Це відео не доступне.
Перепрошуємо.

Beef Seekh Kabab | seekh kabab commercial recipe

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 27 лип 2020
  • Eid Special Beef Seekh Kabab
    Real Commercial Recipe Indian Recipe Style
    Must Try Once
    beef kabab recipe
    seekh kabab commercial recipe
    seekh kabab banane ka tarika
    beef shami kabab
    seekh kabab recipe
    baba food seekh kabab
    jugnoo food seekh kabab

КОМЕНТАРІ • 144

  • @IjazAnsariFoodSecrets
    @IjazAnsariFoodSecrets 3 роки тому +6

    Mashallah zbardast... respectfully agr is me kabab cheeni aur pipli ka powdr dal dety to rr best hi jata. Baki sb MashaAllah behtreen

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому +1

      Ji ijaz bhai drust farmaya aap nay
      Darasal long or darcheeni add ki thi es waja se usko skip kiya hai.
      Us per proper recipe chicken seekh kabab ki bana raha hun jald
      Bht saray dost kafi whatsapp kar rahay hain
      Baki aap ki mohabbat ka shukeriya
      Keep supporting 👍👌👍

    • @farooqahmed1129
      @farooqahmed1129 3 роки тому +1

      Loong and darcheeni ko long pepper ya kabab cheeni ke saath compare na Kara in, pipli kabab cheeni ka taste zaida acha hota hai

    • @farooqahmed1129
      @farooqahmed1129 3 роки тому +1

      Jugnoo bhai, mare khene pe ap aik dafa soonf ka powder mix Karain, phir muje batain, khuboo india tek na gi tu muje kehna

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      @@farooqahmed1129 hahahah zabardast in sha ALLAH 🌹

    • @farooqahmed1129
      @farooqahmed1129 3 роки тому +1

      Jugnoo bhai love u, also love to ijaz ansari bhai but always keep angry

  • @chzeeshankorea5461
    @chzeeshankorea5461 3 роки тому +2

    MashaAllah bachon ko acha lga tu waqai boht mazy k bny hn MashaAllah

  • @shabanaishtiaq6242
    @shabanaishtiaq6242 2 роки тому +1

    very nise

  • @TalhaKhan-ho5iv
    @TalhaKhan-ho5iv Рік тому +1

    ❤❤❤

  • @eaglegaming6748
    @eaglegaming6748 2 роки тому +1

    Jugno sb ye recipe ap ko Mubarak ho pora muhalla tussi ghar bolao

  • @sajidrehman2625
    @sajidrehman2625 3 роки тому

    زبردست

  • @engineerofhomeappliances9176
    @engineerofhomeappliances9176 4 роки тому +1

    peer o Murshad Zinda baad

  • @waheedkayani6337
    @waheedkayani6337 2 роки тому +1

    ماشاء اللہ

  • @vickyladla7801
    @vickyladla7801 3 роки тому +1

    Bhot khub inshallah dubara zarur banana video

  • @zehanlushah6709
    @zehanlushah6709 2 роки тому +1

    Chicken barbecue ki recipe bhi btaien plz

  • @muhammadfayaz5286
    @muhammadfayaz5286 3 роки тому

    Mashaallah g very nice job mashaallah
    Kya bat ha

  • @farzanafmt2883
    @farzanafmt2883 2 роки тому +1

    Bohat aalla 👍💕

  • @soniawaseem4673
    @soniawaseem4673 4 роки тому

    Jazakallah main nay banaey thy seehk kabab bouht hi awlla baby hai jazakallah sab ko bouht pasand ay hai

  • @rashidrana7080
    @rashidrana7080 2 роки тому +3

    السلام علیکم گوشت پانی والا نہیں ہے آپ نے گوشت کے ساتھ پیاس کیسی ہے پیاز الگ سے بیس کے اس کا پانی نکال لیتے آپ شکریہ

  • @erumrahms7142
    @erumrahms7142 2 роки тому

    Kiya baat he..Behtereen recipe..JAK

  • @shaikhnazema8435
    @shaikhnazema8435 2 роки тому +1

    Assalamu alaikum
    Bhaijan chaina namak haraam h na fir aap daalte ho plz batye

  • @soniawaseem4673
    @soniawaseem4673 4 роки тому +1

    Jazakallah main zaror banao gi InshaAllah

  • @shaikhamiruddin5848
    @shaikhamiruddin5848 3 дні тому +1

    Pyaz ko pehle chopper kar k Pani nichod kar dalte to pani ka masla kafi had tak control ho jata.

