Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah. Banda Habeeb, Guntur, Andhra Pradesh, India se he. Hazrat Shaykh Asif Husain Farooqi Sahab Damat Barakatuhum se is Gunahgar ki adaban guzarish he ki - Dajjali Fitno ke is daur me bi, har Ummati ka Qalb, Qalb-e-Muhammadi ﷺ se Connect hojaye, *"Durood Sharif Aur Sunnato"* ke zariye. "Durood Sharif" ke Fazaail me bi, ek Tafseeli Bayan Record karwaane ki adaban guzarish hai. Jisme ● Akaabir o Mashayikh ke Ajeeb o Gareeb Malfuzaat, (- khas karke Hazrat Hakeemul Ummat Thanvi R.A, Hazrat Shaykh Zakariya R.A aur Deegar Ulama-e-Deoband ke Malfuzaat) ● Kasrat ke Darje, ● Hairat Angej Karguzariya, ● Buzurgo ke Waqiaat, ● Durood Sharif ke Fazaail o Kamalaat o Asaraat o Samaraat o Barakaat, ..... wagaira *"Durood Sharif"* par ek Tafseeli Bayan ki darkhwast hai. Ummat e Muslima ke maujooda halaat me InshaAllah bohat kaam aayegi. Fitno ke daur me hamari kuch Rehnumayi hojayegi. badee Ummeed se aapko likh raha hu. Allah pak se ummeed he ki aap is Banda e NaaCheez ki Darkhwast qubool karenge. Allah ﷻ apko Behtareen Jazaa de, dono jahaan me. Aameen
masha Allah -- and a beautiful translation too.
Alhamdulillah blessed for having Hazrat Saab in our life
This just amazing by Hazrat. What an anthem of pure love for our blessed Nabi peace be upon him.
Mashaallah very nice . Jazaakallah . May God bless you
MaShaAllah
Subhnallah
سبحان الله وبحمده
سبحان الله العظيم
سبحان اللہ
Suban allha
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah.
Banda Habeeb, Guntur, Andhra Pradesh, India se he.
Hazrat Shaykh Asif Husain Farooqi Sahab Damat Barakatuhum se is Gunahgar ki adaban guzarish he ki -
Dajjali Fitno ke is daur me bi, har Ummati ka Qalb, Qalb-e-Muhammadi ﷺ se Connect hojaye, *"Durood Sharif Aur Sunnato"* ke zariye.
"Durood Sharif" ke Fazaail me bi, ek Tafseeli Bayan Record karwaane ki adaban guzarish hai.
Jisme
● Akaabir o Mashayikh ke Ajeeb o Gareeb Malfuzaat,
(- khas karke Hazrat Hakeemul Ummat Thanvi R.A, Hazrat Shaykh Zakariya R.A aur Deegar Ulama-e-Deoband ke Malfuzaat)
● Kasrat ke Darje,
● Hairat Angej Karguzariya,
● Buzurgo ke Waqiaat,
● Durood Sharif ke Fazaail o Kamalaat o Asaraat o Samaraat o Barakaat, ..... wagaira
*"Durood Sharif"* par ek Tafseeli Bayan ki darkhwast hai.
Ummat e Muslima ke maujooda halaat me InshaAllah bohat kaam aayegi. Fitno ke daur me hamari kuch Rehnumayi hojayegi. badee Ummeed se aapko likh raha hu. Allah pak se ummeed he ki aap is Banda e NaaCheez ki Darkhwast qubool karenge.
Allah ﷻ apko Behtareen Jazaa de, dono jahaan me. Aameen
Subhanallah
😥🤲❤❤❤❤