Sam Taali Khali Kya Hain? क्या है सम ताली और खाली!! Tabla ya Dholak seekhne se pahle zarur Jane ye!!
Вставка
- Опубліковано 17 лис 2024
- Hello friends!!
video about!!
Aaj ke is lesson me ham baat karenge Ki Sam Taali Khali ya Theka Tihayi ye sab Kya hai or kise kahte hain!!
Facebook
/ 9tiyalashishtabla
Instagram
/ aashish_nautiyal_
#Sam #Taali #Khali #tablalesson #Dholak #music
Aap bahut achchha sikhate ho,thanks to you
Dada darun sikhacchen
2:00
Very good bhai
Bahut super
Bahut achhe se explain kiya 👏👏
God bless you very nicely explained
Dhanyawad bhai, aap ne dil se or sahi jankari di hai
Thank you so much bhaiu itna achha samjhane ke liye 🙏
Dhalak me tali khai dikhaie
nice ,,,,,,,bhutt badhiyaaa
Acca laga
Or matra kya hota hai o bhi batana
Ati sunder sirji samajh main AA geya thank you very much
thanks bro
nise
guruji om Jai Jagdish hare arti me Sam kahaa pr h
Thanks bhai jai ho god bless you
Bahut bahut dhanyabad sir ji
nice video sir...sir classical tabla ke lesson banao plz...jo ki peshkar me bjaye jate hai..
ZARUR
Thanks
very very nice sir
Nice sir
Nice
Very good sir
Aabartan me sir alag alag tarike se dugan chogan karna bata rakha hai you tube pe isko samjhaye jaise kherwa me dugan is parkar bata rakha hai dha gi na ti ek bhibhag dusre bhibhag me dha gi na ti nak dhina ye kya dofferent hai
TABLA bajane waqt Sam taali khali vibhag kaise alag bajana hota hai.Hath par dikhate ho lekin pratyaksha tabla bajane waqt e sab chije kaise use karna hai. Pratyaksha bajane waqt hame e alagata Kis prakar se karana hai.
Sam tali khali haath se dikhayi jati hai or bajate time inka sirf mind me rakhna padta hai kewal baki bajate time hame tali khali nahi dikha sakte yah sirf ham hath se dikha sakte hain or bAjate samay dimag me rahna chahiye ki tali kahan h or khali kahan bass
Thank you so much sir
Nice lesson sir
Thanku bhaiya
Bhaiya aap dholak ka masala bes ka kaise banate ho
Awesome sirji.
Thank you dear
Sunkar beat ko recognise kaise karun bahut dikkat ati hai kuch samajh nahi ATA please help🙏
nice bhaiya👌
Ashish bhai in sam,tali,khali,ka gane mein kya mahatwa hai is ke bare mein mein bhi batane ki kripa kare bhai
Ye Sam Tali Khali bajti nahi h table par ye ek system hai jiske hisab se hame chalna hota h or use samajna hota hai
@@tabladholak thanks bhayya
Very good sr
Wah! Bhut khoob 👍
Sr Dhanywad aapka
bhaisab, taali khali vibhag is la istamal tabla bajate samay kaisa karna hai ye tabla dhirese bajake dikhana .
Iske bare me bataya hai channel par videos dekhen
Bhupendra. Das_Tabla mekharwa tal lo bataiye
Thanks a lot Sir
Thank you sir ji all doubts were cleared! And
Baki taalo meh bi taali kaise dete h iske videos h apke channel pe?
Tali khali ka yahi sutr h aise hi denkhe bas Nisan dekhe Kaine diye huye Hain
Thx
Welcome 😊
@@tabladholak ajj hmara music Ka paper h
@@phadiqueen5384 good 👍
🇮🇳🇮🇳Aashish sir laggi .paran. tukadha .rela .tihai .palta.kya hai our kaise lagate ⛓hai sabhi ka parichay batao na sirrrrr plish 📺🙏🙏🙏🙏🙏🙏🇮🇳🇮🇳
Channel par suru wale videos dekhen sab bataya h ek ek karke
Gaane me kaise pata kare ki kaun sa taal baja hai
Sir aise kitne sam tali kahli ke taal hai
Sir ji only base (dagga ) par bajne wale pattern par video baniye
AP sabhi lesson dekhen apko mil jayega bas ka lesson
pranam ji. kisi v rachna geet bhajan k sam kaise malum ho
Uske upar maine video upload Kiya hua hai
Sir raag khali se shuru kiya jata hai ya sam se
Sir aapne gane ke bare to nhi btaya ki khali se ya sam se gate h
Gana Khali se uth sakta hai or taali se bhi lekin hame Sam ki plchan honi chahiye hame sam se hi theka start karna hota hai
Gujarati bahajan me tabala kaise bajata hai eski techniques bataya ya bajana batay please
Pranam sirji add nai hua sir dusra upay ho to bataiye
Aapane teentaal ko bahut acchi Tarah samjhaya alag alag vibhag mein samjhaya 16 matra ko char char char kar ke alag alag vibhag mein samjhaya hai per a Nahin samajh mein aata ki 4 matra Jo ek vibhag ka vah bhi pura khali mein hi Chala jaega
Tali khali ke nisaan bane huye hain usse samaj aa jayega
Sir mukhade sikhaiye dadra or kahrva me
Is ki defination kya bnegi sir
Thank you
sir Thekka matlab kya hota hai?