  • @zainabtarka
    @zainabtarka 2 роки тому +1

    Amazing Bhai 👍👍

  • @mahjabeenaraimam8511
    @mahjabeenaraimam8511 2 роки тому +1

    Asak bhai yeh bataien k ajinomoto toh sehat k liye bahut muzir hai iss k badal kiya rakha jaye jo test barqaraar rahe awual sehat zaroori hai

  • @fasihkhan9492
    @fasihkhan9492 3 роки тому +2

    Bhai jan, gosht pani wala hai, kaise pata lagega.. thx for delicious recipe..

  • @user-bc5vu1xm1y
    @user-bc5vu1xm1y 4 місяці тому +1

    gosht b pani wala ha or pyaaz ka pani b thora add hogya agr ap pani waly gosht me pyaaz ka pani nikal kr add kren or gosht ko dhone ki bajay halky geely kapry sy dapp kr len to bilkul kebab ni phatengy baki agr gosht bina pani wala ho to masla ni ata

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  4 місяці тому

      Ji drust farmaya aap ney

  • @faraharshad1743
    @faraharshad1743 2 роки тому +1

    AOA, Bhaivsohaga tw bohat garam hota taseer main

  • @umanayan3677
    @umanayan3677 3 роки тому

    Bhai mane anda tikki bni bilkul zaberdast bni Bazar jesi bni thanx

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому +1

      Shukeriya dost
      Mazeed recipes b visit karain

  • @engineerofhomeappliances9176
    @engineerofhomeappliances9176 4 роки тому +2

    ustad G nayee Movie ka intizar hai ,,,,,,, kab on air karain gey ? ya Tab karain ghey ,,,,,,,jab meray mernay ki khaber ayeh ghi,,,,

  • @ahsan.gamingfreefire
    @ahsan.gamingfreefire 3 роки тому

    Gud afad

  • @shaikhamiruddin5848
    @shaikhamiruddin5848 3 дні тому +1

    Ek saal se zyada hogaye aap ne masalon ki recipe abtak load nahi ki hai.plese load the complete recipe ,want totry it.

  • @waqarwaqar9807
    @waqarwaqar9807 Рік тому +1

    Apny piyaz ka pani nikaly bgher dala ye apki mistake he. Tu apny pani double kr dia he. Pani nahi hona chayeh keemy k ander sk ye kasoor kasai ka nahi apka apna he apny p9yaz ka pani nikaly bgher usey ghosht mn shamil kr dia.

  • @jackryder6732
    @jackryder6732 2 роки тому +1

    Pani wala meat ka mathlab kiya hai bhai.

  • @zahirshah8322
    @zahirshah8322 2 роки тому +1

    Pyaz se pani ni nekala

  • @desifoodrecipes8747
    @desifoodrecipes8747 3 роки тому +1

    Pyaz ka pani nikal ker mix kerns hai

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      Haan ji pyaz se pani nikal kar mix karain ziadah acha taste aey ga

  • @mansooryousuf8882
    @mansooryousuf8882 4 роки тому +1

    Jazakillallh bhai

  • @jawadkhan-os5ot
    @jawadkhan-os5ot 2 роки тому +1

    Sir G aap ne onion ko alag se grind kerna tha phir uska pani nichor ker nikalna tha yeh galti ap se hui hai

  • @khaleefax9553
    @khaleefax9553 10 місяців тому +1

    *Gosht pani wala nahi hota .... piyaz ko alug sey koot kar uska paani nikaalo aur phir ussay gosht mein shamil karo.*

