Hi Guy's please Subscribe & support my channel ❤️ ❤️❤️... Any queries please contact me on Facebook.. facebook.com/Tushartinker93/ Please follow me on Instagram : bit.ly/2VfIXAB
Sir mene kbhi practice nhi kri hai javelin throw ki but ab muje practice krni hai to muje Jaipur m coach mil jayege ache mere gav m koi coach nhi hai isliye
Hii sir , sabse pahle to apko thanks bolna chahunga ki ap achchhi achchhi mahatvapurn jankari ko leke ap ham logo tk video ke madhyam se pahuchate hain 🙏🙏🙏🙏🙏 thanks so much sir ji
Sir 21 years age walo ke liye javelin me representation process kiya hai. Beginner level se Olympic level tak Kiya Olympic me age matter karti hai Please suggest me. 🙏
Aap 21 year age me senior category me khel sakte hai... And beginners level se Olympics level Tak age matter nhi karti hai... Bus aapki fitness acchi honi chahiye...
Aap 21 year age me senior category me khel sakte hai... And beginners level se Olympics level Tak age matter nhi karti hai... Bus aapki fitness acchi honi chahiye
Hi sir I'm 24 and I'm from AP.... is there any chance to see my life as a javelin thrower and shall I start now what is the basic distance I want to throw to start the javelin training...and any stadiums in AP or Hyderabad can u prefer for training and I'm a left hander...eagerly waiting for u r reply sir...
sats.telangana.gov.in/contact-us/ Stadium ma address or contact details is link me mil jayga aapko... And Aap 24 me Kar sakte hai start...lakin fitness per bahut Jada dhyan Dena hoga.. and aapko passion rakhna hoga success hone ke liye... Kyuki Javelin me aapko ek accha khiladi banne ke liye 5-6 saal to lagenge... Dil se mehnat karne me baad...
Ye koi fix nahi hota ki aap kab tak international tournament khel sakte hai.. ye to aapki mehnat per depend karta hai... Dil se mehnat kro to 2-3 saal me khel sakte ho.. time paas kiya to 10-12 saal lag jaye.. yaa ho sakta hai naa bhi khel pao...
Jha se aapne Archery ki coaching li h ( Jagatpura shooting range), wha ki fees kitni h per month for archery and timings kya h ? Please reply it would be very helpful 😊
Agar mae javelin throw college mae join karu toh can I play state level or national level? How many years I will take for Olympics? BaLLb k saath sports lene mae koi problem face toh nahi karni hogi about time?
Yes aap Study ke sath bhi Javelin join Kar sakte hai... Or isse fayda bhi hai aapko... State or National me participate karne ke sath aap University games bhi khel sakte hai...wo bhi National ke baraber hota hai...and Olympics me jaana to aapke mehnat or talent per depend hai.... Dil se mehnat kro to ho sakta hai next Olympics pahuch jao..time paas Kiya to pta nhi kitne hi saal lag Jaye....
नमस्ते गुरुदेव 🙏 गुरुदेव मेरा एक प्रश्न है मेरी उम्र 24+ है मैंने कोई कोचिंग ज्वाइन नहीं की है और मैं सीधे जिला स्तर पर खेलना चाहता हूँ क्या मैं खेल सकता हूँ? और भाला फेंक प्रतियोगिता में मुझे भाला अपना खुद का साथ लेकर जाना पड़ेगा क्या?
Bina coaching ke aap kaise khel sakte ho??? Tournament me sabhi players training karke aate hai. Technique or fittnesa bahut jaruri hai khelne ke liye.. Or tournament me khelne se pehle aapko I'd card banwana padega Jo coach ke bina nhi banega...
Sms stadium Jaipur me best hai.. jhunjhnu me sayad hi koi Academy hogi Javelin ki... Kyuki Devendra jhajhadiya sir bhi Bahar hi Practice karte hai...wo bhi jhunjhunu se hi hai...
SAI me waise to 12-18 age wale hi Practice karte hai...wo bhi unka selection hota hai tab... Or iske alawa aap Pay & play scheme me khel sakte hai...jaha aapko kuch fees pay krni hoti hai...
Sri gangangar me "Maharaja Ganga Singh Stadium" ke Coach se miliye... Or National qualify karne ke liye mehnat krni hogi... Dil se mehnat kroge to national khel loge... Average throw 50-60 mtr krna hoga
1,5 lakh wali javelin carbon fibre ki hoti hai..jo hawa Me accha balance bnati hai... Or bhi kai qualitys hoti hai... Throw krne per band nhi hoti 5000 wali wooden or aluminium ki aati hai... Jo ek baar throw krne per band ho sakti hai..fir next throw itna accha nhi jaata...
