Is car leasing and financing legal in Islam | by Dr Israr Ahmad

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 21 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 309

  • @shadabalamalamkhan3534
    @shadabalamalamkhan3534 20 днів тому +4

    Dr Israr Ahmed Marhom great analysis karty hy kun ky woh Haqiqi Sharia ky mutabiq faisla karty hyn. Logo sy paisy ly kr fatway HBL and all other banks ko bychty nahe. Great 👍 Answer

  • @shahidrabbani1788
    @shahidrabbani1788 18 днів тому +7

    ما شا اللہ کتنے بہترین طریقے سے سمجھا دیا ہے سر ڈاکٹر اسرار احمد صاحب نے۔ اللہ کروٹ کروٹ جنت نصیب کرے

  • @sabihhassan1024
    @sabihhassan1024 2 місяці тому +38

    ڈاکٹر صاحب بہت صاف اور سیدھی بات کرتے تھے۔ انہوں نے اس معاملے پر بہت اچھی طرح سے روشنی ڈالی ہے۔ اللہ سبحان و تعالٰی ان کی مغفرت فرمائے اور انہیں جنت الفردوس میں جگہ عطا فرمائے، آمین۔

  • @omarchoichoi
    @omarchoichoi 2 місяці тому +14

    Dr sb ne aj mudda he muka Diya. Clearly explained.bt hazam karna mushkil hai, kyunke bagher kisten zindage afford karna mushkil hai, per jo sach hai woh sach hai.

    • @uiuxshoaib
      @uiuxshoaib 2 місяці тому +2

      Or baray idaray isi cheez ko or mushkil kar ke, hamay SOOD ka adi karna chah rahay haan, zindagi or halat mushkil kar kar ke.
      Misal dekhay: Jazz Cash aap use kartay hoon ge. Aab insan ko kabhi loan ki zarurat per he jati ha. Eik amm banda jissay ilm nai ha, wo katha ha bhai 10,000 loan, beghar kisi ko kuch kahay ya diay, apni izzat he bachata ha na insan. To wo wahan se loan le leta ha. Jub ke usi loan pe weekly fees 500 rs ha, ya 1000 (sahi suna weekly fees) , aab 10,000 ke uper agar wo bechara 3 haftay loan wapis nai kar pata to bank ne to 3000 bana lia na. Ye SOOD ha. Jissay amm kar dia gya ha.

    • @uiuxshoaib
      @uiuxshoaib 2 місяці тому

      Herat ki baat to ye ha ke sab ko pata ha ke SOOD haram ha, lekin SOOD ka lafez ki jegha Service Charges ka name istemal kar dia jata ha to awaz pagal ban jati ha. Agar dekhay to hum sab kuch na kuch haram kha rahay haan. Hamara mulk to karza leta ha IMF se, us pe SOOD hoti ha. Or Ma Sha ALLAH hum inta SOOD charha chukay haan ke qarza danay ke liay oor SOOD pe karza le letay haan.

    • @omarchoichoi
      @omarchoichoi 2 місяці тому

      @@uiuxshoaib aisa he hai. main khud isme phansa raha hun bare arse. badi mushkil se isse pecha chora hai.
      Dr Israr sb ko mufti isi liye na pasand karte the. ye to baten ab samne aa rahe hain. charon fikkah ke mufti ne halal karar diya hai installment ko jabke hai nahen. sirf ye k bank ka system chale.
      kiya kahe banda muftiyon ko. Ali mirza sb ko bhe mufti pasand nae karte, kyunke woh bhe unke mutabik certificate wala alim nahen.

    • @shareefgondal
      @shareefgondal Місяць тому

      Hum ne habit bna li hy magar Bina qiston k rehna peaceful life hy.

    • @FarooqAhmad-re9eo
      @FarooqAhmad-re9eo Місяць тому

      If u cannot afford to buy car on your own cash why u want to buy
      There is not a single second guarantee of your life to finish
      Who vl pay the Emi
      Thn

  • @mohdsufiyan9817
    @mohdsufiyan9817 Місяць тому +10

    100% agree dr sahab may allah grant u jannah

    • @MuhammadAhmad78654
      @MuhammadAhmad78654 Місяць тому

      جس کی جیب میں پیسہ ہے وہ سو فیصد ایگری کرتا رہے۔ جس کی جیب میں نہیں وہ کیا کرے۔

  • @AsiyaAfi-h8z
    @AsiyaAfi-h8z 9 днів тому +2

    Doctor sahb ne bilkul thek kha ha

  • @muskurahatt
    @muskurahatt 28 днів тому +13

    Har wo baat Jo shak me daley chor deni chahye

    • @mubeenshahid16
      @mubeenshahid16 16 днів тому

      Beshak. Logical answer hai.ager to bank hum sa pochay hum apni mari sa kitna oper daina Chahtay phir. Valid ha leasing

  • @umerhassan6534
    @umerhassan6534 Місяць тому +2

    Dr. israr ahmed sahab ne blkul durust farnaya aur jamia binuria walon ka b yehi fatwa hy. 👍

  • @MohsinAli-ch7xi
    @MohsinAli-ch7xi Місяць тому +3

    JazakAllah khair bht bht achi baat ki h dtr sab ny ♥️

  • @azzamabid-li3ym
    @azzamabid-li3ym День тому

    ❤❤love him
    May Allah bless him.