  • @hyderjaffri1383
    @hyderjaffri1383 2 роки тому +1

    I loved your videos but please do wear gloves

    • @Desi_baba
      @Desi_baba 2 роки тому

      Gloves k saath wo taste nahin aata jo bagair gloves k aata hai balkay mera to mashwara hai jugnu ko banyan pehan k banana chaieye

  • @kashmiri6989
    @kashmiri6989 3 роки тому

    Nice👍

  • @LearnwithSirSaeed
    @LearnwithSirSaeed 2 роки тому +1

    Ye beef kabab hyn ya mutton

  • @allhabaadshah
    @allhabaadshah 2 роки тому +1

    Juggnu Bahie, ap nay Kabbab cheeni nahe daali? Ap nay Dar-Cheeni bas dali ha…

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      Ji kabab mukhlif tareekoun se bantay hain bhai.
      Kabab cheeni k bad dar cheeni ki zarurat nahi rehti.aik hi cheez dali ja sakti kabab ko behtr bananay k liye

  • @muhammadfayaz5286
    @muhammadfayaz5286 3 роки тому +1

    Bhai sab gosht koi khta ha pally ka lo koi khta raan ka lo koi kahan ka ap btao kidr ka lyna ha

  • @ghaziaiqbal1190
    @ghaziaiqbal1190 3 роки тому

    Kaban cheeni or peepli nai dalni is main wo to sekh kabab ki jaan hai

  • @Haiderx292
    @Haiderx292 3 роки тому +1

    App ko payzz ghost say alug kr Kay uss ka paani nikalna thaa ghost phalay b pani wala thaa

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      ھاں جی مجھے پتہ نہیں تھا

  • @anwershamim4696
    @anwershamim4696 2 роки тому +1

    Piyaz ka pani nichod kar dalna tha.

  • @amazinghdtv
    @amazinghdtv 4 роки тому

    Zbardast

  • @talibjaved5199
    @talibjaved5199 2 роки тому +1

    Sara muhla aa gya ty phr khana ki aa.

  • @seeratgulzar8133
    @seeratgulzar8133 2 роки тому +1

    As i m from South Africa always be happy sir ur shop is lahore

  • @qaziquyyum6001
    @qaziquyyum6001 2 роки тому

    Qasae sab he be eeman hotay hen pani walay gosht kay sath apna eeman (jo un men hota he naheen) be takay anay sair baichtay hen or kam be toltay hen.

  • @atherkhan7950
    @atherkhan7950 2 роки тому +2

    onion should be added without water

  • @atherkhan7950
    @atherkhan7950 2 роки тому +1

    Apko onion ka paani nikalna chayae tha meat ka idea nahee paani wala hai ya nahee.

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому +1

      Baat drust hai aapki
      Qasaee k bharosay per mara gaya 😊

    • @atherkhan7950
      @atherkhan7950 2 роки тому +1

      @@JugnooFood koi baat nahee everyone learning. konsay hissay ka gosht best hai for this receipe?

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      @@atherkhan7950 kabab humaysha pallay ka mazaydar hota.
      Baki jo merzi hissa use kar saktay

  • @khawajajan-e-alam246
    @khawajajan-e-alam246 2 роки тому +1

    Seekh kabab ka qeema me onion alag se nikalte hen aur uska pani nikal k phir qeema me mix karte hen aur seekh kabab me green chilli nhi daltay

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      Acha ji
      Per mai dalta hun
      Or yahan ye bht kamyab recipe hai.
      Alhumdulillah bht saray students kamyab business kar rhay hain

  • @ameerahmed8802
    @ameerahmed8802 Рік тому +1

    کچھ اور چیز رہ تو نہیں گئی سارے مصالحے ڈال دئیے معاف کر دے بھائی

  • @poorGuyshoot07
    @poorGuyshoot07 3 роки тому +1

    *You're real ustad apna numb b likho vido screen p take hum rabte s apki rehnumayi hsil krskr*

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      شکریہ دوست
      اللّٰہ پاک آپ کو سلامت رکھے آمین ثم آمین

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      03238888817
      Whatsapp

  • @Desi_baba
    @Desi_baba 2 роки тому +1

    Ghalti gosht walay ki nahin apki hai piyaz ko alehda add karna chaieye tha pani nikal k

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      Waisay gosht pani wala hi milta hai market se ???

