SBI KYC Form Kaise Bhare 2025 | SBI KYC Form Kaise Bhare In Hindi | SBI KYC Form Fill up 2025
Вставка
- Опубліковано 10 лют 2025
- sbi kyc form kaise bhare 2025 एसबीआई केवाईसी फॉर्म कैसे भरें एसबीआई बैंक का केवाईसी फॉर्म कैसे भरें 2025
More Details ✅ loanemicalcula...
SBI kyc form kaise bhare hindi online 2025 sbi bank me kyc form kaise bhare new 2025 sbi kyc form fill up 2025 sbi e kyc form fill up 2025 online sbi kyc form kaise fill up karte hain state bank of india kyc form fill up 2024 - 2025 how to fill sbi kyc details updation form 2025
SBI KYC FORM PDF DOWNLOAD LINK 👉 gorakhpurhindi.com/sbi-kyc-form-hindi-pdf-download/
this is not same as you show
Pdf bhjo jo form bhara
Good
@@rupam8934 Mmkmmkmkmmmmmmklkmmmkkmkmmmmmmmmmkmmmmnlkmmkkmkmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmkmmkmmmmmmmmlmmmmmmmmmmmmmmmlmmkkmkkmkmkkkkmkmkmlmmmmmmmmmmmmmmmmm
😅
Thank you so much 🙏👍
Vi bahat helpfull video hai ❤
Thanks 👍 For Valueable Comments
Bahut hi sunder sir ji Ap ne bataye 🙏
👍❤️
Thank you filling of the daucuments explained splendidly
So helpful thankyou 😙
You’re welcome 😊
Bhai adahar me date of birth sahi nahi ,to kyc ho jayega kya plz reply
Agar account open huwa hai Lucknow me aur... KYC karwana ho Delhi se to Branch me kya fillup hoga sir? 👌👌👍
@@Krishna-cosmetics007 AAP APNE BANK/BRANCE ME BY POST BHI KYC FORM BHEJ SAKTE HAI
Thank you sir
Very nice sir ji
Thank you so much 🙏
Bahut useful video hai aapki
Thanks for your information
So nice of you
Me India Hyderabad se hoo ok sir thank hai na
Thank you from Hyderabad
Welcome 👍
Thank you for your very helpful information 💯🔥❤️
You are so welcome
Thank you sir ❤❤❤❤
Kya unemployed kyc form dene se tax kata h
Nahi
Sir agr jiske pass pan ni nhi he voh khali nhi chod sta he pls reply me sir bhut urgent he
Form 60 bank se milega use lekar bhar do
Sir ji agar Koi passport, Voter id nhi ho tab kya kare?? 🤔 please btao
आधार कार्ड पैन कार्ड इस्तेमाल में लेलो
Sir ji PAN Card bhi nhi hai Form 60 Submitted kar ke hoga kya??? 🤔
@@kishandas1703 Ha
Apne hme bht achi cheez sikhai h.thankyou
Welcome 🤗
Thanks for your help 😃 sir 😊
Welcome 🤗
Mere pass koi bhi document nhi ha ma ky kru.mere pass voter id , driving licence,pan card kuch bhi nhi ha or account minor tha ab usko kaise change krna hai kuch smjh ma nhi aa rha hai 🥲🥲🥲😭😭
Kyc fill up karne k bad bhi new atm apply karna padyga kya? Sir rpl Please
एसबीआई पुराना खाते के लिए हां और नया खाता है तो वह खुद भेजते है
@@JankariHindiMei agar atm 1 year purana ho toh ohi Kam garyega or feri new apply karwana chaiye?