Beginners ko hamesha natural Diet pr rahna chahiye... Fruits.. Jyus... Morning me sprouts le lijiye.... Jab aap ek acche level per aajao tab dietician se chart taiyaar karwa lijiyega... And exercise me aap running , cardio exercise , yoga , meditation kijiye... Iske baad aapko Coach se milna hi hoga... Javelin ki kuch alag exercises hoti h.jo coach hi karwate h
Yes pahle aapko district level khelna hoga... Coaching free milegi..bus equipment aapka khudka hona chahiye... And apne aas paas koi acchi si athletic academy search kijiye and waha ke coach se miliye...wo permission denge
mai jaipur se hu , sms stadium me javelin kis se sikna hoga aap bata skate hai kya, vaha ki fees bhi bata dena beginners ke liye coaches ke no. ke saath please . Or any personal trainer for javelin in jaipur agar aapko pata ho toh bata dena .
Sms stadium me koi coach nhi hai abhi available... Self practice karte hai sab... Yaa fir private coach lagate hai apne level per.... Practice krne ke paise nhi lagte waha kyuki government stadium hai... Iske alawa vaishali nagar me ek private academy hai ..94607 66474 jagjeet ji sir hai inse baat krlo
Sms stadium bahut bada hai .. waha cricket ke alawa bhi grounds hai . Archery, hockey, Tanis, vollyball, swimming, wrestling, kho kho, football, athletics,,, or bhi game hai
@IndiasPrideTushartinker thanks bhai itni help ke liye . Ye bus puchna tha ki kaunse time aana perfect rahta hai practice ke liye yaha subhe and saam me and mai akela hu toh practice me kya karu , I do gym and all things but javelin me stadium me jaake kaunsi chize karu ??? Kya karna chaiye mujhe ? Vaha parking bhi hai kya hai free hai abhi practice waalo ke liye ?
sir me state level player hu jevelin ka or sir abhi tak mene koi academy join ki h 7 days practics thi ab mera jevelin something 45 cross ho shuka h mere 12 running h. please sir aap muje jaipur,jodhpur, me acchi academy bta sakte ho or sir thoda pese ka bajat kam hona sahie poor family se hu
Vese bhai ek baat btao national lable pr phuchne me kitna time lg skta hai kyuki me grib family se hu to sayad met family wale iske liye jyada to nde ske Or bhai hum academy join krle to hmko apna kya kya equipment rkhna hoga or bhai khana rhna academy me hi hoga bhai kese fees lgegi ya nhi iski
National pahuchna aapki mehnat or talent per depend hai...Dil se mehnat kro to 1 saal bhi nhi lagega or time paas Kiya to pta nhi kitne hi saal lag jaate hai... Equipment me aapko Javelin or Shues lene honge... Baki coaching free milegi sarkari stadium me.... Khane pine or rahne ka aapko khud manege karna hoga....rent per room lekar...
Fees nahi lagti... Lakin rahne ke liye or khane ke liye kharcha khudka hota hai.. wese aap apne aas paas me search kijiye academy... Jaipur me kaafi mahanga padega aapko rent and all
Hlo bhaiya how to join athletics (100m & 200m ). Full details. Workout Training hours & equipments ( spikes , kits ) Proteins Coach Synthetic ground Money expenses National to international player kaise bne.
@@IndiasPrideTushartinker bhaiya sorry baar baar kuch na kuch yaad aa jata h. Bhaiya best training center /staidium. And best coach. Kitna karcha aata h dusri country ke coach se training lene me. Ya national or international khelne ka karcha khud hi uthana padta h, agr ha to kitna karcha.
Normally 40 meter girls ke liye hai...but depend krta hai tournaments me aapka competitor kitna door throw krta hai ..usse Jada aapko throw krna hoga... Rahi baat acche javelin ki to ye aapke coach hi bta sakte hai aapki performance dekh kr ...
Hlo sir i am from uttarpradesh Sir mera bhi ek question h apse.. Sir jb hm national khelne jayege tabhi jaruri hona chahiye hm pr copperfibre wala javelin varna to hm national game se phle Sare games wooden wali javelin se khel skte h Plss is question ka javab dena.. ❤
Wooden Javelin se aap as a beginner practice Kar sakte hai... Uske baad aapko aluminum javelin se practice krni hogi ...Jo 5000 tk me best Javelin mil jaygi... Or jab aap national khelnge jaoge to jaruri nhi hai aap khuki javelin sath lekar jao .. athletic federation aapko tournament khelne ke liye wahi se provide karwa degi....
Jese bhai hum khud apne yha se practice krke district lable me khud participate nhi kr skte hai kya bhai or participate krne ke liye kya krna hoga or bhai district lable me jitne kese hai rank ya madel se
Aisa Karna dangerous hoga...kyuki Javelin se kisi ko lag sakta hai... Isiliye iski practice stadium me hi karni chahiye...or waise bhi without coach aap technique nhi Sikh sakte... Or bina technique ke saari mehnat bekar hoti hai...
