Bhaiya! Mujhe janna tha ki aakansha 40 me neet ke liye kaisa padhaai hota hai.... Actually mera selection 2nd exam me bhi ho gya hai iss bari. But maine phele UNACADEMY ka coaching le liya hai to mai confuse hu ki kya kru... aakansha me aa jau kya?? Batana bhaiya please 🙏
@@KajalKumari-xe5ug ek suggestion de sakta hu ki jab admission start ho Jaye to Akansha mein jao aur wohi ke students se baat karo jo 1year se padhai kar rahe hai or wo sab se hi suggestion le lo Okay
akansha 40 form apply krne ke bad recept me headmaster ka signature chahiye hota hai kya , Uske DEO ke pas jma krte hai kya Ya kewal aaise DEO ke pas jma kr diya jata hai
Bhai no. Dijiye koi sir ka 2022 m result aya h usme nikale hua h to kb admission le pta nhi chal pa rha h isliye koi sir ka no. Dijiye taki. Pta kr ske .
Acha Broo Akansha 40 me medical k liye kese tayari kare aapne kese kiya h ya koi book ka advice Bcoz mene dec me form fill kiya or jan me admit card aya or exam 3 march me h to jaldi bataiye...!🙂
Syllabus :- Class 10th NCERT chapters detail se padho ahi se mcq questions banate hai aur kuch questions class 9th se bhi hote hain aur 1 - 2 questions 11th ke
Bhaiya mera is bar 130 out of 160 aaya hai mai obc se hu aur maine medical group se diya tha to koi chance banta hai selection ka❤❤❤❤❤ please reply bhaiyaa🙏🙏🙏
@@Angelsonalii Boys hostel main hi classes chalti hai Or boys hostel mein hi admission hoga esliye phale boys hostel aana hai mujhe girls hostel location nahi pata
Yaha pr kon si medium me read hota h bro Hindi ya English me aaur college khud se kahi pr bhi aapne man se name likha sakte hai. Bas waha tution Jaya jata h plz bataiye
me abhi is saal.exam.diya 10th ka 20.april ko end hua .. bro ye btao questions kesi types ka aata gai exam me ?? or us college me kon si medium ki Study hoti h only English ya both
👉 Girls ke liye 🆕 Hostel ban chuka hai yahi par 🙂
esi hostel ke side mein
☞︎︎︎
So so nice
Bhaiya video kab tak aayega ki selection huwa jald upload kijye intjar me hai
Akanksha 40 ka daily routine ke bare me bataiye please
Hhhi
No sallabus
as it is really
Mere bhai ka akanksha 40 m selection hua h medical stream m
, admission k liye medical format kha se milega ?
Congratulations 🎉
Medical Certificate ?
Sadar hospital se
@@UmaSaha4 doctor bol rhe format Lake doge tb bna denge
Format ka pdf h aapke paas
@@sanjaikumar766 result pdf ke first page mein no. 9 mein likha hai wo doctor ko dikha dena
Bhaiya! Mujhe janna tha ki aakansha 40 me neet ke liye kaisa padhaai hota hai....
Actually mera selection 2nd exam me bhi ho gya hai iss bari.
But maine phele UNACADEMY ka coaching le liya hai to mai confuse hu ki kya kru... aakansha me aa jau kya?? Batana bhaiya please 🙏
Congratulations 🎉 🎉
Unacademy Offline liye ho ya Online ?
Offline
@@UmaSaha4 kya kru mai?🙄. Neet ki tayari acchi hoti hai na aakansha me?
@@KajalKumari-xe5ug Sorry esmein mai aapki koi help nahi kar sakta hu
@@KajalKumari-xe5ug
ek suggestion de sakta hu ki
jab admission start ho Jaye to Akansha mein jao aur wohi ke students se baat karo jo 1year se padhai kar rahe hai or wo sab se hi suggestion le lo
Okay
akansha 40 form apply krne ke bad recept me headmaster ka signature chahiye hota hai kya ,
Uske DEO ke pas jma krte hai kya
Ya kewal aaise DEO ke pas jma kr diya jata hai
@@kumariusha82213 possible hai to signature kara ke DEO office mein jama do 👍
@@UmaSaha4 DEO office me jma kr diye hai but school me headmaster ka signature nhi krawaye malum hi nhi tha ki headmaster ka signature bhi lgega so
@@kumariusha82213 to abhi koi problem nahi hai na
Exam center is here
Sir maine miss kr diya firm bharne 🥺🥺🥺🥺
koi nahi
ab aage dhyan do
@@UmaSaha4 yes
Sir mera selection ho gya 🥲🥲 wo bhi ST catagory main sabse pahle 🥰🥰🥰
Bhai no. Dijiye koi sir ka 2022 m result aya h usme nikale hua h to kb admission le pta nhi chal pa rha h isliye koi sir ka no. Dijiye taki. Pta kr ske .