  • @aslam.rabbani9592
    @aslam.rabbani9592 Місяць тому +2

    For individuals there are two ways to buy a car. Private car hire (PCH) & Hire purchase.
    In PCH you can take car for 12, 24, 36, or 48 months. You pay initial payment, which is equal to 9 monthly instalements, and you pay the remaining monthly payments for the duration of the lease. The car remains the property of the leasing company which is considered as rent. Once the lease period finishes, you have to return the car to the leasing company.
    In the case of Hire purchase, the intial and monthly payments are as above but the ownership of the car passes on to you, and the monthly payment includes interst.

  • @deddeded7088
    @deddeded7088 Місяць тому +2

    Extra paisay, uski keemat hay jo apnay unki cheez istemal bhi to ki na. Wear n tear bhi to hota. Still I respect dr sahab the most❤

    • @Bilal.Ishtiaq
      @Bilal.Ishtiaq 29 днів тому

      Car ki value to barh jati pakistan m phr bank ous ka profit mangta, sasti ho jaye to wear and tear k mangta,

  • @adnan_skh
    @adnan_skh 2 місяці тому +5

    A person who is well versed with Old financial system that was present jn golden era of Islam, where currencies used to be pure gold or silver itself, no chance of inflation, Vs Currency thats depreciating asset, in modern world, that person can give proper judgement!

  • @ANISS502
    @ANISS502 2 місяці тому +4

    When you are not understanding and thinking what's HAAL what's HARAM so always prefer to avoid buying.

  • @KhalidmalicKhan
    @KhalidmalicKhan Місяць тому +1

    Dr shbb right..I every mature person agreed with Dr shb statement

  • @kamrankhan-mg9tf
    @kamrankhan-mg9tf 22 дні тому +1

    Aj kal flats wagera qisto pr sales horhy hen jinki keemat cash k rate se ziada hen to ye kesa he...doosri traf bht log ese hen jo apna ghar krne k liye unky pass itni amount nhi h k cash pr kreden lehaza wo ye trika apnaty hen wo log kia kren.

  • @mateenmunshi7138
    @mateenmunshi7138 2 місяці тому +2

    Simple. explanation example given by Dr.israr sahab any thing which can be purchased in cash and same value in installments then halal.
    If any extra charges than it's Sood.
    Sood ko alag alag tarike se naam deke apne mafad ke liye ease kar ke installment dena haram.
    Nahi le sakte mat lo .
    Sood deke Allah se jaan ka khule aam elan karne se behtar hai.
    May Allah guide all ummah.aameen

  • @AtoZ9876
    @AtoZ9876 Місяць тому +1

    Dr sahib ki ray achi hay

  • @AmmadAli-dn5ul
    @AmmadAli-dn5ul 4 дні тому

    Great Dr israar Sb

  • @mubeenbhure5884
    @mubeenbhure5884 16 днів тому

    Bahot acha bataye

  • @shadabalamalamkhan3534
    @shadabalamalamkhan3534 20 днів тому

    Great 👍 Analysis

  • @drpashalatif1523
    @drpashalatif1523 Місяць тому

    There is big difference in car and house finance. Car is being used and it is losing its value while house isn't losing it value, moreover it's gaining. Very complex and complicated topic especially due to depreciating paper currency..

  • @talhatahir6126
    @talhatahir6126 Місяць тому +1

    رینٹ جائز اور درست اس لہذا سے کیونکہ ہر چیز کا depreciation ہوتا
    سائیکل گھر گاڑی وغیرہ سب کی مالیت اور ماڈل پرانا ہونے کی وجہ سے قیمت کم ہو جاتی
    سود حرام ہے
    اگر اج کے سود کو حلال کہا جائے تو پھر دینا میں سود ہے ہی نہیں
    ملک قرضہ لیتا ہے موٹروے بنانے کیلئے، لوگوں کی فلاح کیلئے
    امریکہ میں لوگ فناسنگ کرواتے گھر گاڑی وغیرہ لینے کیلئے
    اللہ ہدایت دے

  • @aamiraftab2951
    @aamiraftab2951 2 місяці тому

    Absolutely on spot , it’s true definition of interest @ Dr sb

  • @roshanabid3828
    @roshanabid3828 2 дні тому

    Leikin hum pure leasing pe cheez kese kharidein ge?

  • @tariqmehboob1730
    @tariqmehboob1730 2 місяці тому

    Mey khayl m jazz hy. Jasy Dr. sb ny farmaya.

  • @rashidsatti1563
    @rashidsatti1563 2 місяці тому +3

    Marhoom Dr sahib k Allah darjat buland karay Ameen...
    Dr sahib nay farmaya hai lainay wala n baichnay wala doonon razamand houay hain aik keemat pay tou wo jaiz hai... Bank b aap ko battata hai k aaj yeh qeemat 5 saal main itnay zayda pay kernay hon gay, on top of the actual qeemat of gari ki ,jo aaj hai... n doonon parties agreed hain ,tou yeh halal tassawar ho ga?.. meray khyal main tou yeh sahe ho ga... koi rehnumayee farma day please..