Sarkari stadium me fees nhi lagti bus javelin khudka hona chahiye... And join karne ke liye aapko Coach se milna hoga apne aas paas Athletic stadium me... Coach hi permission denge
Game ke sath job nhi milti hai... National or international level per medal jeetne per milti hai...or us job ke liye bhi trials hoti hai..merit list me aana padta hai
@@IndiasPrideTushartinker ha m vahi puch raha hu bacha 24 year ka ho chuka hai or vo start karta hai 3 ya 4 sal or lag jata hai game me or age ho gai 28 year to job milna ka chance hai kisi filled me 🙄
Actually Har department ke alag rules hai... Jaise Railways me 25 last age hai.. others me 30 age Tak bhi job milti hai... Alag alag department ke apne apne rules hai
Bhai me bhut gareeb paribar se hu or me games me jewlin karna chahta hu Bhai agar koi sarkar ke dwara coaching krata ho academy me to bhai btana jarur Or 1 video jarur banana apki video se kuchh seekhne ko milta h me to apki video ka entjar bhi karta hu ki abke kuchh new sunne ko milega bhai koi goverment academy ho to btana
@@IndiasPrideTushartinker sir me ghar pr hi kheto me jewlin karta hu 1 bajar se बांस ka jewlin kharidkar. Kr khelta hu sir koi government academy btana jarur Sir me apke chanal ke bare me apne mitro ko bhi btata hu ki sir ke chanal pr ap kisi bhi game video dekh kar jankari prapt kr sakte ho
Thanks aapke pyar ke liye 🇮🇳🙏... Or best practice ke liye aapko Delhi JLN stadium yaa cwg stadium me jaana chahiye... Waha Fees nhi lagegi bus Javelin khudka hona chahiye... 5 se 10 hajar rupaye ki Javelin aati hai ...lakin rent per room leke rahna hoga aas paas me...
Sir mein bhi javelin sikhna cahata hu sports m carrier banana chahata hu kya m bhi ye kar sakta hu meri age 24 h but mujhe javelin sikhna iski koi knowledge nahi hai ?
Pahle District level hota hai...usko Qualify karke state khelna padega..phir usko Qualify karke national khelna padta hai... Direct National nhi jaa sakte
International tournaments khelne se pahle District level tournaments fir State or national fir international tournaments khelte hai... Uske baad State ya village nhi . India ko represent Krna hota hai
Hi Guy's please Subscribe & support my channel ❤️ ❤️❤️...
Any queries please contact me on Facebook.. facebook.com/Tushartinker93/
Please follow me on Instagram : bit.ly/2VfIXAB
You WhatsApp number please
Sir mene kbhi practice nhi kri hai javelin throw ki but ab muje practice krni hai to muje Jaipur m coach mil jayege ache mere gav m koi coach nhi hai isliye
Yes aap Jaipur ke SMS stadium me Practice Kar sakte hai... Waha coaches mil jayenge
@@IndiasPrideTushartinker Thank you
@@IndiasPrideTushartinker sir diet kesi honi chahiye fitness ke liye vegetarian
In 2011 i am qualified for state level games(javelin) and I throw 72.mtr after 1.5 yrs I having accident and left the javelin, need to start again...
Yes Why not... You can Start again...
Rajasthan
Monthly kharcha kitna
Bhai Muje rply dena
Hi
Very nice information ❤❤❤❤❤🎉🎉
Jay hind jay bharat 🇮🇳❤️❤️
Jai Hind 🙏
Bhai meri age 21 year hai to me join kar sakta hu kya or Jaipur me kha h academy or kitni fees hai
Best channel for sports detail👍🇮🇳
Thanks ❤️
Dhanyawad guru dev ji ❤️❤️❤️❤️❤️
🙏 welcome
Hii sir , sabse pahle to apko thanks bolna chahunga ki ap achchhi achchhi mahatvapurn jankari ko leke ap ham logo tk video ke madhyam se pahuchate hain 🙏🙏🙏🙏🙏 thanks so much sir ji
🙏🇮🇳❤️
Thank you for this video
Welcome ❤️🙏🇮🇳
Thanks sir ji aapka video bhut aacha lga dikh kr
Thank you so much 💞
Sir West Bengal me sabse acha javlin academy kaha he 🙏🙏🙏🙏🙏plzz batao?
Sir Madhya Pradesh m Kon se Academy bast h
Videos bht dekhi hn Mene UA-cam pe prr Bhai aapse neecche 👇🤙 hn Sab videos....!
Fully filled with knowledge.. 👌👌👌👌
.
Keep up it bro best of luck 👍👍👍
Thanks ❤️
Wese aap Jaipur se ho kya bro
Yes
I'm from alwar 👋
Sir 21 years age walo ke liye javelin me representation process kiya hai.
Beginner level se Olympic level tak
Kiya Olympic me age matter karti hai
Please suggest me. 🙏
Ha btao yrr
Aap 21 year age me senior category me khel sakte hai... And beginners level se Olympics level Tak age matter nhi karti hai... Bus aapki fitness acchi honi chahiye...
