17 October 2024 ,rat ko kheer bna ke direct rkha tha bina kapde bina jali really bahut tasty hai aur dusri bat puri rat kamre me nhi soke khule me hi so rha hu kafi din se to abhi sun ke bahut acha lag raha hai ki pta nhi tha ki itne benifit hai ❤❤❤
Kafi positive feel hotaa Hai aapke kuch naye gyaan ko paakr aap ko Dil se dhanywaad (thank you so much ) 🔅Mai aapke thyroid related videos se apne thyroid ko cure kr rha hu aur mujhe aap pr bharosa Hai
Gurujii ham aapko ek sala se sunte aa rhe h.... Aap bilkul sahi information dete ho... Ham bhut bhagyashali h... Ki aapse jude huye h...... Or ham guru purnima ko jarur kheer bnayege.... Sabi ko kilayege.... Chand ko to ausdhiyo ka devta kahte h... Jarur purnima vale din unki saran me santi se batege..or sabi ke leye ek swasth jeevan ki kamna karege.. Thank you .... Guruji..
Namskar Guruji , last year maine aapaka high prolactin , ka video dekha tha , pathya aur apane usame batayi medicines bahot hi labh hua . Six years ke bad muze abhi two months ka baby hua hai . Aur aapani sharad pournima ke rat kheer khane kobhi bataya tha , wo bhi kiya tha , thank you Guruji.
Guru ji.. mere ghar me bachpan se yeh kheer banti aari hai but ajtak nhi pta tha iska logical reason. It was a great information that you shared. Thankyou so much. 🙏🏻
pranam Guru ji....moon ka to hai thandhak dene wala lekin guru ji apka btane ka tarika bhi man ko sukun dene wala hota hai...energy se bhar deta hai sath hi sath aisa daya karuna bhav bhi sikhata hai
Guruji infertility ke karan se ham dono ne 2020 ko apke video follow karke ye khir liya tha,2021 ki durga dashami ke din hame beti huwi hain,main aj firse apki video dekh rahi hoon,isbar hamari beti vi ye khir khayegi ❤️...🙏🙏🙏
20 अक्तूबर2021 को शरद पूर्णिमा पड़ी।मैंने पहली बार चन्द्र त्राटक किया ,एक अद्भुत अनुभव था ।चाँद में एक के बाद एक चेहरा दिखता प्रतीत हुआ ।सबसे पहले एक बुढ़िया का चेहरा दिखाई दिया ,शायद बचपन मे सुना ,इसलिए ऐसा प्रतीत हुआ। 😊☺️😊☺️
Yogiji namaskar 🌹🙏🌹 We are in Malaysia . Today here heavy rain so now 11pm .Rain has stop but very cloudy. We can see Chandra Narayan Bhagavan a little & again the cloud cover Chandra Bhagavan. We keep kheer under chand. Tq so much.we love 💕 you. Pls take care .🌹🙏🌹
बैंगलोर में रात 9 बजे दिखाई दिया तब चंद्र त्राटक किया और खीर भी रखी हमेशा की तरह क्योंकि मुझे अपनी संस्कृति पर पूर्ण विश्वास है कि हमारी संस्कृति पूर्णतया वैज्ञानिक है।
मैंने पिछले साल आपकी शरद पुर्णिमा की खीर की वीडियो देखीं थी . और मैने खीर खाई थी और आपने कहां भी था कि जो लाभ मिले उसे comment में बताना भी .. मुझे कफ, अस्थमा और नजला था जो ठीक हो गया और मेरे शरीर की ऊर्जा भी बढ़ गई . मैंने खीर में चार औषधि ही मिलाई थी पीस कर .. 1. काकड़ा सींगी 2. सोमलता 3. छोटी पीपल 4. अर्जुन की छाल इनको पीसकर 3 जनो के लिये 3 चम्मच मिस्क डाली थी खीर में और सुबह खा ली थी ... बहुत ज्यादा आराम आया मुझे...
Guruji pranam when were child my mother used to do this method . But now we are living in Mysore Karnataka here almost every day evening raining we can't see moon . Fully cloudy atmosphere.
