#. Bhai abse 2000-2500 km par service karwa liya karo, long term me engine me problem nhi aayegi. #. Bajaj ka engine oil 10w30 grade ka aata hai, iske jagah 10w40 grade ka use karo. Isse engine me heating issue nhi hota hai aur thandi me v ek self me engine start hoga. (I am using castrol 10w40 jaso ma2 api sn). Durara company v ka v le sakte ho but ye specification likha hona chahiye. (I am owning same bike since three years)
मैंने मेरी Bajaj platina 110 abs bike एक जगह वाशिंग के लिए लेके गया था उस बूढे आदमी ने प्रेशर से पानी मारा बाइक के व्हील पर रेडियम कंपनी की तरफ से लगाई गई थी गोल्डन कलर की पूरी की पूरी निकल गई 😅 और ABS का स्टिकर भी निकल गया 😅
Bajaj khud engine oil manufactur nahi karta bajaj ke liye bharat petroleum engine oil manufactur karta hai or oil ke dabbe par bajaj ki branding hoti hai or customer ko lagta hai ki bajaj ka khud ka oil hai
Aapka bike ka kaam bahot kara hai, humara yaha ki bajaj wale sirf mobil aur air filter change karte hain...
Hamare yaha to sirf mobil dalte hai oil filter change karte hai chains ko saaf karte hai iske alawa kuch bhi nahi
#. Bhai abse 2000-2500 km par service karwa liya karo, long term me engine me problem nhi aayegi.
#. Bajaj ka engine oil 10w30 grade ka aata hai, iske jagah 10w40 grade ka use karo. Isse engine me heating issue nhi hota hai aur thandi me v ek self me engine start hoga. (I am using castrol 10w40 jaso ma2 api sn). Durara company v ka v le sakte ho but ye specification likha hona chahiye.
(I am owning same bike since three years)
Mene first service में 10w40 dala hai
Mai bajaj ka oil use karta hu bike ko 7 saal ho gaya 60000 km ho gaya
Platina 100es hai
मैंने मेरी Bajaj platina 110 abs bike एक जगह वाशिंग के लिए लेके गया था उस बूढे आदमी ने प्रेशर से पानी मारा बाइक के व्हील पर रेडियम कंपनी की तरफ से लगाई गई थी गोल्डन कलर की पूरी की पूरी निकल गई 😅 और ABS का स्टिकर भी निकल गया 😅
😂😂😂 ohh bhai
sahi kaam kiya Bhai service centre Wale ne hamare yaha to chor hai sab
Mere pass platina 100es 17 model platina110 hgear 2020 model itna kabhi nahi khuli
Bhhaai...ager service honda service center pe kiya hota tho 3 se 4 hazar cost lagate...😊😊😊
BhI itna kaam bajaj platina ka delhi k cervice centerr m karvaya hota to 2000 se 2500 aaram se le lete aapse pese bilkul sahi liye haii
Paji esa nahi hata hae Handel sarvice ke paise ese hi leleye hae and polish ke paise le liye hae
2nd servicing ke baad kitna milage deti hai
68 kmpl
Free service me intana hai ?agaru paid servicing me lutega😮 mera bike Mene kudhu service kararahi😊
Bhai mujhe aapki bike ki chain dheeli lag rahi hai
Nhi bhai theek hai
@@rsmvlogs920 Bhai Mai bhi platina 110 abs lene ki soch Raha hu agle mahine. Budget under 1 lakh konsi bike lu?
Agar safety, comfort aapki requirement hai toh best hai bhai
Itne sasti mein service Puri Mumbai Bajaj toh loot ta h
Bhai kabhi dholewal dada motors service karane jao 😂 fir aspko pata chalega costly kya hai same platina 110abs mujhe first service cost 1275padi thi
Tumko kitne service free mila
After 3rd service, 1litre mileage test karo bro...
Ok bhai
Bhai disk brake problem sahi hui
Nhi bhai
@@rsmvlogs920 kaise hogi bhai kuch pata hai
Kya problem hai @@modified__shorts_r
@@pranavrajmurali disk plate band hai kahi accident bhi nahi hua Bhai
Wait kro Bhai iska pakka Solution doond raha hun
Bajaj khud engine oil manufactur nahi karta bajaj ke liye bharat petroleum engine oil manufactur karta hai or oil ke dabbe par bajaj ki branding hoti hai or customer ko lagta hai ki bajaj ka khud ka oil hai
3rd service k bad milege test kro bhai😊
Ok bhai
Mileage test kro Bhai ab
Ok bhai
Mujhe To Patai Nahi Tha
steering grease, polish ki koi zarurat nahi thi
No
No