Mileage chahiye to ese 40-60 ki speed main chalao bhai eco mode main. Or power mode main chalaoge to Mileage nahi milegi bhai. Main Har week 120 km ese drive karta hun continuously 65-70 ki speed main 46kmpl ka mileage De rahi hai. 😊😊
But bhaiya ji hm garhwa Sahar se hai yaha or hm tution jane ke liye lene ko soch rahe hai or daily hmko Sahar me hi chalana hai or sahr me itna bheed hota hai ki itna speed to chal hi nahi sakte hai 😢😢😢
@3gsahil it depends... If you rotate throttle too much.. even on starting you will see power mode on. But if drive smoothly.. it can run upto 59-60 in echo mode.. but after 60 you will see power mode on
bhai Maine bhi abhi Jupiter 110cc purchase kiya hai 30km drive krne ke bad uska boot space area or side body panel bhi bahot jada heated ho gya tha kya ye major issue hai ya normal hai
Bhai station road ke paas wala Indian oil jo bridge ke niche hai waha se hamesh petrol fill karwaya Karo ye petrol pump me kabhi petrol nahi leta hu mujhe bhrosa nahi hai
Bhai ek baat bta ma aapki video jaab sa dakh raha hu jaab sa aapna jupiter li hai lakin aapki jupiter abhj tak mileage nahi de rahi aur saab ka bahut acha mileage mil raha hai aapki peace hi kharab hai
@KyariKatha local rides bhi karta hoon kharab rasto pe 20-25 kmph pe and highway bhi 40-60 kmph pe, combined milta hai, but eco mode me hi rakhne ka kausish karta hoon, power mode me kabhi jaaye to throttle kam kar deta hoon yahi par jaise bhi ride Karo pyaar se karenge to 50 KMPL confirm milega, even tank to tank mileage test mein to mujhe 60+ mila aap varosa nahi karoge.
@AbhishekTiwariVlog bhai iska tank sahi se full nahi hua hoga first attempt me, fuel dhere dhere niche bharta hai, second attempt me jo jagah khalii thi usme fuel jyda bhar gaya hoga, iska tank ache se bharne ke liye scooty ko piche se thoda uthao, ise fuel turant niche chala jata h
Mera new jupiter113cc 1 month huya hain 47kmpl deta hain and its good enough for scooter.
Mileage chahiye to ese 40-60 ki speed main chalao bhai eco mode main. Or power mode main chalaoge to Mileage nahi milegi bhai. Main Har week 120 km ese drive karta hun continuously 65-70 ki speed main 46kmpl ka mileage De rahi hai. 😊😊
Sahi me bhaiya ji
But bhaiya ji hm garhwa Sahar se hai yaha or hm tution jane ke liye lene ko soch rahe hai or daily hmko Sahar me hi chalana hai or sahr me itna bheed hota hai ki itna speed to chal hi nahi sakte hai 😢😢😢
Bhai hm abhi 12 tk garhwa m hi ruke h ranka more m ruke h hotel m
Aa jao bhai chla lena mere paas abhi h
Muje 47 kmpl deta hai
Mine is giving 45+ in city. On Highway it gives around 55 kmpl.
Driven on 50-60. Echo mode. I never let the power mode turned on
Power mode kitne pe on hota hai ?
@3gsahil it depends... If you rotate throttle too much.. even on starting you will see power mode on. But if drive smoothly.. it can run upto 59-60 in echo mode.. but after 60 you will see power mode on
@@battuvarinder ok boss thanks for the info 👍
150 kg weight ke sath 86 ke speed me to 100 cc wala splendor v 30km dega !
Sahi kaha😅
52 mileage 🖐️
Same mere sath bhi yahi ho rha maine bhi 1st service krra di h fir bhi 30-32 ka mileage de rhai 😢
Bahut mast scooter h ek week ho gya hai average bhi mast h 48
Bhai mere pass bhi iska top model hai kaafi badiya scooter hai koi iske mukable market pen nahi aaya abhi tak
Pichhe me jo mota admi baithaya tha o pit diya adha litr petrol ko to 😂😂😂
Mera 2 month ho gaya as per oddometer 36 ka mileage de rahi hai
Apko duplicate scooty de diya hmara to mast chal rha h
Chup kar fake video 😂😂
Muje to 52 ka mileage de rahi he
Ko n saa colour hai bhai
Bhai mene abhi Diwali per yahi Jupiter liya hai..Yis me achanak se digital meter restart ho gya …220 km chala tha achanak se 0 ho gya
Mera milege 45 dikha raha hain 70 kilometer chalaya hain
Mileage is 48
Mera 50 kmpl de rha h One month without first service
दो बंदे बैठकर माइलेज टेस्ट कर रहे हैं wah भाई😂 😂😂
38kmpl
55 to 60 de raha hai .....eco mode pe ...