Yogi ji main pichle saal aapke IBS videos dekh ke apna IBS (type D) 90% theek kar liya tha pichle saal 6 mahine mein August 2020 tak Par phir October mein yeh sharad purnima wali kheer khake mera hyperacidity aur IBS C hogaya aur Hairfall bhi shuru hogaya. Maine koi aur herb nahin milaye the. Shayad yeh mere liye bahut heavy to digest hogaya. Iska kya ilaaz ho sakta hai? Par ek baat achcha hua ki mujhe neend nahin aati thi time pe. Yeh kheer khake neend badiya aane laga.
Hum har saal chaand ki roshni bethte hai aur kheer bana ke khate hai but thank you for giving this intense knowledge to us.... Kya isse thyroid, piles, arthritis, all type skin diseases aur constipation thik ho jaayega aur body mein jitne bhi toxins hai sab nikal jaayega kya.............. Please reply me.....🙏🙏🙏
Pranam Yogijee,मै न्यू subscriber हूं,dugthamrit मै शुरू करी हूं,माइग्रेन/headache ke liye,abhi tak mujhe thik lag raha hai,dhayawad,मै जानना चाहती हूं मेरी बॉडी की प्र कृति क्या है
Pranaam...Sanskriti bazaar se main ark leti hun...kripya apne shipping charges kum karen...250 rupiya k products pe lagbhag 250 rupees ka delivery charges lag jata hai ..kasni Ark bhi out of stock hai bohot dino se Ye dikkat ki baat hai...
Namaskar guru ji Meri age 20 hai or mujhe migraine hai me sharad purnima ki rat ko chandrama ki kirno k neeche konsi cheej rakhu jisse meri problem door ho sake Please reply
Guruji namaskaram, main aapko bahut maanti hu. Last 4 years se follow kr rhi hu aapko.kafi cheejo me fayda hua hai lekin pitt ki thaili me pathri hai 8 mm ki usme koi kami nhi aayi 3 mahine aapki batai aushadhi li. Uske liye aur kya kr skti hu. Agar aap bta dein to bahut madad ho jayegi. Dhanyawad
Sharad Purnima: Oct 19, 2021
Hmare yaha 20 Ko bta rahe h
Thank you for sharing
Aapki video dekh kar hi 3 saal se purnima ki raat ye sab follow karna shuru kiya hai🙏🙏
Aapka bohot dhanyavad
@@shelly1828 aapko profit mila?
Guruji 20 October ko hai
17 October 2024 ,rat ko kheer bna ke direct rkha tha bina kapde bina jali really bahut tasty hai aur dusri bat puri rat kamre me nhi soke khule me hi so rha hu kafi din se to abhi sun ke bahut acha lag raha hai ki pta nhi tha ki itne benifit hai ❤❤❤
आयुर्वेद बहुत ज्ञानवर्धक है. हर परम्परा का हमारे यहाँ मतलब है और आप जैसे शिक्षक का मार्गदर्शन सोने मै सुहागा है
🙏🙏प्रणाम स्वामी जी
मैं पिछले दो साल से शरद पूर्णिमा की खीर बनाकर सेवन कर रहा हूँ आपके विडियो से ही प्रेरणा मिली थी 🙏🙏
Kafi positive feel hotaa Hai aapke kuch naye gyaan ko paakr aap ko Dil se dhanywaad (thank you so much )
🔅Mai aapke thyroid related videos se apne thyroid ko cure kr rha hu aur mujhe aap pr bharosa Hai
Gurujii ham aapko ek sala se sunte aa rhe h.... Aap bilkul sahi information dete ho... Ham bhut bhagyashali h... Ki aapse jude huye h...... Or ham guru purnima ko jarur kheer bnayege.... Sabi ko kilayege.... Chand ko to ausdhiyo ka devta kahte h... Jarur purnima vale din unki saran me santi se batege..or sabi ke leye ek swasth jeevan ki kamna karege.. Thank you .... Guruji..
अगर पवित्र भाव लेकर जाएंगे तो प्रकृति जरूर प्रबंध करेगी। So impressive!
