Dragon fruit ( fertilizer ) management September to January ड्रैगन फ्रूट (खाद) मैनेजमेंट सितम्बर

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 29 сер 2024
  • doston Barish Ke Mausam Mein Dragon fruit ki growth ke liye Aur Jo Khad management Ham Apne plant mein Dete Hain Vahi Ham aapko share kar rahe hain aur Hamare plant ki growth aap video mein dekh sakte hain bahut hi acchi growth hai 3 mahine ka plant hai ring ke pass Tak pahunchne wala hai aur cutting ke liye taiyar hai To Humne ismein Jo Khad management apnaya hai vah aap log Bhi Apne form mein Apna kar apni Dragon Fruit ko acchi growth Dila sakte hain Barish Aur thand Ke Mausam Mein Bhi aapka paudha acchi growth Karega aur agale season mein fruit ke liye taiyar ho jaega to sabse pahle aap Mitti ki gudai Karke usmein do din Khula rakhen Uske bad aap Jeb raili casset ka spry kar den pure plant ke upar spry karne ke Saat Din bad aap npk liquid kansartiya ko spry kar den pure plant ke upar FIR aap New Leaf Ek product Aata Hai usko aap ek plant mein 300 gram Dal dijiye Char paudhon Mein Ek Pol per aur ek call per chhah gram Tak bhavstein funcicide dalen aur Neem ki Khal 200 gram per Pol dalen ya FIR Neem Oil ka spry Karen jisse aapke plant mein Barish mein bhi fungus ke simtem Nahin dikhenge aur aapka plant bahut acchi Tarah Se Gro Karega yah Mera Anubhav hai aur mere plant ki growth aap log video mein dekh sakte hain Kitni aggressive growth hai. . . . धन्यवाद Monu Panday 3m. #organicmanure#liquidconsortia#n.p.k.#dragonfruit#iffcobio

КОМЕНТАРІ • 26