Bhaiya ek baar Activa 110 ka bhi milega test kariye agar possible ho sake toh .. jai shree ram ji 🙏
bhai Maine bhi abhi Jupiter 110cc purchase kiya hai 30km drive krne ke bad uska boot space area or side body panel bhi bahot jada heated ho gya tha kya ye major issue hai ya normal hai
Normal hai bhai mere sath bhi yahi haal tha
new scooty me ye sab hota h , engine me friction jyda hota h new scooty me
Bhai station road ke paas wala Indian oil jo bridge ke niche hai waha se hamesh petrol fill karwaya Karo ye petrol pump me kabhi petrol nahi leta hu mujhe bhrosa nahi hai
Bhai ek baat bta ma aapki video jaab sa dakh raha hu jaab sa aapna jupiter li hai lakin aapki jupiter abhj tak mileage nahi de rahi aur saab ka bahut acha mileage mil raha hai aapki peace hi kharab hai
Go for access 😊
Nhi Bhai y Delhi m to Mera 52 k diya
Cool Maine top model liyata 3 Din huvva
Cool Milaga bilkul nhi de Raha hai....isse achy chetak lele ta
Cool Milaga bilkul nhi de Raha hai....isse achy chetak lele ta
Cool Milaga bilkul nhi de Raha hai....isse achy chetak lele ta
Bhai galat he, Mera 56 ka aa raha he
Aapke me ASSIST ON ho rha haii
Mere me sirf ASSIST READY show krr rha haii
bhai apka fuel tank sahi se bhara nahi hoga, thoda piche se utha lete to bhar jata
Mera to only 55 km chala hain mera 1 ltr mein 52.5 ka avrg de raha hain
Speed kitna rakhte hain aap??
@KyariKatha local rides bhi karta hoon kharab rasto pe 20-25 kmph pe and highway bhi 40-60 kmph pe, combined milta hai, but eco mode me hi rakhne ka kausish karta hoon, power mode me kabhi jaaye to throttle kam kar deta hoon yahi par jaise bhi ride Karo pyaar se karenge to 50 KMPL confirm milega, even tank to tank mileage test mein to mujhe 60+ mila aap varosa nahi karoge.
Kay schooty colour aur milaga koye farak hai kaya
@@munnabin2159 no
Abhi 500+ km chal gaya 48 KMPL show kar Raha hai let's see jaldi 1st service karwaunga, uske baad kya experience hota hai
52
phle to bhai bol rhe the 50+ de rha hai
Bhai whi to mujhe v smjh ni aa rha h ye achanak s itna kam kaise ho gyi
@AbhishekTiwariVlog bhai iska tank sahi se full nahi hua hoga first attempt me, fuel dhere dhere niche bharta hai, second attempt me jo jagah khalii thi usme fuel jyda bhar gaya hoga,
iska tank ache se bharne ke liye scooty ko piche se thoda uthao, ise fuel turant niche chala jata h
Mai loongi
Bhaiya ji hm ye scooty nikalne wale hai 2 se 3 din ke andar but mileage dekh kar man udash ho gya abi hmko ye lena chahiye ya nahi bataiye plzzzzzz😢😢
Bhai milege dekh kr mai v shock hu
Mai soch rha hu bech du isko
Aisa hi dega kya mileage bhaiya ji 31,32 ka
@@AbhishekTiwariVlogYes bhaiya
Mera 50-52 ka milege mil rha hai mix drive me
Mai v le kr fas gaya isshe acha chetak lele ta
Kya issues ho rhe h bhai
Mera 25 milage de raha he
1st servicing due he
Mera 32 de raha hai 20-40 speed mainten krne v bt v
My 38
60 ka
Mujhe 54 mil raha hai already 1800 km chala liya hai koyi v problem nahi hai😊
Vai me booking kia hun first service ke bad app ko kitna mileage de rahi hee thoda batoo???
Yes 50 above to 100% deta hai, kya galat videos banate Hain ye log
@@ISiligurian thanks brother 👍
Maine cng liya 😊😊
Jupiter cng me kab aya
He he he 😂
Bahut mast scooter h ek week ho gya hai average bhi mast h 48