आपके बताने से पता चला था तब से कर रही हूं । धन्यवाद गुरुजी
कब बनाओगे आप खीर आज की रात या कल की रात बनानी है
Always amazing solutions by nityanandam ji thank you I always follow your solutions and it always give me great results
Namskar Guruji , last year maine aapaka high prolactin , ka video dekha tha , pathya aur apane usame batayi medicines bahot hi labh hua . Six years ke bad muze abhi two months ka baby hua hai . Aur aapani sharad pournima ke rat kheer khane kobhi bataya tha , wo bhi kiya tha , thank you Guruji.
Guru ji.. mere ghar me bachpan se yeh kheer banti aari hai but ajtak nhi pta tha iska logical reason. It was a great information that you shared. Thankyou so much. 🙏🏻
Guru Ji Ki kripa se 100% sahi h.
Maine use kr k dekha h.
Guru Ji KO sat/sat parnam
Thank you Guruji, since 2 year we are making and it’s giving wonderful results . Thank you so much 😊😊
आपकी सोच बहुत सकारात्मक ,मौलिक और अनुकरणीय है। ऐसे ही प्यारे प्यारे वीडियो बनाते रहिए
🙏अति उत्तम जानकारी 🙏 साधुवाद
Love you guruji.. Thanks for your valuable knowledge.
pranam Guru ji....moon ka to hai thandhak dene wala lekin guru ji apka btane ka tarika bhi man ko sukun dene wala hota hai...energy se bhar deta hai sath hi sath aisa daya karuna bhav bhi sikhata hai
Guruji infertility ke karan se ham dono ne 2020 ko apke video follow karke ye khir liya tha,2021 ki durga dashami ke din hame beti huwi hain,main aj firse apki video dekh rahi hoon,isbar hamari beti vi ye khir khayegi ❤️...🙏🙏🙏
Thank you so much guruji!
Always immense knowledge!
Namaskaram Guruji. Very informative and usefil video. We will try to follow Pranam
Is bare me pata hi Nahi tha osm knowledge ❤❤❤❤❤
Thank you so much guruji, ese hi information dete rahie aur isse ayurveda me hamara interest bhi badhta h🙏
Sharad Poornima 9 October , thank you so much guru ji
Thanks a lot guru ji waise meri dadi ji har sharad purnima ko kheer khane ko bolti h but aapne iska reason explain krke mere p bhut bdi kripa kri h
20 अक्तूबर2021 को शरद पूर्णिमा पड़ी।मैंने पहली बार चन्द्र त्राटक किया ,एक अद्भुत अनुभव था ।चाँद में एक के बाद एक चेहरा दिखता प्रतीत हुआ ।सबसे पहले एक बुढ़िया का चेहरा दिखाई दिया ,शायद बचपन मे सुना ,इसलिए ऐसा प्रतीत हुआ।
😊☺️😊☺️
गुरु जी प्रणाम बहुत अच्छी जानकारी दी आपने बहुत बहुत धन्यवाद
khush raho
Ji Guru Ji ...maine pichhle sal se kheer bana rhi hu aapki video dekh kar es bar bhi banayenge.....
Pranam guruji 🙏🏼
Thanks for the good information 🙏🏼
Aapko sat sat mamma karti hoon guru ji...🙏🙏🙏🙏 Danyabad.
Swami ji I love your innocence and purity 🙏🙏 your guidance is always helpful
Yogiji namaskar 🌹🙏🌹
We are in Malaysia . Today here heavy rain so now 11pm .Rain has stop but very cloudy. We can see
Chandra Narayan Bhagavan a little
& again the cloud cover Chandra
Bhagavan. We keep kheer under chand. Tq so much.we love 💕 you.
Pls take care .🌹🙏🌹
Namaskam guruji .aap ka bhut bhut dhanyavad .aap ki jankariya bhut jyanvardhak hoti h.
Namskar guruji 🙏pranam 🙏aapke video ka intezaar thaa,bahot bahot dhanyawad 🌹
Yes from past 3 years I use this
I learn from your vedio
Hnji kuch fayda hoya phir k nahi eh v daso ?
@@manjitsingh-ql2mxदमा और नजला के रोगियों के लिए ये खीर बहुत फायदेमंद है
Aap 18 raat ko rkhogy ya 19 raat ko plz reply
19 ki rat me kheer rakhna hai.