Aap 21 year age me senior category me khel sakte hai... And beginners level se Olympics level Tak age matter nhi karti hai... Bus aapki fitness acchi honi chahiye
Bhai aap bhut atchi vedio bana rahe ho bhut help mil rahi h Hume slute h bhai Aapko
Dhanyawad 🙏❤️
Hi sir I'm 24 and I'm from AP.... is there any chance to see my life as a javelin thrower and shall I start now what is the basic distance I want to throw to start the javelin training...and any stadiums in AP or Hyderabad can u prefer for training and I'm a left hander...eagerly waiting for u r reply sir...
sats.telangana.gov.in/contact-us/
Stadium ma address or contact details is link me mil jayga aapko...
And Aap 24 me Kar sakte hai start...lakin fitness per bahut Jada dhyan Dena hoga.. and aapko passion rakhna hoga success hone ke liye... Kyuki Javelin me aapko ek accha khiladi banne ke liye 5-6 saal to lagenge... Dil se mehnat karne me baad...
Thank u sir for u r valuable reply I want to workout 10hours in day sir....but I want a perfect coach to guide me....
All the best... Waise aap Google per search Kar sakte hai Athletic Academy
@@IndiasPrideTushartinker Sir mai bihar se hu mera age 15 hai kya mai waha practice ke liye ja sakta hu javelin throw ke liye please Sir reply
Hn aap practice ke liye pure India me kahi bhi jaa sakte hai... Rahna , khana , sab kharcha aapka hi hoga
Sir jankari dene ke liye thank you ,👍👍👍👍so kind of you
🙏🤗
Nmber to nhi de paunga... Aap mujhe instagram par msg kar dijiye.. waha reply jarur dunga...
@@IndiasPrideTushartinker sir kyaa main aapse milne aaun to aap mujhse milenge and kahan mil sakta hun
Actually milne me mujhe koi problem nahi hai..mil sakta hu.. lakin mera fix nhi hota ki konse din jaipur me hu yaa bahar hu
Jai Shree ram
Jai Shree ram 🙏
bhai i really heratfully thanks for this information ❤❤
Thank you
कितने साल में हम अंतरराष्ट्रीय स्तर तक पहुंच सकते हैं
Ye koi fix nahi hota ki aap kab tak international tournament khel sakte hai.. ye to aapki mehnat per depend karta hai... Dil se mehnat kro to 2-3 saal me khel sakte ho.. time paas kiya to 10-12 saal lag jaye.. yaa ho sakta hai naa bhi khel pao...
Kurukshetra me hai koi coach jo practice k liye
Jha se aapne Archery ki coaching li h ( Jagatpura shooting range), wha ki fees kitni h per month for archery and timings kya h ? Please reply it would be very helpful 😊
Waha ki fees Filhal beginners ke liye 200 rupaye per month hai... Equipment aapka khudka hona chahiye
And timing morning me 6-10 and evening me 4-6
Aur coaches kse h wha ke?
Nature Wise acche hai... Don't worry
Aur kya hm nationals tk wodden bow se khel sakte hai kya,?
Agar mae javelin throw college mae join karu toh can I play state level or national level? How many years I will take for Olympics? BaLLb k saath sports lene mae koi problem face toh nahi karni hogi about time?
Yes aap Study ke sath bhi Javelin join Kar sakte hai... Or isse fayda bhi hai aapko... State or National me participate karne ke sath aap University games bhi khel sakte hai...wo bhi National ke baraber hota hai...and Olympics me jaana to aapke mehnat or talent per depend hai.... Dil se mehnat kro to ho sakta hai next Olympics pahuch jao..time paas Kiya to pta nhi kitne hi saal lag Jaye....
@@IndiasPrideTushartinker thank you dil se mehnat for India 🇮🇳👍
All the best 👍
@@IndiasPrideTushartinker thank you sir 😊
Sir SMS Stadium Jaipur ma 18 tak Age walo ka liya hostal facalitiy ha kya
नमस्ते गुरुदेव 🙏
गुरुदेव मेरा एक प्रश्न है मेरी उम्र 24+ है मैंने कोई कोचिंग ज्वाइन नहीं की है और मैं सीधे जिला स्तर पर खेलना चाहता हूँ क्या मैं खेल सकता हूँ?
और भाला फेंक प्रतियोगिता में मुझे भाला अपना खुद का साथ लेकर जाना पड़ेगा क्या?
Bina coaching ke aap kaise khel sakte ho??? Tournament me sabhi players training karke aate hai. Technique or fittnesa bahut jaruri hai khelne ke liye.. Or tournament me khelne se pehle aapko I'd card banwana padega Jo coach ke bina nhi banega...
@@IndiasPrideTushartinker bahut bahut dhanyavaad sir🙏
Bhai India Kaha Kaha javelin training Hota hai, may west Bengal se tho yeh par Kahi koi academy Nahi hai😕
Kolkata me hai.. but sayad filhal Corona ki wajah se Practice off hai
Sir, agar kolkata may hei toe please address digiaga ,
Haa sir address dijiye pls
Dum dum Kolkata 700028
Sir khelmahakumbh kab aayeg plis sir video banado
Sar japur main javelin throw ki Acdmiy kahan hai
SMS stadium
Bai kha s hu
Thanqs sir I'm jodhpur
Welcome
Sir.. I AM from jhunjhunu , I want to join jevlin with keep maintain my studying. Which stadium is best in Jaipur or jhunjhunu..