Admission huaa ?
kitna Rank aaya tha
Sir medical walO KA PADHI ISI ME HOTA HAI YA UNKA COLLEGE ALAG SE HAI...... PLEASE REPLY 🥺🥺🥺🥺🥺 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
esi mei hota hai
@@UmaSaha4 thanks Bhai apne bahut bada
Doubt clear kar Diya..........
@@UmaSaha4 KITNE STUDENTS KA SELECTION HOTA HAI SIR HAR STREAM SE.....????
@@deepakraj-c4q9q 75 for JEE aur baki sab se 50 -50
@@UmaSaha4 coming soon............
Acha Broo Akansha 40 me medical k liye kese tayari kare aapne kese kiya h ya koi book ka advice
Bcoz mene dec me form fill kiya or jan me admit card aya or exam 3 march me h to jaldi bataiye...!🙂
Syllabus :- Class 10th NCERT chapters detail se padho ahi se mcq questions banate hai
aur kuch questions class 9th se bhi hote hain aur 1 - 2 questions 11th ke
abhi kam time hai toh koi 10th MCQ book se maximum questions practice kar lo
@@UmaSaha4 Acha PYQ or model paper se practice Karne se v chalega na
@@UmaSaha4 Or haa medical k entrance exam me top 50 students hi select hote h ky?
@@x__Eruu_.__0 💯 chlega
ese pata chalega kese aur kaha se questions aa rahe hai
Han Top 50
Inter cbse board se hoti h ky
No
JAC board English medium se
General category me kitne no me selection ho jayga ish baar
Sayed 140 +
Ok thank you sir
Sir ye zaruri h ki wha ka per students neet nikal leta h
Bhaiya mera is bar 130 out of 160 aaya hai mai obc se hu aur maine medical group se diya tha to koi chance banta hai selection ka❤❤❤❤❤ please reply bhaiyaa🙏🙏🙏
fhir se dobara Exam hua to Exam dene ka chance milega
or Exam nahi hua dobara fhir bhi chance hai select hone ka
@@UmaSaha4 thanks bhaiyaa
Bhai tumare kitne number aaye the.
Cricket ground hai
Yes
Sir ye hostel kha pe h Ranchi me plz and me
Upper Bazar SHAHID CHOWK Ranchi
Sir shahid chowk me kha pe h ye
Wahi par hai
waha ek school v hai
Zila school
search Karo goggle map pe
Exam me hindi medium me ya English medium me question aata hai??
Both
Bhaiya apne Akansha ke liye konsa book liya tha
@@rozinaaz4551 NCERT
NCERT PYQ
@UmaSaha4 Bhaiya ap koi book nhi liye the
@@rozinaaz4551 nahi liye the koi book
But abhi competition jada hai
@@UmaSaha4 bhaiya ap please koi book bata dijiye na jo hum padh sake ab to competition bahut adhik ho gya hai
@@rozinaaz4551 youtube mein dekh lo - Krishna Mahoto Magic Trick
2023 me engineering ka exam me paas kiye h kb addmission hoga
Jaldi hi ho jayega wait karo
Bhai roj kitna classes hote ha
Four classes daily
each class duration 1:30 hours
sorry for late reply
@@UmaSaha4 it's ok bhaiya
bhaiya roj kya kya class hota ha physics, chemistry,botant and zoology ??
PCM English/computer science
Or
PCB English/computer science
Bhaiya please aapka mobile ya WhatsApp no. mil sakta ha mujhe kuch jaruri information chahiye
It will be very very helpful for me bhaiya
Hm v medical me nekale he 2022 me kese admission kre
Grils hostel alag nhi hai kya?
alag hai
@@UmaSaha4 plz give location of girls hostel
@@Angelsonalii Boys hostel main hi classes chalti hai
Or
boys hostel mein hi admission hoga
esliye phale boys hostel aana hai
mujhe girls hostel location nahi pata
@@UmaSaha4 oo
Bhai saam me coaching ke liye campus se bahar ja salte hain kya please reply
Only Sunday ko bahar ja sakta hai
@@UmaSaha4 thankyou bhai ek aur baat batado
Jaise Mera clat hai to hamko arts Lena padega
@@FoodExprese Nahi pata
Bhaiya engineering ke kitne bache select hote hai
75
Kitne percentage per
Aur iss bar kitne no per ho sakta hai
70+ %
es baar pata nahi
sayed 140 sahi hai to
Waha par phone allowed hai ?
Yes
@@UmaSaha4 Bhai aap abhi wahi par padhte ho 🤔
सर हॉस्टल का लोकेशन बताइए
मेरा सिलेक्शन हुआ है
Congratulations 🎉
Thank you sir 🙏
Bhaiya song baj raha hai
han
Koi negative marking hota hai kya ..?