@@mansu4337 atm par validity likha hota hai
Jab validity khatm ho jaayega to nahi chalega
Jab tak hoga validate tab tak chalega
Ek saal nahi kai saal ke liye validity hota hai
Jab khatam hoga validatt uske baad new Banana padega
Dusre branch me submit kar sakte h
No
Iss form ko NON-Home Branch me summit krne par kuch ho jaega.... Please btaiye
Thank you 😊
Good Help and you'd Information
Sir kyc ke liye documents ko colour Xerex dena hota he ya fir black and white
Koi bhi dedo chalega
@@JankariHindiMei
Sir mere new account he or sirf adhar card link he or Bank se abhi tak kyc ke liye kuch nahi bola gaya he par me apna PAN card link Karna chahta hu to Kya sir me apne man se Bank jakar khud kyc Kara sakta hu
Please reply sir
@@SonuChauhan-s1d aap bank me jaakar kahao mujhe pan card bank se link karna hai 👍 wah kyc bharne ko kahe to bhar Dena nahi to pan card ki copy maage to jama kar dena
@@JankariHindiMei
OK Sir
Jankari Dene ke liye thank you so much sir 🙏
Kyc update ke lie main sbi branch ko chor kr baki sbi others branch por hoga..????
Bank Karmchari ke upar nirbhar karta hai
@@JankariHindiMei thanks for rply
Bhot help mila tanq
Welcome ❤️
Sir mere mami Or papa ka joint khata hai uske ke liye dono logo ka singnature chahiye or dono logo ka detail chahiye
Ya kisi ek log se ho jayega kyc plzzzzz sir reply 🙏🙏
Sbi kyc other branch se bhi kr skte he kya
Sir mera address aur pin code change karna hai kya mere ko kyc dena parega ya koi aur form fill up karna parega
Jo document par address hoga wahi adress bank me likha Jaayega isliye pahle Aadhar card par address change kar lo uske baad kyc and application bank ke naam likh jama kar do
Bhai maine aadhar mai dob or pen card mai dob birth change kia lekin pen aadhar ki kyc pehle kia tha to sbi account maii es mai kya karu hojayega kya automatic ya naya kyc form bhar na pdega ...
Jab aapse bank Wale kyc karne ko bole tab karna jab tak nahi bol rahe hai tab tak aise hi use kro
Pahle wala number likhna hai ya new agar ham dusra number add karna chahte hai to usme new number likh sakte hai na sir?
Ha likh sakte hai
Tnq sir
Ye wala purana hai koi naye farm ke liye video bananiye
Gi sir mere pas documents mai aadhar card or pan card hai bas name change karwani ka kaise hota hai kya app meri help kar doge
Kis par name change karna hai 👉 account me 👉 adhar card 👉 pan card 👉 agar bank me name change karna hai to application likh kar bank me pan card ki photo ke sath jama kar do ho jaayega
Good information 🏆🏅
Thank you Sir
So nice of you
Bahut hi jyada heplful thi thankyou so mach sir
Welcome 🤗
Sir agar occupation farmer ho to Kya fill krenge
Self Employed
Hii
Sir mere ko mobile no aad karwana hai to konsa form dalna padega or debit atm kard ke liye apply karne ke liye konsa form lagega
Later likhna padega SBI ke naam number add karne ke liye aur dabut कार्ड के लिए एटीएम फार्म बैंक में जाकर maag lena
Thank you sir
Railway retire employee ke liye Kaise form bhare KYC salary kya likhen please message.
Retired Option Tick Kare And Sallary Option Ko Blank Rahne De
Video me aur download link me different hai toh kaunsa sahi hai
Kuch din same document upload kar diya jayega abhi scanner Mera garbar ho gaya hai
Thank you for your explanation
Glad it was helpful!
Ha bhaiya
Bahot acchi jankari he Guru
Har saal karna padta hai kiya
Nahi Jab Bank Account Me Koi Problem Ho Tab Karna Padega
Ya Phir Bank Wale Khud Bol Dete Jab Jaruri Hoga
Bhai bank account m pancard link karne k liye Kon sa form bharu
ua-cam.com/video/AMTagF6EsT8/v-deo.html yah vidio dekh lo g
Sir yeh passport, votar Id driving license papa k hi chaiye na
जिसके नाम से बैंक अकाउंट है उसके नाम का चाहिए पासपोर्ट या वोटर कार्ड या अन्य
@@JankariHindiMei सर मेरा इनमे से कुछ नहीं बना हुआ है। क्या करू?
