Sir m apko gandhi vidhya mandir school s janti hu m science ki student hu but meri sari arts ki frds aapki bhut tarif jrti thi .....or saach m sir apke pdhane ka tarika bhut aavha h 😊😊 thank you so much sir
Sir me ajmer mdsu University se GCA College me geography honours part 3 ka student hu or mujhe apki padai samjh me ati hai ap bahuy easy samjhate hain ✨✨
Esh ke liye aapko pahle equator line ko according to ans bana le fir longitude 20,40,60.......180 East and West ke liye 18 bhag equator ke kare, phir longitude ke liye rekha khadi kare, 18 bhag ap mere video ko dekh kare kar le Jo playlist practical me Diya gaya he
Sir m apko gandhi vidhya mandir school s janti hu m science ki student hu but meri sari arts ki frds aapki bhut tarif jrti thi .....or saach m sir apke pdhane ka tarika bhut aavha h 😊😊 thank you so much sir
Thanks
Sir me ajmer mdsu University se GCA College me geography honours part 3 ka student hu or mujhe apki padai samjh me ati hai ap bahuy easy samjhate hain ✨✨
Thanks 🙏
Ho gya kya geography ka practical exam ya ab hai aapka exam
Mera to 1 ko hai isliye sir ki video's dekh ke padh rhi hu ab
@@Anshu25019 nhi 4 march ko hai practical mere geography honours hai na isliye ap konse college se ho
Sir apka padhane ka tarika bahut accha hai
Thank you so much sir ji 😍🙏😍
Thanku sir
Thanku soo much sir😊
Thanks sir bhut he acha samjhaya h very nice I love you sir asa sir to har college me honi chiyi 😊😊😊
Thank you so much 🙏
Thankuu sir❤❤❤
Thank you for this video sir
Sir सिनोसाइडल। Bala diagram nhi bn Baya aapne
Thanks 🙏🙏🙏🙏 sir ji
Nice shri
Sir 15°ka maan kese pta lgayeee
Thank you so much sir ❤❤
Thank you sir
Sir, 20,40,60 degree ka value nikalna agar thora bataye toh accha rehta
Apko 20,40,60 digri ki value book se diarect leni padegi
TQ sir😊❤🙏😊
Sir agar interval latitude or longitude 20degree and 30degree respectively ho to yeh kaise banega plz reply
Aapko latitude ka man dekhna hoga and longitude 360/30 karne par 12 line longitude ki banani padegi
Sir aapne samdursat belnakar prakshep me bumaday rekha ki lmbayi 12.1kyu ki 13.2 se
Bo galti se pahke 12.1 ho Gaya he lekin jab ap solve karoge to apka ans 13.2 hoga. Ap pahle ko bhi 13.2 kar lena
Sir pura figure practical page per aa hi nhi pa raha
Sir yahi questions inch me batayiye
Thanks sir
DR . भरत कुमार मैं आप से एक प्रशन पुछना चाहता हूं जो 20,40,60,80, डिग्री को कैसे कर करना है थोड़ा से समझाइए
Esh ke liye aapko pahle equator line ko according to ans bana le fir longitude 20,40,60.......180 East and West ke liye 18 bhag equator ke kare, phir longitude ke liye rekha khadi kare,
18 bhag ap mere video ko dekh kare kar le Jo playlist practical me Diya gaya he
. 356 किस लाग टेबल से है सर या यह टेबल किस लाग का है cos, sin, tan
2.3026xRx laghugudak ten(45digri +jis digri ka man nikalna he/2)
Formula apply
356
0.356×2.1=0.74
Sir ji yee °ka maan kese nikaleee
Thankyou sir