Mera 107 number aa raha hai obc category se ho jayega selection..?
Or process kya hai exam dene ke baad
Bhai exam tum de raha toh tumhe na pata hoga
negative marking hai ya nahi usi mein likha hoga
dhyan se dekho
mere time nahi tha negative marking
@@UmaSaha4paper me nhi likha hua tha koi negative marking ke bare me but ek teacher bol rahe the yt pe isiliye puchha ...
@@DhirajKumar-dk3hp nahi likha means negative marking nahi hai
Aapne akasnksha kyun quit kiya
exam ke bad ka kya process hota hai
O Bhai aap to myur kola ka hai na bhai
haa sahi pachane
Akanksha 40 form bharna
tum 10th exam diya hai na esbaar
Bhai phone rakhne ka permission hai?
@@Arizdru hn bhai permission hai aur upar se tab bhi milega 😀😁
When will 2022 form fill up starts
Soon
keep on study👍
Bhaiya aakanksha 40 ka exam center kaha deta hai
apne apne district mein hi deta hai
@@simranmahato8094 student the abhi nahi hai
waha 2 years hi rakhta hai 11th 12th
aap kon se class aur district se ho ?
@@UmaSaha4 10th class or dist seraikella kharsawan
@@simranmahato8094JAC Board ke student ho toh bhar do Form
Simran
abhi Akansha ka from fill ho raha hai
aur acche se tayari karo
Bhaiya Abhi akanksha me ho Kya
I quit Akanksha !
Why bhaiya
Kon se subject ka exam dena hota hai bhaiya plz ans🥺
for JEE prepration - PCM & mantal ability test
for NEET - PCB & mantal ability test
👍👍👍
Sir Akanksha 40 ke liye kon sa book read karna padta hai
Fully Class 10th ka Maths & Science
thoda sa class 9th
thoda sa class 11th ka Basic
Akanksha 40 exam se related koi book aata hai sir
no
Model set aata hai exam ke phale
Kon kon subject ka exam hota hai sir
Bhai iss hostel m dakhil hone ke liye kya kya process hota hai please bhai bataye jaldi 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Search on UA-cam Akanksha 40
Ye hostel kon si jagh me hai ..ranchi ke
Shahid chowk
Bhaiya ye sirf coaching ke liye hai kya admission hamko alag college me krna hoga kya
yahi log college main Admission dilayenge
@@UmaSaha4 oo thanks
Yaha pr kon si medium me read hota h bro Hindi ya English me aaur college khud se kahi pr bhi aapne man se name likha sakte hai. Bas waha tution Jaya jata h plz bataiye
English medium
College wahi par hai woh khud admission karayega
Thanks bro you are great
Sir phone rakhne deta hai
Han
mobile is allowed.
Yes or No ❓❔
Yes
Ky ye hostel government h reply me
Yes
Sir form bharne Samay hi jati awashy ka paper dena hota h ya bad me bhi de sakte h
jab DEO office mai jaama dega us time dena hoga
Bhaiya book apne se kharidna hoga ki wo log denge
Me admission huyi hu na isliye puchh rhi thi
Book yahi milega
Ok thanks
Isme phone ka use karne ka time milta h sir
haa
How many students got selected in medical college after studying in aakansha for two years ??
6 -8 student
jo serious rahata
but ab se jada ho raha hai
@@UmaSaha4 bhaiya engineering ke liye kitna student ko select Kiya jata hai
@@ankitkumarverma1326 75 students
@@UmaSaha4 engineering me
@@ankitkumarverma1326 haa wohi bhai 75 students
Akansha 40 center main mobile rakhna allow hai ya nhi...???
allow hai
Kaun tent kaise kare bro
Girls hostel kaha hai bhai..
thoda distance mein hai
Hello Bhai aapko kitna number mila tha.
@Songdownloadediting 100 something out of 150
But abhi competition jada hai
Bhai girl ka hostel boy ke hostel se kitna dur hoga ?
bhaut dur hai 5km
@@UmaSaha4 To bro dono ka class same kaise ho sakta hai
Akanksha ka apna bus 🚐 🚌 hai
Bhai mobile le jane deta hai please reply
yes
Bhaiya is baar akansha ka exam kitnea tarik ko ho sakta hai
April month ke last tak mai
next video mai achcha se batate hai
Wow computer science neet I like it mai bhi is baar jaungi
Me to
Sir ji aakansha 40 ka from kab filup hoga plz information dijiyega 🙏🙏🙏🙏
November se December ke bhech me news paper me aaega aur aapko aapke school me inform bhi kiya jaega
ua-cam.com/video/fMM__gCFYMI/v-deo.html
JAC Akanksha 40 की तैयारी फ्री में मेरे सर द्वारा! साथ मे फ्री नोट्स+pdf+test
Bhai app ne akhancha 40 ka preparation kaise kiya bataye plzzzz Mujhe bhi Dena h me Abhi 10 me hu Plzzzzzzzzz bhai reply me
next video mai
@@UmaSaha4 okk bhai next jaldi dalo
Agar jiska selection ho jaata hai usko 11th 12 th ka degree bhi milta hai akanksha se kya????