बैंगलोर में रात 9 बजे दिखाई दिया तब चंद्र त्राटक किया और खीर भी रखी हमेशा की तरह क्योंकि मुझे अपनी संस्कृति पर पूर्ण विश्वास है कि हमारी संस्कृति पूर्णतया वैज्ञानिक है।
Very helpful. Lot of respect from depth of heart 🙏
Thanks Guru ji for information 🙏
Bahot bahot dhanywad Yogi ji,,,,, 💐 samjhane ka tarika sahi me umda he, Kya RA wale kha sakte he ye khir??
धन्यबाद गुरुजी 🙏, मैं 4 सालों से ये प्रयोग कर रहा हूं.
Kya labh hua?
@@p7singh लाभ का तो पता नहीं.. मगर नुकसान कुछ भी नहीं हुआ, मेरे हिसाब से यह लाभ हे 🤗
बहुत ही बढिय़ा जानकारी गुरु जी।धन्यवाद।
Pranaam guru ji...apke bataye anusar maine kheer banayi 🙏🙏🙏
huge respect🙏guru jii
Very informative video guruji
Aap ki sabhi trkis lajawb hai..... 😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍
thanku grur ji🙏❤️☘️
Bahut accha btaya guruji❤️❤️❤️
मैंने पिछले साल आपकी शरद पुर्णिमा की खीर की वीडियो देखीं थी . और मैने खीर खाई थी और आपने कहां भी था कि जो लाभ मिले उसे comment में बताना भी .. मुझे कफ, अस्थमा और नजला था जो ठीक हो गया और मेरे शरीर की ऊर्जा भी बढ़ गई . मैंने खीर में चार औषधि ही मिलाई थी पीस कर ..
1. काकड़ा सींगी
2. सोमलता
3. छोटी पीपल
4. अर्जुन की छाल
इनको पीसकर 3 जनो के लिये 3 चम्मच मिस्क डाली थी खीर में और सुबह खा ली थी ... बहुत ज्यादा आराम आया मुझे...
Maine b khayi thi.
Us samey mujhe Thyroid tha and RA factor.
Now I m fine.
BSS SAR Dard rehta hai, wo iSS baar thek ho jayega
Maine kaanch bartan mein Rakhi thi, and gold jewelry daal k.
2-3 ghante khud b roshni Li thi
@@sukhwinderkaur6994 ਫਰਕ ਪਿਆ ਜੀ
@@sukhwinderkaur6994 मैंने स्टील के ही बर्तन में रखी थी और कोई बर्तन नहीं था मेरे पास ..
Thank you Baba ji ham jarur flow karungi
you are the bestest person
Guru aapko dekhkar dil kush ho jata.Namaskaram Guruji.
Guru dev app ka bhouth bhouth dhanya badd 🙏🙏🙏🥰🥰
Guruji pranam when were child my mother used to do this method . But now we are living in Mysore Karnataka here almost every day evening raining we can't see moon . Fully cloudy atmosphere.
जय भोले नाथ
जय गुरु देव
बहुत सुन्दर
Bahut laabh dayak jankari k liye aabhar 🙏
Bohot dhanyavad, Guruji.
🙏🙏🙏🌹🌹💗
Thank you Guru jii. Main 2 years she khir banakar kha rahe hun or sab ko deti hun
Guru ji... Plz make a video on black mole (kali til) ... I am frustrated of this... Now it's spreading
Yogi ji main pichle saal aapke IBS videos dekh ke apna IBS (type D) 90% theek kar liya tha pichle saal 6 mahine mein August 2020 tak
Par phir October mein yeh sharad purnima wali kheer khake mera hyperacidity aur IBS C hogaya aur Hairfall bhi shuru hogaya. Maine koi aur herb nahin milaye the. Shayad yeh mere liye bahut heavy to digest hogaya. Iska kya ilaaz ho sakta hai?
Par ek baat achcha hua ki mujhe neend nahin aati thi time pe. Yeh kheer khake neend badiya aane laga.