And sir minimum kitni years ki practice chahiye hoti hai best thrower banne k liye
Sms stadium Jaipur me best hai.. jhunjhnu me sayad hi koi Academy hogi Javelin ki... Kyuki Devendra jhajhadiya sir bhi Bahar hi Practice karte hai...wo bhi jhunjhunu se hi hai...
Ye to aapki mehnat or fitness per depend karta hai... Aap kitna jaldi technique ko catch karte hai is per bhi depend karta hai...
Okay sir...
Thanks for INFORMATION 😊😊
Welcome ❤️🇮🇳🙏
Sir Uttar Pradesh me Javelin throw ke liye coaching center kaha h please reply me 🙏🙏🙏🙏🙏
Uttar Pradesh athletic association ki website per jaiye waha contact details diye hue hai...waha se pta chal jayga aapko
@@IndiasPrideTushartinker thanks sir
@@technicsinfusion2133
Sir iss stadium me training ke liye qualifications chaiye hoti h kya
Please reply me 😃
SAI me waise to 12-18 age wale hi Practice karte hai...wo bhi unka selection hota hai tab... Or iske alawa aap Pay & play scheme me khel sakte hai...jaha aapko kuch fees pay krni hoti hai...
@@IndiasPrideTushartinker
Sir jo beginners hai mtlb jinko ye sikhna hai bilkul base se vo yahan training nhi le sakte
आप वीडियो बहुत अच्छा लगा भैया वैसे मेरा प्रश्न है की मैं बांस से बने भले से प्रेक्टिस करता हूं सही है की नहीं
Ek time tak ke liye thik hai... Agar acche level per khelna hai to aluminium javelin lelo
Hello sir ,
Can we learn javelin throw at 18 years of age and go to the Olympics if we have been playing badminton at state level already ?
Yes why not... You can Start Javelin
And Aapki fitness bhi acchi hogi aap badminton player hai to... Aap jaldi cover Kar lengi...
But can we go till the Olympics or till the nationals only?
Agar mehnat Dil se krogi to state , National , World cup , world championship, Commenwealth game. Olympics sab khel sakti hai aap...
How many hours do we need to train each day for reaching international level??
Sir please make all javilien shop video
Ok...
In delhi or grugram
Sir, I am from Shri Ganganagar and 12 is my age so sir there is any stadium here and sir can I qualify t nationals ? what is average throw for me.
Sri gangangar me "Maharaja Ganga Singh Stadium" ke Coach se miliye...
Or National qualify karne ke liye mehnat krni hogi... Dil se mehnat kroge to national khel loge... Average throw 50-60 mtr krna hoga
Thank you sir may God bless you and you get first gold in archery for india
Thanks for your Love and Blessings ❤️
Sir make a video on how to convince parents to take sports
Ok.... Sure...
Even this was a great Vedio....You have new Subscriber too..!!!!
Thanks ❤️
Sir please confirm I'm 16 year old can i start javelin🇮🇳
Yes
@@IndiasPrideTushartinker thank you so much sir🇮🇳
Welcome ❤️ and Go for it 👍🇮🇳
@@IndiasPrideTushartinker sure sir🇮🇳🙏
Sir ji ham keya javline karne k sath sath study v continue kar sakte hai??
Matlab hame utni time milega study continue karne k liye ..
सर एक बात पुशनी है 1.5 लाख वाले बाले में और 5000_7000 वाले बाले मै क्या फर्क होता है सर मेरे मन मे सवाल हैं सर प्लीज़
1,5 lakh wali javelin carbon fibre ki hoti hai..jo hawa Me accha balance bnati hai... Or bhi kai qualitys hoti hai... Throw krne per band nhi hoti
5000 wali wooden or aluminium ki aati hai... Jo ek baar throw krne per band ho sakti hai..fir next throw itna accha nhi jaata...
Sir I am 18year old I want to join javelin throw and participate in olympic
Mene abhi peractis start ki h.. But.. Abhi koi Acadmey join nhi ki..
Ager .. Suruat me hum ko kya Diet leni chaiyr or... Kya kya excercise! Karni jaruri h.. Plz sir.. Reply jarur karna.🙏🙏
Beginners ko hamesha natural Diet pr rahna chahiye... Fruits.. Jyus... Morning me sprouts le lijiye.... Jab aap ek acche level per aajao tab dietician se chart taiyaar karwa lijiyega... And exercise me aap running , cardio exercise , yoga , meditation kijiye...
Iske baad aapko Coach se milna hi hoga... Javelin ki kuch alag exercises hoti h.jo coach hi karwate h
❤Best sir
Bhai jevlin throw me sbse phle district pr khelte hai kya, coaching kha pr le or bhai coching ka feec kya hoga or admission jese le
Yes pahle aapko district level khelna hoga... Coaching free milegi..bus equipment aapka khudka hona chahiye... And apne aas paas koi acchi si athletic academy search kijiye and waha ke coach se miliye...wo permission denge
Sare baat sir paise pr aake ruk jate hai nh to aaj mai bhe athlete ban jau 👨🦱😌
Any academy for javelin throw in Delhi ?