@@harshitasaini8791 फिर बनवा लीजिए क्योंकि इसकी जरूरत सभी सरकारी काम में पड़ता है और इनके बिना कोई भी सरकारी काम नही होता 👍
आधार कार्ड है क्या वह भी लगा कर काम चल सकता है
Welcome , 🤗
Mera state bank ka zero balance account hai kya use bina branch kaye close kar sakte hain
Bina branch Gaye band nahi hoga ha ek kaam kar sakte ho aap Bina branch Gaye ek later brance ke name a/c close likh do ho jaayega
Thank u sir g
Joint alc h bhay to kese kre
Agar voter id & Driving licence na ho to?
आधार कार्ड पैन कार्ड होगा तो काम हो जायेगा अगर पैन कार्ड भी नही है तो आप FORM 60 भर कर काम चला सकते हो
Sir joint account me dono ke hi name likhna parega kiya?
Ha
Thank you sir for your good explain
❤️
Kirayedar k adharcard par recent address nahi he,,, aur jis makan me rehta he uska rent agreement he toh kya kare form me rent agreement ke hisab se present address he usko fill kare... ???
Purana address fill kare and agar new address ka document available ho phir hi new address fill kare ❤️
@@JankariHindiMei purane address ka adhar card he,,,, aur naye address ka rent agreement he,,,,
@@JankariHindiMei thank u for reply
@@milindsomvanshi8658 rent agreement lagakar ek vaar kyc karne ki kosish kare agar Maan Gaye Bank Wale thik nahi to old wala laga dena
Occupation type pay kya fill Karu na may students hu na mera koi income hay🙌🙄
Students ka option diya hai wahi tick maark kar de
Sir isi form me mera mobile number change ho jaayega ?
Nahi uske liye application likhna padega
Joint account Wale ko bhi yahi farm bharna hai kyc ke liye
Sir joint account ke liye alag alag form bharenge🙏
Haan
Family pensioner ko occupation type aur annual income / Turnover me kya likhna Chahiye ?
Thanks bhai
Thank you sir 🥰
Waaahhh👏👏👏👏
Sir students kovi iss KYC ka form fill up karna parega kya?
अगर जरूरत पड़ेगी तो भरना पड़ेगा
Phone number Change ka liya Kya yeh From fill up kar sakate hai kya please reply
Thnk you sir
Very very thank u vai
Thank you Bhai
Welcome ❤️
Kisi bhi branch mein de sakta hai kya???......KYC
Sir ovd wale option me adhar ya pan ka option aata hai ya nhi?
Thanks ❤
Thanks 👍👌✅💯😂
Welcome 🤗
Sir lekin jo logo 2:20 ka joint account hain wo kya kare?
Uske Liye Alag Kyc Form Aata Hai
@@JankariHindiMei kya iske liye koi alag vedio hain ?
@@JankariHindiMei thanku ♥️
@@Heartisindian NAHI MENE IS PAR KOI VIDIO NAHI BANAYA Hi OTHER BANK ME KYC FORM JOIN A/C KE ALAG SE AATE HAI LEKIN SBI ME ISI KYC FORM KO BOTH PERSON YANI DONO LOG BHARE APNA APNA AUR DOCUMENT BHI APNA ATTCH KARE AFTER SUBMIT IN BANK
@@JankariHindiMei matlab is from ko xerox karke apne according fill up karke dedu? To kam ho jayega?