Yes
Sir ranchi mein kahan hai ye ??
Upper bazar sahid chowk
me abhi is saal.exam.diya 10th ka 20.april ko end hua .. bro ye btao questions kesi types ka aata gai exam me ?? or us college me kon si medium ki Study hoti h only English ya both
MCQ tipe Question aata hai
English medium me
Bhai hm bhi exam diye the bt mera 67 rank tha isiliye mera selection nhi ho paya tha aap kis district se ho plz reply
Sahibganj district
@@UmaSaha4 aap dhanbad ke kisi student jante h
Aapke marks kitne the ?
Freedom milta hai hm khae bhi ja sakte hai koi bhi time' ghumane ke liye koi bhi time' me
every Sunday free
Bhaiya smart board पढ़ाई होता है कि नहीं
Wah umma
15th September ko from jari kiya jaega
Es bar ham exam de rahe hai bhai aur jankari do exam me kaha kaha se Question pichhega
OK
medical me kitne baccho ka admission hota akansha 40 me.
75
Sir akansha ka exam kb hota hai..??
10th exam ke baad
@@UmaSaha4 I mean kon se month me
es baar Jone month ke end mai ho sakta hai
bhaiya exam offline hota h ya onlie
Offline
Bast school
Please yarrr
Girls or boys dono ka hostel ek hi jagah me hai
no
Bhai padhai kesha hota he replay deke batana plzz 🙏
bahut accha 👍
Kya bhai ab agke saal vdo daloge kya ?
sorry 😔
koi update nahi hai
Sir next video kab banayga
Kal saam tak mai aayega
Bhaiya girls ke liye hostel kaha hai?! Plz bata dijiye....
Ranchi Rims ke pass बरियातू mai
map mai sarch karo
Sir bhot hi achha hai
Sir grils and boys dono ka hostel he
Classroom same hai hostel alag hai
Hi sir hum log ka admission hoga kya exam dena hota Hai
Haa bhai
Bhai 11th ki padhai ke liye alag se college jate ho ( Ranch me ) ya akanksha 40 ki building me he hoti hai ?
Akanksha mai hi
Bro how you get selected in akansha 40
by hardworking & smartworkig
@@UmaSaha4 bro currently am in 9th and I want to crack crack Akansha 40 Please give me some tips.
Is ncert sufficient
Alomost Enough
But you have to must do 2 - 3 times NCERT reading with understanding ..
OK
Mera ko addmission lana ha akansha mai to kase addmission langa bataya na
Sir yaha phone rakh sakte hai
Ha
Sir full details main Akanksha 40 ka video banaiye
Ha sure
Full jankari digiyega video main
Sir A to z process bataiga
@@UmaSaha4 bhi kon se month mai examination form nikalta hai
next video mai batate hai
Hii bro please tell me is same syllabus for medica group engineering group and clat please tell me i m vety confused ❤❤❤❤
Search on UA-cam
Maine har jagah dekh liya bro kahi nahi Mila aap bata do please 🥺 kya same syllabus hai clat or medical and engineering ka
@@UmaSaha4 hello bro please tell me I want to know please 🥺🥺🥺
Sapna h ek din pura krge
Akanksha exam ka book milta hai kya??
no
@@UmaSaha4Bhaiya model paper se kitna questions match krega??
koi idea nahi hai
20-30% Sayed
Sir akansha 40 clear krne ke baad kya karna hoga,, aur kaise Hum hostel jyege ... Plzzzz sir btaye n
Call aaega notice ayega
Bhaiya ek video banaye or bataye ki kese aapka selection hua
Plz plz plz
Kon se class mai ho?
@@UmaSaha4 class 10
avi koi mera telegram nahi hai
@@UmaSaha4 ooo
Kaise selection hua uske bare me baato bhai
Ha jald hi video miljaayega
👍👍
Wow bohot achha hai sir kya yaha pe BHD , MBBS ki bhi teyyari krwai jayegi
Nhi
Thank you sir ☺️
Sir jise teacher banne ka sapna hai kya wo aakancha 40 ka exam DW sakta hai 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
haa
waha se inter ho jayega
Thank you so much sir 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Akanchha 40 ka form Kaha se apply krenge
next video mai batate hai ok
Bhai batana ki akansha je liye kitne rank ki jarurat gai
Next Video kab aayega bhai ???
Kya naam h tmhara?