Jln stadium or chatrasal stadium
sir ab olampic game kon se son me khela jayega
2024 me...mtlb next year
Sir my age is 18 . Mene jab school me tha tab 40 mtr throw krta tha. Abhi 3 saal hua javelin pakda nhi. Kya mene abhi start krne se achha krpaunga??
Hanji... Agar apko coaching mil jaygi to aap accha Kar sakte hai.. coach proper technique sikhate hai...
Isiliye kisi acche coach se miliye
Jay hind jay bharat 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Jai Hind
mai jaipur se hu , sms stadium me javelin kis se sikna hoga aap bata skate hai kya, vaha ki fees bhi bata dena beginners ke liye coaches ke no. ke saath please .
Or any personal trainer for javelin in jaipur agar aapko pata ho toh bata dena .
Sms stadium me koi coach nhi hai abhi available... Self practice karte hai sab... Yaa fir private coach lagate hai apne level per.... Practice krne ke paise nhi lagte waha kyuki government stadium hai...
Iske alawa vaishali nagar me ek private academy hai ..94607 66474 jagjeet ji sir hai inse baat krlo
@@IndiasPrideTushartinker but waha toh tournaments and ipl wagera bhi hote hai then free kaise rahta hoga ? Ya ye main cricket stadium se alag hai ?
Sms stadium bahut bada hai .. waha cricket ke alawa bhi grounds hai . Archery, hockey, Tanis, vollyball, swimming, wrestling, kho kho, football, athletics,,, or bhi game hai
@IndiasPrideTushartinker thanks bhai itni help ke liye .
Ye bus puchna tha ki kaunse time aana perfect rahta hai practice ke liye yaha subhe and saam me and mai akela hu toh practice me kya karu , I do gym and all things but javelin me stadium me jaake kaunsi chize karu ??? Kya karna chaiye mujhe ? Vaha parking bhi hai kya hai free hai abhi practice waalo ke liye ?
Dekho exercises to aapko coach hi bta sakte hai ... Javelin kaha se kharide ye bhi coach bta denge ...
Sir ek 5000tek ka javelin hai or ek 1.50lakh ka javelin hai to in dono me distance ka b ferk pedta hai Kya 1.50lakh wala iste Durr jave ga
Nhi.. door nhi jaata... 1.50 lakh wale me stabilization system accha hota hai...
Thanks bhai
Welcome ❤️
sir me state level player hu jevelin ka or sir abhi tak mene koi academy join ki h 7 days practics thi ab mera jevelin something 45 cross ho shuka h mere 12 running h.
please sir aap muje jaipur,jodhpur, me acchi academy bta sakte ho
or sir thoda pese ka bajat kam hona sahie poor family se hu
12 class running h
Jaipur me Sms stadium or Vidhyadhar nagar stadium me try kro... Yaha free training milegi... Lakin rahne or khane ka khud ko intezaam krna padega
ohk sir
Vese bhai ek baat btao national lable pr phuchne me kitna time lg skta hai kyuki me grib family se hu to sayad met family wale iske liye jyada to nde ske Or bhai hum academy join krle to hmko apna kya kya equipment rkhna hoga or bhai khana rhna academy me hi hoga bhai kese fees lgegi ya nhi iski
National pahuchna aapki mehnat or talent per depend hai...Dil se mehnat kro to 1 saal bhi nhi lagega or time paas Kiya to pta nhi kitne hi saal lag jaate hai... Equipment me aapko Javelin or Shues lene honge... Baki coaching free milegi sarkari stadium me.... Khane pine or rahne ka aapko khud manege karna hoga....rent per room lekar...
Sir 45 meters normally hota h koi advice??
Throw aage kaise badhaye is topic par jaldi video milega... channel ke sath bane rahiye
Dhanyawad guru dev
National m culifve k liye to theek h per olempic m kitna m coulifive kaise hota h
Hi, mein Odisha se hoon, Kahan practice kar sakta hun, please bataiye
Kit University
Sir Hanumangarh me best coach?for training I'm 14 years
30 year ke bad bhi kar skte hai keya bhaiya ya Aaj limit hoti hai❤
Nice
Thanks 🙏
@@IndiasPrideTushartinker sir lm 23 and from west bangal can I abmition there and how much amounted per year
Fees nahi lagti... Lakin rahne ke liye or khane ke liye kharcha khudka hota hai.. wese aap apne aas paas me search kijiye academy... Jaipur me kaafi mahanga padega aapko rent and all
Sir at the 18 ......hum start kr sakte hai kya
Yes
Hlo bhaiya how to join athletics (100m & 200m ). Full details.
Workout
Training hours & equipments ( spikes , kits )
Proteins
Coach
Synthetic ground
Money expenses
National to international player kaise bne.
