@@AnkitRaj-on5sf bhai. Agar critical illness hai to wahan jana best hai..normal motiyabind ke liye nepal best hai sir ji.mai to ganesha acha hi bataunga 🙏
Kala motiyabind ka ek bar doctor se dikhana padega uske bad wo log decide karenge..ye thoda riskey hota hai normal se..doctor log dekhne ke bad bata payenge
Aap patna se jaynagar ka train le sakte hain ..jaynagar last border hai india ka.wahan se station ke bahar se auto mil jayega border tak...border par kar ke bus direct hai lehan hospital gate ka..sagarmatha eye hospital lehan
Bhai ek help cha hiye tha jaldi me kisi ko pta ho to batana mere bhai ko aankh pe chot lga hai or usko ek aankh se dikh nhi Raha hai waha ilaaj ho sakta hi bolo hai Bihar me ko operation Krna hoga lekin guarantee nhi leye ge ki raushani aaye ga ya nhi
Aap ek baar dikhaye Lahan Nepal ja kar..agar wahan nahi hua to aap Shankar Netrayala Chennai aa kar dikha lijiye🙏🙏Lehan Nepal jane ke liye aap kahi se v train dekhiyega Jaynagar station ka wahan se bahut pass hai bus se pahuch jayenge ..Hospital gate ke pas
Sir aap ek bbar ja kar dikha den..Chennai me bhi ek hospital hai sankara netrayala..wo bhi bahut acha hospital hai wahan bhi dikha saktevhain...thoda pysa jyada lega chennai me lekin illaj ekdum new tarika ka hai🙏
सर जी आप जयनगर तक का रेल गाड़ी देख लिजिये।jaynagar last स्टेशन है उसके बाद आप auto से नेपाल border पे पहुच जायेंगे।वहां से बस से लेहान हॉस्पिटल के गेट तक बस मिलती है सर जी🙏
@@jaswantkumar8137 Hospital pahunche k baad sabse pehle Nepal ka sim le lijiyega kisi v dukan se 200 ₹ de k Aur 50 ka coupon le lijiyega jisse Aap calling ya internet recharge kar sakte h time pass ho jayega Aur ghar k logon se baat v ho jayega
Han sir patna se daily train hai evening me..jaynagar ke liye..waha se aapko border tak auto sharing me mil jayega..uske bad bus se direct Lahan hospital ke gate par utar dega।🙏🙏
3k se lekar 20k tak max...operation charge jyada nahi hai..lense ka cost aap pe depend karta hai kon sa lagwana chahte hain..750 se 80000 tak hai..lekin 6k se 20k bich me koi v le sakte hain🙏
Sir Madhubani se to bilkul aasan hai..Madhubani se aap sidhe Jaynagar ki train le lijiye..waha se auto se nepal border tak aa jayen। aur waha se direct bus multi hai Sagarmatha hispital nepal ke liye🙏
Sir yehan ka to nahi pata par Sankar netrayala Chennai me ho sakta hai.Sankar Netrayala ke website pe dekh kar ya call kar ke pata kar sakte hain sir..🙏
Madhubani se ekdum pas hai sir..aap Madhubani se jaynagar raiway station chale jayen waha se auto se nepal boeder aur fir bus se direct lehan hospital gate pe utar jayenge..hospital name..sagarmatha eye hospital lehan
Hota to hoga..par mai issme Salah dunga aap Chennai aakar Shankar Netrayala me dikhayen..thoda pysa lagega but bahut sare new machine hai.wahan hi-tech tarike se check ho jayega
Aap Chhapra se jaynagar train se aa jayen..Pawan Express bhi jati hai..Jaynagar station se Auto milegi jo Nepal border par pahucha degi..waha se border cross kar ke bus milti hai jo direct hospital gate par utar degi aapko...Hospital name..SAGARMATHA CHOUDHARY EYE HOSPITAL LAHAN Nepal.
