Mufti e azam e hind ki namaz e janaza kisne padhai | Mufti e azam ki namaze janaza | sarkar e kalan

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 96

  • @MdSalahuddinAshrafi-vz4jc
    @MdSalahuddinAshrafi-vz4jc Місяць тому

    واہ واہ سبحان اللہ ماشااللہ بہت خوب بیان ہے علامہ تو صیف رضا خاں زندہ آباد

  • @GulamjeelaniAshrafi
    @GulamjeelaniAshrafi 21 день тому

    ماشاءاللہ بہت خوبصورت

  • @ajcollection8887
    @ajcollection8887 Рік тому +8

    Yeh Mufti e Azam ke liye badi Sharf ki baat hai....
    Huzur Makhdumul Masahykh Sarkar e kalan R.a ne Huzur Aala Hazrat hamshabeehe Gaus e Azam ki Namaz e janaza padhaee hai....❤❤❤

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  Рік тому

      جی

    • @imxas
      @imxas 4 місяці тому +2

      Pata bhi hai kya likha hai

  • @adnanadilashrafi7576
    @adnanadilashrafi7576 Рік тому +2

    Mashallah ❤️

  • @SaddamHusain-en9rv
    @SaddamHusain-en9rv Рік тому +1

    Masha Allah subhan allah bahut khub haque baat Hai hazrat ❤❤❤❤❤❤❤

  • @hazrathmiskeenshahquadriai4095
    @hazrathmiskeenshahquadriai4095 3 місяці тому +1

    Subhanallah Subhanallah

  • @syedaminulqadrifans4670
    @syedaminulqadrifans4670 5 місяців тому

    1:01 Subhan AllAH ❤

  • @MDMADANI480
    @MDMADANI480 Рік тому +1

    Mashallah

  • @mdparwezashrafi6931
    @mdparwezashrafi6931 Рік тому +2

    Haque hai, allah ahle sunnat wal jama'at ko pehle jaisa ek aur mazboot banae ,aur tamaam olomae kiram ki jaan maal izzat aabru imaan o aqidah ki hifazat farmae aur bilkhusus olomae kiram ke saya ko ham par qaim o daim farmae 🤲🤲

  • @mohammadkaunainansari7557
    @mohammadkaunainansari7557 Місяць тому +1

    Wallah mujhe aaj puri duniya bhi kahe ki huzoor Mufti-E-Azam ki namaz e janaja HuzoorTajushshariya ne nahi padhi to bhi nahi manunga..... HuzoorTajushariya ne huzoor Mufti-E-Azam ki namaz e janaja padhai hai.. .....basti basti Kariya Tajushariya Tajushariya ❤

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  Місяць тому

      اتنا غلو ۔؟

    • @faizanraza806
      @faizanraza806 5 днів тому +1

      Sarkar Tajusharia ki Ek Clip Bhi Maujood Hai....
      Hazrat Farmate Hai Ke Maine Hi Mufti e Azam Ki Tamaz e Janaza Padhai Hai
      Ho Sakta Hai Ke Namaz e Janaza 2 Martaba Padhaya Gaya Ho

  • @mushahidraza2044
    @mushahidraza2044 Рік тому

    ماشاءالله

  • @aasimraza9251
    @aasimraza9251 8 місяців тому +6

    Sarkar Mufti E Azam Hind Raziallahu Taa'la Anhu ki Namaze Janaza Huzoor Tajushshariya Raziallahu Taa'la Anhu ne Padhai hai Aur Ye baat Maine Khud Sehjada Sarkar Tajushshariya Huzoor Qaide Millat se Confirm Kiya hu Maine is baat ko
    Janashine Sarkar Mufti Azam E Hind Sarkar Tajushshariya Zindabad

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  8 місяців тому +1

      اور جن لوگوں نے النے ماتھے کی آنکھوں سے دیکھا ہے کہ حضور سرکار کلاں نے پڑھائی تھی وہ کیا ہیں ؟

    • @NaziaKhatun-s1k
      @NaziaKhatun-s1k 8 місяців тому +3

      Jii ha sarkar TAJUSHSHARIAH ne parada hain... Lekin channel Wale ko samaj nhi aya raha hain..

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  8 місяців тому +1

      @@NaziaKhatun-s1k
      channel wale ko nahi aap ko samajh nahi arah hai.. m TAUSIF RAZA sb ne kaha hai kya aap ko unse ziyada jankari hai.

    • @NaziaKhatun-s1k
      @NaziaKhatun-s1k 8 місяців тому +3

      @@FAIZESIMNA sarkar TAJUSHSHARIAH ne bi apne mukh se kaha hain ...

