Bro mera ek doubt hai aapne one side dual disc ke liye hub banaker disc set kiya hai but iss se rim ka jo strength hai vo kam nhi hua ye acha tha but jo hub aapne right side me use kiya uss se one side weight ratio me kuch problem nhi hua in highspeed ya aur kuch ?
@@narayansingh5835 bhai balance me farak nahi padega kyuki weight wheel ke center me add hua hai, Or mene is modification ke baad bike ko har tarha se chalaya hai on road off road, or ladakh ride bhi ki hai, 169 tak ki top speed me is bike ko chalaya hai abhi tak koi problem nahi aayi, or aage bhi nahi aygi 👍🏻
@bplbiker bro but Aaj Tak Maine usd pe bahot sare mod dekhe dual working disc ka but abhi tak koi telescopic me dual disc nhi dekha kya possible ho sakta hai telescopic me dual disc working ka ?
@Likhith kumar bhai mere channel par dekhlo mene sab kuchh bataya hai size bhi mm me bataya hai, 4 - 5 video upload kiye hai double disc ke, Discription me bhi links hai video k
Good effort but You should do Single disc Dominar UG vs Double Disc dominar brake test for accurate results.
Yes you are right, but i haven't other dominar,
@@bplbiker hmm..get one from dealer for test ride and do the shoot 😃
Nice bhai difference dikh rha hai dual disk me or dominar infact jyada weighted bhi hai fhir bhi itni jldi ruki
Bhai difference to apni jagha hai, but braking me jo feel hai na next level hai,
@@bplbiker ha bhai wo to hai bs mai bhi yhi setup kruga apni bike pe
@@therohiitgupta best of luck
Bhai new ns 200 bs6 phase 2 breaks test karo . Love from odisha ❤
Bro mera ek doubt hai aapne one side dual disc ke liye hub banaker disc set kiya hai but iss se rim ka jo strength hai vo kam nhi hua ye acha tha but jo hub aapne right side me use kiya uss se one side weight ratio me kuch problem nhi hua in highspeed ya aur kuch ?
@@narayansingh5835 bhai balance me farak nahi padega kyuki weight wheel ke center me add hua hai,
Or mene is modification ke baad bike ko har tarha se chalaya hai on road off road, or ladakh ride bhi ki hai, 169 tak ki top speed me is bike ko chalaya hai abhi tak koi problem nahi aayi, or aage bhi nahi aygi 👍🏻
@bplbiker k
@bplbiker bro but Aaj Tak Maine usd pe bahot sare mod dekhe dual working disc ka but abhi tak koi telescopic me dual disc nhi dekha kya possible ho sakta hai telescopic me dual disc working ka ?
@@narayansingh5835
telescopic par bhi ho sakta hai,
But
telescopic ke comparison me usd par thoda easy hota hai ye mod,
Bro make video on new ns160 top speed after the service and same thing for ns200 also top speed test
but you have done great job.
Thanks bro
Bhai mera bhi dominar 400 2019 ka model bike aaaap kaise kiya pura bathadona bhayya
Bhai har chiz ka video dala hua hai mene UA-cam par
Size bhi daaale hai bhayya....?
@@Dominar9522 what size?
Aaaap kahase dalvaya, size mm cutting andar disc aluminium ka pura details kya kya dalvaya diyetho mai note karlunga bhayya
@Likhith kumar bhai mere channel par dekhlo mene sab kuchh bataya hai size bhi mm me bataya hai, 4 - 5 video upload kiye hai double disc ke,
Discription me bhi links hai video k
Abs non abs ka frk h
Bhai aapki dominar mere ghar ke bahar khadi thi raisen mai bhai aap namaz parne aaye the sayar wali masjid ke bahar bhai plz reply
Ha me jata rehta hu waha namaz padhne...😊
@@bplbiker bhai mera ghar usi masjid se juda hua h aap aao to aana kabhi
@@bplbiker aap kaha rehte ho bpl ka rsn
@@islamic_talks565 inshallah
@@islamic_talks565 i m from bhopal..
Colors are boosted excessively
Kitna kharch ayega
Is par full detailed video aygi bhai
ye testing dominar se hi hoti to jada ache se justify hota
Ha bhai but hamare pass ek or dominar nahi thi...
Or wese ktm or dominar me same suspension or same brakes hai
@@bplbiker kabhi aao delhi mere pass hai same comparison kar lenge bst hua to mai bhi update kar lunga...
@@dustywheels07 ok bro agar delhi ana hua to zaroor test karenge 😊
bhai kya bol rhe ho, dual diks nahi disc hota hai, uska mtlb kuch or niklta hai, sahi se bola kro bhaiya
Are bhai bich me gaadi mt rok