Patna se daily railgadi jati hai jaynagar station waha tak chale jaye ..waha utarne ke bad auto le kar nepal border tak chale jaye aur boarder par karne ke bad bus milegi jo direct lahan hospital ke gate pe utar degi🙏🇮🇳
Howrah se direct train hai sir ji Jaynaga ke liye..howrah jaynagar exp,ganga sagar exp,special train bhi hai..aap hawrah se jaynagar aa jayen..waha se auto mil jayegi Nepal border ke liye..border par kar ke bus milti hai jo aapko direct sagarmatha eye hospoital ke gate par utar degi.🙏🙏🙏
Han hota hai...par kala motiyabind thoda riskey hai..aap Chennai me dikha len SANKAR NETRAYALA. CHENNAI..Wahan sabse acha machine aur doctor hain india me🙏👍
Sir aap Varanashi bhi Lahan ja sakte hai aur Gorakhpur se bhi..detail ye hai.. Varanashi se aapko swatantra senani exp hai aur pawan exp..Jaynagar last Stop iske bad aapko auto se nepal border ,aur waha se bus direct Lahan hospital gate tak.. Gorakhpur se Pawan exp.jaynagar last stop..uske bad station se hi bus milega 3 bje morning se hi..nepal border tak ..uske bad bus se lahan hospital gate tak..🙏🇮🇳
@@samirtripathi1238 lahan jane achha hai ki aap अयोध्या से गोरखपुर चले जाइए ट्रेन से फिर वहा से बस द्वारा नेपाल बार्डर से थोड़ी ही दूर pr लुंबनी आंख हॉस्पिटल है बहुत अच्छा अपने पापा का आंख वही pr बनवाए बहुत ही अच्छी हॉस्पिटल है
Sir doctor to hain par mailly yehan pe lov motiyabind ke operation ke liye jyada aate hain..aap Sankar netrayala me dikha saktevhain chenni..ache doctor hain wahan
Tenstion nahi len aap sir ji..aap jaye nepal ..Sagarmatha choudhary eye hospital hai lehan nepal me..wahan daily bahut sare log ka aankh ka operation hota hai...lens wahan 6 hajar se start ho jata hai acha wala..doctor se puch lijiyega ..sasta me acha kon sa hoga maa ji ke liye wahi lagwa lijiyega...aankh ke strength ke hisab se wo log bata denge...🙏🙏🙏sab acha hoga sir
Aap Raxual se Mujafarfur train se aa jayen...mujafarpur se jaynagar ki train le len..jaynagar se auto se nepal border aur wahan se bus direct lehan hospital gate tak jati hai
Bahut sari train hai Muzaffarpur se Jaynagar ke liye..aap jaynagar pahuchne ke bad..waha se auto mil jayegi Nepal border tak..waha se bus jati hai direct Sagarmatha eye hospital gate ke liye🙏
हाँ सर जी मिल जायेगी।जयनगर में भी स्टेशन के बहर रुक सकते हैं नही ती आप auto से border के पास जा कर बहा से बस से लहान भी जा कर हॉस्पिटल के पास बहुत सारा लौज होटल है।शाम मे लहान चले जायेंगे तो मॉर्निंग मे आसन होगा हॉस्पिटल मे नम्बर लगने मे।वैसे जय नगर से सुबह मे 4 बजे से ही auto मिल जाती है जो की आपको नेपाल बौर्डर तक पहुचा देगी।आप जय नगर स्टेशन के बहर एक बार लोगो से भी राय सलाह कर लीजियेगा ।जो भी acha लगे करियेगा सर 🙏
@@vishalsingh-qt9fs aap Indian 10000 rs lekar jayenge to aaram se ho jayega,main apni maan ka phaco+foldeble lence lagwaya hai.Nepali 10000rs aur Indian me 6250. maximum log yahi lence lagwa rahe hain.
Han Patna se train hai Jaynagar ka..ja sakte hain..station me nahar se auto le kar Nepal border tak chale jayega ..wahan se bus lekar. Did he Lehan hospital ke gaye pe utar dega🙏🙏
Mera aankh dard karta hai aur aankh se Pani aata hai Maine India me kayi hospital me check karwa liya dawa bhi chala but thik nhi ho raha hai mujhe doctor chasme ki salah nhi diye Mera aankh aur sar dard karte raheta hai boht paresan hu plzz koi suggestion dijiye lahaan Jane se thik ho jayega?
