गलत बोल रहे हो भाई साहाब इसके बारे मे पूरी जानकारी लो फिर बोलो ठैकू भाई साहाब
Ustad ji meri jankari 100% sahi hai
गर्म ईंजन मे
Intake --- 0.012 inches / .305 mm
exhaust --- 0.016 inches / .406 mm
जो हमारे ईस फील्ड से जुड़े हैं वो चालू भाषा में 12 & 16 बोल देते हैं
Sahi baat hai nareshjangra ji
@@sankalp13samuel bhaut bdhiya lekin kuch log ego ki vjah se sab logo ki baat nahi suntey
Hamara Mahindra 275 black Dua Deta Hai Is par koi video batao na please
Apne diesel pump ki ripeiring karo ...oil zyada Utha rahi hai. Gadi.
Or uske pahle Service karao gadi ki..
Sir pistan me ring ka mu kaha hona hota है
Pisten me Ring ka muh Ek Side nahi Hona Chahiye ek Ka Muh Samne hai to Dusre ka thik Uske Piche....ring dalte time Ring me( Top)Ko Zarur dyan Dena...
Bhai apne Puri job nhi batata
Why your saying to many times..dekiya..dekiya..
Hahahahaha
Usaka matalb nahi samjha rahe ho aur videos banate vakt thoda tamij se bat kiya karo laga laga Cilla rahe ho
Kese thok ke nikala
मुझे कोल कीजिए
Mahnidra 585 rig piston silu total kharcha kits how sa
@video gan yr 275 ke ring aur sleeb ka kya kharcha (price) ata hai
तुमचा मोबाईल नंबर द्या
Maray paas be 1999 B 275 tu h uska enjan ok karnay ka kehna kacrah aa jaaiya
40000 ke pass
Sir whatsapp nmb
Apna no do
Q sir ji
Sir naya silip ring nambar se aate he
kam karne ka tarika galat he
engine oil pump ka presur kase badta ha spring tight karne ka bad k loog karne ke bad
Slip no..se nahi aate hai.
@@gurbhejsingh6222 kya karogey bhai
Good job friend
Tappet gap kitna rakha