  • @MSHAHIRGAMING
    @MSHAHIRGAMING 2 місяці тому +4

    Mai Dr sahb ka bohot bara fan ho magar mai yaha Dr sahb se ikthilaaf karta hoo Dr sahb ne yaha koi acha hawala nahi diya es topic par Dr sahb bohot kamzor dikaee diye

  • @tanzeelyousaf5029
    @tanzeelyousaf5029 2 місяці тому

    Dr Sb 100 percent on spot 9 naqad aur 16 udhar he sood hai

  • @Bilalkhan25
    @Bilalkhan25 2 місяці тому +10

    ڈاکٹر صاحب کی سود کی تاریف میں اور آپ کے سمجھنے میں باریک سا فرق ہے۔۔۔ڈاکٹر صاحب نے نقد ادائیگی پر قیمت اور اقساط پر ادائیگی کی قیمت کے فرق کو سود کہا ہے۔

    • @fsd2uk
      @fsd2uk 2 місяці тому

      بالکل صحیح کہا۔

    • @fsd2uk
      @fsd2uk 2 місяці тому

      دوبارہ غور فرمائین۔

  • @irfanchaudry5262
    @irfanchaudry5262 2 місяці тому +3

    Dr. Sahab ne kaha leasing halal hai 10 lakh ki car par 40,000 rent detay rahain aur end par wapas kar dain tou halal hai. Issi concept ko agay lekar chalain tou agar wohi bank uss 40,000 rent ke uper yeh bhi facility de raha hai ke wo 10 lakh bhi monthly pay kartay raho tou car aapki. Rent ke upper bank ne 10 lakh ki qistain bana di. Mujhay tou iss main koi interest nahi dikh raha doctor saab ki apni example main. Ultra iss main tou bank ihsan kar raha hai mujh par mujhay ownership de raha hai car ki bajaey iskay main itnay saal sirf rent pay karta rahun aur meray paas kuch na aae

    • @vidboy8034
      @vidboy8034 2 місяці тому +1

      @@irfanchaudry5262 10 lakh wali chez agar 10 may mily to thk ha agar wai 15 lakh ki mily to wahan kuch aur sharait hain.

  • @bilalhussainhussain9214
    @bilalhussainhussain9214 2 місяці тому

    He is absolutely right

  • @pakvideosdocumentary2947
    @pakvideosdocumentary2947 10 днів тому +1

    Agree 💯

  • @SalmanKhan-tn5ri
    @SalmanKhan-tn5ri 2 місяці тому

    Regarding financing I don’t understand one thing as doctor said , financing not halal . Main ya kehna chahta hun k jo financing dy raha hy wo bhi to charges extra ly ga na us ko apny expenses nikalny hongay to wo kesy nikaly ga agar extra charges na ly

  • @bilalhussainhussain9214
    @bilalhussainhussain9214 2 місяці тому

    Jazakallah khyr

  • @navsal0370
    @navsal0370 Місяць тому

    and what about inflation then in 10 or 15 years?

  • @Fatima.Zainab
    @Fatima.Zainab 11 днів тому

    Agr may 2 month bad keh don k mjhy car rent pe nahi chhaiye aur may qeemat ada krna chthi hon to kia meezan bank koi extra payment lay ga ya actual price pe car day day ga?

    • @khurram0300
      @khurram0300  11 днів тому

      Wese TU yh meezan bank hi bta skta hai
      Lekin
      Bank NY TU Kuch nhi knaya ap Sy phir
      Bank Allah wastay TU Kisi madad krty nahi

    • @Fatima.Zainab
      @Fatima.Zainab 11 днів тому

      @khurram0300 yahi to mera point h.agr srf karaya hota to day deta.mgr bank nahi deta.it means srf interest k name change hua h

    • @khurram0300
      @khurram0300  11 днів тому

      @Fatima.Zainab Ji bibi ap ka point bilkul darust hai
      Kan idhar Sy pakru ya Udhar Sy bat aik hi hai
      Sood TU lazmi hai

  • @muhammadaqibsarfraz2369
    @muhammadaqibsarfraz2369 23 дні тому +1

    Mera ek sawal ha.
    May 1 Car 10 Lac ki Purchase karta hon
    Aur Jub Car mujhay deliver hoti ha tu may Usko 12 Lac ka baich deta hon. Ab 2 Lac ka Profit milay ga mujhay.
    Ab agar mere Jaga wohi Same Car Bank 10 Lac ki khareedta ha and later on usi car ko 12 Lac may sale kar deta ha. Ab woh 12 Lac Bank Installements may leta ha tu yeh Ghalat kaice ho giya. Jub tak poray paisay nai miltay tub tak Woh Car Bank ki he rahay ge. Yeh mamla tu Halal hona chahie
    Yahan per 1 Masla ha. Ab woh Qeemat 12 Lac he rehni chahie chahe Installment 5 Saal ki hon ya 10 Saal ki. Es Jaga Soodh aa jata ha kyun time period k sath Qeemat barh jati ha

    • @GadgetGalaxyi
      @GadgetGalaxyi 13 днів тому

      Bhai bank ka matlb ei sood he aap kaan ko ko kha sy bh ghuma kr pakr ly ab.

    • @championkhan9335
      @championkhan9335 9 днів тому

      ek bunyaadi baat samajhna zaroori hai. is k binaa par aap faisla karsaktey hain k us kaam main sood shaamil hai k nahi.
      Aapka Musalmaan bhai aapke paas ataa hai madad k liye (e.g. usko car chaheye kaam karne k liye) aapke paas itni rakm jamaa thi k uski madad hojati hai to aap agar usse de dain baghaair ki shart k to woh afzal hai, agar nahi desakte r paaisa pyaara to qarz e hasna ki shart par de dain, agar woh na mumkin ho to karz samjh kar de dain magar jitne aapne diay hain utne hi aapko wapis mileinge baghair kisi munaafe aur faiday k.
      Is k ilawaa dosri har soorat main sood shamil hojayegaa.
      To is baat ko samjh kar aap khud haq faisla karo k bank to munafe k liye kaam karta hai to us main to sood shamil hoga.
      r aapki baat rahi agar aapne car 10 lac ki li r 12 lac uski boli lagayi, to khareedney wala phelay market check kareygaa usko pata chal jayegaa k aap mehangi kar k baich rahe ho to woh nahi khareedaygaa aapse kyun k usko zaroorat hai rozgar k liye aur uske paas paisey bhi nahi to woh market rate par jayegaa. magar agar woh nadaan ho r aapki baatoon mei ajaye r car mehangi khareed lay to phir uski galti jiska aapne faida uthaya r akhirat main jawaab talbi hosakti hai ispar.