Aapne Chennai dikhaya hai kya SANKARA NETHRALAYA..agar nahi to wahan try kariye sir..Nepal lahan bhi dikha sakte hain sir par wahan maximum motiyabind operation ke logo ka line rahta hai..dono me se koi ek try kariye sir...Chennai multispeslity hospital hai wahan se shayad aap thik ho jayenge🙏
Sir ,jane ke bad hi milega ,jane ke bad counter pe aapka file ban jayega .70 rs lega aur bana dega..1 hr me..kosis kariye ki subah pahuch jayen waha to pure din me aapka bahut kaam ho jayega
Very good nice news 🙏
Thanks for sharing this useful information 👍👍👍
Thanks for watching. Will keep you posted the informative videos.🙏👍
Apka number shnd
Very good explanation all dought clear thanks bhai
Thank you sir 🙏
Sir total time kitna lagega motiabind ka operation jaise aaj 8 bje tak subah pahuchenge to lahan to kitna tume me operation ho jayega
Sorry .late ho gaya hoga aapka reply karne me..2-3 din lagte hain sir..shayad ho gaya hoga aapka 🙏🙏
Nepal mein eye retina ka treatment ke liye koun sa hospital best hein
Hai sir ji..but one time aap Sankar netrayala Chennai dikha lijiye acha hospital hai..
Jisko utna capicity nahi hoga Chennai jaane ka. Wo kya krega
Aap to sabhi ko Chennai jaane ka hi advice de rahe hain
@@AnkitRaj-on5sf bhai. Agar critical illness hai to wahan jana best hai..normal motiyabind ke liye nepal best hai sir ji.mai to ganesha acha hi bataunga 🙏
Sir, mere papa ko motiyabind ka operation hoga, doctor bolaA hai . To kiya waha par operation laser method se hota hain , please 🙏 tell me sir..
Han sir hota hai..wahan dono tarike se hota hai ..aap jyse form bhar kar denge waise ho jayega.🙏
2 tarike se waha operation hota hai ek Manual hath se..dusra Machine se ..Aap jyse bolenge waise hogA🙏
Bacha kliye eye dr best hai
Sir parwani pur sahi hai ki lahan... Kaun hospital sahi hai
Lagan old hai ,,kam pysa me acha illaj hota hai sir
Glaucoma (kala motiyaabind) ka operation hota h sagarmaatha eye hospital lahan me?
Kala motiyabind ka ek bar doctor se dikhana padega uske bad wo log decide karenge..ye thoda riskey hota hai normal se..doctor log dekhne ke bad bata payenge
Sir mai ara bihar se hu meri mummy ko motiyabind ho gya h wha kitna din lg skta h ilaz me plz tell mw🙏🏽🙏🏽
3 days max
Aap patna se jaynagar ka train le sakte hain ..jaynagar last border hai india ka.wahan se station ke bahar se auto mil jayega border tak...border par kar ke bus direct hai lehan hospital gate ka..sagarmatha eye hospital lehan
Bhai ek help cha hiye tha jaldi me kisi ko pta ho to batana mere bhai ko aankh pe chot lga hai or usko ek aankh se dikh nhi Raha hai waha ilaaj ho sakta hi bolo hai Bihar me ko operation Krna hoga lekin guarantee nhi leye ge ki raushani aaye ga ya nhi
Aap Chennai le kar nikaliye sir..waha sambhav hai ilaj.hospital ka nam hai SANKAR NETRAYALA CHENNAI.
Sir mera koi grantee nahi le Raha hai
Aankh ka parda kamchor ho aur abhi motiya suru ho raha hai uska traetment hai kya kya price lagega
Han ho jayega ilaj ..aap aa kar doctor se mil lijiye...nahi bolega to aap Chennai Sankar netrayala dikha lijiyega🙏
Mera 3 sal ka babu ha uska aakh ka parda fat Gaya ha uska aakh ka operation hua hai dekhai dega ki nhi please bataiye
Aap ek baar dikhaye Lahan Nepal ja kar..agar wahan nahi hua to aap Shankar Netrayala Chennai aa kar dikha lijiye🙏🙏Lehan Nepal jane ke liye aap kahi se v train dekhiyega Jaynagar station ka wahan se bahut pass hai bus se pahuch jayenge ..Hospital gate ke pas
Hlo sir mera ankh ke bichh me hi daag ho gaya hai charo teraf dikhae dita h pr samne kuchh nhi dikhta kaha dikhau
Sir agar nepal se najdik hai aapka ghar to dikha lijiye ..nahi to Chennai dikha sakte hain Sankar netrayala.🙏
Thanks for useful information
Thank you sir..🙏
Sir, Squint eye ka surgery hota hai kyaa? Please reply me sir, main wnha squint eye ka surgery ke liye jane ka soch rha hu
Sir wahan pahle doctor aapko dekhenge uske bad aapko bata payenge..aap india me kaha se ho..?bataye to kuvh suggest kar payenge🙏
@LogSamvadTv main Jharkhand se hu
Ok.sir ek bar aap visit kar sakte hain..nahi to sir aap sankar netrayala chennai dikha sakte hai..waha sab ka spesliest hai sir.🙏
Me odisha se hu. Mera pitaji eye motiaband ho geya..dono eye dekhai Nehi deti he..kya waha Mera pitaji thik ho jayega..plz. sir tell me
Sir aap ek bbar ja kar dikha den..Chennai me bhi ek hospital hai sankara netrayala..wo bhi bahut acha hospital hai wahan bhi dikha saktevhain...thoda pysa jyada lega chennai me lekin illaj ekdum new tarika ka hai🙏
Sir hum गरीब हो , minimum kitna pysa lagega , please sir boliye
Subah me kitne baje nepal border se bus milta hai lahan ke liye
4 bje subah se start ho jati hai sir...
