Sir mera celling fe slow gum rha tha to maine 3.5 ka capacitor lagaya speed bad Gaya or pipe bhi lamba lagaya hai thodi der Aacha chalta hai badmai zatke Dene lagta hi hai kiya problem ho sakta hai??
@@PriyaJ234 ha bhai agar motor ko fitting karne ke baad aisa problem aa raha hai to awashya fitting ka problem hai to aap motor ko khol kar sahi tarike se fit kare
Sir apako batane par mera fan thik ho gaya. Very very thank you.
Sir mera celling fe slow gum rha tha to maine 3.5 ka capacitor lagaya speed bad Gaya or pipe bhi lamba lagaya hai thodi der Aacha chalta hai badmai zatke Dene lagta hi hai kiya problem ho sakta hai??
Kya ye problem motor repair karane ke baad aa raha hai ya achanak se apne aap aa raha hai
Mera bhi fan jhatka dekhtha hein...rukh rukh kar chaltah hein...bahut awaz dehta hein..9 barsha purana hein..orient pspo
Bahut achaa video tha, tester bahut badiyaa lagaa kaunsa hai? Kya price hoga
Tapariya. 50rs
Bhai ye btao ki on karne par ek bar ghatka deke chalta h bar bar nhe
super se uper
Super
Only inviter se chalane par 3 baar jhatka dekar speed me chalta hai
Mere fan mein full speed karne pe hi vibration hoti h . Baaki low speed mein nhi hota . Aisa kyu hota h sir ?
Bhai aapka fan ka hang wala dandi jyada lamba to nahi hai check kare
@@electricalsearch aisa to nhi h. Kya fan ki.fitting mein problem ho skti h ?
@@PriyaJ234 ha bhai agar motor ko fitting karne ke baad aisa problem aa raha hai to awashya fitting ka problem hai to aap motor ko khol kar sahi tarike se fit kare
😊😊😊😊
Lllllll