Sir left hand par video banaye advance level par details
Bayen par video bana chuka Hun AP sabhi lesson dekhen channel pr
ek video me sirf or sirf tukde hi batye Jo is video me use kiye hai bo bhi please
Zarur
+Tabla Dholak सीखें।। thanku Bhaiya
Is ki defination kya bnegi
Jo aap sikhatey ho usko kisi song ke sath bhe play kr ke dikha diya kro taki aur bhe clear ho jaye
Gano ke sath bahut video me bajaya hua hai AP sabhi videos dekhen
Sir,apane hath par bahut achchhe tarahase samazaya.lekin tabla bajaneme ise kaise use karana hai.tablepar tali Dena.khali dena vibhag karana.sam par ana e sab tabla bajane waqt hame kaise alag tarikese bajana hai.aap hath dikhata hai o samazata his.lekin practical me kaise Kay karna hai e samazav.bahut bahut shukriya.
Tali khali ka sirf samjane ke liye use hota Baki bajate time sirf mind me rakhna hota hai !!!
Sar arilai ka video banye kahrwa me
Zarur
ye jo tukda bjaye h bhaiya iske bol btaiyega
तकिटत किटताता किटतकि टतकिट
धन्यवाद भैया
सर मुझे तिहाई लगाना सिखाओ
Bhaiya ek taal upload kijiye please
sir please jo tukda bajae uska bol kya he?
AP sabhi lesson dekhen channel par already updated hai video kaharwa Taal ke lesson dekhen
thank you
sir @@tabladholak
thanks jo
Beats kya hota h
Rhythm
Sir tihai bajna bhi sikhao
Tihayi har lesson me batata hun mai aap sabhi lesson delhen
Sir tihai aur tukda ko udahran ke sath batane ki kripa karen
Zarur
Table PR sm tali and khaki kese bjaana hai
Sam tali khali bajayi nahi jati ye taal ka hissa hoti Hain or isko pahchanna padta hai wahi is video me bataya hua hai
Thanku
Tihaai me kit pe khali kyu dikhaya hai
Guruji paranam , you did not differentiate thali and khali , you just did khali , would you please do thali on tabla ? Greatly appreciated, thanks guruji
Zarur ap isko achhe se samjhen baki age mai or video upload karunga
Taali khali bajake dikhana chahie.
रूपक ताल में सम पर(पहली मात्रा) ताली नहीं है। क्यों? समझाइए।
जी आपका मत भी सही है जहां तक मैने पड़ा है या अपने बड़ों से सीखा है किसी भी ताल की पहली मात्रा पर ताली ही आती है फिर रूपक हो या कोई और ताल कुछ लोग ताली सम यानी पहली मात्रा पर इसलिए नहीं मानते क्योंकि रूपक ती यानिकी एक खाली बोल से शुरू हो रहा है. उम्मीद है आप समझ पाए हैं.
Yashis ji ak bar nal par dekhadenge tho yacha rahega pilig jai maa thadi
Zarur
You from bro
Masuri uttrakhand
App bahut dhire bajaiye
ZARUR aap sabhi lesson dekhen channel par apko dhire wale lesson bhi mil jayenge
N⃡i⃡c⃡e⃡
Bolte jada ho
Sir ji
Bro,
बिभाग सामझा लेकिन जब:-
समX=1 ताली/ 2=1 ताली/ 3 = 1 ताली ऐसा कैसे? 0 = खाली ॥
फिर 4 = 1 ताली/इसके बजाय अगर x = सम 1 ताली
तो 2 क्यू लिखे X/2/3
2 के जगह 3
3 के जगह 2
x के जगह 1 / 2 ये किया कृप्या झमझाये।
Taal ki pahli matra par Sam × uske bad taali wali zagah par ank yani 2 ya 3 ya 4 aata hai or Khali wali jagah ko 0 se dikhaya jata hai !!!
Nice sir
Nice
Thanks