jaynagar se lahan jane me bus se kitna time lagta hai
1:30 hr sir
Sir sankar netralya Kolkata me v hai kya sir
Han aaj kal har jagah khol rahe hain apna center.
Up me hai kya @@LogSamvadTv
Sir mera bhai 27 saal ka hai unhe dhundhlapn dikh raha hai aur aankh thoda laal bhi ho gya hai
Lehan mai iska ilaj hota hai kya
Ek bar dikha lijiye sir ..doctor dekh kar bata payega..
@@LogSamvadTv lehan mai doctor daily patient dekhte hai n
Nice information
🙏
Sir mera bacha ka ekh upor utha nhj pata ushe kya he kis liye ho raha he
Sir ek baar aap doctor se dikha len..pahle apne local me jo acha doctor hain usse dikha len ..nahi to nepal or chennai.
@@LogSamvadTv thk he sir nepal leke aaunga
Patna se kaise jayenge hospital kya se jayenge ki aacha rahega train se ki bus se
Direct train hai sir..aaram se ja sakte hain daily train hai patna se.the 🙏
Sir mera ek dost ka aakh m laag gya bamboo se or blood jam gya hai to dikh nhi rha hai to kya kare kuch suggestion dijiye plzz
Sir is case me doctor samne se dekh kar bata payenge. Plz visit nearest hospital
Malangawa to lahan bus chlta h ???🤔🤔Bhara v reply
Sir ji ye bus ke bare me idea nahi hai 🙏
Iss hospital me ICL surgery available hai kya
Sir plz ek bar hospital visit kar lijiye..nahi to aap sankar netrayala chennai bhi dijha sakte hain
@@LogSamvadTv kitna kya cost ayega
मुजफ्फरपुर से लहान अस्पताल जाने के लिए किस तरह जाया जाएगा उसका वीडियो एक बनाकर के
सर जी आप जयनगर तक का रेल गाड़ी देख लिजिये।jaynagar last स्टेशन है उसके बाद आप auto से नेपाल border पे पहुच जायेंगे।वहां से बस से लेहान हॉस्पिटल के गेट तक बस मिलती है सर जी🙏
17september ko hospital band rahega ya khula rahega
Sir confusion hai ..aap 17 ke bad hi jaye ..waise sunday chutti rahti hai..
Doctor ne bataye ki parda pad gaya h, Retina s roshni nhi nikl rhi h,
Ohh..ek bar ja kar pata kariye..waise yehan Motiyabind ke liye jyada famous hai...aapko Chennai dikhana chahiye.. Shankar Netrayala chennai
Jaynagar agar subah me 4 baje utar jata hun to waha se auto milegi subah subah...and border par bus v milegi...subah m 4 bje
Han sir..mil jayegi..100%.Happy Journey 🙏
@@LogSamvadTv thanku sir...Jaa to Raha hun 7 ko...koi aur suggestions ho to bata sakte hai...