  • @Learnathome_withmkafridi
    @Learnathome_withmkafridi 2 місяці тому

    Absolutely right 👍

  • @Animagic1777
    @Animagic1777 29 днів тому

    Car financing ma bi to 2nu parties ko faida ponch raha ha, aur commodity yani car shamil ho gayi contract ma...??? Paisay ke badlay ma paisa ni mil raha balkay sahulat ke badlay ma paisa mil raha ha. Koi bhai agar explain kar dain to.

  • @ShafiullahSahibzada-n3g
    @ShafiullahSahibzada-n3g Місяць тому

    Kya dr sb mofti b ha ya nhi ha to kya ye fatwa dy skty ha

  • @AliArslan-tk6tr
    @AliArslan-tk6tr 2 місяці тому +2

    How would you adjust inflation and devaluation of money? If I buy a car on 10 years installments.
    What Islam says about it?

  • @jogiram5421
    @jogiram5421 3 дні тому

    Dr sahab ka jnm hamare hi shahar mein aur hamare hi mohalle mein hua tha. Par mein inki tehrir tartim se sehmat nhi hoon. Yeh lafzo ke here pher se khel rahe hain. Ek aadmi ne car finance karvayi to wo kist lete hain . Yeh ek kism ka kiraya hi hai. 50 lakh ke makan ka kiraya 10-20 hazar ho sakta hai. Par 50 lakh ki car ka kiraya itna kum nhi ho sakta. Wo kist na lekar simple kiraya le sakte hain kiraya wo usi hisab se hi lenge ki car ki jitne life hai uss mein car ki kimat plus munafa vasul ho jaaye.
    Mere nazdik yadi koi vyakti apne basic jrurat yani roti shadi ya talim ke liye karza le to uss se byaj nhi lena chahiye yeh shariyat ke khilaf hai. Yadi koi vyakti apne aiso aaram ke liye ya apne vyapar ko badhane ke liye karz leta hai to usko uski kimat chukani padegi.
    Hum ko waqt be waqt har haalat mein shariyat mein jruri tartim karni chahiye. Koi aalim kuch kahe koi aalim kuch kahe aise bàat nhi banegi.

  • @DrNaeem-
    @DrNaeem- 2 місяці тому +4

    ڈاکٹر صاحب کو کسی اسلامی ادارے سے پہچانا نہیں جاتا اور نہ ہی وہ مفتی ہیں۔

  • @BasheerAhmed-wc9km
    @BasheerAhmed-wc9km 2 місяці тому

    Dr sab right

  • @buttkharian309
    @buttkharian309 2 місяці тому

    Very good 👍

  • @vidboy8034
    @vidboy8034 2 місяці тому +1

    100% agree

  • @Rizwan969
    @Rizwan969 2 місяці тому

    My father worked in life insurance is my blood haram and is my hereafter over may Allah save

    • @fahadtariq9744
      @fahadtariq9744 2 місяці тому

      Daur e jahalat hum sab musalmanoo par aya ha..
      bas ALLAH hum sab ko isko smhajnay ki or galtion ko tasleem kar k dil se maafi mangnay ki tofeeq ata farmai...
      ALLAH se maafi maangi jai tou ALLAH bilkul maaf karnay wala ha...
      ALLAH will surely show u righteous path brother...

  • @shaheryarabbas9706
    @shaheryarabbas9706 22 дні тому

    Cash par lo tou profit jaiz hai qisto par lo tou haram hai? Dr sab khud he confused hai. Aik product involve hai jis ki malkiat khareednay walay k paas hai tou sood kaisay ho gya?

  • @AsadKhan-ii4rh
    @AsadKhan-ii4rh 4 місяці тому +5

    After 10 years Pakistani currency will be devalued by 50% due to inflation who will bear that cost, buyer or bank?

    • @Sunshine-cm9oc
      @Sunshine-cm9oc 3 місяці тому

      جتنے سود پر میزان بینک دے رہا ہے۔ اتنے پیسوں پر کار غیر اسلامی بینک بھی دے رہا ہے۔ اس کا مطلب ہے وہ سستی دے رہے ہیں۔ اور کرنسی پر نقصان بھی اٹھا رہے ہیں۔ میزان تو ویسے ہی سودی سٹیٹ بینک کے زیرِ سایہ سرگرم عمل ہے۔ مفتی کو پیسے دیں اور حرام کھانے والے اپنی ماؤں سے زنا کا راستہ ہموار کر لیں۔ جس نے شراب پینی ہے وہ کہیں سے بھی خرید کر پی لے گا۔ مگر جس نے پانی خریدنا ہے اور دین کی سمجھ رکھتا ہے وہ شراب خانے سے پانی نہیں خریدے گا۔ افسوس اُمت کا سب سے بڑا فتنہ مال ہے۔ عیسائیوں کے پال نے بھی Usury کو Interest میں بدل کر "جائز" کر دیا۔ جزاک اللہِ

    • @touseef220
      @touseef220 2 місяці тому

      Do you think there is a concept of currency devaluation in islam?