Sir Amar date of birth Ching korbo..ke korta hobe ..kyc korla tick hoya jabe
Dear Sir ,
Kyc Karke Mobile number Link Kar Sakte Hai Kya Please Reply
Reply karo
Kyc na karne se kaya online payment transfer nehi hota
Ha aur bhi kai problem aa sakti hai
Bank passbook ka Xerox bhi use karna hai na sir
No
Please sir PNB kyc form kaise bhare please detel me our form Kaha milega our Kaha JAMA karege please sir ji 🙏
Apka near pnb bank me kyc from milega.
Sbi me kyc update karna parega maine 2021 me kiya
Agar koi problem aa rahi banking me to karna hi padega
Hello bhaiya mera mummy papa ka joined account hai lekin account band ho gaya hai or bank Wale bol rahe hai kyc form bhar kar Lao lekin mere papa toh rahe nahi tab kya kare account open kese kare please batayiye
Joined Account Ko Singal A/C me Change Kar Le And Death Certificate Papa Ka Bana Kar Laga De
@@JankariHindiMei bhaiya single karne mai toh time lagega Aisa nahi ho sakta ki mai kyc form bhar kar or death certificate jama kar dene se open nahi ho sakta q ki mujhe bahut argent hai
@@mastergaming-vd2by Iske Liye Apne Bank Branch Me Jakr Baat kare
Bank Karmchari Par Depends Karta Hai Karega Ya nAhi
@@JankariHindiMei thanks bhaiya
Sar voter id card purana wala hai
chalga kya
वोटर नंबर साफ दिखना चाहिए
@@JankariHindiMei ok sar
Thanks sir
Welcome 🤗
Mere mummy ki death hogayi hai or account me se paise nai nikla sakty boley bank waley tu kya karna chahiye wo bolu
SBI BANK ME JAAKR BAAT KIJIE WAH SABHI JANKAARI DE DENGE AGAR BANK WAALE NAHI DETE HAI PHIR EK VAKIL SE MIL LIJIE COURT SE PHIR LENA PADGEGA
MERE JAANNE WALA EK PERSON THA USKA BHI SAME PROBLEM THA TO COURT SE PAISA MILA THA
AGAR ADHIK RAKAM HAI TO COURT SE JA KAR LE LO
AGAR NOMINEE ME AAPKA NAAM HAI TO BANK WAALE AASANI SE AAPKO DE DENGE PAISE AND AGAR NAHI HAI NAME TO AAPKO SABIT KARNA HOGA ISKE LIYE AAPKO BANK SE BAAT KARNA CHAHIYE KYA KYA DOCUMENT CHAHIYE
AND SABSE PAHLE APNE MAMMY LA DEATH CERTIFICATE BANAWA LO ISKE BINA PAISA NAHI MILEGA
Bol rahe hain ke ye form addhar link ka hain sir
Ha
@@JankariHindiMei thank you sir I am your new subscriber
@@rearbomb650 Thx 😊❣️
sir kyc update jab karte hai to mobile number change hota hai please repky
No Kyc Ke Saath Mobail Number Change Ke lIye Application Dena Hoga then change your old Mobail Number
@@JankariHindiMei sir mobile number change ke liye kon sa form bharna padta hai jara bata digiye
@@Shrikantkumar0 form nahi application dena hota
मतलब स्टेट बैंक ऑफ इंडिया या जो बैंक है उसके नाम से लेटर लिखा मोबाइल नंबर बदलने को कृपया की
Sir mera voter id wale option me kuch nahi bna hai kya karu
आधार कार्ड लगा कर जमा करो बैंक में
@@JankariHindiMei or sir mera adhar me dusra no dala hai or atm or online banking me dusra dalna hai kya wo online ho jayega ya abhi hi karna parega
@@orc27 आधार कार्ड में लिंक नंबर से बैंक को केवाईसी से कोई लेना देना नही है
लेकिन भविष्य में जरूरत पड़ेगी इसलिए नंबर सही कर लेना जब भी फुर्सत में रहना
@@JankariHindiMei ok sir
Sir yono activate karane ke liye passbook cumplsory hai kya mere passbook nei hai sir
Bhai joint account ka from fill up kasha kara
Join Account ke liye yahi form bhar do dono person ke liye apna apna alag alag agar SBI ka account hai agar koi aur bank ka hai to join kyc form aata hai uske liye
Bhai replay do sirf like da kar kya help hoga 😑
@@adityamanna3436 de Diya replying
@@JankariHindiMei mara mom or father ka joint ha
Bhai agar sirf mom kyc bhar da to sirf mom ka kyc hoga???