@@jaswantkumar8137 Avi bahut bhir rahegi Bhai
@@jaswantkumar8137 Hospital pahunche k baad sabse pehle Nepal ka sim le lijiyega kisi v dukan se 200 ₹ de k Aur 50 ka coupon le lijiyega jisse Aap calling ya internet recharge kar sakte h time pass ho jayega Aur ghar k logon se baat v ho jayega
Cornea replacement karvaye hai dubara problem ho gai hai thik ho Jaye ga
Chennai me dikha lijiye ...waise ek baar aap nepal me Sagarmatha choudhary eye hospital nepal me dekh sakte hain
पटना से Jay nagar se नेपाल बॉर्डर से लाहन आना धन्यवाद दादा❤
Han sir patna se daily train hai evening me..jaynagar ke liye..waha se aapko border tak auto sharing me mil jayega..uske bad bus se direct Lahan hospital ke gate par utar dega।🙏🙏
Dry eye ke elag hota h kya
Han sir hota hai..lekin ek bar doctor se mil lijiye wo suggest kar denge
Sir mai yahi Hospital Me Kan ka Opration karwaye hai or Fir 20 June2023 ko jana hai Lahan,,,
Han sir jaye🙏
Mere papa ko kala motiyabind h & aankh k parda kharab ho gya h illaj ho jyega
Uko daibites h
Ege 75 h
Ek baar dikha lijiye ja kar nepal..agar bahut acha chate hain to par thoda pysa jyada lagega..sankar netrayala Chennai bhi dikha sakte hain🙏
Sir please provide information about lasik surgery
If Nepal is far from your place you can reach any of Shankar netrayala branch or main branch Chennai
Motiyabind ka operation ka kya cost padta hai & ise karne ke liye kinte din rukna padta hai?? Koi idea..
3k se lekar 20k tak max...operation charge jyada nahi hai..lense ka cost aap pe depend karta hai kon sa lagwana chahte hain..750 se 80000 tak hai..lekin 6k se 20k bich me koi v le sakte hain🙏
@@LogSamvadTv
Kitne din ka process h operation ka
@@vickynayak91 1 din operation aur 1 din rest.total 2-3 din
@@LogSamvadTv Thanku
Ksii chj ka price to batae he nahi price ke bare he janne k liya vdo dekh rahe the
🙏sir ji.Hospital ke price list ke sath v video banaye hain ..aap us video ko dekh lijiye sara info hai sir🙏🙏
Sir aakh ka palak ka aapresan hota hai kya please sir ji helps me
Sir hota to hoga.par puri jankari nahi hai iske bare me..han chennai me Shankar Netrayala hai waha hota hai ..par thoda pysa jyada lagta hai ..🙏
Sir jo full blind ka treatment bhi ho sakte hain kya plxx reply
Sir ji aap ek bar hospital visit kariye..wo check kar ke bata payenge🙏🙏uparwale pe bharosa rakhen 🙏🙏
Aap kaha ke rahne wale hain sir ji??
Assam silchar
Weekly off kis din hota hai
Sunday sir🙏
Sir Madhubani se aane ke liye kaise aana hoga
Sir Madhubani se to bilkul aasan hai..Madhubani se aap sidhe Jaynagar ki train le lijiye..waha se auto se nepal border tak aa jayen। aur waha se direct bus multi hai Sagarmatha hispital nepal ke liye🙏
Retinal pigmentosa naam ke disease h jisse puri roshni chli gyi hai .. Please pta kr sakte h kya iska ilaaj ho sakta h
Sir yehan ka to nahi pata par Sankar netrayala Chennai me ho sakta hai.Sankar Netrayala ke website pe dekh kar ya call kar ke pata kar sakte hain sir..🙏
Madhubani se kitna distance h
Madhubani se ekdum pas hai sir..aap Madhubani se jaynagar raiway station chale jayen waha se auto se nepal boeder aur fir bus se direct lehan hospital gate pe utar jayenge..hospital name..sagarmatha eye hospital lehan
Motiyabind ka operation Krane me kitna kharcha lgega
Bas 2000..uske upar aap jysa lens len jo ki 700 se start ho jata hai 70000 tak ka hai...lekinn thik Thak aapko 5k se 15k tak mil jayega🙏
@@LogSamvadTv Indian currency 5k
Kerotoconus ka ilaj hota hai kya sir ji,plz batayen (Cornea thin ho rha hai)
Aap sankar netrayala Chennai dekha len🙏
Rehne ka suvidha mil jayega na sir wha par.
Han sir ji ,wahan andar dharamsala bhi hai aur bahar me Lodge bhi hai kam rate me🙏
@@LogSamvadTv kya aap kishanganj se kaise jaye ye root bata sakte h
Retina detached ka operation hota h or kitna paisa lagega
Hota to hoga..par mai issme Salah dunga aap Chennai aakar Shankar Netrayala me dikhayen..thoda pysa lagega but bahut sare new machine hai.wahan hi-tech tarike se check ho jayega
Sir, jinko dibeties ke karan eye sight m problem aa rhi h, uska ilaj h waha pe???