    • @ranashahbaz7132
      @ranashahbaz7132 2 місяці тому

      ​@@touseef2209❤❤

    • @muhammadsadiq9337
      @muhammadsadiq9337 2 місяці тому +2

      Exactly!! when your currency is not backed by gold or something like that, the amount bank ask extra after so many years would still be called SOOD?

    • @FitnFabulousLife
      @FitnFabulousLife 2 місяці тому +3

      Fiat currency itself is Haram. In Islam there is no concept of inflation.

  • @furqankhan8262
    @furqankhan8262 Місяць тому

    agr hum kisi ko service dy rhy hain for example advertising or printing ya koi xhez market sy khareed k kisi ko dety hain or usko bill dety hain apna or wo hamain us bill k against payment krta hai. ye haram to nai hai.??

  • @mubashirahmed6020
    @mubashirahmed6020 28 днів тому

    Markets me log bethe hote hain,
    K koi b saman aasan kisto pe hasil karen, dukan me unki sirf register or pese mojod hote hain wo simple apko lac ki chez khareed dete hain or apse 30 40 hzr oper ki kisten bana dete hain.
    Abb ap isay kia kahenge?

  • @Abdulrahimabdulkarim-o9w
    @Abdulrahimabdulkarim-o9w 2 місяці тому

    Kia allah k nabi (SAW) k dor me is tarà koi chiz di Gai agar di Gai to Dr sahib Haq pr Nahin agr Nahin di Gai to Dr sahib Haq pr hen

  • @mubashirsaleem843
    @mubashirsaleem843 2 місяці тому +1

    Thanks to Gamdi saab.

  • @malikabidrehman3121
    @malikabidrehman3121 2 місяці тому +2

    میں آپ کی بات سے اتفاق کرتا ہوں ❤

    • @DrNaeem-
      @DrNaeem- 2 місяці тому

      اگر نہیں تو آپ کیا کر سکتے ہیں؟؟؟

  • @bilalhussainhussain9214
    @bilalhussainhussain9214 2 місяці тому

    Many culprits dnt understood

  • @thales5999
    @thales5999 Місяць тому

    ہمارے ہاں لوگ عوام کے دلوں میں دین کی محبت پیدا کرنے کی بجائے صرف معلومات اور اپنی فہم کی بنیاد پر خود ساختہ علما بن بیٹھتے ہیں۔

    • @khurram0300
      @khurram0300  Місяць тому +1

      Waah ap to philosopher hain

  • @safimalik9548
    @safimalik9548 6 місяців тому +7

    Ye kinaray par kon banda lagadiya ha

    • @gworlsss393
      @gworlsss393 5 місяців тому +1

      Ha ha ha… I didn’t notice but after reading your comment… found it. It was scary.. and funny.

    • @leosoomro
      @leosoomro 4 місяці тому +1

      Isse apni shakal dikhaney ka buhat shouq hai 😊

    • @engr.muhammad.zeeshan
      @engr.muhammad.zeeshan 3 місяці тому

      thinking the same.
      log fame k liye apni photo kahin per bhi chipka detey hein.

  • @royalindian1677
    @royalindian1677 19 днів тому +1

    Jitni aukat hai utna hi sochna chahiye
    Matlab mal o daulat ki hawas momin ke ander hoti hi nahi hai

  • @ib0007
    @ib0007 26 днів тому

    But they claim that its the original price plus the rent to use the car during the lease period. . Wouldn't that be ok since then it's not interest but rent to use the car till you pay the original amount?

  • @boldysubkuch5720
    @boldysubkuch5720 2 місяці тому

    Bank k shat be car razamaindi se hota hai

  • @MuhammadYamman
    @MuhammadYamman Місяць тому +2

    With all due respect, Dr Israr’s opinion doesn’t seem sound. Outcome of this opinion is that it’s Halal to demand profit/rent for 100 years but if you demand it for a specific period 15-20 years it’s Haram. Totally illogical.

  • @KashifKhan-ik5nx
    @KashifKhan-ik5nx 19 днів тому

    Finacial depression leasing ki waja se hi ata he

  • @bilalhussainhussain9214
    @bilalhussainhussain9214 2 місяці тому

    Best way

  • @SaroParo-t5t
    @SaroParo-t5t 2 місяці тому +1

    So how will bank make money if they give on instalments for 20 years on the same amount

    • @khilafa
      @khilafa 2 місяці тому +2

      Don't buy if you don't have money

    • @3one3-N
      @3one3-N 2 місяці тому

      Who cares about western banking system.. Banking system as a whole is haram

    • @Bilal.Ishtiaq
      @Bilal.Ishtiaq 29 днів тому

      Its like k " to sood ka karobar krny wala paisa kese kmaye ga agr sood haram ha to😂

  • @iqbalahmed5979
    @iqbalahmed5979 2 місяці тому +1

    کچھ لوگوں کا کہنا ہے کہ زندہ رہنے لئے کوشش کرنا بھی گناہ ہے۔

  • @Chup-l3y
    @Chup-l3y Місяць тому +2

    لیکن اس طرح سے کوئی نئی گاڑی خرید کر کسی کو کیوں دے گا اپنے پیسے کیوں بلاک کرے گا اس نے پیسے بڑھا کر تو دی لیکن جتنے پیسے بتائے ہیں اتنے ہی لے گا اس پیسے پر کوئی الگ سے سود نہیں بڑھائے گا مثلا ایک ادمی نقد خرید رہا ہے اس کو 10 روپے کی اور جو ادھار خرید رہا ہے اس کو 12 کی مدت ہے ایک سال اگر وہ 9 روپے کی خرید کر دس میں ہی بیچ دے اور ہمارے یہاں کرنسی ہمیشہ گرتی ہی رہتی ہے اور جب ایک سال کے بعد پیسہ واپس کرے تو اس پیسے کی قیمت صرف اٹھ رہ جائے جو کہ اکثر ہوتا ہےتو پھر اس کو تو خسارے پر خسارہ ہو جائے گا

