A.A Thankyou bhai💜💜 Mein bohat pareshan thi mery 1st time board ky exams hain.kisi cheez ka bhi idea nahi tha.especially time management ka .Ap ny hamary liye asani kardi.Allah apko iska acha sila dy (Aameen). Kia ap humein long aur short questions like chemistry wagera ky liye time management sikha sakty hain.Plzz🙏🙏🙏
bhai aap ko sach btaoon to ahsaan hai aapka ke aap ne itni cheezein btai hamein warna aaj kal to log pese ke peeche bhaagte hain or peson ke iwaz knowledge share karte hain Truly hats off to you Sir 🙌🙌🙌
Assalam Alaikum. Thank you so much! That sounds so helpful. I will definitely try this in my exams as I will be giving the board examination for the first time. Again, thank you!
Bro, I watch your videos with great interests, boht zabardast videos hain MAHSALLAH, but aik request hai, music na add kiya karo, apki advice pe focus karne ki bjaye mind thora music ki taraf divert hojata hai.
Long questions 2,3 yahan takkay 4,5,6,9 pages tak ky hotay hai kaisay Yaad karein kaisay tyar karein kaisay Yaad hoon wagaira wagaira? Aap iss pr bhi video zaroor karein
bhai ek sawwal he ke jab hum paper kar raheen ho ge to marker or pen baar baar badalna parta he main heading or subheadings je liye ose kese manage kare?
Sir meney question karna tha key urdu ka paper left side sey hi start karein? Hamarey examminer ney hamey is barey m nahi bataya tha so i am asking you
Bro aap plz khud se 9 k papers bana k humein bata sakte hain aap ko experience hai iss liye keh rhe hain especially physics chemistry computer ka bana k share kere plz
@@saimamunir2525 Ap ka buhat shukria kap ap nay mujh par itna bharosa kia...but...In reality hume bhi nhi pta kay board exams mein kia aye ga..ap sirf iss cheez ar na rahrin kay kay jo mein ap ko bataon ga wohi aye ga! Haan mein apkay liyay kuch Test session kay tests share kar deta hoon..Just for an Idea..jo mein nay khud bnaye hain
SUGGESTION : USE PEN AND PAPER WHILE WATCHING THIS OP VIDEO
Very Right ❤
@@faizantanveeer THANKS SIR G 9 CLASS KE 8 SUBJECTS HAI ABI PEHLA BOARD EXAM KINDLY 9 CLASS PER HAR SUBHECT KE SYLLABUS COMPLETE KRNE KI STRATEGY 🎗️
@@afzaalaslam19539 subject hote hai bro😂
is saal se bro😢@@Hi_My_Dad
A.A
Thankyou bhai💜💜
Mein bohat pareshan thi mery 1st time board ky exams hain.kisi cheez ka bhi idea nahi tha.especially time management ka .Ap ny hamary liye asani kardi.Allah apko iska acha sila dy (Aameen).
Kia ap humein long aur short questions like chemistry wagera ky liye time management sikha sakty hain.Plzz🙏🙏🙏
Mcqs strategy me pehlay bi use Kar cuka hoon. Nice results
bhai aap ko sach btaoon to ahsaan hai aapka ke aap ne itni cheezein btai hamein warna aaj kal to log pese ke peeche bhaagte hain or peson ke iwaz knowledge share karte hain
Truly hats off to you Sir 🙌🙌🙌
Very very good information in detail, God bless you ,
Assalam Alaikum.
Thank you so much! That sounds so helpful. I will definitely try this in my exams as I will be giving the board examination for the first time. Again, thank you!
This helpful to you? as I am also giving exam this-time😢
Thanku❤
And I am Soo confused that after metric would I join pre fse or inroll in a programming course etc.. please guide ??
I will make a dedicated video about this InShaAllah
Nice 👍🙂
what about model papers ? should we keep them in mind while preparing for board
Just mcqs
definitely most of the paper comes from modal paper specially mcqs
Thank you ❤️
MEIN NE 1 GHANTA PEHLE PAPER KAR LIYA THA. THANKS FOR YOUR SUGGESTION 😊
😲
😲
Meny ghr sy nikalty waqt hi krlia tha, thanks bhai
@@FreeFire-yi3dx 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
@@FreeFire-yi3dx ABAY Ni yaar Sachi .. mein NE KAR Liya THA paper... Easy bhi Tha Tou ISS liye Hogya jaldi
idk why am thinking again and again that i forgot to fill the paper code in 2 papers or 1 paper idk
Thanks Bhai jan
Bro, I watch your videos with great interests, boht zabardast videos hain MAHSALLAH, but aik request hai, music na add kiya karo, apki advice pe focus karne ki bjaye mind thora music ki taraf divert hojata hai.