    • @NaziaKhatun-s1k
      @NaziaKhatun-s1k 8 місяців тому +2

      @@FAIZESIMNA tum kisi ko puch lo sarkar TAJUSHSHARIAH ka hi naam bolei ge

  • @Trending-infomat
    @Trending-infomat 5 місяців тому

    MashaAllah ❤

  • @aminuddinashrafi6078
    @aminuddinashrafi6078 8 місяців тому

    Besaq subhan allah

  • @syedaminulqadrifans4670
    @syedaminulqadrifans4670 Рік тому

    Subhan AllAH

  • @AyubAnsari-sd6sz
    @AyubAnsari-sd6sz Рік тому

    Subahan allah

  • @md.amaanahmad5650
    @md.amaanahmad5650 8 місяців тому

    Besaq subhanallah

  • @nazranamaryam9573
    @nazranamaryam9573 Рік тому

    Haq hai

  • @AyubAnsari-sd6sz
    @AyubAnsari-sd6sz Рік тому +1

    Huzur surah muzamil ko kitne dafa pad kr dam ke pine se Jadu khatam ho jata h

  • @ShafiAhmed-k4m
    @ShafiAhmed-k4m Рік тому

    Hazrat Allama munajere Ahle sunnt Arsadul Qadri R A Ne farmaaya
    namaje janaza huzoor Syed Mukhatar Ashraf R A N padhai

  • @HusainiCenter
    @HusainiCenter Рік тому

    Hazrat aap ka no dijye

  • @mustufakureshi259
    @mustufakureshi259 Рік тому +1

    Aaj paheli baar kisne Sacbataya

  • @muntazirrazaazhari5122
    @muntazirrazaazhari5122 Рік тому +2

    Huzoor tajushriya ne padhai or khud gwahi bhi di

  • @apnakitchen1953
    @apnakitchen1953 Рік тому

    Masha Allah

  • @shaheenashrafihusaini9678
    @shaheenashrafihusaini9678 8 місяців тому

    ✍️ در والوں کے نوکر ہیں در والوں سے نسبت ہے......
    سرکار کی سب آل سے ہر یار سے نسبت ہے......
    پوچھو نہ سبب کامل اس سر کی بلندی کا......
    سر اس لئے اونچا ہے سرکار سے نسبت ہے......!!
    الحمدللہ
    🧕📚📖✍️

  • @NaaseerAhmed-9999
    @NaaseerAhmed-9999 Рік тому

    Lekin janab ek hi ghar ke do log alag alag baat bata rahe hai
    Yeh janab huzoor Sarkar e Kalan ka naam bata rahe hai, jabki ek janab to audio me yeh jeh rahe hai ki namaz e janaza unhone padhai hai

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  Рік тому

      Aap ki kya raye hai

    • @NaaseerAhmed-9999
      @NaaseerAhmed-9999 Рік тому

      हज़रत एक ओडियो है इसी यूट्यूब पर जुसमे सवाल किया गया की जनाब मुस्तफा रज़ा खान साहब (मुफ्ती ए आज़म ) की नमाज़ ए जानाज़ा किस्ने पढ़ाई उन्हो ने कहा (मै ने पढ़ाई)

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  Рік тому +1

      @@NaaseerAhmed-9999
      غلط ہے.

    • @saifashraf6941
      @saifashraf6941 Рік тому +1

      ​@@FAIZESIMNA tum galat ho sakte sab galat ho sakte tajushariah galat nahi ho sakte

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  Рік тому +1

      @@saifashraf6941
      کیوں وہ انسان نہیں تھے کیا

  • @imxas
    @imxas 4 місяці тому +2

    Video aur photography wale maulana Tauseef sachche ya Tajushshariah aur unka qaul sachcha aur ye maulana tauseef aur inke bhai khule taur par Tajushshariah ke mukhalif hain sari duniya janti hain to ye baat inhe kaise hazam hogi ki Tajushshariah ne namaz e janaza padhayi aur jab Tajushshariah ne khud ye kah diya ki namaz e janaza unhone padhayi to baat khatam ho gayi aur jo log bilkul hi jahil hain pahle thoda ilm hasil karen namaz e janaza ek se jyada baar bhi padhi ja sakti hai jab tak sharayi leader ya zimmedar sakhsh khud namaz na padha de ya jab tak izazat na de de tab tak kitni bhi baar namaz padh li jaye Hamare Pyare Nabi Paak ﷺ ki namaz e janaza bhi isi tarah hui log aate gaye namaz padhte gaye aur akhir me Hazrat Abu Bakr Siddique (R.A) ne Namaz padhayi fir tadfeen hui isi tarah Huzur Mufti e Azam ki namaz e janaza pahle Sarkar e Kalan ne padhayi fir Huzur Tajushshariah ne padhayi kyonki Tajushshariah ko khud Huzur Mufti e Azam ne janasheen muntakhab kiya tha