Sure.... Is topic pr jaldi video aayga
@@IndiasPrideTushartinker bhaiya aap kisi official se hi pooch ke batana ya kisi international athletes se jo kbhi india ko represent kiya ho
Sure
@@IndiasPrideTushartinker bhaiya sorry baar baar kuch na kuch yaad aa jata h.
Bhaiya best training center /staidium. And best coach.
Kitna karcha aata h dusri country ke coach se training lene me.
Ya national or international khelne ka karcha khud hi uthana padta h, agr ha to kitna karcha.
Girls ki kitani throw laag janu chahiya normal javelin se
Or achi javelin kitane miter k baad leni chahiya
Normally 40 meter girls ke liye hai...but depend krta hai tournaments me aapka competitor kitna door throw krta hai ..usse Jada aapko throw krna hoga...
Rahi baat acche javelin ki to ye aapke coach hi bta sakte hai aapki performance dekh kr ...
Hlo sir i am from uttarpradesh
Sir mera bhi ek question h apse..
Sir jb hm national khelne jayege tabhi jaruri hona chahiye hm pr copperfibre wala javelin varna to hm national game se phle Sare games wooden wali javelin se khel skte h
Plss is question ka javab dena.. ❤
Wooden Javelin se aap as a beginner practice Kar sakte hai... Uske baad aapko aluminum javelin se practice krni hogi ...Jo 5000 tk me best Javelin mil jaygi...
Or jab aap national khelnge jaoge to jaruri nhi hai aap khuki javelin sath lekar jao .. athletic federation aapko tournament khelne ke liye wahi se provide karwa degi....
@@IndiasPrideTushartinker thnkuu sir for give me rply
And big fan sir
Welcome ❤️
Thanks ❤️
sir district competition me directly participate kar sakte hai
Yes kar sakte hai.. lakin kisi bhi compition me success hone ke liye practice bhi jaruri hai...
Jese bhai hum khud apne yha se practice krke district lable me khud participate nhi kr skte hai kya bhai or participate krne ke liye kya krna hoga or bhai district lable me jitne kese hai rank ya madel se
Bhai Bina coach ke Practice nhi hoti kabhi... Technique ke alwa bhi bahut saari cheez hoti hai Jo coach sikhate hai...
Thanks a lot sir for super information 🙏
Welcome 🙏
@@IndiasPrideTushartinker sir I'm from Maharashtra to Maharashtra me javlin akedmi khaha par he piz Ripley sir🙏
Pune me hai ek Academy... Waise aap Google per search kijiye mil jaygi Academy....
@@IndiasPrideTushartinker thanks sir 🙏but I'm 20 year's old sir
Bhaiya mene 70 meter ke javelin ki practice kar rha hu abh muje jaipur aana he join karne ke liye muje le lenge ya nhi
Better hoga aap Haryana training kre... Kyuki jaipur me abhi koi coach nhi hai... Haa private academy mil jayegi jaipur me...
Tq sir😥😥
Welcome
Delhi ma kon stadium best rahega for javelin throw training ka liya ya fir other game ka liya
JLN stadium or Cwg stadium
Sir me bsf ki tyari kr rha hu to kya bsf me jane ke bad jevellian join kr sakta hu
Yes... Aap BSF me jaane ke baad bhi Sports Kar sakte hai
Hello sir Uttrakhand mein game participate Academy sir kaha ha javline throw ki
Wo to aapko hi search krni padegi... Kyuki me to jaipur rajasthan se hu... Me waha ke baare me nhi janta
Nice vedeo
Thanks ❤️
Sir praolmpice tak phuchney Kay lie kitnay Sal lag jatay hai
Aap disable (Para) category me aate ho??
Hello sir agar koi village me rahkar kuchh time tak practical karna chahe to ye somewhat hai
Aisa Karna dangerous hoga...kyuki Javelin se kisi ko lag sakta hai... Isiliye iski practice stadium me hi karni chahiye...or waise bhi without coach aap technique nhi Sikh sakte... Or bina technique ke saari mehnat bekar hoti hai...
Thank you so much sir aapne quetion ka repli diye
Welcome dear
Main Bihar se hun
Bhai meri age 21 hai mujhe krna h javelin to acedamy mai join kaise houn or monthly fees kitni hogi plzzz btna
Sarkari stadium me fees nhi lagti bus javelin khudka hona chahiye... And join karne ke liye aapko Coach se milna hoga apne aas paas Athletic stadium me... Coach hi permission denge
Sir ager koi bacha abhi 24 year ka hai or vo javelin throw start karta hai to us ko game ka sath job konsi mila gi
Game ke sath job nhi milti hai... National or international level per medal jeetne per milti hai...or us job ke liye bhi trials hoti hai..merit list me aana padta hai
@@IndiasPrideTushartinker ha m vahi puch raha hu bacha 24 year ka ho chuka hai or vo start karta hai 3 ya 4 sal or lag jata hai game me or age ho gai 28 year to job milna ka chance hai kisi filled me 🙄
Actually Har department ke alag rules hai... Jaise Railways me 25 last age hai.. others me 30 age Tak bhi job milti hai... Alag alag department ke apne apne rules hai
Bhai me bhut gareeb paribar se hu or me games me jewlin karna chahta hu
Bhai agar koi sarkar ke dwara coaching krata ho academy me to bhai btana jarur
Or 1 video jarur banana apki video se kuchh seekhne ko milta h me to apki video ka entjar bhi karta hu ki abke kuchh new sunne ko milega bhai koi goverment academy ho to btana
Kaha se ho???
