Distribution Substation ka important video, aapne close se banaya achha laga, aur bahut kuchh ki jankari mili. but LTDB Close karna bhul gye. Thankyou!
Bijli board k Line man se baat kre jo aapke area k transformer ko dekhta hai, wo jla huwa ct ko hata kr dono side k conductor ko joint kr deja sayad isse line a jayenja, aur aagar koi fuse jal gya ho to fuse badalna hoja.apne se kosis na kre, risky hoja.
Transformer se output nhi a rha hoja , ya fir LT Line (तार) khi se kata huwa hoja Lineman se Transformer ke output ko check karwaye....wo thk hone par LT Line ko check karwaye 🙂
बहुत ही बढ़िया लगा धन्यवाद सर जी
So nice beautiful bahaut acha laga hai
Best helpful knowledge ❤❤❤
Very good discription
Thank You So Much Ase hi Or Video Banate Rahe
Thanks sir G☺️
Distribution Substation ka important video, aapne close se banaya achha laga, aur bahut kuchh ki jankari mili. but LTDB Close karna bhul gye.
Thankyou!
Hum logo ne hi kam kiya h vijai electrical me jharkhnd latehar Distt me
Perfect wiring sir good explanation sir
❤️❤️❤️❤️🔥❤️❤️ very good
Great explanation bro
200 kva transformer mounting DTR TO EXPLAINED.please
Do kisa dalna btao
Sir please coment ka reply kijiye
Ap electrical ki training dete ho kya sir??
No🙂
Box ke ander 1st wala CT (meter k uper) fuse/jall gya hy jiske karan gharo m current nhi aa rha hy pleasss sujjest me
Bijli board k Line man se baat kre jo aapke area k transformer ko dekhta hai, wo jla huwa ct ko hata kr dono side k conductor ko joint kr deja sayad isse line a jayenja, aur aagar koi fuse jal gya ho to fuse badalna hoja.apne se kosis na kre, risky hoja.
Is pe bill lag jaye ga kya
Sir ab switch do fuse fit karne ke baad kitne din me kharab hota hai
Koi time nhi hai ki kab kharab hoja ....
2phage me voltege km aa rha h ek me achha aata h kya karn ho skta h
Transformer se output nhi a rha hoja , ya fir LT Line (तार) khi se kata huwa hoja
Lineman se Transformer ke output ko check karwaye....wo thk hone par LT Line ko check karwaye 🙂
Kitna kw ka hai sir transferma
25 kva Distribution transformer