    • @Bilal.Ishtiaq
      @Bilal.Ishtiaq 29 днів тому

      Mtlab agr sood ka karobar krny wala sood na ly to ous ko faida kese ho ga. Ap ki bat ka mtlab ye ha😂

    • @Chup-l3y
      @Chup-l3y 29 днів тому

      @@Bilal.Ishtiaq ہمارے یہاں گورنمنٹ کتنا سود لیتی ہے اتنی ہی پیسے کی قیمت گر جاتی ہے فائدہ نا نقصان

  • @iftikhar-r3x
    @iftikhar-r3x Місяць тому

    I am disagree with DR Sahab,Dr sahib said pure leasing a car is halal, actually for financing a car you will use interest but for leasing you will use money factor , actually money factor is also sood or interest ,

  • @superhitssongs9769
    @superhitssongs9769 29 днів тому

    agar gilass wala 100 le ke 110 ka de rah hai to car 10 lakh ki le ke 11 lakh ki honi chahye

  • @houstoniantexan2563
    @houstoniantexan2563 2 місяці тому +1

    Purani car pura waqt kharab hoti rehti hain.New car Cash per nahi lai saktay hain
    Phir kya karain?.

  • @mailing2adeel
    @mailing2adeel 2 місяці тому

    bhae mjhay smjh nahi aya, meezan bank bhe tou yehi ker raha hay... woh pehlay ap say down payment tay kerta hay, pher woh KIBOR rate ka oper % lgata hay jisko idher rent kaha jaraha hy..... sood tou wohi say hogya jab osnay paisay ki qeemat lgai Kibor rate ki munasbat say

  • @israrkhan1589
    @israrkhan1589 2 дні тому

    Movlio ko ak hona hi nai hum confused hai kis ki manay

  • @adilnaveed323
    @adilnaveed323 2 місяці тому +1

    Who will sell something in 1 cr and after 15 years he will get the same amount whereas after 15 years the same product price go up because of multiple reasons (inflation) to 3 cr. what kind of business this is ? Who will invest in such a thing. If this is right then why someone buy a thing on full cash payment. I don’t agree with him with due respect.

    • @shumailaazeem
      @shumailaazeem Місяць тому +1

      Lol it's not his opinion.. it's God's command!

  • @hakeemmolanamuhammadyaqoob1585
    @hakeemmolanamuhammadyaqoob1585 Місяць тому +1

    یہ ڈاکٹر صاحب کا فیلڈ نہیں یعنی ڈاکٹر صاحب اس شعبے کے ماہرین میں سے نہیں ہیں۔

  • @shariqansari3367
    @shariqansari3367 2 місяці тому +1

    Kisto pr saman Lena halal h ....koi sud nhi h ..ek mehfil me hua soda zaiz h

  • @gholamrabbani
    @gholamrabbani 23 дні тому

    Mujhe 1 Admi ka 1 lakh rupya dena hai Koi rishtedar Nahin de raha help nahin kar raha hai Fhir main Kya Karun...?
    Dusra Rasta mere pass Hai Kisi se lekar usko kuchh jyada dekar main Apna Kam kar sakta hun....

    • @khurram0300
      @khurram0300  23 дні тому

      Yad rakhain
      Ap KY naseeb main jitna likha hai
      Milna itna hi hai
      Ab ap par hai k ap Kon sa Rasta laitay Hain.
      Agar naseeb main NAHI hai TU phir us rastay Sy bhi NAHI milain gay.
      TU Bhai Allah Sy mangain
      Azmaish TU shart hai.

  • @sarmadkhalid9268
    @sarmadkhalid9268 2 місяці тому

    Agr ap ek ghar ya car bank se ja kisi private consumer se , 20 saal k liye. 20 saal baad car aur ghar dono ki keemat barh jaegi, aqal ye kehti hai k koi apko 20 saal k kuch original price pe kiun de ga. Mery khyal main keemat barhny ka margin apse le rahy hain kia ye jaiz hai?

  • @asifqadeer6074
    @asifqadeer6074 Місяць тому

    1. house rent pe late dene pe penalty nhi hoti 2.5%
    2. kiya kabhi aesa hua hai k koi kiraedar 15saal aik jagah kirae pe reh raha ho aur malik makan usko bole k tum musalsil 15 saal rahe ho is liye as a golden kiraedar ye ghar tum tohfe main rakh lo kal aa k kaghzat apne naam karwana.
    aur yaqeenan ye baten dr. sahb ko bhi nhi batai gai hongi.

    • @khurram0300
      @khurram0300  Місяць тому

      Nahi
      UN bicharou ko kia pata
      Ap ko hi sab Kuch pata hai

    • @asifqadeer6074
      @asifqadeer6074 Місяць тому

      @@khurram0300 bhai to ap lelo her kisi ka apna dimagh hai mene kisi ko mana to nhi kiya na.