Kuch problem to nahi hoga
Sir voter id mtlb
चुनाव या फिर वोट देने के लिए जो कार्ड सरकार की तरफ से बनाया जाता है और यह 18 वर्ष की उम्र पूर्ण होने पर बनाता है
@@JankariHindiMei sir me abhi 17 ka hu to kis prr tik lagana hai 🙏
@@JankariHindiMei sir please help
@@mahendra_kumar. आप आधार नंबर और पैन कार्ड नंबर भरो और अगर pan कार्ड नंबर नही है तो आप FORM 60 भरोगे जो बैंक से मिलेगा और OCCUPATION में STUDENT सेलेक्ट करों
@@JankariHindiMei thank you ..thank you so much sirr ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
🙏🙏thanku
Welcome 🤗
Sir mere pan card pe father name ki spelling galat hai thoda kya account khul sakta hai online
Account Khul To Jaayega Lekin Correction Karke Pan Card Phir Apply kro To Sahi Rahega Kyoki Baad Me Aapko Hi Samsya Hogi
@@JankariHindiMei ok sir
@@JankariHindiMei sir pan card correction krwne ke baad pan kitne din me aa jaega . Plese sir batiye .
@@vikashverma7362 1 week me and adhik se adhik 15 din
@@JankariHindiMei thank u so much sir . Aj se Me apka new subscriber 🙏
Smc adhyksha sachiv ki kyc ka form kaise bhren
Joint account me name kaise fill up karenge
Thank you
Sir mera minor account tha jo band ho gya tha, aaj mene adhaar Or pan card add krwa diya or phone number bhi khud ke diya hu but abhi tk me online transaction ke liye upi id nhi bana pa rha. Sir aap bata skte h kitna time lagega❤
Kaise bana rahe ho UPI I'd ❓
Explain
@@JankariHindiMei Paytm or phone pay!
@@SuperiorYT nahi Banega pahle bhim app par banao
Download bhim app in Play stor
Paytm par mobail number ki jarurat hai UPI I'd nahi milta ha lekin kyc karna hota hai Paytm par
@@JankariHindiMei Ok sir me try krta hu
@@SuperiorYT ha try kro bhim app par banane ke baad phone pe google pe bana sakte
Sir agar voter id card, job card , licence, koi bhi documents nahi ho to kya kare , inke bina kyc nahi hoga kya ? Please reply sir
Yes ho jayega
Sir . Mare account mian . Md Sayan Halsana name hai orr Aadhar Card main Sayan Halsana hai main kya karu kyc hojaega ya nahi plz reply
Jo name sahi hai us hisaab se pahle name change kare aadhar card me ya bank me
Uske baad kyc ke liye apply kare
Name same nahi hone par kyc nahi hoga
@@JankariHindiMei Abhi bank bandh hai to main name change kar sakta hun kaya uske baad kyc hojaega
@@snsayonediting3358 jab bank khulega to bank me application dena name change hone ka
@@JankariHindiMei sir mare account csp main account open kyea hua hai to name change karne ke liye csp jana chahiye aya brunch jana hoga
@@snsayonediting3358 branch and csp dono se ho jaayega
Lekin csp waale yono and internet banking use nahi kar sakte
Nice video
Thank You Sir.🙏
So nice of you
2022 09 KYC form kaise bra
Kya puch rahe ❓