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  4 місяці тому

      @@imxas
      pehli baat: tausif raza sb to khandan e ala Hazrat se hai. unko khandan wale sowal kar sakte hai.
      2 : Mufti Azam ki namaz e janaza ko huzoor ki namaz e janaza ki tarah kahna kisi bhi etebar se durust nahi. Aur aap ne to yeh kah diya ke huzoor ki namaz e janaza isi tarah huwi thi. ye mazid jasarat hai.
      3 . azhari miyan ko Mufti azam ne apna janashin banaya tha agar ye sahi hai to bhir unke wisal ke bad janashini ka ilan kyu huwa. aur unki janashini par kya sabut hai.
      4. kisi ki namaz e janaza jab wali ki ijazat se padh li jaye to do bara padhna hargiz jaiz nahi. agar aisa huwa hai to hindustan ke bade mufti ki namaz e janaza ke gair sharai kaam nihayat hi afsos naak hai.

    • @MushfiqRazaQadri
      @MushfiqRazaQadri 4 місяці тому

      @@FAIZESIMNA
      Baar baar Huzur Mufti e Azam Hind r.a ke janaze ki baat uthane ki zarurat kya hai aap logo ko.
      Na aap waha maujud honge na hi is waqt ka koi naujawan.
      Bus fasiq ka fatwa lagana hai ulama par aur koi hikmat nahi is maamle ki.

    • @imxas
      @imxas 4 місяці тому

      ​@@FAIZESIMNA
      Pahli baat jiske paas ilm ki kami ho use pahle ilm hasil karna chahiye uske baad Gyan dena chahiye Hamari shariyat hame Nabi Paak ﷺ se mili hai isliye har mamle me har udhar dekhenge khud Aala Hazrat ne farmaya hai ki Huzur Paak ﷺ ki namaz e janaza ke baare me do qaul hain ek sabne apni apni namaz padhi aur dusra kafi sahaba ne jamat ke sath namaz padhi aur akhir me wali jo Hazrat Abu Bakr Siddique (R.A) the unhone Namaz padhayi fir tadfeen hui aur kisi baat ka example dene ka matalab usse comparison karna nahi hota ise apni taraf se mangadhant comparison samajhna bhi kam ilmi ka aalam hai
      Dusri baat maulana Tauseef ya koi aur jab aawam me bayan denge to aawam hi sawal karegi fir ye Ghar ka masla nahi rah jata
      Teesri baat tumhare paas ya maulana tauseef ke paas kya saboot hai ki wali ki izazat se Namaz ho gayi thi
      Chauthi baat kisi ke wisal ke baad janasheen ka intekhab nahi hota ye hayat e zindagi me hi hota hai jis tarah khud Huzur Tajushshariah ne Asjad Raza ko apni hayat e zindagi me hi janasheen muntakhab kar diya tha baki sab unse bugz rakhne walon ki chalen hain jo baad me janasheen ki baat nikali gayi
      Aakhiri baat jab is baare me khud Huzur Tajushshariah ne farma diya to tum ya maulana tauseef jaise 1000 kuch bhi kahte rahen fark nahi padta
      Ilm hasil karo ilm qaum ko gumrah na karo

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  4 місяці тому

      @@imxas
      اندھی عقیدت کا چشمہ اتار کر حقائق پر مبنی باتوں کو قبول کرنا لازم و ضروری ہے ۔ تم جس شخصیت کی بات کررہے ہو وہ حرف آخر نہیں ہیں ۔ حضور مفتی اعظم ہند کے وصال اور تجہیز وتکفین وغیرہ کی خبر اس وقت کے متعدد اخبارات و رسائل میں شائع ہویے اور آج بھی عینی شاہدین موجود ہیں ۔ حتی کہ غالباً رحمانی میاں صاحب کی طرف سے ایک مراسلہ بھیجا گیا جس میں انہوں نے امامت کے فرائض انجام دینے پر حضور سرکار کلاں کا شکریہ ادا کیا ۔ علامہ سبحان رضا صاحب کی تحریر آج بھی موجود ہے ۔ مفتی صالح صاحب جو شیخ الحدیث ہیں ان کی بھی تحریر موجود ہے ۔ جس میں صرف سرکار کلاں کی امامت کا ذکر ہے ۔ آخر کیا وجہ تھی کہ جب تک سرکار کلاں باحیات رہے مسئلہ امامت سرکار کلاں پر کسی نے کوئی اعتراض یا دو نماز جنازہ کا ذکر نہیں کیا اور نہ ہی ماہنامہ استقامت وغیرہ میں چھپی رپورٹ کو کسی نے چلینج کیا ۔ قضیہ امامت کے خلاف شوشہ اس وقت چھوڑا گیا جب حضور سرکار کلاں کا وصال ہوجاتا ہے ۔
      اسی لیے میرا کہنا ہے کہ پہلے حقیقت واقعہ سے باخبر ہو جاؤ پھر بھے پوں بجانا ۔ قوم کو گمراہ کون کررہا ہے قوم اس کو اچھی طرح جانتی ہے ۔

