aap kaun sa empliment me Tractor ko chala rahen hai kahi bara empliment to set nahi kiya hai Tractor HP ke anukul hi empliment set karen Tractor over load me chalega to diesel bhi jyada lega and dabega bhi to to pahale check kar len aur diesel jyada lena and tractor dabna ka bahut sara rision ho sakata hai to aap video ko dekh lijiye achhe se pura aur samajh lijiye ya sare pointo ko apane dhayan se check kar lijiye jo point video me bataya gya hai pls ok thanks 👍 👍
bhaiya mahindra 275 idle mein aur accelerator dene par blue smoke deta hai aur overload par bhi blue smoke deta hai. lekin load poora le rha hai backcompression bhi nhi hai to kya iski valve guide seal leak ho skti hai kya jiske karan blue smoke de rha hai.
aap tappet setting karva lo aese valve seal leak hone ka chance to nahi rahata hai blue smoking me but aap check karva hi lo taki apka jo dar hai vo dur ho jayega ok thanks u 👍👍
Sirji mera mahindra 475 DI tractor hai 2023 model ka naya liya hai mene lekin uska ideal rpm ko kum karne ka try kiya humne humare mechanical ke pass jakar lekin uska ideal rpm kum nahi ho raha hai sirji or humare mechanical ne usko kum karne ke liye FIP pump ke jo dono bolt rehte hai usko dhila ya tight karke dekha usne lekin uska ideal rpm to kum nahi hua lekin tractor chalte samay 10-12 ke aage jab rpm nahi dete hai tab tractor fad fad yane ki mix fire jaisa kar raha hai jab rpm 16-17ke aage karta hai tab accha chalta hai usko kya karna padega sirji
aapka tractor ka idel rpm kitana hai and 500 to 550 tak idel rpm hai to thik hai isase jayada kam nahi hoga company limite idel rpm set karke deta hai aur aap kam karana chahegen to ab kam nahin hoga idel rpm limite se jayada rahega to kam hoga thik hai dekhiye tractor mix fire karne ke kaei ridon ho sakata hai diesel tank fielter jaam diesel fielter jam teppate setting check air clener jaam check ye sare pointo ko check kar lo bro 👍 👍
Seniyer mekanik your spech exlent your work good exlent
Ok thanks bro 👍 👍
Sir nojal ka presar kitna hona chahiye sonalika 35 di hi sir please reply
Bhai sab eicher prima 551g3 jayda diseal le rha hai is ka video banao
Massey ट्रैक्टर ka tepit गेज fix कितना रखे
सही बोले टैक्टर डीजल ज्यादा लेता हे और दब्ता हे
ok thanks u 👍👍
Swaraaj 742 xt new model dubta hai aur diseal juada le rha hau hai to kya krna pdega
aap kaun sa empliment me Tractor ko chala rahen hai kahi bara empliment to set nahi kiya hai Tractor HP ke anukul hi empliment set karen Tractor over load me chalega to diesel bhi jyada lega and dabega bhi to to pahale check kar len aur diesel jyada lena and tractor dabna ka bahut sara rision ho sakata hai to aap video ko dekh lijiye achhe se pura aur samajh lijiye ya sare pointo ko apane dhayan se check kar lijiye jo point video me bataya gya hai pls ok thanks 👍 👍
Nhi
Mai empliment ka mtlb nhi smjha
@@dhirajmarkammarkam9393 rotavetar ,harrwo, kaltivetor ,troly isko empliment kahate hai
App ka workshop kah hai ji
bihar jehanabad district ok bro 👍 👍
Sir ji mane agle video me pto ke bare me comenat kiya tha apne koy comenat me javab nahi diya
sir ji pto gear tutane ke bare me apane pucha tha usaka jabab mene de diya hun aap dekh lijiye
ok thanks 👍 👍
air cleaner chok kasi check kara
Escort 440.1999.modal.ke.tepit.kitne.mm.gej.se.set.hote.he
bhaiya mahindra 275 idle mein aur accelerator dene par blue smoke deta hai aur overload par bhi blue smoke deta hai. lekin load poora le rha hai backcompression bhi nhi hai to kya iski valve guide seal leak ho skti hai kya jiske karan blue smoke de rha hai.
aap tappet setting karva lo
aese valve seal leak hone ka chance to nahi rahata hai blue smoking me but aap check karva hi lo taki apka jo dar hai vo dur ho jayega
ok thanks u 👍👍
Sirji mera mahindra 475 DI tractor hai 2023 model ka naya liya hai mene lekin uska ideal rpm ko kum karne ka try kiya humne humare mechanical ke pass jakar lekin uska ideal rpm kum nahi ho raha hai sirji or humare mechanical ne usko kum karne ke liye FIP pump ke jo dono bolt rehte hai usko dhila ya tight karke dekha usne lekin uska ideal rpm to kum nahi hua lekin tractor chalte samay 10-12 ke aage jab rpm nahi dete hai tab tractor fad fad yane ki mix fire jaisa kar raha hai jab rpm 16-17ke aage karta hai tab accha chalta hai usko kya karna padega sirji
aapka tractor ka idel rpm kitana hai
and 500 to 550 tak idel rpm hai to thik hai isase jayada kam nahi hoga company limite idel rpm set karke deta hai aur aap kam karana chahegen to ab kam nahin hoga idel rpm limite se jayada rahega to kam hoga thik hai
dekhiye tractor mix fire karne ke kaei ridon ho sakata hai
diesel tank fielter jaam
diesel fielter jam
teppate setting check
air clener jaam check
ye sare pointo ko check kar lo bro 👍 👍
Governor setting krani pdegi iski mujhe lgta hai
Sonalika tappet i 30 mm e 40 mm best rahata hi❤
yes 👍 👍
Bhai tepet hone se diesel kam khata he
Ok yes bro 👍 👍
Farmtrac 39 डीजल 6लीटर लेता है
Mera 1035 di 4littet leta hai 😂
Mera 1035di 3letar300gram lagbhag 1500rpm par leta hai one 16model one 2024 moodal hai
6055 Tapet set number
485
Ok thanks bro 👍