Han hota hai..pahle wo aapka diabetes ka dawa dega ,uske bad aapka eye ka ilaj karega 🙏
Sir chhapra se lahan kase jaye please reply sir
Aap Chhapra se jaynagar train se aa jayen..Pawan Express bhi jati hai..Jaynagar station se Auto milegi jo Nepal border par pahucha degi..waha se border cross kar ke bus milti hai jo direct hospital gate par utar degi aapko...Hospital name..SAGARMATHA CHOUDHARY EYE HOSPITAL LAHAN Nepal.
Very Useful information 👍
Thank you👍🙏🕺🇮🇳
Sugar pesent ka motiyabind ka opsation ho jayega
Sir nahi pahle sugar control karna padega ..1 week se 1 month ka dawa dega fir operation karega🙏
Sir ..Mera pitaji ka dono eye karap hai.. operation karna chahta hu
Ji ja kar dikha saktr hain nepal ..but aur acha illj chaiye to aap chennai sankara netrayala ja sakte hai 🙏
Dharamshala main rehai saktha haina
Han sir Rah sakte hain..Bahar bhi sasta room mil jata hai
Binod Raj patna bihar se hame Nepal jana hai sar hame hep chahiya
Patna se daily railgadi jati hai jaynagar station waha tak chale jaye ..waha utarne ke bad auto le kar nepal border tak chale jaye aur boarder par karne ke bad bus milegi jo direct lahan hospital ke gate pe utar degi🙏🇮🇳
kun sa distic he nepal ka
Lahan
Lahan ,sagarmatha choudhary eye hospital lahan Nepal.
Waha jio ya airtel ka network kam krta h ya nhi?
Nahi sir waha India ka network kaam nahi karta..par aap bahar lodge ya hotel ka wifi use kar ke whatsup call kar sakte hain 🙏
@@LogSamvadTv ok thanq sir💖
Howarh se kaise jaiye yaha pr
Howrah se direct train hai sir ji Jaynaga ke liye..howrah jaynagar exp,ganga sagar exp,special train bhi hai..aap hawrah se jaynagar aa jayen..waha se auto mil jayegi Nepal border ke liye..border par kar ke bus milti hai jo aapko direct sagarmatha eye hospoital ke gate par utar degi.🙏🙏🙏
@LogSamvadTv shukriya bhaiya 😊
0peration of retina is possible
Ji han hota hai..par ek bar doctor se mil karsalah le len..max log yehan mitiyabind ka operation karane aate hain.🙏
motiyabind ka ilaj k liye kitna tak paisa lagega koi idea h apko?
750 se 5000 tak with lens ho jayega...aur agar aage ke range me jana chahe to v hai 68000 tak...Mera next video me detail jankari dene wala hun..🙏🇮🇳
Please subscribe this channel ..next video me sari jankari de raha hun...subscribe karne ke bad aapko wo video mil jayegi
Jai nagar se kitna k m hai lahan
50-55 km
Blepharospasom treatment hota hain?
Sir ji iske bare me aap hospital me pata karna padega ..ek bar aa kar doctor se mil len...nahi to aap shankar netralaya Chennai dikha len🙏
Apne yahan gass heart bawasir lucoriya dama jar se thik ho jata hai thank you tube par video hai jee 🎉❤
🙏
Ankh me nakhuna hai sir thik ho sakta hai sir
AAP one time wahan ja kar dikha len.Nahi to aap Chennai shankar netralaya dikha skate hain🙏
Koi yha ilaj krvaya h kya please help me bro.koi bhi emergency h
Kya problem hai sir aapka? Aapko kya help chahiye sir🙏
@@LogSamvadTv sir mai Bihar se hun
@@LogSamvadTv Maine yha hrek jgh ilaj krva liya hun mere aankh ki putli fail gyi h uska hi ilaj chahiye plz 😭😭
Sir hum ko eye banba haa nepal me
Han sir banba lijiye ..acha banata hai aur sasta bhi hai..hospital name hai..Sagarmatha eye hospital lehan nepal...
Motiabind feco system se kitana expense hota h
Sir sara detail hospital se direct ek video me daal diya hun..bas aap you tube me search kar le -log samvad tv. First video aapko mil jayega..🙏
ua-cam.com/video/At4C5XxVnC0/v-deo.html
Kya Nepal me kala motiyabind ka ilaj hai kya
Han hota hai...par kala motiyabind thoda riskey hai..aap Chennai me dikha len SANKAR NETRAYALA. CHENNAI..Wahan sabse acha machine aur doctor hain india me🙏👍
Bremophils ka ilach hota hain?