@@IndiasPrideTushartinker Ham aligarh se h sir hamara games me bhut ruchi
@@IndiasPrideTushartinker sir me ghar pr hi kheto me jewlin karta hu
1 bajar se बांस ka jewlin kharidkar. Kr khelta hu sir koi government academy btana jarur
Sir me apke chanal ke bare me apne mitro ko bhi btata hu ki sir ke chanal pr ap kisi bhi game video dekh kar jankari prapt kr sakte ho
@@IndiasPrideTushartinker Aligarh khair se
Thanks aapke pyar ke liye 🇮🇳🙏... Or best practice ke liye aapko Delhi JLN stadium yaa cwg stadium me jaana chahiye... Waha Fees nhi lagegi bus Javelin khudka hona chahiye... 5 se 10 hajar rupaye ki Javelin aati hai ...lakin rent per room leke rahna hoga aas paas me...
Sir agar hum pure year mehnat karein to kitne metre tak increase kar sakte hain throw
50+
Main 50 m phek lete hun … to kya 1 year ki mehnat se main 50 m aur increase kar sakta hun
Hmmm
Kar sakte ho
Sir to neeraj chopra pure year mehnat nhi karte kya unka abhi tak 100 cross nahi hua??
Bhai yashvir singh se yah bhi to pucho ki wah kitne hour practice karte h konsi exercise kitne hour karte h weight lifting abc exercise jaise
Ok..
Hlo bhaiya me gwalior se hu par mp me to koi district/State level javelin ke competition nhi hote he to me kese national tak jaunga 😐
Please reply please 😟
Competition sabhi state me hote hai.. ye kab or kaha honge iski jankari aapko Coach or players ke touch me rahne se milegi
Sir mein bhi javelin sikhna cahata hu sports m carrier banana chahata hu kya m bhi ye kar sakta hu meri age 24 h but mujhe javelin sikhna iski koi knowledge nahi hai ?
Sir namaskar
Agra district main sports kai barai mai jankari dain
Namaskar ji 🙏... Agra me Eklavya Stadium hai... Jis sports me aap jaana chahte ho usse related coach se miliye...
Bhai fee structure kitna hota hai❤
Kolkata mein javelin ke liye kaunsi academy sahi rahegi?
Meri Knowledge me Kolkata me Javelin Academy nahi hai... Aapke waha football, Cricket , Archery ki Academy Jada hai...
Very good information. Alag state se b joint kar sakti Ho k ny sikne k liye. Frm assam
Yes you can join...
@@IndiasPrideTushartinker tnk u so much
Welcome
Sir aapke pass javelin milega use hmm kese buy kre
Nice sir jii
Thanks ❤️
javelin girls keh liyeh patna yah jharkhand meh best konsa academy heh
Sir mai 19sal ki hu to kya mai abhi shuru krna chahti hu javelin to kya kr skti hu
Yes...
Sir please bata degiye one-year kitna karcha hga
Sir Abhi my son 17yers h or 43 mitar javilion fake rha h
Abhi State qwalifayi kiya h to ab aage kya kare ki ladka or bdiya khel sake
Kuch khas nhi Krna bss unko continue practice krne do... Or kisi acche coach se training dilwao
Sir esame age Kitana hoti hai
UP mein best centre kahan per hai
Bhai ji 12we pass wala jevlin throw me bbag le sktaa (please answer me please 🙏🙏🙏🙏
Yes
Kya jo bache chashma pehente he vo javelin join kar sakte he
Yes...
Please make vedio on how order javelin shoes
Sir javline थ्रो ma satet va distik lavle mache hota ha ka dariket nachinal hota h
Pahle District level hota hai...usko Qualify karke state khelna padega..phir usko Qualify karke national khelna padta hai... Direct National nhi jaa sakte
Bhai State ya village manye nhi rakhta n international me ??
International tournaments khelne se pahle District level tournaments fir State or national fir international tournaments khelte hai...
Uske baad State ya village nhi . India ko represent Krna hota hai
Sir yasveer sir ki academy hi batado kidhar h hme join karni h ya fhir delhi me koi best academy bata do please reply sir
Up me kaha hoti h Bareilly ke pas me traning
Uttar Pradesh athletic association ki website per jaiye waha contact details mil jaygi... Contact karke pta kijiye ki aapke near koi Academy hai Kya
Sir Chandigarh me koi best accedmy btao jevlin throw k liye