Long questions 2,3 yahan takkay 4,5,6,9 pages tak ky hotay hai kaisay Yaad karein kaisay tyar karein kaisay Yaad hoon wagaira wagaira?
Aap iss pr bhi video zaroor karein
Thank you sir faizan
Thanks bhai very much aj mera paper ka time boht muskil sa oura hoya tha ab ma next ma ap ki instructions follows karo gi ❤❤❤
bhai ek sawwal he ke jab hum paper kar raheen ho ge to marker or pen baar baar badalna parta he main heading or subheadings je liye ose kese manage kare?
Thankyou sir
and according to my experience time watch is must
Sir meney question karna tha key urdu ka paper left side sey hi start karein? Hamarey examminer ney hamey is barey m nahi bataya tha so i am asking you
Right se start hota left se English ka jota
Hota*
@@rfcALPHA.69 ab to pata chal hi gaya hey but thanks
Very good good bless you
e sheet pay to line nhi lagaty na?
Faizan Bhai Apne teaching kab start ki thii after inter??
During Inter
Nice strategy
Very good❤
Thanks a lot sir gg❤❤❤❤❤❤❤
Lekin faisalabad board me to roll no wise nhi hota roz seats or classes change hoti thi. Roll number shuffle hoty thy
Very nice wonderfull content ❤❤
Thank you soo much for your suggestion and guidance
SUGGESTION : MARGIN LINE KI KOI ZARORAT NAI , MANAY KHOD EXAMS DIA HA KABHI MARGIN LINE NAI LAGAI PHIR BHI 1040 HA 1100 MA SAY , SACH MAY ❤❤
Nice Information 😀
Thanks bro
Thanks for giving best tips ❤️
So there's a question.
Mere roll number waghera ke bubbles bahar nikal gye tu kia hoga?
Marks deducted
Kuch bhi nahi hota
Wo hand checking hoti hai
nice 😇
Bhai apky matric ma zyada marks kis subject ma deduct hoya tha please tell
I will make that video Inshallah
can you tell some important questions
Yes sure Ask!
@@faizantanveeer theorem chapter 16 please mark some important questions am almost fullt prepared but i need to learn the theorems now
Bro aap plz khud se 9 k papers bana k humein bata sakte hain aap ko experience hai iss liye keh rhe hain especially physics chemistry computer ka bana k share kere plz
Kia ap Jese Test Session ka test hota hai waisay keh keh rhi hain?
@@faizantanveeer g sir plz
Sir means jese aap aik andaze se paper bana k deden k ye aa sakta hai to uss ki preparations karlenge q k aap pr full bharosa hai
@@saimamunir2525 Ap ka buhat shukria kap ap nay mujh par itna bharosa kia...but...In reality hume bhi nhi pta kay board exams mein kia aye ga..ap sirf iss cheez ar na rahrin kay kay jo mein ap ko bataon ga wohi aye ga! Haan mein apkay liyay kuch Test session kay tests share kar deta hoon..Just for an Idea..jo mein nay khud bnaye hain
is clipboard available in board exams?
No
@@safiayousaf8780 So, where my board is it is allowed there. But thanks for telling.
Ni
sir fbise board exams easy hoty slos based ki bat kari?
Sir aap kis board mn teaching kr rhy hn?
And aap ny Matric and inter kis board sy kiya ha?
Lahore Board
Bhai garmi ki waja se pen ne ink chori orr hath par lag gai tu 3,4 mcqs par dhaba lag gya.
Sir plz apka nbr mil skta h khya
Or hamara to Sindh board hai to hum marker se lines draw kar sakte hain
But Bhai ma lahore say ho or class 10 ma ho
Sindh ka kon sa board
Yes ap kar saktey ho
Ji ap bhi kar saktey ho