    • @khurram0300
      @khurram0300  Місяць тому

      Ap ka dmagh ap ki marzi

    • @asifqadeer6074
      @asifqadeer6074 Місяць тому

      @@khurram0300 yes i m ok with it

    • @khurram0300
      @khurram0300  Місяць тому

      @@asifqadeer6074 hona bhi chahiye

  • @themfkvlogs1949
    @themfkvlogs1949 Місяць тому

    taqi usmani ko tag krain abb

  • @abdulraffaych9323
    @abdulraffaych9323 Місяць тому

    Aik car 10 lakh ki hae showroom say cash par
    Wahi car bank 10 lakh ki showroom say purchase kr kay ap ko 15 lakh ki day rha 5 lakh unka profit hua na kay sood

    • @yasirashraf50
      @yasirashraf50 Місяць тому

      Profit 10 lakh k ander hai baqi sood

    • @abdulraffaych9323
      @abdulraffaych9323 Місяць тому

      @@yasirashraf50 jab unhay mili hi 10 lakh ki hae to profit kia
      Prifit to tb hae jb wo hamay installment p day rhay hae
      And that is not sood
      Hamay bhi pata hae aik cheez ki market value ka to phir hum showroom say lay sktay hae ye hhamay aik facility hae jo bank k through mil rhi hae

    • @TheFaixee
      @TheFaixee Місяць тому

      @@yasirashraf50bhai mjhe1 cheez smjh nhi ati ap kisi ko qarz do 20lakh wo sakhs 25 saal k bad 20lakh wapis krde kia wo sahi ha kia 20lakh ki wohi value ha jo pehle thi??!!!

  • @awanmetalscrapokara
    @awanmetalscrapokara 7 днів тому

    ڈاکٹر صاحب بہت اچھے عالم اسلام ہیں
    لیکن
    ہم نے پیروی قرآن وحدیث کی کرنی ہے کسی اور کی نہیں
    قرآن میں اللہ تعالیٰ فرماتا ہے جس کا مفہوم ہے کہ ٫٫بیع جائز ہے اور سود حرام ہے اور جو لوگ کہتے ہیں کہ بیع بھی تو سود ہی کی طرح ہے ان کو قیامت والے دن بتا دیا جائے گا ؛؛
    دوستو میں کم علم ہوں
    قرآن میں بیع اور سود کا مسلہ ضرور دیکھیں

  • @ishaeqkhan240
    @ishaeqkhan240 22 дні тому

    Yeh red clothes may jinn hai kya iss ka iss video may kya kaam hai

  • @teragum
    @teragum 26 днів тому +1

    Mary khal main Kisi ke majbori say fida Lana he sood he

  • @farmanullahkhan8748
    @farmanullahkhan8748 Місяць тому

    It means k rent pe sari zindagi guzar do, khair hai, kahen ghalti se malik na ban jana 😅, this is haram 😂❤ Ya Allah kidhar jae banda

  • @tahataufeeq1839
    @tahataufeeq1839 6 місяців тому +14

    Dr sahib se ikhtilaf hai mera yahan.
    Agar mai 70 hazaar ka bike qiston le ke 90 hazar ka lerha hun sirf 10 hazaar rupay down payment deke aur isse mujhe mukammal bike ka ikhtiyar milgya hai. Ab mai sirf bike ke 10 hazar walay hissay ka owner hun, baaki ke 60 hazaar ka owner dusra banda hi hoga. To ab jab mai sirf 10 hazar deke 70 hazar ka bike istemal krrha to uska kuch kiraya bhi banayga?
    Woh kiraya aap end pe hi 20 hazar izaafi ki Surat me de skty ho, Simple.

    • @BilalAnwaar-g9v
      @BilalAnwaar-g9v 4 місяці тому +3

      Jo banda 70 hazar wali bike le rha hai or bike uski zrort hai uski majboori hai wo apne shok k liye nahi le rha or ap uski majboori ae faida utha rhe hai or sood kha rhe hai haram kha rhe hai islam me milawat na kre jis chez se Allah ne manna farmaya hai usse manna hojye Allah ham sab ko hedayat de Ameen

    • @Zeeshan-qe5yb
      @Zeeshan-qe5yb 3 місяці тому +6

      Any fixed amount in return will be Riba , interest.
      Aap kuch bhi is ka naam dedo magar woh sood hi rahega

    • @MOON-Hkr
      @MOON-Hkr 2 місяці тому +2

      Jaha intrest mentioned hai wo durust ho nahi sakta kisi bhi condition me.

    • @tahataufeeq1839
      @tahataufeeq1839 2 місяці тому

      @@MOON-Hkr aur agar naam na den phr?

    • @khurramahmed3125
      @khurramahmed3125 2 місяці тому

      Han yay baat bhi h ap yay bhi to dakhooo ham malik ko keeray keeray ker k paisay day rhy hain eekhatay nahi dy rhy kia khayal h

  • @ilyasshekh1975
    @ilyasshekh1975 4 місяці тому

    मैं डॉक्टर साहब का फैन फॉलोअर मगर मुझे लगता है कि इस मसले में डॉक्टर साहब को और गहराई से सोचना चाहिए था,, सीधा सीधा मसाला है फॉर एग्जांपल मैंने एक बंदे को 10,000 रुपए का ठेला खरीद कर दिया, और मैंने कहा 50 पर रोज ठेले का किराया और सो रुपए रोज ठेले की कीमत यानी की 150 पर रोज 90 रोज तक जमा करनाहै अब 90 दिन में 15000 जमा हो जाएंगे तो आप कह रहे हो यह ब्याज है अरे भाई उसने ठेले की कीमत और किराया लिया है सामने वाली की मदद ही की है यह ब्याज कैसे हुआ

    • @MohdSalman-yd3vr
      @MohdSalman-yd3vr 3 місяці тому

      Agar aap 10000 rupay dekar waapas 10000 lete to aapko 70% extra milta Allah ke yaha
      Leki ispar yakin ho tab

    • @shafiqueemp
      @shafiqueemp 2 місяці тому

      70% nahi 70 guna yani 7000%

    • @IhsaanHusain-np2dc
      @IhsaanHusain-np2dc 2 місяці тому

      If he took cost plus rent , do you get increasing ownership or share of the car with each payments? Or at last only?