Ibs walon ko milk kehan digest hota hai milk avoid kern
Swami ji Namaskar
PL. Tell me how to prepare drum stricks flowers and sticks ki sabji
Aapke dwara btaai gai jankari Puri trh fayedemand hoti h
Hum har saal chaand ki roshni bethte hai aur kheer bana ke khate hai but thank you for giving this intense knowledge to us.... Kya isse thyroid, piles, arthritis, all type skin diseases aur constipation thik ho jaayega aur body mein jitne bhi toxins hai sab nikal jaayega kya.............. Please reply me.....🙏🙏🙏
Me to bahot manti hu prakriti ko..aur aj Sharad purnima ko bethi hu chand ki roshni me aur apki video dekh rai hu.
Haan guru ji maine aapke khne se aur v kheer kha rhe sharad purnima ki aapko sat sat naman
Guru ji .... Pani kis bartan mey charge kar saktey h... Or usko kis dangh sey baad mey pina h.... Kirpya margdarshan karen.
Very very thank u g guruji
Please reply soon sir....meri beti ka 20 Ko annaprashan Sanskaar h kya usko ye wali kheer khila kar annaprashan kar skte h? please reply Gurudev
Pranam Yogijee,मै न्यू subscriber हूं,dugthamrit मै शुरू करी हूं,माइग्रेन/headache ke liye,abhi tak mujhe thik lag raha hai,dhayawad,मै जानना चाहती हूं मेरी बॉडी की प्र कृति क्या है
Great sir-Guruji 👍👍👍
Best information given by you can vitiligo cure in roshni?
जय श्री कृष्ण दंडवत प्रणाम जी
Thank you 🙏
Good to see you yogi ji after long time 🙏
Main kal ke liye ready huon, guru JEE.
Humre ghar par hum sabhi karte hai bus aap ki wajah se thanks nityananad ji
Nityanandam shree ji premature ejaculation men problem per koi ayurvedic medicine 💊 products banaye 👍👍👍
Bahut sundr jankari
swamiji pranam...appke baat Jarur follow karenge
Parnam gurujii
Guruji 🙏. Can we put Khada Shaker under moonlight
ज्ञान वर्धक जानकारी यूट्यूब, दिनेश थवाईत सी जी सांग।
Sir ....aap sesarian delivery ke baad yoga kab se shuru kar shktey hai , weight loos kaise kaire...is par video banaiye gurujiii.... please 🙏🙏🙏
banata hu
Dhanyavad 🙏🏼
Thanks guru ji
Beautiful Guruji 👍👍
Thank you very much..
Namaskarem guru ji 🙏
Guru ji isbar baris horaha hay West Bengal me.. 🥲🥲 may isliye sad hum
Pranaam...Sanskriti bazaar se main ark leti hun...kripya apne shipping charges kum karen...250 rupiya k products pe lagbhag 250 rupees ka delivery charges lag jata hai ..kasni Ark bhi out of stock hai bohot dino se
Ye dikkat ki baat hai...
Kheer ko coconut milk se bana sakte hai plz bataiye
Nice 👌 information h 🙏🚩💐🌺🌸🌹🌸💐🌺
Thank you so much guruji 🙏
Thank you
🙏गुरु जी दूध में गुड़ डाल के खाया जाता है कि नहीं? 🙏
Main every year banati hu kheer Sharad purnima pe…😊
pranam guruji...hamare 20 ko bata rahe purnima..kya karein? 19/20 dono din kha le?
Namaskar guru ji
Meri age 20 hai or mujhe migraine hai me sharad purnima ki rat ko chandrama ki kirno k neeche konsi cheej rakhu jisse meri problem door ho sake
Please reply
Guruji namaskaram, main aapko bahut maanti hu. Last 4 years se follow kr rhi hu aapko.kafi cheejo me fayda hua hai lekin pitt ki thaili me pathri hai 8 mm ki usme koi kami nhi aayi 3 mahine aapki batai aushadhi li. Uske liye aur kya kr skti hu. Agar aap bta dein to bahut madad ho jayegi. Dhanyawad
Guruji jai ho खीर किस समय से Kab तक time रखने h 😊
Puri raat 10 se subah 4 bje tk
guruji yaha toh pichle 2 din se baarish ho rahi hai....mein tratak krne ki soch rha tha moon se....apne phle bataya tha
Bhaiya apka sinus kaise thik hua help me plz
Sham ko kheer kha sakte h ki ni or kabhi dusre din
Bahut sundar 👌💐
Danhiwad Guru ji 🙏🙏