  • @shaheryarali3815
    @shaheryarali3815 2 роки тому +1

    Nhi bhai hum ny koi nhi pory mohly ko bolna nhi to sary kha jay gy

  • @jackryder6732
    @jackryder6732 2 роки тому +1

    What do you mean by pani wala meat?

  • @sikandarali6319
    @sikandarali6319 2 роки тому +1

    Galti yr howi..pryaz ka Pani ni nikala ..

  • @muhammadahmad6359
    @muhammadahmad6359 2 роки тому +1

    Bhai china namak to milta he nahi

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      Bhai har cheez milti hai akbari mandi se

  • @S_Naz786
    @S_Naz786 3 роки тому +1

    What else can we use instead of suhaga for binding of meat please JazakAllah

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому +1

      Sub se best tou suhaga hi hai
      Es k elawa aap besan...charbi...or rusk wagaira. Use kar saktay hain......
      Dhaga b lapait saktay hain

    • @chefmum4096
      @chefmum4096 2 роки тому

      @@JugnooFood سہاگہ پھٹکڑی کو جلا کر بناتے ہیں کیا پلیز رہنمائی کیجئے

  • @mairarustam113
    @mairarustam113 3 роки тому +1

    Ustad g chiken seekh kabab b same recipe se banein gy???

  • @sikandarali6319
    @sikandarali6319 2 роки тому +1

    Or pryaz ka Pani bi beach men add kr diya..ye bi galti ha..

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      Shezaday bagair pani nikalay b kabab bantay hain.
      Mai kaee kaee munn kabab banata hun alhumdulillah

  • @bilalbutt835
    @bilalbutt835 3 роки тому +1

    Zabardast jugnoo bhai i love you
    Lakin chinese namak per mujhey phir aytraz hy

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      Drust kaha aap nay .....optional hai ye
      Chaho tou dalo na chaho tou na dalo

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      Lakin recipes professional china salt zarur use kertay

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      Or aapki mohabbat ka behad shukeriya
      Love from my side 💕

  • @mustafausman8049
    @mustafausman8049 3 роки тому

    👍🇵🇰🗽🗽🗽

  • @HasanAli-se1hf
    @HasanAli-se1hf 3 роки тому

    Bai naraz na hona AP ki receipe ?????????????????????????¿??

  • @haidersheikh9528
    @haidersheikh9528 2 роки тому +1

    Answer: Sir, ap ne Pyaz ka pani nai nikala, or ye apki mistake Hai don't mind..!!

  • @umerbutt9252
    @umerbutt9252 3 роки тому

    bro beyaze ka pani nechore layty to sai tha but nice

  • @sobiayounas5395
    @sobiayounas5395 2 роки тому +1

    aapne pyaz pehle Dal Diya hai yah galti aapse Hui hai

  • @MuhammadIqbal-il5ev
    @MuhammadIqbal-il5ev 2 роки тому +1

    پانی والا ہے تو کوی مسلہ نہی آپ نے قیمہ ململ کے کپڑے میں ڈال کر نچوڑلینا تھا اور بعد میں مصالے ڈال لیتے

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      ہاں جی یو آر راہٹ

  • @saminazafar3560
    @saminazafar3560 2 роки тому +1

    Can we use cow fat (charbi) instead of goat fat?

  • @engineerofhomeappliances9176
    @engineerofhomeappliances9176 4 роки тому

    ustad G ager gosht pani wala ho to phir kiya bandobast kerna chayeh ,,,,,,, k taste bhi kharab na ho ?

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  4 роки тому +1

      Meetha soda or double roti bareek

    • @engineerofhomeappliances9176
      @engineerofhomeappliances9176 4 роки тому

      @@JugnooFood Geonday wasday rawwo Murshad G.