Sir aap aa kar doctor se mil len ek bar...nahi to aap Chennai shankar netralaya me dikha sakte hain
@@LogSamvadTvalready done ,but still no improve
Sir varanasi up se lehan hospital Nepal jane ke liye Gorakhpur se thik rhega ya bihar se
Sir please reply me
Sir aap Varanashi bhi Lahan ja sakte hai aur Gorakhpur se bhi..detail ye hai..
Varanashi se aapko swatantra senani exp hai aur pawan exp..Jaynagar last Stop iske bad aapko auto se nepal border ,aur waha se bus direct Lahan hospital gate tak..
Gorakhpur se Pawan exp.jaynagar last stop..uske bad station se hi bus milega 3 bje morning se hi..nepal border tak ..uske bad bus se lahan hospital gate tak..🙏🇮🇳
@@LogSamvadTv thank you sir
सर अयोध्या से हैं। लहान जाना चाहते हैं। कृपया रूट स्पष्ट कर दीजिए
@@samirtripathi1238 lahan jane achha hai ki aap अयोध्या से गोरखपुर चले जाइए ट्रेन से फिर वहा से बस द्वारा नेपाल बार्डर से थोड़ी ही दूर pr लुंबनी आंख हॉस्पिटल है बहुत अच्छा
अपने पापा का आंख वही pr बनवाए बहुत ही अच्छी हॉस्पिटल है
Sir radondi ka ilaj ho jata h kya
Pata karna padega sir ji 🙏
Squint eye ke kitna kharcha lajega
Sir ji plz aap doctor se mil len ek bar
Good
🙏
Lahan aankh hospital kab chhutti rahti hai
Public govt holiday aur sunday ko chutti rahti hai
Lazer ka kitna kharcha aayega
Moritiyabind ka operation ka kharch lens ke sath bahut kam kharch me ho jata hai 4k se le kar 80k tak hai ..
Kya yaha eye ke nas sukhane ka ilaj hii kya
Sir ji wo doctor dekh kar bata payenge..but mostly motiyabind ka operation karane logvaate hain🙏
Motihari se lahan kitna k.m hai
Sir motihari se lahan 220 km ke Karib hai..🙏
Ok sir
यहाँ रेटिना का डाक्टर है ?
Sir doctor to hain par mailly yehan pe lov motiyabind ke operation ke liye jyada aate hain..aap Sankar netrayala me dikha saktevhain chenni..ache doctor hain wahan
Ha
Meri ammi ka age 35 uske liye sabse achcha lens kitne ka pde gaa
Please reply sir kyun ki ek aankh bna h gorakhpur me to success nhi h wo isliye tention ho raha h
Tenstion nahi len aap sir ji..aap jaye nepal ..Sagarmatha choudhary eye hospital hai lehan nepal me..wahan daily bahut sare log ka aankh ka operation hota hai...lens wahan 6 hajar se start ho jata hai acha wala..doctor se puch lijiyega ..sasta me acha kon sa hoga maa ji ke liye wahi lagwa lijiyega...aankh ke strength ke hisab se wo log bata denge...🙏🙏🙏sab acha hoga sir
Very nice 👍👍
Thank you👍🕺🇮🇳
Raksol ke raste lahaan jaane ka rasta bataiye
Aap Raxual se Mujafarfur train se aa jayen...mujafarpur se jaynagar ki train le len..jaynagar se auto se nepal border aur wahan se bus direct lehan hospital gate tak jati hai
आप वीरगन्ज आइए वाहा से आप बस स्टेसन जाए वहाँ से लहान का गाडी पकडीय
वीरगन्ज से एक ही गाड़ी से आप लहान आये
Nakhuna Ka operation bhi HOTA hai sir HOTA hai to Kitna charge Lagta hai
Sir iske bare me idea nahi hai sir.🙏🙏
Bhai kitna paisa kharcha ho sakta he
7k se 75k ke bich me jo bhi aap le kar jayenge ho jayega🙏
Lahan ka doctor jaleshwar me v baithte h kya sun ne me aya h
Sir ess bat ka idea nahi hai..par lahan me thoda kam cost me operation ho jata hai..dekh rekh bhi acha hai🙏
👍
🙏
Muzaffarpur Se Kaise aana hoga
Bahut sari train hai Muzaffarpur se Jaynagar ke liye..aap jaynagar pahuchne ke bad..waha se auto mil jayegi Nepal border tak..waha se bus jati hai direct Sagarmatha eye hospital gate ke liye🙏
Sunday ko khula rhta hai
Nahi sir🙏
Tokan lene me kitna samay lagta hai
Token lene me 30 min se 1 hr 🙏
Koi aisa contact de puri jankari mil jaye
Sir aapke seva me present hain.🙏🙏
Myopia ka elag ho jaayega bhai
🙏
Sunday ko hospital band rahta hai sar
Han ji🙏
Kitna kharch tak lag sakta hai sir ji
Motiyabind ka operation aur lens lagaya jata hai..
