Us ne sukut e shab mein bhi apna payam rakh diya | Ahmad Faraz Poetry | Urdu Poetry Studio

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 15 чер 2022
  • us ne sukut-e-shab mein bhi apna payam rakh diya
    hijr ki raat baam par mah-e-tamam rakh diya
    aamad-e-dost ki nawed ku-e-wafa mein aam thi
    main ne bhi ek charagh sa dil sar-e-sham rakh diya
    shiddat-e-tishnagi mein bhi ghairat-e-mai-kashi rahi
    us ne jo pher li nazar main ne bhi jam rakh diya
    us ne nazar nazar mein hi aise bhale sukhan kahe
    main ne to us ke panw mein sara kalam rakh diya
    dekho ye mere khwab the dekho ye mere zakhm hain
    main ne to sab hisab-e-jaan bar-sar-e-am rakh diya
    #Urdupoetrystudio
    #ahmadfarazpoetry
    #Besturdupoetry
    Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
    Background Music creadit goes to Respected Owner/
    Facebook. Facebook.com/urdupoetrystudio12

КОМЕНТАРІ • 3