    • @mazharabbas951
      @mazharabbas951 3 роки тому

      میٹھا سوڈا کی مقدار اور ڈبل روٹی کی مقدار اتنے ھی قیمہ میں کیا ھو گی

  • @MuhammadIrfan-zl5nn
    @MuhammadIrfan-zl5nn 2 роки тому +1

    Jugnoo Bhai Apne apni ghalti qasai pr dal do he...man batata Hun apki ghalti q k mujhe Shuru mein ghalti ka pata chal gya tha sb thik tha pr piyaz ko kbhi bhi qima k Sath mashin se nhi nikalty us k Pani se kabab girl rhe hen..piyaz hamasha Alag nikale or Pani nichor k Kisi kapre se to or behter he phir shamil Karen...

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      Nahi ye galti nahi hai bhai.
      100 kilo qeema pakatay hain hun orders per aisay hi

  • @hafiza979
    @hafiza979 3 роки тому

    Sur pani waly gosht sy kya mutlb mujhy samjh Ni Aya.

  • @mahjabeenaraimam8511
    @mahjabeenaraimam8511 2 роки тому +1

    Fat bhi moozir hai iss ki jagha butter bhi daala jasakta hai

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  2 роки тому

      Es mein fat hi use hoti hai
      Or fat muzir nahi hai janab
      Jo ye vegetables oil use kartay hain wo nuqsan de hai

  • @engineerofhomeappliances9176
    @engineerofhomeappliances9176 4 роки тому

    es say kababon k taste mai koi kammi to nahin ho ghi?

  • @mohammadshaikh3815
    @mohammadshaikh3815 3 роки тому +2

    China salt is haram.

  • @engineerofhomeappliances9176
    @engineerofhomeappliances9176 4 роки тому

    ustad G aap ny piply aur kabab cheeni istamal nahin ki,,,,

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  4 роки тому +1

      Janab e mohterm
      Long or jafil jawatri b wahi kaam karay g..... Warna kabab karwa ho jaey ga

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  4 роки тому +1

      Msine ye wo recipe bataee hai jo real Commercial use hoti hai or asaan hai

    • @engineerofhomeappliances9176
      @engineerofhomeappliances9176 4 роки тому

      @@JugnooFood geonday wasday rawoo Ustad G

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  4 роки тому

      @@engineerofhomeappliances9176 ❤️👍

  • @nighthawk9458
    @nighthawk9458 2 роки тому +1

    Zeera ko aap aghar hath ma Mal ka dalta tu zayada khusbo aati

  • @makhan2881
    @makhan2881 3 місяці тому +1

    Tooo many ingredients useless time wasting recipe

  • @furqanhaider6220
    @furqanhaider6220 3 роки тому

    Mix bv sey karwa rahey ho.
    Yeh zulam ha

  • @xspace2y634
    @xspace2y634 3 роки тому

    Baba food walay ki recipe ki copy maro tu usay credit bhi do jawan

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      Shahbash
      Bolnay se pehlay humaysha tasdeek kar leni chaiye

    • @xspace2y634
      @xspace2y634 3 роки тому

      Bhaiya kya aaj kal ke daur main kisi ke paas itna time nai hai. Aap tu bura maan gaye.

    • @xspace2y634
      @xspace2y634 3 роки тому

      @@JugnooFood bhai ye aap ki hee recipe hai, balke aap nay hee seekh kabab ijaad kye hain...kush? 😁

    • @xspace2y634
      @xspace2y634 3 роки тому

      @@JugnooFood aik chutaa sa favor kar dain, ke 5 kilo keemay ke hisaab se saray ingredients ke measurement bata dain yahan please 🙏

    • @JugnooFood
      @JugnooFood  3 роки тому

      @@xspace2y634 بھائی جی تاریخ دیکھ لیں پہلے کس نے ریسپی دی ہے اور بابا فوڈ میری ریسپیز چوری کرتا ہے اس پر میں ایک وڈیو بھی بنا چکا ہوں۔آپ میرا چینل اوپن کریں آپکو اندازہ ہو جائے گا۔لازمی دیکھیں پھر بتاہیں

  • @malikmateen4003
    @malikmateen4003 3 роки тому

    زبردست