  • @publicthought5242
    @publicthought5242 2 місяці тому

    Ameen❤❤❤🎉🎉🎉❤❤❤

  • @mimfarid3278
    @mimfarid3278 2 місяці тому +3

    ادھار ،قرض اور امانت کے احکامات میں فرق قران وسنت سے ثابت ۔اگرچہ بینکنگ کے موجودہ مروجہ غیر سودی طریقہ کار سے کار لیز ،مکان لیز قسطوں پر لینا نا جائز ہے ۔لیکن نقد اور ادھار یا قسطوں پر سونا چاندی اور اجناس کی آپس میں بیع ادھار کے ماسوا کسی چیز کا منافع قسطوں پر زیادتی کے ساتھ سود نہیں ۔حضرت ڈاکٹر اسرار صاحب رحمہ اللہ سے ان اشیاء میں کچھ فرق نہ کرنےمیں غلطی لگی ہے چنانچہ ان مسائل میں کسی مستند مفتی سے رجوع کیا جائے۔
    از مفتی ڈاکٹر امداد اللہ محمود فرید
    رئیس دارالافتاء جامعہ مظاہر العلوم آر اے بازار لاہور کینٹ

  • @khurammushtaqch
    @khurammushtaqch Місяць тому +1

    Not agreed ... Sood pure paisay per lagta hai jab us main koi cheez buy sell ho gai wo sood kaisay ho gaya ... is main market price kay mutabik qist kam ya ziada bi ho rahi hoti hai... matlab jab tak ap product ki asal raqam bank ko wapis nahi ker rahay product ka rent bank ko pay ker rahay hain .... Sood kahan say aa gaya is main ... product to do parties nay mil ker khareedi thi

  • @hscknowledge1729
    @hscknowledge1729 15 днів тому

    Log baatein phair phair ke hraam ko halal krny ki koshish krty hein

  • @AlishaTravels-b3w
    @AlishaTravels-b3w 2 місяці тому +1

    ڈاکٹر صاحب بھی بشر ہیں.
    یہاں پر ان کا موقف سر سے گزر گیا.

  • @ZahidShaikh-y2t
    @ZahidShaikh-y2t 2 місяці тому

    Ekdm.shi.kha.sir

  • @usmanali.30
    @usmanali.30 2 місяці тому

    Fatwa vs Taqwa.

  • @shadabalamalamkhan3534
    @shadabalamalamkhan3534 20 днів тому +1

    Dunya ka business sood per islam business shariat per chalty hy. Islami nizam wazia hy. Banks myn byth kr nam nihad muftian darululoom kya karty hon gy? Mufti Azam banty hyn. Sham sham Sham

  • @USMANKHANSARDAR
    @USMANKHANSARDAR 5 місяців тому +1

    dr sab ka apna hi nzria hy jo sahi nhi hy

    • @HinaTinaworld
      @HinaTinaworld 3 місяці тому +1

      En ka kabhi galat nahi ho sakta

  • @shadabalamalamkhan3534
    @shadabalamalamkhan3534 20 днів тому

    Dar ul uloom walon govt properties per Qabza kar ly Madarsa chala rahy hy Dar ul uloom ky both side road pr pahly kachcha qabza kya phir local people's ke tarha road pr pakka qabza kar ly. Yar Quram parha ker gair sharia kam kar rahy hy. GUNDY Guards rakh leay hyn. Dosron ko dars dyty hy khud apni hifazat ky leay her child's ky parents ke talashe lyty hyn. Asal myn ya shaitan ulma ho sakty hyn. Sharia ky mutabiq nahe jub tk ALLAH sy toba nahe karty

  • @alishaheryar69
    @alishaheryar69 Місяць тому

    Comment dekh raha tha lekin kisi ka bhi koi musbit jawab nai mil saka .apnay apnay hisab se sab ne jawab dia .or apny apnay hisab se jo sood ka kam kr rahay hai ya sood de rahay hain unho justify kr dia .
    Deen mushkil nai hai lekin itna Aasaan bhi ni hai .
    Hum apnay hisab se gunah ka tayun krnay may lagay huay hain .
    Jab k hamara sara mulk even though govt bhi sood se chal rahi hai

  • @mohammadaijaz8146
    @mohammadaijaz8146 2 місяці тому

    Dr, Sahab confused the matter, he define the rent and mortgage system but not define the Islamic financing which is wae question.

  • @hafizabdullahnoor6336
    @hafizabdullahnoor6336 7 днів тому

    اسکا مطلب ہوا کہ جو مسلہ فقہاء مسلہ نہیں سمجھے وہ ڈاکٹر صاحب سمجھ گئے ہیں
    ایسے تو پھر انسٹالمنٹ کا سارا کام حرام ہوا
    عجیب بات ہے

  • @vidboy8034
    @vidboy8034 2 місяці тому

    People are talking about Dr Israr sb, who didn't even get islamic education for 1 month...