भैया शाम को मिलती हैं ऑटो लाहन जाने के लिए।मेरी ट्रेन शाम को 4 बजे जयनगर पहुंचाएगी।वहा रुकने के लिए होटल लॉज मिल जायेगी ना
हाँ सर जी मिल जायेगी।जयनगर में भी स्टेशन के बहर रुक सकते हैं नही ती आप auto से border के पास जा कर बहा से बस से लहान भी जा कर हॉस्पिटल के पास बहुत सारा लौज होटल है।शाम मे लहान चले जायेंगे तो मॉर्निंग मे आसन होगा हॉस्पिटल मे नम्बर लगने मे।वैसे जय नगर से सुबह मे 4 बजे से ही auto मिल जाती है जो की आपको नेपाल बौर्डर तक पहुचा देगी।आप जय नगर स्टेशन के बहर एक बार लोगो से भी राय सलाह कर लीजियेगा ।जो भी acha लगे करियेगा सर 🙏
@@LogSamvadTv bhaiya main apni maan ke left eye ka operation karwa k aa gya.bahot achha facilities hai,kahi koi dikkat nhi hua.3 din me wapas aa gya.
@@vikaskumar-ii6kd Thank you.Aasha hai sir Aap bhi logo ki help karenge 🙏Sabse bada dharm hai Manavta aur Seva🙏 Jai Hind🇮🇳
@@vikaskumar-ii6kd Bhai kitna kharcha lga aur phaco me kon sa lens lagwaya?
@@vishalsingh-qt9fs aap Indian 10000 rs lekar jayenge to aaram se ho jayega,main apni maan ka phaco+foldeble lence lagwaya hai.Nepali 10000rs aur Indian me 6250. maximum log yahi lence lagwa rahe hain.
जयनगर से कितना लगता हैआई हॉस्पिटल जाने में बस का किराया
160-200
Sir kya January mah me eye banta h
Han sir banta hai🙏
Kya January me jana sahi hoga
Han sir bilkul sahi hoga sir..log march tak banbate hai
Sir mere ko bhi jana hai waha pe
Han Patna se train hai Jaynagar ka..ja sakte hain..station me nahar se auto le kar Nepal border tak chale jayega ..wahan se bus lekar. Did he Lehan hospital ke gaye pe utar dega🙏🙏
Eye ka nas sukh jaye to uska ilaj h
Han hai iska bhi ilaj.aap sankara netrayala chennai me dikha sakte hain..
@@LogSamvadTv thanks for reply
Mera aankh dard karta hai aur aankh se Pani aata hai Maine India me kayi hospital me check karwa liya dawa bhi chala but thik nhi ho raha hai mujhe doctor chasme ki salah nhi diye Mera aankh aur sar dard karte raheta hai boht paresan hu plzz koi suggestion dijiye lahaan Jane se thik ho jayega?
Aapne Chennai dikhaya hai kya SANKARA NETHRALAYA..agar nahi to wahan try kariye sir..Nepal lahan bhi dikha sakte hain sir par wahan maximum motiyabind operation ke logo ka line rahta hai..dono me se koi ek try kariye sir...Chennai multispeslity hospital hai wahan se shayad aap thik ho jayenge🙏
@@LogSamvadTv mai Bihar k sitamarhi zila se hu esliye mai Nepal Jana chahta hu najdik parega chennai kaafi dur hai mere yaha se
@@munnukrrr ok sir ek bar aap nepal se ho kar aayen...nahi to last me aap Chennai aa jayega🙏
Aor opartment jane ke baad hi milega ki koyi help line number hai waha ka
Sir ,jane ke bad hi milega ,jane ke bad counter pe aapka file ban jayega .70 rs lega aur bana dega..1 hr me..kosis kariye ki subah pahuch jayen waha to pure din me aapka bahut kaam ho jayega