  • @AyubAnsari-sd6sz
    @AyubAnsari-sd6sz Рік тому

    Huzur , ek astagfar aap se puchna tha

  • @aakifpatel
    @aakifpatel Рік тому +1

    Inn aalim ka naam kya hai?

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  Рік тому +2

      علامہ توصیف رضا خان

  • @NaziaKhatun-s1k
    @NaziaKhatun-s1k 8 місяців тому +2

    Galat jawab hain .
    Huzoor Mufti e Azam Hund ki Janaza namaz Sarkar TAJUSHSHARIAH ne padhai thi..

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  8 місяців тому

      sahi jawab huzoor sarkar e kalan ne padhai thi

    • @NaziaKhatun-s1k
      @NaziaKhatun-s1k 8 місяців тому

      @@FAIZESIMNA nhi galat jawab hain apka

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  8 місяців тому

      @@NaziaKhatun-s1k
      aapka jawab sahi nahi hai

    • @NaziaKhatun-s1k
      @NaziaKhatun-s1k 8 місяців тому

      @@FAIZESIMNA r mai kaha Rahi hu apka jawab galat hain ..
      Aap pahle jankari le sahi se

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  8 місяців тому

      @@NaziaKhatun-s1k
      mein kah raha hu ki aapka jawab sahi nahi hai. aap durust jankari hasil kare

  • @adnanadilashrafi7576
    @adnanadilashrafi7576 Рік тому

    Akhir sach samne aagya
    Kuch log is baat per jhut bayan baji kr rhe thee

  • @sameerrazaismaili2052
    @sameerrazaismaili2052 3 місяці тому

    Do log kaise padha dye ye samjh na aye to mayyat ke wali ka masla padh le

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  3 місяці тому

      میت کے ولی کا مسئلہ آپ اچھی طرح ایک بار مطالعہ کریں ۔

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  3 місяці тому

      آپ ایک بار اچھی طرح مطالعہ فرمائیں

  • @sameerrazaismaili2052
    @sameerrazaismaili2052 3 місяці тому

    Pahle sarkar e kala'n ne padhayi thi fir tajushshariya ne paadhayi

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  3 місяці тому

      آج بھی چشم دید گواہان موجود ہیں ۔

    • @sameerrazaismaili2052
      @sameerrazaismaili2052 3 місяці тому

      @@FAIZESIMNA ji ji majood hain sarkar e kalan ne padhayi thi magar baad me ek martaba sarkar tajushshariya ne bhi padhyi thi

    • @sameerrazaismaili2052
      @sameerrazaismaili2052 3 місяці тому

      @@FAIZESIMNA agar aap ye kahte Hain ki tajushshariya ne nahi padhayi to kisi kitab ka naam bata den jis me sarkar e kalan ka hi zikr ho

    • @sameerrazaismaili2052
      @sameerrazaismaili2052 3 місяці тому

      @@FAIZESIMNA mere ilm me bhi izafa ho jaye kyu ki mai ne bhi apni ek takrir me sarkar e kalan ka hi zikr kya to kuch kah rahe Hain ki tajushshariya ne padhayi

  • @AyubAnsari-sd6sz
    @AyubAnsari-sd6sz Рік тому

    Astagfirullah Li wali walidaiya wali zamil muslemin wal muslemat wal momenin wal moment al Aiya minhum amwat ....aise hi ye astagfar ki dusre tarah se h

    • @FAIZESIMNA
      @FAIZESIMNA  Рік тому

      ایسے ہی ہے.
      استغفر اللہ لی و لوالدیی و لجمیع المسلمین و المسلمات والمومنین و المومنات الاحیاء منھم و الاموات

  • @shahrukhashrafi6562
    @shahrukhashrafi6562 Рік тому

    Masha allah

  • @mdnooraliashrafi11
    @mdnooraliashrafi11 9 місяців тому

    Masha Allah

  • @liyakatsayyed7087
    @liyakatsayyed7087 8 місяців тому

    Masha Allah